MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaraoke For Male Singers
HomeKaraoke For Male Singers
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


waadaa kar le saajna waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa main dhadkan tu dil hai piyaa main baati tu mera diyaa hum pyaar ki jyot jalaaein hum pyaar ki jyot jalaaein main raahi meri manzil hai tu main hoon lehar aur saahil hai tu jeevan bhar saath nibhaaein jeevan bhar saath nibhaaein aaaaaaa aa aa aa aaa waadaa kar le jaan e jaan tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa jab se mujhe tera pyaar milaa apni to hai bas yahi duaa har janam yun milke rahenge har janam yun milke rahenge sundar saa ho apna jahaan pyaar apnaa rahe sadaa jawaan hum sukh dukh mil ke sahenge hum sukh dukh mil ke sahenge aaaaaaaaa aa aa aa aaa waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa click here
wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye ghame zindagi ke andhere mein humne charage mohabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye aahtein jaag uthin raaste hans diye thaamkar dil uthe hum kissi ke liye kai baar aisa bhi dhoka hua hai chale aa rahe hain wo nazaarein jhukaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye ghame zindagi ke andhere mein humne charage mohabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye dil sulagne lagaa aaskh behene lage jaane kya kya humein log kehne lage magar rote rote hasin aa gayi hai khayalon mein aaake wo jab muskuraaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo juda kya hue zindagi kho gayi shamma jalti rahi roshni kho gayi bahot koshishein ki magar dil na behla kayi saaz chede kayi geet gaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye click here
ye daulat bhi le lo ye shohart bhi le lo bhale chheen lo mujh se meri jawaani magar mujhko lauta do bachpan ka saawan wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani ye daulat bhi le lo ye shohart bhi le lo bhale chheen lo mujh se meri jawaani magar mujhko lauta do bachpan ka saawan wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani mohalle ki sabse nishaani puraani wo bhudhiyaa jise bachche kehte the naani wo naani ki baaton mein pariyon kaa dera wo chehre ki jhuriyon mein sadiyon ka phera bhulaaye nahin bhul sakta hai koi wo chhoti si raaten wo lambi kahaani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani kadi dhoop mein apne ghar se nikalna wo chidiyaa wo bulbul wo titli pakadna wo gudiyaa ki shaadi pe ladna jhagadnaa wo jhulon se girna wo gir ke sambhalna wo peetal ke chhalon ke pyaare se tauhfe wo tooti huyi chudiyon ki nishaani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani click here
wo hain zaraa khafaa khafaa to nain yun churaaye hain ke ho ho ho ho ho wo hain zaraa khafaa khafaa to nain yun churaaye hain ke ho ho ho ho ho naa bol doon to kyaa karoon wo hans ke yun bulaaye hain ke ho ho ho ho ho em em em hum hum hum hans rahi hai chaandni machal ke ro naa doon kahin aise koi ruthataa nahin ye teraa khayaal hai karib aa mere hanseen mujhko tujhse kuchh gilaa nahin baat yun banaaye hain ke o ho ho ho ho wo hain zaraa khafaa khafaa to nain yun churaaye hain ke ho ho ho ho ho phool ko mehak mille ye raat rang mein dhale mujhse teri zulf garr khule tum hi mere sang ho gagan ke chhaanw ke talle ye rut yun hi bhor tak chale pyaar yun jataaye hain ke o ho ho ho ho naa bol doon to kyaa karoon wo hans ke yun bulaaye hain ke ho ho ho ho ho aise mat sataaiye zaraa taras to khaaiye dil ki dhadkan mat jagaaiye kuchh nahin kahungaa main naa akhiyaan jhukaaiye sar ko kandhe se uthaaiye aise neend aaye hai ke hm hmm hm hum hum wo hain zaraa khafaa khafaa to click here
yaad kiya dil ne kahaan ho tum jhoomti bahaar hai kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum yaad kiya dil ne kahaan ho tum jhoomti bahaar hai kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum hoooo o o kho rahe ho aaj kis khayaal mein hoooo o o dil phansaa hai bekasi ke jaal mein hoooo o o kho rahe ho aaj kis khayaal mein hoooo o o dil phansaa hai bekasi ke jaal mein matlabi jahaan meherbaan ho tum yaad kiya dil ne kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum hoooo o o raat dhal chuki hai subah ho gayee hoooo o o main tumhaari yaad le ke kho gayee hoooo o o raat dhal chuki hai subah ho gayee hoooo o o main tumhaari yaad le ke kho gayee ab to meri daastaan ho tum yaad kiya dil ne kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum hoooo o o tum humari zindagi ke baag ho hoooo o o tum humari raah ke charaag ho hoooo o o tum humari zindagi click here
yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa boli muskaati maiyaa lalan ko bataayaa boli muskaati maiyaa lalan ko bataayaa kaari andhiyari aadhi raat mein tu aayaa laadlaa kanhaiyaa meraa hoooo laadlaa kanhaiyaa meraa kaali kamli waalaa isi liye kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa boli muskaati maiyaa sun mere pyaare boli muskaati maiyaa sun mere pyaare gori gori raadhikaa ke nain kajraare kaale nainon waali ne hoooo kaale nainon waali ne aisaa jaadu daalaa isi liye kaalaa yashomati maiyaa se bole nand laalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa raadhaa kyun gori main kyun kaalaa click here
ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein tasawur mein koi bastaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane wafaa hum kyaa karein lute dil mein diya jalta nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane adaa hum kyaa karein ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein kisi ke dil mein bas ke dil ko tadpaana nahin achchhaa kisi ke dil mein bas ke dil ko tadpaana nahin achchhaa nigaahon ko jhalak de de ke chhup jaana nahin achhaa umeedon ke khile gulshan ko jhulsaanaa nahin achhaa humein tum bin koi jachtaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane wafaa hum kyaa karein lute dil mein diya jalta nahin hum kyaa karein mohabbat kar to lein lekin mohabbat raas aaye bhi mohabbat kar to lein lekin mohabbat raas aaye bhi dilon ko bojh lagte hain kabhi zulfon ke saaye bhi hazaron ghum hain iss duniya mein apne bhi paraye bhi mohabbat hi kaa ghum tanhaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane adaa click here
ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ithlaati hawa neelam ka gagan kaliyon pe ye behoshi ki nami aise mein bhi kyun bechain hai dil jeevan mein na jaane kya hai kami kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara jo din ke ujaale mein na mila dil dhoonde aise sapne ko iss raat ki jagmag mein doobi main dhoond rahi hoon apne ko ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara aise mein kahin kya koi nahin bhoole se jo hum ko yaad kare ek halki si muskaan se jo sapnon ka jahaan aabaad kare ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha click here
ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye kya baat hai aaj ki chandni mein ye kya baat hai aaj ki chandni mein ke hum kho gaye pyaar ki raagni mein ye baahon mein baahein ye behki nigahein lo aane laga zindagi ka maza ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa sitaron ki mehfil ne karke ishaara sitaron ki mehfil ne karke ishaara kaha ab to saara jahaan hai tumhara muhabbat jawaan ho khula aasman ho kare koi dil aarzoo aur kya ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe rahe saans jab tak ye bandhan na toote tumhein dil diya hai ye wada kiya hai sanam main tumhari rahoongi sada ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein click here
yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho roz aati ho tum khayalon mein roz aati ho tum khayalon mein zindagi mein bhi meri aa jaao beet jaaye na ye sawalon mein iss jawani pe kuch taras khao haale dil samjho sanam haale dil samjho sanam kahenge munh se na hum humari bhi koi maryada hai adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho bholepan mein hai wafaa ki khushboo bholepan mein hai wafaa ki khushboo tujh pe sab kuch na kyun lootaun main mera betaab dil ye kehta hai tere saaye se lipat jaaoon main mujhse ye mail tera mujhse ye mail tera na ho ik khel tera ye karam mujh pe kuch zyaada hai yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin ban gayi ho meri sada ke liye ban click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Wada Kar Le Sajna Haath Ki Safai (1974) 04:39 21398
 
