MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaraoke For Male Singers
HomeKaraoke For Male Singers
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jo wada kiya wo nibhana padega roke zamaana chaahe roke khudayi tumko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega tarasti nigaahon ne aawaaz di hai muhabbat ki raahon ne aawaaz di hai aa aa aa aa aa aa aa aa jaane hayaa jaane adaa chhodo tarsaana tumko aana padega jo waada kiya wo nibhaana padega ye mana humen jaan se jaana padega par ye samjh lo tumne jab bhi pukaara humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega hum apni wafaa pe na ilzaam lenge tumhen dil diya hai tumhen jaan bhi denge aa aa aa aa aa aa aa aa jab ishq ka sauda kiya phir kya ghabrana humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega chamkete hain jab tak ye chaand aur taare na tootenge ab aehdo paimaan humare aa aa aa aa aa aa aa aa ik dusraa jab de sadaa ho ke deewana humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega nibhana padega click here
tum ko bhi hai khabar mujh ko bhi hai pataa ho rahaa hai judaa dono ka raasta door jaake bhi mujhse tum meri yaadon mein rehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna tum ko bhi hai khabar mujh ko bhi hai pataa ho rahaa hai judaa dono ka raasta door jaake bhi mujhse tum meri yaadon mein rehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna jitni thi khushiyaan sab kho chuki hain bas ek ghum hai ke jaata nahin samjha ke dekha behla ke dekha dil hai ke chain isko aata nahin aata nahin aasoon hain ke hain angaare aag hai ab aankhon se behna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna aa aa aaa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aaa rut aa rahi hai rut jaa rahi hai dard ka mausam badla nahin rang ye ghum ka itna hai gehra sadiyon bhi hoga halka nahin halka nahin kaun jaane kya hona hai hum ko hai ab kya kya sehna kabhi alvida kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna tum ko bhi hai khabar mujh ko click here
kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke ye badan ye nigahen me ri amaanat hain ke ye badan ye nigahen meri amaanat hain ye gesuon ki ghani chaanv hai meri khatir ye honth aur ye baahen meri amaanat hain ye honth aur ye baahen meri amaanat hain kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tu click here
o ho ho ho o ho o o o o o hmm hmm hmm karvaten badalte rahe saari raat hum karvaten badalte rahe saari raat hum aap ki kasam aap ki kasam karvaten badalte rahe saari raat hum aap ki kasam aap ki kasam ghum na karo din judaayi ke bahut hain kam aap ki kasam aap ki kasam yaad tum aate rahe ik hook si uthati rahi neend mujhse neend se mein bhaagati chhupti rahi raat bhar bairan nigodi chaandani chubhati rahi aag si jalti rahi girti rahi shabnam aap ki kasam aap ki kasam jheel si aankhon mein aashiq doob ke kho jaayega zulf ke saaye mein dil armaan bhara so jaayega tum chale jaao nahin to kuchh na kuchh ho jaayega dagmaga jaayenge aise haal mein kadam aap ki kasam aap ki kasam rooth jaayen hum to tum humko mana lena sanam door hon to paas humko tum bula lena sanam kuchh gila ho to gale humko laga lena sanam toot na jaaye kabhi ye pyaar ki kasam aap ki kasam aap ki kasam aap ki kasam aap ki kasam aap ki kasam click here
khayaalon mein kisi ke iss tarah aaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke iss tarah aaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte dilon ko raund kar dil apna behlaaya nahin karte jo thukraaye gayen hon unn ko thukraaya nahin karte dilon ko raund kar hansi phoolon ki do din chaandani bhi chaar din ki hai chaandani chaar din ki hai hansi phoolon ki do din chaandani bhi chaar din ki hai chaandani chaar din ki hai mili ho chaand si soorat to itraaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke jinhen mitna ho wo mitne se darr jaaya nahin karte wo darr jaaya nahin karte jinhen mitna ho wo mitne se darr jaaya nahin karte wo darr jaaya nahin karte muhabbat karne waale ghum se ghabraaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke muhabbat kaa sabak sikho ye jaa kar jalne waalon se ye jaa kar jalne waalon se muhabbat kaa sabak sikho ye jaa kar jalne waalon se click here
kisi raah mein kisi mod par kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi haal mein kisi baat par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mera dil kahe kahin ye na ho mera dil kahe kahin ye na ho nahin ye na ho nahin ye na ho kisi roz tujhse bichhad ke main tujhe dhoondhati phiroon dar badar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera rang saaya bahaar ka tera rang saaya bahaar ka tera roop aaina pyaar ka tujhe aa nazar mein chhupa loon main tujhe lag na jaaye kahin nazar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera saath hai to hai zindagi tera saath hai to hai zindagi tera pyaar hai to hai roshani tera pyaar hai to hai roshani kahan din ye dhal jaaye kya pata kahan raat ho jaaye kya khabar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere click here
