Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit Singh
HomeJagjit Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye nayan dare dare ye jaam bhare bhare ye nayan dare dare ye jaam bhare bhare mujhe peene do kal ki kisse khabar ik raat ho ke nidar mujhe jeene do ye nayan dare dare raat haseen ye chaand haseen tu sabse haseen mere dilbar raat haseen ye chaand haseen tu sabse haseen mere dilbar aur tujh se haseen aur tujh se haseen tera pyaar tu jaane na ye nayan dare dare ye jaam bhare bhare mujhe peene do kal ki kise khabar ik raat ho ke nidar mujhe jeene do ye nayan dare dare pyaar mein hai jeevan ki khushi deti hai khushi kai ghum bhi pyaar mein hai jeevan ki khushi deti hai khushi kai ghum bhi main maan bhi loon main maan bhi loon kabhi haar tu maane na ye nayan dare dare ye jaam bhare bhare mujhe peene do kal ki kise khabar ik raat hoke nidar mujhe jeene do ye nayan dare dare
yeh mojeza bhi mohabbat kabhi dikhaaye mujhe yeh mojeza bhi mohabbat kabhi dikhaaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa wo meharbaa hai to ikraar kyoon nahin karta wo meharbaa hai to ikraar kyoon nahin karta wo badgumaa hai to sau baar aazmaaye mujhe wo badgumaa hai to sau baar aazmaaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa wo mera dost hai saare jahaan ko hai maloom wo mera dost hai saare jahaan ko hai maloom daga kare wo kisi se to sharm aaye mujhe daga kare wo kisi se to sharm aaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa main apni zaat mein neelaam ho raha hoon qateel main apni zaat mein neelaam ho raha hoon qateel ghum e hayaat se keh do khareed laaye mujhe ghum e hayaat se keh do khareed laaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa
yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath rishte wafaayein dosti sab kuchh to paas hai kya baat hai pata nahin dil kyun udaas hai har lamha hai haseen nayi dil kashi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath chaahat bhi hai sukoon bhi hai dilbari bhi hai chaahat bhi hai sukoon bhi hai dilbari bhi hai aankhon mein khaab bhi hai labon par hansi bhi hai dil ko nahin hai koi shikaayat kisi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath hmmm hmmm hmmmm socha tha jaisa waisa hi jeevan to hai magar abb aur kis talaash mein bechain hai nazar kudrat toh meherbaan hai dariya dili ke saath phir bhi koi kami si hai
zindagi se badi saza hi nahin zindagi se badi saza hi nahin aur kya jurm hai pata hi nahin zindagi se badi saza hi nahin itne hisson mein bant gaya hoon main itne hisson mein bant gaya hoon main itne hisson mein bant gaya hoon main mere hisse mein kuchh bacha hi nahin mere hisse mein kuchh bacha hi nahin zindagi se badi saza hi nahin sach ghate ya badhe to sach na rahe sach ghate ya badhe to sach na rahe sach ghate ya badhe to sach na rahe jhoot ki koi intehaa hi nahin jhoot ki koi intehaa hi nahin jadd do chaandi mein chaahe sone mein jadd do chaandi mein chaahe sone mein jadd do chaandi mein chaahe sone mein aaina jhoot bolta hi nahin aaina jhoot bolta hi nahin zindagi se badi saza hi nahin aur kya jurm hai pata hi nahin zindagi se badi saza hi nahinn
zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin tere daaman mein mere waaste kya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin mere in haathon ki chaho to talaashi le lo mere in haathon ki chaho to talaashi le lo mere haathon mein lakeeron ke siwa kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin humne dekha hai kayi aise khudaon ko yahaan humne dekha hai kayi aise khudaon ko yahaan saamne jinke wo sach much ka khuda kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin ya khuda ab ke ye kis rang mein aayi hai bahaar ya khuda ab ke ye kis rang mein aayi hai bahaar zard hi zard hai pedon pe hara kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin dil bhi ek zid pe ada hai kisi bachche ki tarah dil bhi ek zid pe ada hai kisi bachche ki tarah ya to sab kuchh hi ise chahiye ya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin tere daaman mein mere waaste kya kuchh bhi nahin
zindagi yun hui basar tanha zindagi yun hui basar tanha kaafila saath aur safar tanha zindagi yun hui basar tanha apne saaye se chaunk jaate hain apne saaye se chaunk jaate hain umra guzri hain iss kadar tanha umra guzri hain iss kadar tanha raat bhar bolte hain sannaate raat bhar bolte hain sannaate raat kaate koi kidhar tanha raat kaate koi kidhar tanha din guzarta nahin hai logon mein din guzarta nahin hai logon mein raat hoti nahin basar tanha raat hoti nahin basar tanha humne darwaaze tak to dekha tha humne darwaaze tak to dekha tha phir na jaane gaye kidhar tanha phir na jaane gaye kidhar tanha kaafila saath aur safar tanha zindagi yun hui basar tanha
zulmat kade mein mere hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai ik shamma hai daleel e sahar so khamosh hai daagh e firaaq e sohabat e shab ki jali hui daagh e firaaq e sohabat e shab ki jali hui ik shamma reh gayi hai so bhi khamosh hai zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai aate hain ghaib si ye mazaameen khayaal mein aate hain ghaib si ye mazaameen khayaal mein ghalib sareer e khaama nawa e sarosh hai zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai ik shamma hai daleel e sahar so khamosh hai zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Nayan Dare Dare Jagjit Singh 06:09 36465
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:09   Song Number : 36465   

Yeh Mojeza Bhi Mohabbat Kabhi Dikhaaye Mujhe Jagjit Singh 05:13 19225
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:13   Song Number : 19225   

Yun To Guzar Raha Hai Jagjit Singh 06:31 36749
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:31   Song Number : 36749   

Zindagi Se Badi Saza Hi Nahin Jagjit Singh 05:33 32248
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:33   Song Number : 32248   

Zindagi Tune Lahoo Leke Diya Jagjit Singh 06:24 39763
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rajesh Reddy
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:24   Song Number : 39763   

Zindagi Yun Hui Basar Tanha Jagjit Singh 05:49 16868
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:49   Song Number : 16868   

Zulmat Kade Mein Mere Jagjit Singh 03:48 15695
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:48   Song Number : 15695