MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMadhu
HomeMadhu
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaansoz ki haalat ko jaansoz ki haalat ko jaansoz hi samjhega main shamma se kehta hoon mehfil se nahin kehta kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana bane mehfil mein koi shamma yaa parwaana ho jaaye kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq aaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa hoooooo re naaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa vaishte dil vaisno daar se roki naa gayi kisi khanjar kisi talwaar se roki naa gayi ishq majnu ki wo aawaaz hai jiske aage koi laila kisi deewar se roki naa gayi kyunke wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den haan ye jaan to kya cheez hai imaan bhi de den kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq naazon andaaz se kehte hain ke jeena hoga click here
yeh sach hai ae jahaan waalo humein jeena nahin aaya yeh sach hai ae jahaan waalo humein jeena nahin aaya mare sau baar jeete jee magar marna nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo badi asaan thi rahein na manzil bhi koi mushkil badi asaan thi rahein na manzil bhi koi mushkil magar aasaan raahon par hume chalna nahin aaya humein chalna nahin aaya ye sach hai ae jahaan walo humein jeena nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo sisakti raat ke sayon mein jab kho jayenge hum bhi sisakti raat ke sayon mein jab kho jayenge hum bhi sama jal jal ke puchhegi wo parwana nahin aaya wo parwana nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo humein jeena nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo click here
ikke ko baadshah ne maara baadshah jo beghum se haara aur gulaam kismat ka maara bechara yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi tu khelta jaa khelta jaa baaziyon pe baaziyaan tu khelta jaa khelta jaa baaziyon pe baaziyaan baaziyaan yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi ek baazi tune jeeti ek baazi maine haari ek baazi maine jeeti ek baazi tune haari kaun jeeta kaun haara yeh hai kissa baad ka yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi jab talak hai band mutthi hai wo pyare laakh ki aur jaise hee khuli ho jaayegi wo khak ki laakh kya aur khaak kya yeh hai kissa baad ka yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi yeh zamana mujhse hai main zamane se nahin har fasana mujhse hai main fasane click here
yun chhup chhup ke chupke chupke mera aana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa humko sataoge bada dukh paoge lag jayegi meri haay humko sataoge bada dukh paoge lag jayegi meri haay haay sataaye haay jalaaye haay sataaye haay jalaaye kahin bhi jaoge kal na aaye hansega saara zamaana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa pyaar ki maar buri dil ki haar buri pyaar ki maar buri dil ki haar buri lo haar gaye dil bani mushkil nanha sa hai mera dil tod na jaana hansega saara zamaana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa click here
zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan musaafir se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haai jis raat mere dil ne dhadkana seekha shokh jazbaat ne seene mein bhadkana seekha meri taqadeer se nikli wahi meri taqadeer se nikli wahi sadmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dil ne jab pyaar ke rangeen fasaane chhede aankhon aankhon ne wafaaon ke taraane chhede sog mein doob gai aaj wo sog mein doob gai aaj wo naghmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi roothnewali roothnewali meri baat se maayus na ho behke behke se khayalaat se maayus na ho khatm hogi na kabhi tere mere khatm hogi na kabhi tere mere saath ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi click here
hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani phool se gaalon pe rukne ko tarastaa paani dil mein toofaan uthaate huye dil mein toofaan uthaate huye jazbaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dar ke bijli se achanak wo lipatnaa uska aur phir sharm se bal khaa ke simatna uska kabhi dekhi naa suni aisi ho kabhi dekhi naa suni aisi tilismaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne dil pe jaltaa hua ik teer sa chhoda uss ne aag paani mein lagaate huye aag paani mein lagaate huye haalat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi mere naghmon mein jo basti hai wo tasveer thi wo naujawaani ke haseen khawaab ki taabeer thi wo aasmaanon se utar aayi hooo aasmaanon se utar aayi thi jo raat ki raat zindagi bhar nahin click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yeh Ishq Ishq Hai Barsaat Ki Raat (1960) 07:11 12851
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 07:11   Song Number : 12851   

Yeh Sach Hai Ae Jahaan Waalo Kal Hamara Hai (1959) 03:16 37103
 
Poster of Kal Hamara Hai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Gajanan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 03:16   Song Number : 37103   

Yeh Zindagi Hai Ek Juaa Zindagi Ek Juaa (1992) 08:36 21487
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Anil Kapoor
Duration : 08:36   Song Number : 21487   

Yun Chhup Chhup Ke Tarana (1951) 02:25 39711
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:25   Song Number : 39711   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Duet) Barsaat Ki Raat (1960) 03:25 36009
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 36009   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Male) Barsaat Ki Raat (1960) 04:28 12073
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 12073   
Karaoke Songs of madhu, Sad Songs of madhu, Love Songs of madhu, Dance Songs of madhu, Hip-hop songs of madhu, Best songs of madhu, Super hit songs of madhu, hit songs of madhu, duet songs of madhu, solo songs of madhu, old songs of madhu, famous songs of madhu, Hindi Karaoke Songs of madhu, Hindi Sad Songs of madhu, Hindi Love Songs of madhu, Hindi Dance Songs of madhu, Hindi Hip-hop songs of madhu, best Hindi songs of madhu, super hit Hindi songs of madhu, hit Hindi songs of madhu, duet Hindi songs of madhu, solo Hindi songs of madhu, old Hindi songs of madhu, famous Hindi songs of madhu, Sing Along Songs of madhu, Sing Along Sad Songs of madhu, Sing Along Love Songs of madhu, Sing Along Dance Songs of madhu, Sing Along Hip-hop songs of madhu, Sing Along Best songs of madhu, Sing Along Super hit songs of madhu, Sing Along hit songs of madhu, Sing Along duet songs of madhu, Sing Along solo songs of madhu, Sing Along old songs of madhu, Sing Along famous songs of madhu