kitna pyaara wadaa kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal o saathiya o beliyaa kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal ho ujaalaa ya andhera kahin na chhoote haath mera koi mera na tere bin piya nibhana saath mera arre kora kora gora gora ye ang tora haai paagal mohe bana diya kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal barson maine man jalaya mili palkon ki tab ye chhaayaa kaantein mere tan mein toote gale se toone tab lagaya ho saiyyan pyaare chalta ja re baiyan daare haai garva tohe laga liya kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal roz utha ke ye nayenva chhua karoongi tora manva jaise pehli baar chaaha sada chahoongi main sajanva haai tere naina mere naina phir kya kehna haai kya kya na maine paa liya kitna pyaara click here
hey hey hey hey aahaa aahaa hm hm hm hm aa ha ha ha ha ha hm hm kora kaagaz tha yeh mann mera mera mera likh diya naam iss pe tera tera tera kora kaagaz tha yeh mann mera likh diya naam iss pe tera soona aangan tha jeevan mera bas gayaa pyaar iss mein teraa toot na jaaye sapne main darta hoon nis din sapnon mein dekha karta hoon toot na jaaye sapne main darta hoon nis din sapnon mein dekha karta hoon naina kajaraare matavaare yeh ishaare khaali darpan tha yeh mann mera rach gayaa roop iss mein tera kora kaagaz tha yeh mann mera likh liya naam iss pe tera chain ganvaayaa maine nindiya ganvaayi saari saari raat jaagu doon main duhaayi chain ganvaayaa maine nindiya ganvaayi saari saari raat jaagu doon main duhaayi kahoon kya main aage nehaa laage jee na laage koi dushmann tha yeh mann mera ban gaya meet jaa ke teraa kora kaagaz tha yeh mann mera likh liya naam iss pe tera baagon mein phoolon ke khilane se pehle tere mere nainon ke milne se pehle haan baagon mein click here
tum paas aaye yun muskuraaye tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye ab to meraa dil jaage na sotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye ab to meraa dil jaage na sotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai na jaane kaisa ehsaas hai bujhati nahin hai kyaa pyaas hai kyaa nashaa is pyaar ka mujhpe sanam chhaane lagaa koi na jaane kyun chain khotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai hey ye ye hmm umm umm umm umm aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kyaa rang laayi meri duaa ye ishq jaane kaise huaa bechainiyon mein chain na jaane kyun aane lagaa tanhaayi mein dil yaadein sanjotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai tum paas aaye yun muskuraaye tumne click here
kya hua tera waada wo kasam wo iraada kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada yaad hai mujhko tune kahaa tha tumse nahin roothenge kabhi dil ki taraah se haath mile hain kaise bhala chhutenge kabhi teri baahon mein beeti har shaam bewafa ye bhi kyaa yaad nahin kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada o kehne waale mujh ko farebi kaun farebi hai ye bata wo jisne ghum liya pyaar ki khaatir ya jisne pyaar ko bech diya nasha daulat ka aisa bhi kya ke tujhe kuchh bhi yaad nahin kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada click here
kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho phir se kaho kehte raho achchha lagta hai jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho tareef karoge kab tak bolo kab tak mere seene mein saans rahegi jab tak kab tak main rahoongi mann mein haan mann mein sooraj hoga jab tak neele gagan mein phir se kaho kehte raho achchha lagta hai jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai o o o kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho tum pyaar se pyaari ho tum jaan humaari ho aa aa o oh oh khush ho na mujhe tum paakar mujhe paakar pyaase dil ko aaj mila hai saagar kya dil mein hai aur tamanna hai tamanna har jeevan mein tum meri hi baalma phir se kaho kehte raho achchha lagta hai jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai o o o kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho tum pyaar se pyaare ho tum jaan humaari ho tum pyaar se pyaare ho tum jaan humaari ho mm hm hm hm hm hm hmm click here
kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai ho dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai ho dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai pehle main samjha kuchh aur vaje in baaton ki lekin ab jaana kahan neend gayi meri raaton ki jaagti rehti hoon main bhi chaand nikalta nahin oh o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai kaise bhuloongi tu yaad hamesha aayega tere jaane se jeena mushkil ho jaayega ab kuchh bhi ho dil pe koi zor to chalta nahin o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai jaise phoolon ke mausam mein ye dil khilte hain premi aise hi kyaa patjhad mein bhi milte hain rut badle duniya badle pyaar badalta nahin ho o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin mm hmm hmm hmm click here
lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda ghoda pahuncha chauk mein chauk mein tha naayi ghodeji ki naayi ne hajaamat jo banaai thag bag thag bag thag bag thag bag ghoda pahuncha chauk mein chauk mein tha naayi ghodeji ki naayi ne hajaamat jo banaai dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda ghoda tha ghamandi pahuncha sabzi mandi sabzi mandi baraf padi thi baraf mein lag gayi thandi thag bag thag bag thag bag thag bag ghoda tha ghamandi pahuncha sabzi mandi sabzi mandi baraf padi thi baraf mein lag gayi thandi dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda ghoda apna tagada hai dekho click here
lehron pe lehar ulfat hai jawan raaton ki sehar chali aao yahaan sitaare tim timaate hain tu aaja aaja machalti jaa rahi ye hawayein aaja aaja lehron pe lehar ulfat hai jawan raaton ki sehar chali aao yahaan sulagati chaandani mein tham rahi hai tujh pe ye nazar kadam ye kis taraf badhate chale jaate hain bekhabar zamaane ko hain bhule hum aa chal dein saath ye safar lehron pe lehar ulfat hai jawan raaton ki sehar chali aao yahaan naa jaane kaun si raahein humara kaun sa hai jahaan sahaare kis ke hum dhunde humaari manzil hai kahaan sadaa dil ki magar kehti hai meri duniya hai yahaan lehron pe lehar ulfat hai jawan raaton ki sehar chali aao yahaan click here
aa aaa aa haa o ho o ho o ho aa haa loote koi mann ka nagar banke mera saathi loote koi mann ka nagar banke mera saathi kaun hai wo apnon mein kabhi aisa kahin hota hai ye to bada dhoka hai loote koi mann ka nagar banke mera saathi yahin pe kahin hai mere mann ka chor nazar pade to bahiyaan doon marod yahin pe kahin hai mere mann ka chor nazar pade to bahiyaan doon marod jaane do jaise tum pyaare ho wo bhi mujhe pyaara hai jeene ka sahaara hai dekho ji tumhari yehi batiyaan mujh ko hain tadpaati loote koi mann ka nagar ho o o o oo loote koi mann ka nagar banke mera saathi rog mere jee ka mere dil ka chaen saanwala sa mukhda uss pe kaare nain rog mere jee ka mere dil ka chaen saanwala sa mukhda uss pe kaare nain aise ko roke ab kaun bhala dil se jo pyaari hai sajni humaari hai kaaho karoon main bin uss ke reh bhi nahin paati loote koi mann ka nagar ho o o o oo loote koi mann ka nagar banke mera saathi saathi saathi saathi saathi saathi click here
madhuban khushboo detaa hai saagar saawan detaa hai jeenaa uskaa jeenaa hai jo auron ko jeevan detaa hai madhuban khushboo detaa hai suraj na ban paaye to banke deepak jaltaa chal suraj na ban paaye to banke deepak jaltaa chal phool milen yaa angaarey sach ki raahon pe chaltaa chal sach ki raahon pe chaltaa chal pyaar dilon ko detaa hai ashkon ko daaman detaa hai jeenaa uskaa jeenaa hai jo auron ko jeevan detaa hai madhuban khushboo detaa hai saagar saawan detaa hai madhuban khushboo detaa hai chalti hai lehraake pawan ke saans sabhi ki chalti rahe chalti hai lehraake pawan ke saans sabhi ki chalti rahe logon ne tyaag diye jeevan ke preet dilon mein palti rahe ki preet dilon mein palti rahe dil wo dil hai jo auron ko apni dhadkan detaa hai jeenaa uskaa jeenaa hai jo auron ko jeevan detaa hai madhuban khushboo detaa hai saagar saawan detaa hai madhuban khushboo detaa hai click here
main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulungi main naa bhulunga inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi oooooooooo oooooooooo oooooo oooooo oooooo ooooo chalo jag ko bhulen hoo chalo jag ko bhulen khayaalon mein jhulennnn bahaaron mein dole bahaaron mein dole sitaaron ko chhoo leeen aa teri main maang sanwaarun tu dulhan ban jaa maang se jo dulhan ka rishta main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi samay ki dhaara mein hooo samay ki dhaara mein umr beh jaani hainnnnn jo ghadi jee lenge jo ghadi jee lenge wohi reh jaani haiiiii main ban jaaun saans aa apni tu jeevan ban jaa jeevan se saanson ka rishtaa main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main click here
masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee baahon mein baanhe daalo jee gir na jaaye sambhaalo jee bheegi hawaaon mein aisi fizaaon mein hosh mujhe hai kahaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar ka raag sunaaye chal dil ka saaz bajaaye chal panchhi bhi gaayenge sab ko sunaayenge teri meri daastaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa click here
milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka click here
mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai chaahat ne teri mujhko kuchh iss tarah se ghera din ko hai tere charche raaton ko khwaab tera tum ho jahaan wahi par rehta hai dil bhi mera bas ik khayaal tera kya shaam kya savera mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai yeh duniya kaise badali kuchh bhi samajh na aaye kyun kar hue woh apne kal tak the jo paraaye dil ki lagan ho sachchi phir kyun na rang laaye mere the tum sadaa se par ab kareeb aaye mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai meri wafa ko ab to tum aazmaana chhodo dil ko churaake mere aankhen churana chhodo mujh ko banaa ke apna baaten banana chhodo main kab na thi tumhaari lekin satana chhodo click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jo Waada Kiya Wo Nibhana Padega Taj Mahal (1963) 03:44 20690
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:44   Song Number : 20690   

