MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePopular Last 7 Days
HomePopular Last 7 Days
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chura liya hai tumne jo dil ko nazar nahin churaana sanam badal ke meri tum zindagaani kahin badal na jaana sanam hooo le liya dil haai mera dil haai dil lekar mujhko na behlaana chura liya hai tumne jo dil ko nazar nahin churaana sanam badal ke meri tum zindagaani kahin badal na jaana sanam bahaar banke aaun kabhi tumhaari duniya mein guzar na jaayen yeh din kahin isi tamanna mein bahaar banke aaun kabhi tumhaari duniya mein guzar na jaayen yeh din kahin isi tamanna mein tum mere ho ho tum mere ho aaj tum itna vaada karte jaana chura liya chura liya hai tumne jo dil ko nazar nahin churaana sanam badal ke meri tum zindagaani kahin badal na jaana sanam hoo sajaaoonga lutt kar bhi tere badan ki daali ko lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko sajaaoonga lutt kar bhi tere badan ki daali ko lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko hai wafa kya iss jahaan ko ek din dikhla doonga main deewana chura liya chura liya hai tumne jo dil ko nazar nahin churaana click here
hum se roshan hai chaand aur taare hum ko daaman samajhayie gairat ka uth gaye hum agar zamaane se naam mit jaayega muhabbat ka dil hai naazuk kali se phoolon se ye na toote khayaal rakhiyega aur agar aapse ye toot gaya jaaneja itna hi samjhiyega phir koi baanwari muhabbat ki apni zulfein nahin sanwaaregi aarti phir kisi kanhaiya ki koi raadha nahin utaaregi aao huzoor tum ko sitaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor tum ko sitaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor aao hamraaz hum khayaal to ho hum nazar bano tay hoga zindagi ka safar hamsafar bano hamraaz hum khayaal to ho hum nazar bano tay hoga zindagi ka safar hamsafar bano aa haa haa aa aa oo oo o o o o haa haa aa ha ha aa haa haa chaahat ke ujle ujle nazaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor aao likh do likh do kitaabe dil pe koi aisi daastaan jiski misaal de na sake saaton aasmaan likh do click here
abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi abhi to aayi ho abhi abhi to abhi abhi to aayi ho bahaar ban ke chhaayi ho hawaa zaraa mehek to le nazar zaraa behek to le ye shaam dhal to le zaraa ye shaam dhal to le zaraa ye dil sanbhal to le zaraa main thodi der jee to loon nashe ke ghoont pee to loon nashe ke ghoont pee to loon abhi to kuchh kahaa nahin abhi to kuchh sunaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin sitaare jhilmilaa uthe sitaare jhilmilaa uthe charaag jagmagaa uthe bas ab na mujh ko toknaa bas ab na mujh ko toknaa na badh ke raah roknaa agar main ruk gayi abhi to jaa na paaoongi kabhi yahi kahoge tum sadaa ke dil abhi nahin bharaa jo khatm ho kisi jagah ye aisaa silsilaa nahin abhi nahin abhi nahin nahin nahin nahin nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin adhuri aas adhuri aas chhod ke adhuri pyaas chhod ke jo roz yoon hi jaaogi to kis tarah nibhaaogi ke zindagi ki raah click here
chain se humko kabhi aapne jeene na diya zehar bhi chaaha agar pina to pine na diya chain se humko kabhi chaand ke rath mein raat ki dulhan jab jab aayegi yaad humaari aapke dil ko tadpa jaayegi aapne jo hai diya wo to kisi ne na diya zehar bhi chaaha agar pina to pine na diya chain se humko kabhi aapka ghum jo iss dil mein din raat agar hoga soch ke ye dum ghutta hai phir kaise guzar hoga kaash na aati apni judaayi maut hi aa jaati koi bahaane chain humaari rooh to pa jaati ik pal hasna kabhi dil ki lagi ne na diya zehar bhi chaaha agar pina to pine na diya chain se humko kabhi click here
aap ki nazron ne samjha pyaar ke kaabil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha ji humen manzoor hai aap ka ye faisla ji humen manzoor hai aap ka ye faisla keh rahi hai har nazar banda parvar shukriya hans ke apni zindagi mein kar liya shamil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha aap ki manzil hoon main meri manzil aap hain aap ki manzil hoon main meri manzil aap hain kyun main tufaan se darun mera saahil aap hain koi tufaanon se keh de mil gaya saahil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha pad gayee dil par mere aap ki parchhaaiyaan pad gayee dil par mere aap ki parchhaaiyaan har taraf bajne lagi saikadon shahanaiyaan do jahan ki aaj khushiyaan ho gayeen haasil mujhe aap ki nazron ne samjha pyaar ke kaabil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha click here
aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu anjaane saayo kaa raahon mein dera hai andekhi baahon ne hum sabko ghera hai ye pal ujala hai baaki andhera hai ye pal gavana na ye pal hi tera hai jeene waale soch le yahi waqt hai kar le poori aarzoo aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai iss pal ke jalwon ne mehfil sanvari hai iss pal ki garmi ne dhadkan ubhari hai iss pal ke hone se duniya humari hai ye pal jo dekho to sadiyon pe bhaari hai jeene waale soch le yahi waqt hai kar le poori aarzoo aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la lal la iss pal ke saaye mein apna thikana hai iss pal ke aage bhi har sheh fasana hai kal kisne dekha hai kal kisne jaana hai iss pal se click here
