MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Anand
Home Anand
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o tu kya jaane din raat hum jeete hain o tu kya jaane din raat hum jeete hain o tera naam le ke o tera naam le ke o teri nazron ke jaam hum peete hain o teri nazron ke jaam hum peete hain o tera naam le ke o tera naam le ke teri hi baaten karte hain hum saari raat sitaaron se ye poochh le shokh nazaaron se ye poochh le mast bahaaron se ki zindagi ke subha shaam kaise beete hain ki zindagi ke subha shaam kaise beete hain o tera naam le ke o tera naam le ke o tu kya jaane din raat hum jeete hain o tera naam le ke o tera naam le ke teri maasoom nigaahon ne badli qismat dil waalon ki jab se humne daulat paayi tere rangeen khayaalon ki har haari huyi baazi hum jeete hain har haari huyi baazi hum jeete hain o tera naam le ke o tera naam le ke tu kya jaane din raat hum jeete hain o tera naam le ke o tera naam le ke hum teri yaad mein soye nahin jaane kitni hi raaton se le bas hum chup ho jaate hain mat rooth humaari baaton se na kahenge kuchh aur lab seete hain na kahenge click here
kaisi bansiya aaa bajaayi are kaisi bansiya bajaayi shyamaa sudh bisraayi tarara tarara tarara raa raa bhool gaya yaar tarara tarara tarara raa raa heyyyy oonche sur mein gaye jaa masti mein lehraaye jaa duniya ke baazaar mein apna band bajaaye jaa po po po po po po po pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa oonche sur mein gaye jaa masti mein lehraaye jaa duniya ke baazaar mein apna band bajaaye jaa duniya ke bojh ko sar se utaar de chinta ke bhoot ko bandook maar de haan duniya ke bojh ko sar se utaar de chinta ke bhoot ko bandook maar de kyun bhai maine theek kaha haan haan tumne theek kaha are tab phir maine theek kaha oonche sur mein gaye jaa masti mein lehraaye jaa duniya ke baazaar mein apna band bajaaye jaa uuu uuu uu uuu duniya ki gaadiyaan haan duniya ki gaadiyaan chalti hain jhoot par duniya ko maar de baate ke boot par haan haan duniya ki gaadiyaan chalti hain jhoot par duniya ko maar de baate ke boot par kyun bhai maine theek click here
pal bhar ke liye koi humein pyaar kar le jhoota hi sahi pal bhar ke liye koi humein pyaar kar le jhoota hi sahi do din ke liye koi ikraar kar le do din ke liye koi ikraar kar le jhoota hi sahi pal bhar ke liye koi humein pyaar kar le jhoota hi sahi ha ha ha ha humne bahut tujhko chup chup ke dekha humne bahut tujhko chup chup ke dekha dil pe khinchi hai tere kajal ki rekha kajal ki rekha bani lachman ki rekha ho ho ho kajal ki rekha bani lachman ki rekha ram mein kyun toone rawan ko dekha ram mein kyun toone rawan ko dekha khade khidki pe ae ae ae ae ae ae khade khidki pe jogi sweekar kar le jhoota hi sahi pal bhar ke liye koi humein pyaar kar le jhoota hi sahi hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm la la la la la la la la la pyaar kar le jhoota hi sahi dheere se jade tere nain bade jis din se lade tere dar pe pade dheere se jade tere nain bade jis din se lade tere dar pe pade sun sun kar teri nahin nahin jaan apni nikal jaye ae naa kahin zara haan keh de meri click here
panna ki tamanna hai ke heera mujhe mil jaaye chaahe meri jaan jaaye chaahe mera dil jaaye panna ki tamanna hai ke heera mujhe mil jaaye chaahe meri jaan jaaye chaahe mera dil jaaye hoi lo ta ra ra ru hoi lo ra ra ru ru oo panna ki tamanna hai ke heera mujhe mil jaaye chaahe meri jaan jaaye chaahe mera dil jaaye heera to pehle hi kisi aur ka ho chuka heera to pehle hi kisi aur ka ho chuka kisi ki madbhari aankhon mein kho chuka yaadon ki bas dhool ban chuka dil ka phool seene pe main rakh doon jo haath phir khil jaaye chaahe meri jaan jaaye chaahe mera dil jaaye panna ki tamanna hai ke heera mujhe mil jaaye chaahe meri jaan jaaye chaahe mera dil jaaye dil to dete hain lete hain log kayi baar dil to dete hain lete hain log kayi baar hua kya kisi se kiya tha tumne pyaar yaadon ko chhod de waadon ko tod de apni jagah se kaise parbat hil jaaye chaahe meri jaan jaaye chaahe mera dil jaaye la la la la la la la la la la la la la la la la la la hmm hmm hmm hmm hmm hmm la click here
peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana ho peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana o ho o ho aa ha aaaa aaaa peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana ho o ho ho ho aa haa haa haa dekho naa babu ji daayein baayein o ho ho paaon kahin ulajh naa jaayen aa haa haa dekho naa babu ji daayein baayein aa haa haa paaon kahin ulajh naa jaayen o hoo hoo chaahat ke raste mein pher bade hain giroge phisal ke chalna sambhal ke chhup chhup jaana o hoo o hoo aa haa aaaa aaaa peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana hooo chori chori aa ke more saiyan o hoo hoo choomo aur thaamo mori baiyaan hmm hmm hmm chori chori aa ke more saiyan aa haa haa choomo aur thaamo mori baiyaan o ho ho jaao ji tumse diler bade hain aaye jo akad ke maarungi pakad ke chhup chhup jaana o ho o ho aa haa aaaa aaaa peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana hoo oo hoo ho hoo aaa haa haa haaa click here
phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand door duniya se kahin bheegi huyi raaton mein door duniya se kahin bheegi huyi raaton mein do mohabbat bhare dil gum hain haseen baaton mein do mohabbat bhare dil gum hain haseen baaton mein dil mein jo baat hai aankhon mein chali aayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand yeh samundar ka kinara aa aa aa yeh khamoshi ka samaa aa aa aa yeh samundar ka kinara yeh khamoshi ka sama yeh ik khaab mohabbat ka ik khaab mohabbat ka hai iss waqt jawaan naa koi darr hai zamaane ka na ruswayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand click here
hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hey ae hey hey ho oho ho ho phoolon ka taaron ka sabkaa kehnaa hai ek hazaaron mein meri behnaa hai saari umar humein sang rehnaa hai phoolon ka taaron ka sabkaa kehnaa hai ek hazaaron mein meri behnaa hai saari umar humein sang rehnaa hai phoolon ka taaron ka sabkaa kehnaa hai jab se meri aankhon se ho gayee tu door tab se saare jeevan ke sapne hain choor hey ey jab se meri aankhon se ho gayee tu door tab se saare jeevan ke sapne hain choor aankhon mein neend naa mann mein chainaa hai ek hazaaron mein meri behnaa hai saari umar humein sang rehnaa hai phoolon ka taaron ka sabkaa kehnaa hai hey hey hey hey ho ho ho ho dekho hum tum dono hain ik daali ke phool main na bhoolaa tu kaise mujhko gayee bhool haan dekho hum tum dono hain ik daali ke phool main na bhoolaa tu kaise mujhko gayee bhool aa mere paas aa keh jo kehnaa hai ek hazaaron mein meri behnaa hai saari umar humein sang rehnaa hai phoolon ka taaron ka sabkaa kehnaa hai click here
la laa laa laaaa phoolon ka taaron ka sabka kehna hai ek hazaron mein meri behna hai saari umar humen sang rehna hai phoolon ka taaron ka sabka kehna hai ek hazaron mein meri behna hai saari umar humen sang rehna hai phoolon ka taaron ka sabka kehna hai ye na jaana duniya ne tu hai kyon udaas teri pyaasi aankhon mein pyaar ki hai pyaas la laaaa laaa laaaa laa laa laalaaa ye na jaana duniya ne tu hai kyon udaas teri pyaasi aankhon mein pyaar ki hai pyaas aa mere paas aa keh jo kehna hai ek hazaron mein meri behna hai saari umar humen sang rehna hai phoolon ka taaron ka sabka kehna hai laaa laaalaa laa laaaaa lalalaaa aaaaaa raaraaa ruuuu ooooo laaa laalaa bholi bhali japani gudiya jaisi tuuu pyaari pyaari jadu ki pudiya jaisi tu la laaaa laaa laaaa laa laa laalaaa bholi bhali japani gudiya jaisi tu pyaari pyaari jadu ki pudiya jaisi tu dady ka mummy ka sab ka kehna hai ek hazaron mein teri behna hai saari umar humen sang rehna hai laaa laaalaa laa laa laaa laaa click here
