Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePopular Last 30 Days
HomePopular Last 30 Days
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


logo na maaro isse yahi to mera dildaar hai logo na maaro isse yahi to mera dildaar hai dil se jo dil takraaye nahin dushmani ye pyaar hai hum zaraa jo ulajh gaye kyun ladaai samajh gaye pyaari pyaari ye thi hamari mohabbat ki dillagi zaraa kaahe ko rutha deewana mera tu hi to sapna suhana mera aye lo saiyaan main hi haari ulta pada nishana mera kaahe ko rutha deewana mera tu hi to sapna suhana mera aye lo saiyaan main hi haari ulta pada nishana mera kaahe ko rutha deewana mera yun to shuru se hoon main tumhin par ye dil haare huye lekin khafa hoke tum to aaj aur bhi pyaare huye pyaar tha to sataya tumhen rang adaa ka dikhaya tumhen kaisa naadaan bhola bhala abhi tak hai mastana mera kaahe ko rutha deewana mera tu hi to sapna suhana mera aye lo saiyaan main hi haari ulta pada nishana mera kaahe ko rutha deewana mera tere milan se yunhi mehakta rahe mera jahaan sadaa lagi rahun gale kabhi na dhale ab ye samaa teri chahat jawaani meri tera ghum zindagani meri tujh ko
ek din aap yun humko mil jaayenge phool hi phool raahon mein khil jaayenge maine socha na tha ek din aap yun humko mil jaayenge phool hi phool raahon mein khil jaayenge maine socha na tha ek din zindagi itni hogi haseen jhoomega aasmaan gaayegi ye zamin ek din zindagi itni hogi haseen jhoomega aasmaan gaayegi ye zamin maine socha na tha dil ki daali pe kaliyaan si khilne lagi jab nigaahein nigaahon se milne lagi dil ki daali pe kaliyaan si khilne lagi jab nigaahein nigaahon se milne lagi ek din iss tarah hosh kho jaayenge paas aaye to madhosh ho jaayenge maine socha na tha ek din aap yun humko mil jaayenge phool hi phool raahon mein khil jaayenge maine socha na tha jagmagaati huyi jaagti raat hai raat hai ya sitaaron ki baaraat hai jagmagaati huyi jaagti raat hai raat hai ya sitaaron ki baaraat hai ek din dil ki raahon mein apne liye jal uthenge mohabbat ke itne diye maine socha na tha ek din zindagi itni hogi haseen jhoomega aasmaan gaayegi ye zamin maine socha na
tere sang beete the jo pal rangeen tere sang dekhe the jo sapne haseen mann kare yaad woh din tere sang beete the jo pal rangeen tere sang dekhe the jo sapne haseen mann kare yaad woh din mann kare yaad woh din kabhi chhanv mein hum chale jale dhoop mein bhi hum tum saath mein kabhi saath saath bheege barsaat mein hooo kabhi chhanv mein hum chale jale dhoop mein bhi hum tum saath mein kabhi saath saath bheege barsaat mein kabhi to pata na chala din jaane kaise dhala kabhi kabhi raat kaati taare gin gin mann kare yaad woh din mann kare yaad woh din
hoton mein aisi baat hoton mein aisi baat main dabaa ke chali aayi khul jaaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi hoton mein aisi baat main dabaa ke chali aayi khul jaaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi haan re haan baat jismen pyaar to hai zehar bhi hai haai hoton mein aisi baat main dabaa ke chali aayi khul jaaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi hooo shaaloo raat kaali nagan si huyi hai jawan raat kaali nagan si huyi hai jawan ho ho ho ho ho ho ho ho hai daiyya kis ko dasega ye sama ha ha ha hai daiyya kis ko dasega ye sama jo dekhoon peeche mudke to pag mein payal tadpe aage chaloon to dhadkati hai sari angnayi hoton mein haai hoton mein aisi baat main dabaa ke chali aayi khul jaaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi haan re haan baat jismen pyaar to hai zehar bhi hai haai hoton mein aisi baat main dabaa ke chali aayi khul jaaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi hooo shaaloo aise mera jwaala sa tan lehra aise mera jwaala sa tan lehra are ha ha ha ha ha ha lat kahin
khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sargoshi kare hawaa chupke se mujhe kaha dil ka haal bataa dilbar se na chhupaa sunke baat ye sharm se meri aankhen jhuk jaane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sargoshi kare hawaa chupke se mujhe kaha dil ka haal bataa dilbar se na chhupaa sunke baat ye sharm se meri aankhen jhuk jaane lagi jaag utha hai sapna kis ka meri inn aankhon mein ik nayi zindagi shaamil ho rahi saanson mein kisi ki aati hai sadaa hawaaon mein kisi ki baaten hai dabi si honthon mein raat din meri aankhon mein koi parchhayi lehraane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi dil ka ye carvaan yun hi tha ravaan davaan manzil na humsafar lekin aye meharbaan teri wo ik nazar kar gayi asar duniyaa sanwar jaane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sharmo hayaa se keh do khuda haafiz o meri jaana hai ghadi milan ki khudaara laut ke naa aana hai raat ka parda humari hi
lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye humko mili hain aaj ye ghadiyaan naseeb se jee bhar ke dekh lijiye humko kareeb se phir aap ke naseeb mein ye baat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye paas aaiye ke hum nahin aayenge baar baar baahen gale mein daal ke hum ro len zaar zaar aankhon se phir ye pyaar ki barsaat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye
neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi are din dahaade are din dahaade chori kare raat bhar jagaaye daaka daale teri bansi ho neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi mann mein lage aise agan jaise chamke bijuriyaa baadal mein mann mein lage aise agan jaise chamke bijuriyaa baadal mein chupke kabhi le jaaungi teri bansi chhupa ke aanchal mein kaahe shaam dhale kaahe shaam dhale kadam tale mujhko bulaaye daaka daale teri bansi neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi samjhi thi main natkhat hai tu bas maakhan churaya karta hai samjhi thi main natkhat hai tu bas maakhan churaya karta hai deewani main naa jaani tu kaahe panghat pe aaya karta hai mohe laaj aaye mohe laaj aaye haaye nahin baat kahi jaaye daaka daale teri bansi neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi bansi ki dhun sun ke piya jiya mera kahin kho jaata hai bansi ki dhun sun ke piya jiya mera kahin kho
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm magar lagta hai kuchh aisa hmm hmm hmm hmm hmm mil gaya na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan nazar ban gayee hai dil ki zabaan na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa muhabbat ke mod pe hum mile sab ko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan muhabbat ke mod pe hum mile sab ko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan chale aaj dono jaane kahaan na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa
zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aarzuon ke diye aaj roshan kijiye aarzuon ke diye aaj roshan kijiye aaye hain milne ko hum zindagi bhar ke liye kyaa hasin raat kyaa muhurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai yun na ab sharmaaiye yun na ab tarsaaiye yun na ab sharmaaiye yun na ab tarsaaiye khol ke ghoonghat sanam chaandni barsaaiye chaand ki aaj kyaa zaroorat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai
aye heyyy heyy heyy heyy hoooo hoo hooo hey hey hey oo pyaar karta jaa pyaar karta jaa dil kehta hai dil kehta hai kaanton mein bhi gul khilaaa ho kaanton mein bhi gul khilaaa hoy pyaar karta jaa pyaar karta jaa dil kehta hai dil kehta hai kaanton mein bhi gul khilaaa ho kaanton mein bhi gul khilaaa hoy pyaar karta jaa hum naujawaan masti bhare dharti pe hum aasmaan hain kaun hai kya kise hai khabar pehle to hum insaan hain pyaar karta jaa pyaar karta jaa dil kehta hai dil kehta hai kaanton mein bhi gul khilaaa ho kaanton mein bhi gul khilaaa hoy pyaar karta jaa chhota bada koi bhi ho apne liye sabhi ek hain sabke gale milte chalo jazbe wafa sabhi ek hain pyaar karta jaa pyaar karta jaa dil kehta hai dil kehta hai kaanton mein bhi gul khilaaa ho kaanton mein bhi gul khilaaa hoy pyaar karta jaa ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha dil ki agan badhti rahe jalte rahen meethi yaad mein gumcha e dil khil hi gaya hai wo asar mere raag mein pyaar karta jaa pyaar karta jaa dil