Poster of Haath Ki Safai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Simi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:39   Song Number : 21398   

Wo Jab Yaad Aaye Bahot Yaad Aaye Parasmani (1963) 04:30 21410
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Geetanjali
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:30   Song Number : 21410   

Wo Kaagaz Ki Kashti Jagjit Singh & Chitra Singh 06:33 18058
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:33   Song Number : 18058   

Woh Hai Zara Khafa Shagird (1967) 05:33 21409
 
Poster of Shagird (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sayra Banu, Joy Mukherjee
Duration : 05:33   Song Number : 21409   

Yaad Kiya Dil Ne Patita (1953) 04:17 21419
 
Poster of Patita (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Usha Kiran, Dev Anand
Duration : 04:17   Song Number : 21419   

Yashomati Maiyaa Se Satyam Shivam Sundaram (1978) 03:12 21429
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure
Duration : 03:12   Song Number : 21429   

Ye Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin Izzat (1968) 05:54 21436
 
Poster of Izzat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 05:54   Song Number : 21436   

Ye Raat Bheegi Bheegi Chori Chori (1956) 04:35 11809
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 11809   

Yeh Raatein Yeh Mausam Dilli Ka Thug (1958) 03:49 21482
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:49   Song Number : 21482   

Yuhin Tum Mujh Se Baat Sachaa Jhutha (1970) 04:21 18036
 
Poster of Sachaa Jhutha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj, Vinod Khanna
Duration : 04:21   Song Number : 18036