hmm hmm phoolon ke rang se dil ki kalam se thujhko likhi roz patti kaise bataaun kis kis tarah se pal pal mujhe tu sataati tere hi sapne le kar ke soya teri hi yaadon mein jaaga tere khayaalon mein uljha raha yun jaise ki maala mein dhaaga haan baadal bijli chandan paani jaisa apna pyaar lena hoga janam humen kayi kayi baar haan itna madir itna madhur tera mera pyaar lena hoga janam humen kayi kayi baar saanson ki sargam dhadkan ki beena sapnon ki geetanjali tu mann ki gali mein mehke jo hardum aisi juhi ki kali tu chhota safar ho lamba safar ho sooni dagar ho ya mela yaad tu aaye mann ho jaaye bheed ke beech akela haan baadal bijli chandan paani jaisa apna pyaar lena hoga janam humen kayi kayi baar haan itna madir itna madhur tera mera pyaar lena hoga janam humen kayi kayi baar purab ho pachchhim uttar ho dakkhin tu har jagah muskuraye jitna hi jaoon main door tujhse utni hi tu paas aaye aandhi ne roka paani ne toka duniya ne hanskar pukara tasveer teri lekin liye click here
phurrrr ud chala phurr ud chala hawaon ke sang sang dil jane kidhar aahaa ud chalu haule haule dheere dheere main kyun na udhar phurr ud chala hawaon ke sang sang dil jane kidhar aahaa ud chalun haule haule dheere dheere main kyun na udharr main hi nahin dil hi nahin udi jaye saari fiza thamo koi aa ke hamen hamko na apna pata main hi nahin main hi nahin hm dil hi nahin hm udi jaye sari fiza thamo koi hm aa ke hamen hamko na apna pata kabhi yahan kabhi wahan kabhi wahan kabhi yahan janun nahin kahan kahan ud chalaa ud chalaa phurr ud chala hawaon ke sang sang dil jane kidhar aaha ud chalu haule haule dheere dheere main kyun na udhar aaa suni suni bheeni bheeni rangeen kya shaam hai meetha meetha pyara pyara hothon pe ik naam hai suni suni suni suni bheeni bheeni hm rangeen kya shaam hai meetha meetha pyara pyara hothon pe ek naam hai roko ise toko ise thamo ise bandho ise dekho dekho dekho ye to ud chala ha ha ha ha phurr ud chala hawaon ke sang sang dil jane click here
aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa prem ke pujaari prem ke pujaari hum hai ras ke bhikhaari hum hai prem ke pujaari ooooooo prem ke pujaari kahaan re himaala aisa kahaan aisa paani yahi wo zamin jiski duniyaan deewani kahaan re himaala aisa kahaan aisa paani yahi wo zamin jiski duniyaan deewani sunder naa koi jaisi dharti humaari prem ke pujaari prem ke pujaari hum hai ras ke bhikhaari hum hai prem ke pujaari ooooooo prem ke pujaari raaja gaye haaye raaja gaye taaj gaye badla jahaan saara roz magar badtaa jaaye carvaan humaraa raaja gaye taaj gaye badla jahaan saara roz magar badtaa jaaye carvaan humaraa phool hum hazaaron lekin khushboo ek humaari prem ke pujaari prem ke pujaari hum hai ras ke bhikhaari hum hai prem ke pujaari ooooooo prem ke pujaari prem ke pujaari prem ke pujaari click here
hum na rahenge tum na rahoge hum na rahenge tum na rahoge reh jaayega pyaar ye hum mit jaayen tum mit jao pyaar na ho ye kam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do hum na rahenge tum na rahoge hum na rahenge tum na rahoge reh jaayega pyaar ye hum mit jaayen tum mit jao pyaar na ho ye kam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do pyaar mathe ka chandan hai pyaar seene ki dhadkan hai kabhi bandh kar na toote jo pyaar sanson ka bandhan hai pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar haa aaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa pyaar pooja ke pal jaisa pyaar hai gangajal jaisa pyaar to jane lut jana pyaar mein koi chhal kaisa pyaar jo toota toot jaayegi jeewan ki sargam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do pyaar ki amanat hoon main pyaar meri zindagi sabke ranj o ghum ki hissedaar meri zindagi har saans meri hai naam pyaar ke har umar meri aaye kaam pyaar ke pyaar pe mar mitne ko loonga sau sau baar janam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do hum na rahenge tum na rahoge hum na rahenge tum click here