aaja sanam madhur chaandani mein hum tum milein to virane mein bhi aa jaayegi bahaar jhoomne lagega aasmaan jhoomne lagega aasmaan kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaron ke paar lagta nahin hai dil yahan lagta nahin hai dil yahan bheegi bheegi raat mein dil ka daaman thaam le khoyi khoyi zindagi har dam tera naam le chaand ki behki nazar keh rahi hai pyaar kar zindagi hai ik safar kaun jaane kal kidhar chaand ki behki nazar keh rahi hai pyaar kar zindagi hai ik safar kaun jaane kal kidhar aaja sanam madhur chaandani mein hum tum milein to virane mein bhi aa jaayegi bahaar jhoomne lagega aasmaan jhoomne lagega aasmaan kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaron ke paar lagta nahin hai dil yahan lagta nahin hai dil yahan dil ye chaahe aaj to baadal ban ud jaoon main dulhan jaisa aasmaan dharti par le aaoon main chaand ka dola saje dhoom taron mein mache jhoom ke duniya kahe pyaar mein do dil mile chaand ka dola
ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye kya baat hai aaj ki chandni mein ye kya baat hai aaj ki chandni mein ke hum kho gaye pyaar ki raagni mein ye baahon mein baahein ye behki nigahein lo aane laga zindagi ka maza ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa sitaron ki mehfil ne karke ishaara sitaron ki mehfil ne karke ishaara kaha ab to saara jahaan hai tumhara muhabbat jawaan ho khula aasman ho kare koi dil aarzoo aur kya ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe rahe saans jab tak ye bandhan na toote tumhein dil diya hai ye wada kiya hai sanam main tumhari rahoongi sada ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein
aap se jo wafa ho gayi zindagi khushnuma ho gayi aap se jo wafa ho gayi zindagi khushnuma ho gayi aapne aise dekha humen aapne aise dekha humen khoobsurat khata ho gayi zindagi khushnuma ho gayi aap se jo wafa ho gayi zindagi khushnuma ho gayi hum gaye dil gaya jaan gayi hum gaye dil gaya jaan gayi hum gaye dil gaya jaan gayi aapki to adaa ho gayi aap se jo wafa ho gayi zindagi khushnuma ho gayi sakiyaa jaam la jaam la sakiyaa jaam la jaam la zulf uski ghata ho gayi zindagi khushnuma ho gayi aap se jo wafa ho gayi zindagi khushnuma ho gayi aap se jo wafa ho gayi zindagi khushnuma ho gayi
kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha tum itne badal jaaoge tum itna mujhe chahoge tum itna pyaar karoge tum yun iqraar karoge mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha tum itne badal jaaoge tum itna mujhe chahoge tum itna pyaar karoge tum yun iqraar karoge mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam aankhon mein jo narmi hai pehle to nahin thi saanson mein jo garmi hai pehle to nahin thi pehle to na yun chhayi thi zulfon ki ghataayen pehle to na yun chhayi thi zulfon ki ghataayen pehle to na yun mehki thi aanchal ki hawaayen pehle to nahin aati thi tumko ye adaayen aaj kitne hasin hai sitam shukriya meharbaani karam ho mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam tum par mere pyaar ka jaadoo pehle to nahin tha dil jaisa hai beqaaboo pehle to nahin
hoooooo oooooo oooo oooo ooooooo hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the chaman ro ro ke kehta hai chaman ro ro ke kehta hai kabhi gul muskuraaye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the agar dil ke zubaan hoti ye ghum kuchh kam to ho jaata ye ghum kuchh kam to ho jaata agar dil ke zubaan hoti ye ghum kuchh kam to ho jaata ye ghum kuchh kam to ho jaata udhar wo chup idhar seene mein hum toofan chhupaye the chaman ro ro ke kehta hai chaman ro ro ke kehta hai kabhi gul muskuraaye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the ye achhchhaa tha naa hum kehte kisi se daastaan apni kisi se daastaan apni ye achhchhaa tha naa hum kehte kisi se daastaan apni kisi se daastaan apni samjh paaye naa jab apne paraaye to paraaye the chaman ro ro ke kehta hai chaman ro ro ke kehta hai kabhi gul muskuraaye the rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo
muttukodi kavaadihada muttukodi kavaadihada aiyoooo muttukodi kavaadihada muttukodi kavaadihada aiyoo re pyaar mein jo na karna chaaha wo bhi mujhe karna pada haa aaa haaa aaa muttukodi kavaadihada muttukodi kavaadihada aiyoo re pyaar mein jo na karna chaaha wo bhi mujhe karna pada aiyoo da aiyoo aiyoo muttukodi kavaadihada ammayi hey muttu koi kawari hada kehta tha chaahun tujhko jee se tu to ghabraata hai abhi se ammayi ammayi gale lag jaa re phir dikha doon achhaaa haan dharti upar hai swarg neeche uyiii maaaa thoda to duniyaan se dar le yende karle yende karle naa maane bedardi aiyoooda aiyoo da aiyoo aiyoo muttukodi kavaadihada ammaye muttukodi kavaadihada aiyoo re pyaar mein jo na karna chaaha wo bhi mujhe karna pada aiyoo ammaye muttukodi kavaadihada ammayi hey muttu koi kawari hada kar deta hai re mujhe bekal kal kal kal kal kal kal seene se gir ke tera aanchal laahaala laahaalaa lahaa la la la dag mag chal ke na gir padun main gir gaya matwaale mujhko