pal pal dil ke paas tum rehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho jeevan meethi pyaas ye kehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho har shaam aankhon par tera anchal lehraaye har raat yaadon ki baaraat le aaye main saans leta hoon teri khushboo aati hai ik mehka mehka sa paigaam laati hai mere dil ki dhadkan bhi tere geet gaati hai pal pal dil ke paas tum rehti ho kal tujhko dekha tha maine apne aangan mein jaise keh rahi thi tum mujhe baandh lo bandhan mein ye kaisa rishta hai ye kaise sapne hain begaane ho kar bhi kyun lagte apne hain main soch mein rehta hoon darr darr ke kehta hoon pal pal dil ke paas tum rehti ho tum sochogi kyun itna main tumse pyaar karoon tum samjhogi deewana main bhi iqraar karoon deewanon ki ye baatein deewaane jaante hain jalne mein kya maza hai parwaane jaante hain tum yun hi jalaate rehna aa aa kar khwabon mein pal pal dil ke paas tum rehti ho jeevan meethi pyaas ye kehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho click here
lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye humko mili hain aaj ye ghadiyaan naseeb se jee bhar ke dekh lijiye humko kareeb se phir aap ke naseeb mein ye baat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye paas aaiye ke hum nahin aayenge baar baar baahen gale mein daal ke hum ro len zaar zaar aankhon se phir ye pyaar ki barsaat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye click here
ho ho ho ho ho ho aa ha ha hmm hmm hmm hmm hmm hmmm aahaa haaa ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal saawan ki ghataa chhaayi ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal aisi to meri takdeer naa thi tum saa jo koi mehboob mille dil aaj khushi se paagal hai dil aaj khushi se paagal hai ae jaan e wafaa tum khoob mille ae jaan e wafaa tum khoob mille dil kyun naa bane paagal kyaa tumne adaa paayee ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal jab tum se nazar takraayi sanam jazbaat kaa ik toofaan uthhaa tinke ki tarah main beh nikli tinke ki tarah main beh nikli sailaab mere roke naa rukaa sailaab mere roke naa rukaa jeewan mein machee hulchul aur bajne lagi shehnaai ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal hai aaj naye armaanon se aabaad mere dil ki nagri barson se khizaan kaa mausam thaa barson se khizaan kaa mausam thaa veeraan badi duniyaa thi meri veeraan badi duniyaa click here
ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye kya baat hai aaj ki chandni mein ye kya baat hai aaj ki chandni mein ke hum kho gaye pyaar ki raagni mein ye baahon mein baahein ye behki nigahein lo aane laga zindagi ka maza ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa sitaron ki mehfil ne karke ishaara sitaron ki mehfil ne karke ishaara kaha ab to saara jahaan hai tumhara muhabbat jawaan ho khula aasman ho kare koi dil aarzoo aur kya ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe rahe saans jab tak ye bandhan na toote tumhein dil diya hai ye wada kiya hai sanam main tumhari rahoongi sada ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein click here
yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei inhein hum bhalaa kis tarah bhool jaayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahin par mera haath mein haath le kar kabhi naa bichhadane ka waada kiya tha sadaa ke liye ho gaye hum tumhaare gale se lagaa kar humein ye kaha tha kabhi kam na hongi humari wafaayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahin par wafaa ka nayaa rang bhar ke banaayi thee chaahat ki tasveer tumne yahin ki bahaaron se phoolon ko chun kar sanwaari thi ulfat ki takdeer tumne wo din aap ko yaad kaise dilaayen yahin par kabhi aap hum se mile thei yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei click here
rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mausam koi ho iss chaman mein rang ban ke rahenge hum khiraamaa chaahat ki khushboo yunhi zulfon se udegi khijaa ho yaa bahaaren yunhi jhumte yunhi jhumte aur khilte rahenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein khoye hum aise kya hai milna kya bichhadna nahin hai yaad humko kooche mein dil ke jab se aaye sirf dil ki zameen hai yaad humko issi sarzameen issi sarzameen pe hum to rahenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum jab hum na hoge jab humari khaak pe tum rukoge chalte chalte ashqon se bheegi chaandni mein ik sadaa si sunoge chalte chalte wahin pe kahin wahin pe kahin hum tumse milenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum click here
jaiye aap kahan jayenge ye nazar laut ke phir aayegi ye nazar laut ke phir aayegi door tak aap ke peechhe peechhe door tak aap ke peechhe peechhe meri aawaaz chali jaayegi jaiye aap kahan jayenge ye nazar laut ke phir aayegi ye nazar laut ke phir aayegi aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aap ko pyaar mera yaad jahaan aayega koi kaanta wahin daaman se lipat jaayega koi kaanta wahin daaman se lipat jaayega jaiye aap kahan jayenge ye nazar laut ke phir aayegi ye nazar laut ke phir aayegi aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jab uthoge meri betaab nigahon ki tarah rok legi koi daali meri baahon ki tarah rok legi koi daali meri baahon ki tarah jaiye aap kahan jayenge ye nazar laut ke phir aayegi ye nazar laut ke phir aayegi aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa dekhiye chain milega na kahin dil ke siva aap ka koi nahin koi nahin dil ke siva click here
milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm magar lagta hai kuchh aisa hmm hmm hmm hmm hmm mil gaya na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan nazar ban gayee hai dil ki zabaan na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa muhabbat ke mod pe hum mile sab ko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan muhabbat ke mod pe hum mile sab ko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan chale aaj dono jaane kahaan na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa click here
ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye khaab dekhti hoon main ke jag padi hoon khaab se ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye kisi ke itne paas hoo ke sab se door ho gaye ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge ye shaam jab bhi aayegi tum humko yaad aaoge ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum click here
hoooo hoooooo aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa haai ishaaron ishaaron mein dil lene waale bataa ye hunar tune seekhaa kahaan se nigaahon nigaahon mein jaadoo chalaana meri jaan seekhaa hai tumne jahaan se aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aa haaa aaaaa aaaa aaaa aaaa hoo mere dil ko tum bhaa gaye meri kyaa thi iss mein khataa mujhe jis ne tadpaa diya yahi thi wo zaalim adaa yahi thi wo zaalim adaa ye ranjhaa ki baaten ye majnoo ke kisse alag to nahin hain meri dastaan se ishaaron ishaaron mein dil lene waale bataa ye hunar tune seekhaa kahaan se hooo muhabbat jo karten hain wo muhabbat jataate nahin dhadkane apne dil ki kabhi kisi ko sunaate nahin kisi ko sunaate nahin mazaa kyaa rahaa jab ke khud kar diya ho mohabbat kaa izhaar apni zubaan se nigaahon nigaahon mein jaadoo chalaana meri jaan seekhaa hai tumne kahaan se hooo maanaa ke jaan e jahaan laakhon mein tum ek ho humaari nigaahon ki bhi kuchh to magar daad do kuchh to magar daad do bahaaron ko bhi naaz jis phool par click here
kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunnaa hai mujhko pataa hai tumko pataa hai samay ka ye pal tham sa gayaa hai aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kitne gehre halke shaam ke rang hain chhalke parbat se yun utre baadal jaise aanchal dhalke kitne gehre halke shaam ke rang hain chhalke parbat se yun utre baadal jaise aanchal dhalke aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho sulgi sulgi saansen behki behki dhadkan mehke mehke shaam ke saaye pighale pighale tan mann sulgi sulgi saansen behki behki dhadkan mehke mehke shaam ke saaye pighale pighale tan mann aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunnaa hai mujhko pataa hai tumko pataa hai samay ka ye pal tham sa gayaa hai aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho click here
la la la la la la la la la la la lala la la la la lala la la la la la la la la la la la la la la laaa aamore miyon to vai saitu dis torchar kandhro tai soro miyon hmm hmm la la la la la laaa do lafzon ki hai dil ki kahaani yaa hai mohabbat yaa hai jawaani do lafzon ki hai dil ki kahaani yaa hai mohabbat yaa hai jawaani la la la la la la la la la la dil ki baaton ka matlab na poochho kuchh aur hum se bas ab na poochho dil ki baaton ka matlab na poochho kuchh aur hum se bas ab na poochho la la la la la la la la la la jis ke liye hai duniya diwani yaa hai mohabbat yaa hai jawani ye kashtiwala kya gaa rahaa tha koi isse bhi yaad aa rahaa tha ye kashtiwala kya gaa rahaa tha koi isse bhi yaad aa rahaa tha la la la la la la la la la la kisse puraane yaaden purani yaa hai mohabbat yaa hai jawani iss zindagi ke din kitne kam hain kitni hain khushiyaan aur kitne ghum hain iss zindagi ke din kitne kam hain kitni hain khushiyaan aur kitne ghum hain la la la la la la la la la click here
o sajna o sajna barkha bahar aayee ras ki phuhar layee ankhiyon mein pyaar layee o sajna barkha bahar aayee ras ki phuhar layee ankhiyon mein pyaar layee o sajna tum ko pukare mere mann ka papihara tum ko pukare mere mann ka papihara mithi mithi agni mein jale mora jiyaara o sajna barkha bahar aayee ras ki phuhar layee ankhiyon mein pyaar layee o sajna aisi rim jhim mein o sajan pyase pyase mere nayan tere hi khwaab mein kho gaye aisi rim jhim mein o sajan pyase pyase mere nayan tere hi khwaab mein kho gaye sanwali saloni ghata jab jab chhaayi sanwali saloni ghata jab jab chhaayi ankhiyon mein raina gayi nindiya na aayee o sajna barkha bahar aayee ras ki phuhar layee ankhiyon mein pyaar layee o sajna barkha bahar aayee ras ki phuhar layee ankhiyon mein pyaar layee o sajna click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Yaadon Ki Baaraat (1973) 04:50 20306
 