hurreee hurreeee hurreee hurreeee pyaar muhabbat pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi hey aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi jo tumne kiya jo humne kiya wo jaane do jaane do jo tumse hua jo humse hua wo jaane do jaane do do din ki jawaani hai ye jhagde jaane do haan jaane do aa jaao humare pass aur gila jaane do jaane do pyaar muhabbat pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi hurreee hurreeee hurreee hurreeee tufaan mein khili aashaa ki kali ab ghum kya hai ghum kya hai hum ek huye manzil bhi mili ab ghum kya hai ghum kya hai ik dil ki lagi click here
o ho hoooooo ho hoooooo o ho hoooooo ho hoo hoooooo pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai aaj sajnaa ka sajni se ho raha saamnaa sajnaa ka sajni se ho raha saamnaa khel hi khel mein dil gaya thamnaa na na ha ha na na pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai kehne ki nahin baat magar ye phir bhi kehti hoon main rehne ki nahin jagah koi tere dil mein rehti hoon main kehne ki nahin baat magar ye phir bhi kehti hoon main rehne ki nahin jagah koi tere dil mein rehti hoon main jeet kar pyaar mein padega haarnaa na na ha ha na na pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai pyaar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai chhoti si baat ka fasaana ban jaata hai aaj sajnaa ka sajni se aaj sajni ka sajnaa click here
raahi tha main aawaara phirta tha maara maara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara raahi tha main aawaara phirta tha maara maara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara raahi tha main aawaara mehke huye badan se khushboo si aa rahi hai mehke huye badan se khushboo si aa rahi hai jaise pawan kahin par chandan loota rahin hai aankhon se koi dil mein aise utar raha hain benaam sa nasha hai raahi tha main aawaara phirta tha maara maara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara raahi tha main aawaara jee chahta hai mera koi raat aisi aaye jee chahta hai mera koi raat aisi aaye dekhe jo saath humko phir laut ke na jaaye main tumse kuchh na bolun tum mujhse kuchh na bolon khamoshiyan bhi sochein yeh kaun si adaa hai benaam sa nasha hai raahi tha main aawaara phirta tha maara maara tere shehar mein aa kar ek din chamka taqdeer ka taara raahi tha main aawaara dekha jidhar click here
dekho o deewanon tum ye kaam na karo raam ka naam badnaam na karo badnaam na karooo dekho o deewanon tum ye kaam na karo raam ka naam badnaam na karo badnaam na karooo raam ko samjho krishan ko jaano neend se jaago o mastaanon raam ko samjho krishan ko jaano neend se jaago o mastaanon jeet lo mann ko padh kar geeta jeet lo mann ko padh kar geeta mann hi haara to kya jeeta to kya jeeta hare krishna hare raam hare krishna hare raam hare krishna hare raam jeevan ko nashe ka tum ghulam na karooo raam ka naam badnaam na karo badnaam na karooo raam ne hans kar sab sukh tyaage tum sab dukh se dar ke bhaage raam ne hans kar sab sukh tyaage tum sab dukh se dar ke bhaage krishan ne karm ki reet sikhaayi krishan ne karm ki reet sikhaayi tumne farz se aankh churaayi hooo raam duhaayi hare krishna hare raam hare krishna hare raam hare krishna hare raam jeevan naam hai kaam ka aaraam na karooo raam ka naam badnaam na karo badnaam na karooo dekho o deewanon tum ye kaam na karo click here
rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat yaad aaye kisi se wo pehli mulaaqat rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat yaad aaye kisi se wo pehli mulaaqat rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat bheege tann mann pade rass ki phuhaar pyaar ka sandesa laayi barkhaa bahaar bheege tann mann pade rass ki phuhaar pyaar ka sandesa laayi barkhaa bahaar main na bolun main na bolun aankhen kare ankhiyon se baat rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat sun ke matwaale kaale baadlon ka shor rum jhoom ghoom ghoom naache mann ka mor sun ke matwaale kaale baadlon ka shor rum jhoom ghoom ghoom naache mann ka mor sapnon ka saathi chal raha hai mere saath rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat yaad aaye kisi se wo pehli mulaaqat rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat jab milte ho tum kyun chhidten hain dil ke taar milne ko tum se main kyun tha beqaraar jab milte ho tum kyun chhidten hain dil ke taar milne ko tum se main kyun tha beqaraar reh jaati hai reh jaati hai kyun honthon tak aa ke dil ki click here
roja malare rajakumari aasai kiliye azhagiya rani arugil varalaamaaaaaa hoy varuvadhum sari dhaanaa uravum murai dhaana vaarai aruge mannavan neeye kaadhal ganam andro pedham ilai andro kaadhal nilai endro ezhai endralum rajakumaran raja magalin kadhal thalaivan unmai idhuvandrooooo hoo ulagin murai andro endrum nilai andro vaanathin meedhu parandhalum kaakai kiliyaai maaradhu koattayin maele nindralum ezhayin perumai uyaradhu odi alaindhu kadhalil kalandhu naatai izhandhavar palar andro mannavar naadum mani mudiyum maaligai vaazhum thozhiyarum panjanai sugamum paal pazhamum padayum udayum sevargalum ondrai inayum kaadhalar munne kaanal neer poal marayadho roja malare rajakumari aasai kiliye azhagiya rani arugil varalaamaaaaaa hoy varuvadhum sari dhaana uravum murai dhaana paadum paravai koottangale pachai aadai thoattangale vinnil thavazhum raagangale vegam pogum megangale oar vazhi kandom oru manamaanom vaazhiya paadal paadungalen oar vazhi kandom oru manamaanom click here
lu lu lu lu yaa ee yaa ee yaa ee lu lu lu lu yaa ee yaa ee yaa ee rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de maa banke lori sunaun tujhe baahon mein jhula jhulaaun tujhe maa banke lori sunaun tujhe baahon mein jhula jhulaaun tujhe is yug mein jo bhi na karna pade samjha de kaise manaaun tujhe main bhi tanha tu bhi tanha ghum ko hawa na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de dil mein mohabbat bhi gussa bhi hai kuchh tujhpe adhikaar mera bhi hai dil mein mohabbat bhi gussa bhi hai kuchh tujhpe adhikaar mera bhi hai ziddi meri baat sunta nahin maa jaisi waisa hi beta bhi hai soye armaan soye tufaan tu phir jagaa na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de duniya ke dil ki tamanna bane mujhsa nahin mujh se achchha bane duniya ke dil ki tamanna bane mujhsa nahin mujh se click here
ruk ruk ruk ruk ruk ruk ruk ruk jaanaa zara ruk jaana ruk jana o jana humse do baaten karke chali jaana ke mausam hai diwanaa ruk jana o jana humse do baaten karke chali jaana ke mausam hai diwanaa hey iss dil ka salaam de doon aa tujhko paigam de doon achchha sa ik naam de doon rukhsana rukhsana rukhsana rukhsana rukjaa ruk jana o jana humse do baaten karke chali jaana ke mausam hai diwanaa zu zuzu zuuuuuu zuzu zuuuu aisa kya janaab gussa pyaar ka jawaab gussa hota hai kharaab gussa nana na nana na nana na nana na ruk jaa ruk jana o jana humse do baaten karke chali jaana ke mausam hai diwanaa lakhon mein tu ek ladki lagti hai tu nek ladki hans ke zara dekh ladki sharmana sharmana sharmana sharmana ruk jaa ruk jana o jana humse do baaten karke chali jaana ke mausam hai diwanaa ke mausam hai diwanaa ke mausam hai diwanaa click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