ishwar satya hai satya hi shiv hai shiv hi sundar hai jaago uth kar dekho jeevan jyot ujaagar hai satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram sundaram aa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram sundaram sundaram aa aa aa aa aa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram raama avadh mein raama avadh mein kaashi mein shiv kanhaa vrindaavan mein dayaa karo prabhu dekhoon inko dayaa karo prabhu dekhoon inko har ghar ke aangan mein radha mohan sharnam satyam shivam sundaram aa aa aa satyam shivam sundaram aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa o o o o o aa aa aa aa aa aa aa aa aa ek soorya hai ek soorya hai ek gagan hai ek hi dharti mata dayaa karo prabhu ek banne sab dayaa karo prabhu ek banne sab sab ka ek senaata radha mohan sharnam satyam shivam sundaram aa aa aa ishwar satya hai satya hi shiv hai shiv hi sundar hai aa aa aa aa aa satyam shivam sundaram aa aa aa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram aa
hoooo oooo ooooo oooo ruk jaaaaaaa ruk jaaaaaaa ruk jaaaaa udd ke pawan ke rang chalungi main bhi tihaare sang chalungi ruk jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar ruk jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar udd ke pawan ke rang chalungi main bhi tihaare sang chalungi ruk jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar ruk jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar parbat parbat teri mehak hai latt meri bhi door talak hai dekho re daali daali dekho re daali daali khili mere tann ki laali ooooo oooo oooo oooo oooo oooo ruk jaa jo tu hai wo hi main hoon ruk jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar ruk jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar jharna darpan le ke nihaare boondon ka gehna tann pe sanwaare lehre jhula jhulaayen lehre jhula jhulaayen mere liye geet gaayen ooooo oooo oooo oooo oooo oooo ruk jaa panghat ki main hoon gori ruk jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar ruk jaa jaaaa aye hawaaa tham jaa aye bahaar hooo oooo oooo hooo oooo oooo dekh zara sa tu mujhe chhoo ke pag bajte hain bin
mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan jaan naa kaho anjaan mujhe jaan kaho rehti hai sadaa jaan naa kaho anjaan mujhe jaan kaho rehti hai sadaa anjaane kya jaane jaan ke jaaye kaun bhala meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan sukhe saawan baras gaye kitni baar inn aankhon se sukhe saawan baras gaye kitni baar inn aankhon se do boonden naa barse inn bheegi palkon se meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan honth jhuke jab honthon par saansen bhi hoo saanson mein honth jhuke jab honthon par saansen bhi hoo saanson mein do judwaa honthon ki baat kaho aankhon se meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan
kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil kahin machal naa jaaun kahin fisal naa jaaun machal naa jaaun fisal naa jaaun kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil ek main hoon aur bahaaren beshumaar ho naa jaaye aaj aanchal taar taar ek main hoon aur bahaaren beshumaar ho naa jaaye aaj aanchal taar taar dhak se ho jaata hai mera jee jo itraata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil khil gayi hoon apni soorat dekh kar lag naa jaaye mujhko meri hi nazar khil gayi hoon apni soorat dekh kar lag naa jaaye mujhko meri hi nazar ye wo rutt hai jismein apne par khud aa jaata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil zindagi betaab hai mere liye pyaar rangeen khaab hai mere liye zindagi betaab hai mere liye pyaar rangeen khaab hai mere liye sab behak jaate hain jaane kyun jo behkaata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Logo Na Maaro Ise Anamika (1973) 04:52 20832
 