Poster of Yaadon Ki Baaraat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Zeenat Aman
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:50   Song Number : 20306   

Aao Huzoor Tum Ko Kismat (1968) 05:38 13881
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Babita, Biswajit Chatterjee
Duration : 05:38   Song Number : 13881   

Abhi Na Jaao Chhodkar Hum Dono (1961) 04:19 20099
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sadhana, Nanda
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:19   Song Number : 20099   

Chain Se Humko Kabhi Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973) 03:46 11914
 
Poster of Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:46   Song Number : 11914   

Aap Ki Nazron Ne Samjha Anpadh (1962) 04:00 20065
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 04:00   Song Number : 20065   

Aage Bhi Jaane Na Tu Waqt (1965) 07:33 20013
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:33   Song Number : 20013   

Pal Pal Dil Ke Paas Black Mail (1973) 05:25 18240
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rakhi
Duration : 05:25   Song Number : 18240   

Lag Jaa Gale Woh Kaun Thi (1964) 04:28 11973
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:28   Song Number : 11973   

Deewaanaa Huaa Baadal Kashmir Ki Kali (1964) 05:53 20317
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 05:53   Song Number : 20317   

Yeh Raatein Yeh Mausam Dilli Ka Thug (1958) 03:49 21482
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:49   Song Number : 21482   

Yehi Wo Jagah Hai Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 03:30 12003
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:30   Song Number : 12003   

Rahen Naa Rahen Hum Mamta (1966) 04:29 21147
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suchitra Sen, Dharmendra
Raag- 
Pahadi
Duration : 04:29   Song Number : 21147   

Jaiye Aap Kahan Jayenge Mere Sanam (1965) 06:38 20655
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:38   Song Number : 20655   

Milte Hi Ankhen Babul (1950) 03:04 12780
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:04   Song Number : 12780   

Na Tum Humen Jaano Baat Ek Raat Ki (1962) 03:52 21013
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:52   Song Number : 21013   

Ajeeb Dastaan Hai Ye Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 05:37 20125
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:37   Song Number : 20125   

Ishaaron Ishaaron Mein Kashmir Ki Kali (1964) 05:11 20590
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shammi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Duration : 05:11   Song Number : 20590   

Kuchh Na Kaho 1942 A Love Story (1993) 06:08 20805
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 06:08   Song Number : 20805   

Do Lafzon Ki Hai Dil The Great Gambler (1979) 05:59 20396
 
Poster of The Great Gambler (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Duration : 05:59   Song Number : 20396   

O Sajna Barkha Bahar Parakh (1960) 03:23 12097
 
Poster of Parakh (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:23   Song Number : 12097