O Tera Naam Leke Mahal (1969) 04:33 40412
 
Poster of Mahal (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 04:33   Song Number : 40412   

Oonche Sur Mein Gaaye House No 44 (1955) 04:01 18124
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:01   Song Number : 18124   

Pal Bhar Ke Liye Johny Mera Naam (1970) 04:58 18251
 
Poster of Johny Mera Naam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 04:58   Song Number : 18251   

Panna Ki Tamanna Hai Heera Panna (1973) 05:59 21086
 
Poster of Heera Panna (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 05:59   Song Number : 21086   

Peechhe Peechhe Aa Kar House No 44 (1955) 03:59 36350
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Kalpana Kaartik
Duration : 03:59   Song Number : 36350   

Phir Wohi Chaand Wohi Baarish (1957) 03:18 36068
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Nutan, Dev Anand
Duration : 03:18   Song Number : 36068   

Phoolon Ka Taroon Ka Hare Rama Hare Krishna (1971) 06:34 21106
 
Poster of Hare Rama Hare Krishna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:34   Song Number : 21106   

Phoolon Ka Taroon Ka (Sad) Hare Rama Hare Krishna (1971) 03:40 32098
 
Poster of Hare Rama Hare Krishna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:40   Song Number : 32098   

Phoolon Ke Rang Se Prem Pujari (1970) 04:57 21108
 
Poster of Prem Pujari (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Raag- 
Pahadi
Duration : 04:57   Song Number : 21108   

Phur Ud Chala Tere Mere Sapne (1971) 03:32 37049
 
Poster of Tere Mere Sapne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:32   Song Number : 37049   

Prem Ke Pujaari Hum Hain Prem Pujari (1970) 04:02 12433
 
Poster of Prem Pujari (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Pilu
Duration : 04:02   Song Number : 12433   

Pyaar Lo Pyaar Do Swami Dada (1982) 06:37 36925
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mithun Chakravarti
Duration : 06:37   Song Number : 36925   

Pyaar Muhabbat Ke Siva Pyar Mohabbat (1966) 04:04 12441
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sayra Banu
Duration : 04:04   Song Number : 12441   

Pyar Mein Kabhi Kabhi Chalte Chalte (1976) 05:20 18442
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Simi Garewal
Duration : 05:20   Song Number : 18442   

Raahi Tha Main Aawaara Sahib Bahadur (1977) 06:10 12465
 
Poster of Sahib Bahadur (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:10   Song Number : 12465   

Raam Ka Naam Badnaam Hare Rama Hare Krishna (1971) 04:13 12230
 
Poster of Hare Rama Hare Krishna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 12230   

Rimjhim Ke Taraane Le ke Aayi Barsaat Kala Bazar (1960) 02:54 15158
 
Poster of Kala Bazar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dev Anand
Duration : 02:54   Song Number : 15158   

Roja Malare Veera Thirumagan (1962) 03:36 14657
 
Poster of Veera Thirumagan (1962)
 
Category
Tamil
Year- 
1962
Lyricist
Kannadasan
Music Director- 
M S Viswanathan, T K Ramamoorthy
On Screen Actors- 
E V Saroja, C l Anandan
Duration : 03:36   Song Number : 14657   

Rona Tera Ghadi Ghadi Hamara Adhikar (1970) 05:13 38961
 
Poster of Hamara Adhikar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Kumud Chhugani
Duration : 05:13   Song Number : 38961   

Ruk Jaana O Jana Warrant (1975) 03:46 21182
 
Poster of Warrant (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 03:46   Song Number : 21182   
Karaoke Songs of anand, Sad Songs of anand, Love Songs of anand, Dance Songs of anand, Hip-hop songs of anand, Best songs of anand, Super hit songs of anand, hit songs of anand, duet songs of anand, solo songs of anand, old songs of anand, famous songs of anand, Hindi Karaoke Songs of anand, Hindi Sad Songs of anand, Hindi Love Songs of anand, Hindi Dance Songs of anand, Hindi Hip-hop songs of anand, best Hindi songs of anand, super hit Hindi songs of anand, hit Hindi songs of anand, duet Hindi songs of anand, solo Hindi songs of anand, old Hindi songs of anand, famous Hindi songs of anand, Sing Along Songs of anand, Sing Along Sad Songs of anand, Sing Along Love Songs of anand, Sing Along Dance Songs of anand, Sing Along Hip-hop songs of anand, Sing Along Best songs of anand, Sing Along Super hit songs of anand, Sing Along hit songs of anand, Sing Along duet songs of anand, Sing Along solo songs of anand, Sing Along old songs of anand, Sing Along famous songs of anand