MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNew Karaoke For Female / Male Singers
HomeNew Karaoke For Female / Male Singers
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


roz roz aankhon tale roz roz aankhon tale lala la lala la lala la la la la la roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale jab se tumhare naam ki misri hont lagaayi hai meetha sa ghum hai aur meethi si tanhaayi hai jab se tumhare naam ki misri hont lagaayi hai meetha sa ghum hai aur meethi si tanhaayi hai roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale chhoti si dil ki uljhan hai ye suljha do tum jeena to seekha hai mar ke marna seekha do tum chhoti si dil ki uljhan hai ye suljha do tum jeena to seekha hai mar ke marna seekha do tum roz roz aankhon tale roz roz aankhon tale lala la lala la lala la la la la la roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale click here
seene mein sulagte hain armaan aankhon mein udaasi chhaayi hai ye aaj teri duniya se hamein taqdeer kaha le aayi hai seene mein sulagte hain armaan kuchh aankh mein aansoon baaki hain jo mere ghum ke saathi hain jo mere ghum ke saathi hain ab dil hain na dil ke armaan hain ab dil hain na dil ke armaan hain bas main hun meri tanhaai hai seene mein sulagte hain armaan na tujhse gila koyi hum ko na koyi shikaayat duniya se do chaar kadam jab manzil thi do chaar kadam jab manzil thi kismat ne thhokar khaayi hai seene mein sulagte hain armaan ik aisi aag lagi mann mein jeene bhi na de marne bhi na deeeeeee chup hun to kaleja jalta hai chup hun to kaleja jalta hai boloon to teri ruswaayi hai seene mein sulagte hain armaan click here
shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab us mein phir milaayi jaaye thodi si sharaab hoga yun nasha jo taiyyaar haan haan hoga yun nasha jo taiyyaar wo pyaar hai shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab us mein phir milaayi jaaye thodi si sharaab hoga yun nasha jo taiyyaar wo pyaar hai shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hansta hua bachpan wo bahka hua mausam hai chhedo to ik shola hai chhoo lo to bas shabnam hai hansta hua bachpan wo bahka hua mausam hai chhedo to ik shola hai chhoo lo to bas shabnam hai gaon mein mele mein raah mein akele mein aata jo yaad baar baar wo pyaar hai shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab us mein phir milaayi jaaye thodi si sharaab are hoga yun nasha jo taiyyaar wo pyaar hai shokhiyon mein ghola jaaye phoolon ka shabaab o o o o lara rara ra lara rara ra aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa rang mein pighle sona ang se yun ras chhalke jaise baje dhun koi raat mein click here
shola jo bhadke dil mera dhadke shola jo bhadke dil mera dhadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke shola jo bhadke dil mera dhadke shola jo bhadke dil mera dhadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke mehki hawaayein behke kadam mere aise mein thaam lo aa ke balam mere mehki hawaayein behke kadam mere aise mein thaam lo aa ke balam mere patta bhi fadke to bijli si kadke patta bhi fadke to bijli si kadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke pyaar ko mere kisne pukaara dil mein utar gaya kis ka ishaara pyaar ko mere kisne pukaara dil mein utar gaya kis ka ishaara yaad ye kis ki laayi pakad ke yaad ye kis ki laayi pakad ke dard jawaani ka sataaye badh badh ke aa aa aa aa aa aa dekha jo tumko dekha jo tumko dard gaya tham ab to na honge tum se juda hum dekha jo tumko dard gaya tham ab to na honge tum se juda hum jee na sakenge tum se bichhad ke jee na sakenge tum se bichhad ke dard jawaani ka sataaye badh badh ke click here
shyam teri bansi pukaare radha naam shyam teri bansi pukaare radha naam log karein meera ko yunhi badnaam shyam teri bansi pukaare radha naam shyam teri bansi pukaare radha naam log karein meera ko yunhi badnaam log karein meera ko yunhi badnaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam ho o o jamuna ki lehrein bansibat ki chhaiyaan kiska nahin hai kaho krishan kanhaiya jamuna ki lehrein bansibat ki chhaiyaan kiska nahin hai kaho krishan kanhaiya shyam ka deewana to saara brij dhaam shyam ka deewana to saara brij dhaam log karein meera ko yunhi badnaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam saanwre ki bansi ko bajne se kaam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam radha ka bhi shyam wo to meera ka bhi shyam ho o o kaun jaane baansuriya kisko bulaaye jiske mann bhaaye ye usi ke gun gaaye kaun jaane baansuriya kisko bulaaye jiske mann bhaaye wo usi ke gun click here