Kabhi Alvida Naa Kehna Kabhi Alvida Naa Kehna (2006) 07:58 16902
 
Poster of Kabhi Alvida Naa Kehna (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Rani Mukherjee, Shahrukh Khan
Duration : 07:58   Song Number : 16902   

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Kabhi Kabhie (1976) 05:02 20706
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:02   Song Number : 20706   

Karvaten Badalte Rahe Aap Ki Kasam (1974) 05:05 20744
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:05   Song Number : 20744   

Khayalon Mein Kisi Ke Bawre Nain (1950) 05:08 12863
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vijaya Laxmi
Duration : 05:08   Song Number : 12863   

Kisi Raah Mein Mere Humsafar (1970) 06:34 20782
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Jitendra
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 06:34   Song Number : 20782   

Kitna Pyaara Wadaa Caravan (1971) 05:29 20787
 
Poster of Caravan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Asha Parekh
Duration : 05:29   Song Number : 20787   

Kora Kaagaz Tha Ye Aradhana (1969) 05:51 20799
 
Poster of Aradhana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:51   Song Number : 20799   

Kuchh Kuchh Hotaa Hai Kuch Kuch Hota Hai (1998) 05:08 16751
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Rani Mukherjee, Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:08   Song Number : 16751   

Kya Hua Tera Waada Hum Kisise Kum Naheen (1977) 04:32 20808
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Tariq, Kajal
Duration : 04:32   Song Number : 20808   

Kya Khoob Lagti Ho Dharmatma (1975) 03:58 20810
 
Poster of Dharmatma (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh, Kanchan
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Hema Malini, Rekha
Duration : 03:58   Song Number : 20810   

Kyaa Yehi Pyaar Hai Rocky (1981) 06:32 18192
 
Poster of Rocky (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Tina Munim
Duration : 06:32   Song Number : 18192   

Lakdi Ki Kaathi Kaathi Pe Ghoda Masoom (1983) 04:07 20821
 
Poster of Masoom (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Naseeruddin Shah, Shabana Azmi
Duration : 04:07   Song Number : 20821   

Lehron Pe Lehar Ulfat Hai Jawan Chhabili (1960) 03:25 31004
 
Poster of Chhabili (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
S Ratan
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Hemant Kumar, Nutan
On Screen Actors- 
Kaysi Mehara, Nutan
Duration : 03:25   Song Number : 31004   

Loote Koi Mann Ka Nagar Abhimaan (1973) 03:44 20834
 
Poster of Abhimaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan
Duration : 03:44   Song Number : 20834   

Madhuban Khushboo Saajan Bina Suhagan (1978) 04:11 14120
 
Poster of Saajan Bina Suhagan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Nutan, Padmini Kolhapure
Duration : 04:11   Song Number : 14120   

Main Naa Bhulunga Roti Kapada Aur Makaan (1974) 07:19 14084
 
Poster of Roti Kapada Aur Makaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Zeenat Aman
Duration : 07:19   Song Number : 14084   

Masti Bhara Hai Sama Parvarish (1958) 03:54 11866
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 03:54   Song Number : 11866   

Milte Hi Ankhen Babul (1950) 03:04 12780
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:04   Song Number : 12780   

Mujhe Kitna Pyaar Hai Dil Tera Deewana (1962) 04:26 20982
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:26   Song Number : 20982