Poster of Anamika (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Duration : 04:52   Song Number : 20832   

Ek Din Aap Yes Boss (1997) 04:32 18741
 
Poster of Yes Boss (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 04:32   Song Number : 18741   

Mann Kare Yaad Wo Din Aakhri Badla (1989) 05:13 31132
 
Poster of Aakhri Badla (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Yogeeta Bali, Mithun Chakravarti
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:13   Song Number : 31132   

Hoton Mein Aisi Baat (Short Version) Jewel Thief (1967) 06:35 119371
 
Poster of Jewel Thief (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Vyjayanthimala
Duration : 06:35   Song Number : 119371   

Khamoshiyan Gungunane Lagi One 2 Ka 4 (2001) 05:26 20760
 
Poster of One 2 Ka 4 (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 05:26   Song Number : 20760   

Lag Jaa Gale Woh Kaun Thi (1964) 04:28 11973
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:28   Song Number : 11973   

Neend Churaaye Chain Anuraag (1972) 04:28 12721
 
Poster of Anuraag (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Duration : 04:28   Song Number : 12721   

Na Tum Humen Jaano Baat Ek Raat Ki (1962) 03:52 21013
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:52   Song Number : 21013   

Zindagi Kitni Khoobsurat Bin Badal Barsaat (1963) 02:59 12918
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Biswajit Chatterjee
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 02:59   Song Number : 12918   

Pyaar Karta Jaa Bhoot Bungla (1965) 06:08 20180
 
Poster of Bhoot Bungla (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Tanuja, Mehmood
Duration : 06:08   Song Number : 20180   

Aaja Sanam Madhur Chori Chori (1956) 04:52 20045
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 04:52   Song Number : 20045   

Yeh Raatein Yeh Mausam Dilli Ka Thug (1958) 03:49 21482
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:49   Song Number : 21482   

Aap Se Jo Wafa Ho Gayi Talat Aziz 04:59 20135
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 04:59   Song Number : 20135   

Mere Mehboob Mere Duplicate (1998) 07:02 20927
 
Poster of Duplicate (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 07:02   Song Number : 20927   

Rula Kar Chal Diye Badshah (1954) 03:55 12282
 
Poster of Badshah (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:55   Song Number : 12282   

Muttu Kulikka Varigala Do Phool (1973) 03:28 13148
 
Poster of Do Phool (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle, Mahmood
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:28   Song Number : 13148   

Satyam Shivam Sundarm Satyam Shivam Sundaram (1978) 06:11 21224
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Padmini Kolhapure
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:11   Song Number : 21224   

Ruk Jaa Aye Hawaa Shagird (1967) 07:54 12487
 
Poster of Shagird (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 07:54   Song Number : 12487   

Meri Jaan Mujhe Jaan Naa Kaho Anubhav (1971) 03:32 12718
 
Poster of Anubhav (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Tanuja
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:32   Song Number : 12718   

Kyun Mujhe Itni Khushi Anupama (1966) 04:08 12064
 
Poster of Anupama (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kala, Deven, Others
Duration : 04:08   Song Number : 12064