koshish karke dekh le dariyaa saare nadiyaan saari dil ki lagi nahin bujhti bujhti hai har chingaari hmmmmmm aa aa aa aaa aa aa solah baras ki solah baras ki baali umar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam duniyaa mein sabse pehle jisne ye dil diya duniyaa ke sabse pehle dilbar ko salaam dil se nikalane waale raste ka shukriyaa dil tak pahunchane waali dagar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam jisme jawaan hokar badnaam hum huye jisme jawaan hokar badnaam hum huye us shaher us gali us ghar ko salaam jisne hume milaaya jisne juda kiya us waqt us ghadi us dagar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam milte rahen yahan hum ye hai yahaan likha is likhaawat ki zeroo zabar ko salaam saahil ki ret par yun lehraa utha ye dil saagar mein uthane waali har lehar ko salaam in mast gehari gehari aankhon ki jheel mein click here
tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein maathe ki bindiyaa tu hai sanam naino ka kajraa piya tera ghum maathe ki bindiyaa tu hai sanam naino ka kajraa piya tera ghum nain kiye neeche neeche rahun tere peechhe peechhe chalun kisi manzil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein tumse nazar jab gayi hai mil jahaan hai kadam tere wahin mera dil tumse nazar jab gayi hai mil jahaan hai kadam tere wahin mera dil jhuke jahaan palken teri khule jahaan zulfen teri rahun ussi manzil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein toofan click here
tera saath hai itna pyaara tera saath hai itna pyaara kam lagta hai jeevan saara tere milan ki lagan mein humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan mein dubaara maine maine tann mann tujh par waara pyaas bhujhi na kar ke nazaara tere milan ki lagan mein humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan mein dubaara ho tera saath hai itna pyaara jitni tujh mein hai addaaa aa aa utni hi wafaa utni hi wafaa jitna jahaan mein pyaar hai aye aye tujh se mujhe mila tujh se mujhe mila badhti jaaye ye betaabi badhti jaaye ye betaabi jitna karoon nazaara humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan mein dubaara hooo tera saath hai itna pyaara pyaar ke ik ik pal hai aye aye sau jeevan qurbaan sau jeevan qurbaan pyaar kabhi marta nahin iee iee marte hai insaan marte hai insaan naam ussi ka jeevan hai jo naam ussi ka jeevan hai jo tere saath guzaara humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan click here
tu jo mere sur mein tu jo mere sur mein sur mila le sang gaa le to zindagi ho jaaye safal tu jo mere mann ka tu jo mere mann ka ghar bana le mann laga le to bandagi ho jaaye safal tu jo mere sur mein o o o o o aa aa aa aa aa aa aa o ho o ho o hooooooooo chandani raaton mein ho ho ho ho haath liye haathon mein ho ho ho ho ho ho ho chandani raaton mein haath liye haathon mein doobe rahen ik doosre ki ras bhari baaton mein ho ho ho tu jo mere sang mein tu jo mere sang mein muskura le gunguna le to zindagi ho jaaye safal tu jo mere mann ka tu jo mere mann ka ghar bana le mann laga le to bandagi ho jaaye safal tu jo mere sur mein dha ni ga re ga re sa re ga ma ga ma ga re re ga re ni dha pa ma pa re ga dha pa ga ma ga re dha ni ga re ga ga ma kyun hum baharon se ho ho khushiyan udhaar lein ho kyun hum baharon se khushiyan udhaar lein kyun na milke hum hi khud apna jiwan sanvaar lein ho ho ho tu jo mere path mein tu jo mere path mein deep baale hon ujaale to bandagii ho click here
tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye na ho tu udaas tere paas paas main rahoonga zindagi bhar na ho tu udaas tere paas paas main rahoonga zindagi bhar saare sansaar ka pyaar maine tujhi mein paaya tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye haan tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye chanda tujheee oooooo dekhne ko nikla karta hai aaina bhi o o o o o o deedaar ko tarsa karta hai itni haseen koi nahin itni haseen koi nahin husn dono jahaan ka ik tujh mein simat ke aaya tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye pyaar kabhi ho o o o o o marta nahin hum tum marte hain hote hain wo ho o o o o log amar pyaar jo karte hain jitni adaa utni wafaa jitni adaa utni wafaa ik nazar pyaar se dekh lo phir se zinda kar do tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye haan tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye na ho tu udaas tere paas paas main rahoongi zindagi bhar na ho tu udaas tere paas paas main rahoonga zindagi bhar click here
tum jo huye mere humsafar raste badal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye tum jo huye mere humsafar raste badal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye kya manzilein kya karwaan baahon mein teri hai saara jahaan aa jaane jaan chal dein wahaan milte jahaan hai zamin aasmaan manzil se the kahin door hum aaj nikal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye aaya mazaa laaya nasha tere labon ki bahaaron ka rang mausam jawaan saathi haseen uf ye nazar ke ishaaron ka rang jitne bhi rang the sab teri aankhon mein dhal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye tum jo huye mere humsafar raste badal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa aa haa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa aa haa click here
tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee sazaa hee sahi aaj kuchh to milaa hai sazaa mein bhi ik pyaar ka silsila hai sazaa hee sahi aaj kuchh to milaa hai sazaa mein bhi ik pyaar ka silsila hai mohabbat ka ab kuchh bhi anjaam ho mulaaqat ki ibtedaa ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee mulaaqat per itne magroor kyun ho humari khushamad pe majbur kyun ho mulaaqat per itne magroor kyun ho humari khushamad pe majbur kyun ho manane ki aadat kahan pad gayee satane ki talim kya ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee la la la la la la la la la la la la la la la la la la la click here
ho o o ho udein jab jab zulfein teri ho udein jab jab zulfein teri ho oh ho ho ho udein jab jab zulfein teri ho udein jab jab zulfein teri kanwaariyon ka dil machle kanwaariyon ka dil machle jind meriye jab aise chikne chehre jab aise chikne chehre to kaise na nazar phisle to kaise na nazar phisle jind meriye ho o o ho rut pyaar karan ki aayi ho rut pyaar karan ki aayi ho o o o ho rut pyaar karan ki aayi ho rut pyaar karan ki aayi ke beriyon ke ber pak gaye ke beriyon ke ber pak gaye jind meriye kabhi daal idhar bhi phera kabhi daal idhar bhi phera ke tak tak nain thak gaye ke tak tak nain thak gaye jind meriye ho o o ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho o ho ho ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho us gaon pe sawarg bhi sadke ke jahan mera yaar basta ke jahan mera yaar basta jind meriye paani lene ke bahaane aaja paani lene ke bahaane aaja ke tera mera ik rasta ke tera mera ik rasta jind meriye ho o o ho tujhe chaand ke bahaane dekhoon ho click here
o thehro meri jaan waada karo nahin chhodogi tum mera saath jahaan tum ho wahaan main bhi hoon waada karo nahin chhodogi tum mera saath jahaan tum ho wahaan main bhi hoon chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon suno meri jaan hans ke mujhe ye keh do bheege labon ki narmi mere liye hai hooo jawaan nazar ki masti mere liye hai haseen adaa ki shokhi mere liye hai mere liye leke aayi ho ye saugat jahaan tum ho wahaan main bhi hoon chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon mere hi peechhe aakhir pade ho tum kyun ik main jawaan nahin hoon aur bhi to hain hooo mujhe hi ghere aakhir khade ho tum kyun main hi yahaan nahin hoon aur bhi to hai jaao jaa ke le lo jo bhi de de tumhen haath jahaan sab hain wahaan main bhi hoon waada karo nahin chhodogi tum mera saath jahaan tum ho wahaan main bhi hoon jawaan kayi hain lekin jahaan click here
wo hain zaraa khafaa khafaa to nain yun churaaye hain ke ho ho ho ho ho wo hain zaraa khafaa khafaa to nain yun churaaye hain ke ho ho ho ho ho naa bol doon to kyaa karoon wo hans ke yun bulaaye hain ke ho ho ho ho ho em em em hum hum hum hans rahi hai chaandni machal ke ro naa doon kahin aise koi ruthataa nahin ye teraa khayaal hai karib aa mere hanseen mujhko tujhse kuchh gilaa nahin baat yun banaaye hain ke o ho ho ho ho wo hain zaraa khafaa khafaa to nain yun churaaye hain ke ho ho ho ho ho phool ko mehak mille ye raat rang mein dhale mujhse teri zulf garr khule tum hi mere sang ho gagan ke chhaanw ke talle ye rut yun hi bhor tak chale pyaar yun jataaye hain ke o ho ho ho ho naa bol doon to kyaa karoon wo hans ke yun bulaaye hain ke ho ho ho ho ho aise mat sataaiye zaraa taras to khaaiye dil ki dhadkan mat jagaaiye kuchh nahin kahungaa main naa akhiyaan jhukaaiye sar ko kandhe se uthaaiye aise neend aaye hai ke hm hmm hm hum hum wo hain zaraa khafaa khafaa to click here
yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag jalte hain jab se toone nigaah pheri hai din hai soona to raat andheri hai chaand bhi ab nazar nahin aata ab sitaare bhi kum nikalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain lut gayi wo bahaar ki mehfil chhut gayi hum se pyaar ki manzil zindagi ki udaas raahon mein teri yaadon ke saath chalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain tujh ko paa kar humein bahaar mili tujh se chhutkar magar ye baat khuli baagbaan bhi chaman ke phoolon ko apne pairon se khud masalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain kyaa kahein tujh se kyun huyi doori hum samajhte hain apni majboori tujh ko maaloom kyaa ke tere liye dil ke ghum aansuon mein dhalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag click here
yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa boli muskaati maiyaa lalan ko bataayaa boli muskaati maiyaa lalan ko bataayaa kaari andhiyari aadhi raat mein tu aayaa laadlaa kanhaiyaa meraa hoooo laadlaa kanhaiyaa meraa kaali kamli waalaa isi liye kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa boli muskaati maiyaa sun mere pyaare boli muskaati maiyaa sun mere pyaare gori gori raadhikaa ke nain kajraare kaale nainon waali ne hoooo kaale nainon waali ne aisaa jaadu daalaa isi liye kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa click here
ye ladka haaye allah kaisa hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana humne to itna dekha humne to itna seekha dil ka sauda hota hai sauda zindagi kaa humne to itna dekha humne to itna seekha dil ka sauda hota hai sauda zindagi kaa milte hi kaise koi hota hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana ho sakta hai dekho naa samjho mitti ko sona pal bhar ka hasna ho jaaye jeevan bhar kaa rona ho sakta hai dekho naa samjho mitti ko sona pal bhar ka hasna ho jaaye jeevan bhar kaa rona dekho jaldi mein kabhi dil ko naa lagana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere click here
ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ruk to main jaaun jaane jaan mujhko hai inkaar kahaan tera mera mera tera pyaar sanam naa ban jaaye afsaana ye chaand ye sitaare kehte hai mil ke saare aajaa pyaar kare ye chanda bairi dekhe aise mein bolo kaise iqraar kare dil mein hai kuchh kuchh kahe zubaan pyaar yahi hai jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ye pyaar ki lambi raahen baahon mein daalen baahen kahin door chalen baithe hain ghera daale ye zaalim duniyaa waale humen dekh jale jalta hai to jale jahaan thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ruk to main jaaun jaane jaan mujhko hai inkaar kahaan tera mera mera tera pyaar sanam naa ban jaaye afsaana ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir click here
la lala lala la laha laha la la la la la la la la la la la la la tu tu hai wahi dil ne jise apna kahaa tu hai jahaan main hoon wahaan ab to ye jeena tere bin hai sazaa hooo mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha hoo mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha phir ho na juda haan yeh waada raha lala lala la lala lala la main aawaaz hoon to tu hai geet mera main aawaaz hoon to tu hai geet mera jahaan se niraala mann meet mera mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha ho mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha phir ho na juda haan yeh waada raha tu tu hai wahi dil ne jise apna kahaa tu hai jahaan main hoon wahaan ab to ye jeena tere bin hai sazaa kisi mod pe bhi na ye saath toote mere haath se tera daaman na chhoote lala la lala la lala kabhi khaab mein bhi tu mujh se na roothe mere pyaar ki koi khushiyaa na loote mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha ho mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha phir ho na juda haan yeh waada raha tu tu hai wahi dil ne click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Roz Roz Aankhon Tale Jeeva (1986) 08:17 10687
 
Poster of Jeeva (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Mandakini
Duration : 08:17   Song Number : 10687   

Seene Mein Sulagte Tarana (1951) 03:11 12513
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dileep Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:11   Song Number : 12513   

Shokhiyon Mein Ghola Jaaye Prem Pujari (1970) 05:11 21238
 
Poster of Prem Pujari (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 05:11   Song Number : 21238   

Shola Jo Bhadke Albela (1951) 04:28 21240
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Duration : 04:28   Song Number : 21240   

Shyam Teri Bansi Pukaare Geet Gaata Chal (1975) 06:25 12353
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:25   Song Number : 12353   

Solah Baras Ki Baali Ek Duuje Ke Liye (1981) 06:29 12344
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:29   Song Number : 12344   

Tasveer Teri Dil Mein Maya (1961) 04:30 11875
 
Poster of Maya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mala Sinha
Duration : 04:30   Song Number : 11875   

Tera Saath Hai Itna Pyaara Janbaaz (1986) 04:10 17948
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:10   Song Number : 17948   

Tu Jo Mere Sur Mein Chitchor (1976) 05:10 13000
 
Poster of Chitchor (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata, K J Yesudas
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Zarina Wahab
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:10   Song Number : 13000   

Tu Mile Dil Khile Criminal (1995) 06:00 21337
 
Poster of Criminal (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Nagarjuna
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:00   Song Number : 21337   

Tum Jo Huye Mere Humsafar 12 O'clock (1958) 03:46 11897
 
Poster of 12 O'clock (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 03:46   Song Number : 11897   

Tumhaari Nazar Kyun Khafaa Do Kaliyan (1968) 05:08 21374
 
Poster of Do Kaliyan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Vishwajeet
Duration : 05:08   Song Number : 21374   

Udein Jab Jab Zulfein Teri Naya Daur (1957) 04:52 21393
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dileep Kumar
Duration : 04:52   Song Number : 21393   

Waada Karo Aa Gale Lag Jaa (1973) 05:22 18123
 
Poster of Aa Gale Lag Jaa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 05:22   Song Number : 18123   

Woh Hai Zara Khafa Shagird (1967) 05:33 21409
 
Poster of Shagird (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sayra Banu, Joy Mukherjee
Duration : 05:33   Song Number : 21409   

Yaad Mein Teri Mere Mehboob (1963) 04:34 12158
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Sadhana
Duration : 04:34   Song Number : 12158   

Yashomati Maiyaa Se Satyam Shivam Sundaram (1978) 03:12 21429
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure
Duration : 03:12   Song Number : 21429   

Ye Ladka Hai Allah Hum Kisise Kum Naheen (1977) 05:42 21474
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha, Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tariq, Kajal Kiran
Duration : 05:42   Song Number : 21474   

Ye Mausam Rangeen Sama Modern Girl (1961) 03:20 13756
 
Poster of Modern Girl (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Saida Khan
Duration : 03:20   Song Number : 13756   

Yeh Vaada Raha Yeh Vaada Raha (1982) 06:52 18078
 
Poster of Yeh Vaada Raha (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 06:52   Song Number : 18078