MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaraoke For Male Singers
HomeKaraoke For Male Singers
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil ki nazar se nazron ki dil se ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de seene se uthkar honton pe aaya ye geet kaisa ye raag kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se nazron ki dil se ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se kyun bekhabar yun khinchi si chali jaa rahi main ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main kyun bekhabar yun khinchi si chali jaa rahi main ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main kuch kho raha hai kuch mil raha hai ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se hum kho chale chaand hai ya koi jaadugar hai yaa madbhari ye tumhari nazar ka asar hai hum kho chale chaand hai ya koi jaadugar hai yaa madbhari ye tumhari nazar ka asar hai sab kuch humara abb hai tumhara ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se aakaash mein ho rahein hain ye kaise ishaare kya dekh kar aaj hain itne khush chaand taare aakaash mein ho rahein hain ye kaise ishaare kya click here
dil ne phir yaad kiya barf si lahraayi hai dil ne phir yaad kiya barf si lahraayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya wo bhi kya din the humein dil mein bithaaya tha kabbhi aur hans hans ke gale tumne lagaya tha kabhi khel hi khel mein kyun jaan pe ban aayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya kya bataayein tumhein hum shamma ki kismat kya hai ghum mein jalne ke siwaa aur muhabbat kya hai ye wo gulshan hai ke jismein na bahaar aayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya hum wo parwaane hain jo shamma ka dam bharte hain husn ki aag mein khaamosh jala karte hain aah bhi nikle to ye pyaar ki ruswaai hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya click here
dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja tu nahin to ye bahaar kya bahaar hai gul nahin khile ke tera intezaar hai tu nahin to ye bahaar kya bahaar hai gul nahin khile ke tera intezaar hai ke tera intezaar hai ke tera intezaar hai dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja dil dhadak dhadak ke de raha hai ye sada tumhari ho chuki hoon main tumhare paas hoon sada dil dhadak dhadak ke de raha hai ye sada tumhari ho chuki hoon main tumhare paas hoon sada tum se meri zindagi ka ye singar hai ji rahi hoon main ke mujh ko tum se pyaar hai tum se meri zindagi ka ye singar hai ji rahi hoon main ke mujh ko tum se pyaar hai ke mujh ko tum se pyaar hai ke mujh ko tum se pyaar hai dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja dil dhadak click here
la la la la la la la la la la la lala la la la la lala la la la la la la la la la la la la la la laaa aamore miyon to vai saitu dis torchar kandhro tai soro miyon hmm hmm la la la la la laaa do lafzon ki hai dil ki kahaani yaa hai mohabbat yaa hai jawaani do lafzon ki hai dil ki kahaani yaa hai mohabbat yaa hai jawaani la la la la la la la la la la dil ki baaton ka matlab na poochho kuchh aur hum se bas ab na poochho dil ki baaton ka matlab na poochho kuchh aur hum se bas ab na poochho la la la la la la la la la la jis ke liye hai duniya diwani yaa hai mohabbat yaa hai jawani ye kashtiwala kya gaa rahaa tha koi isse bhi yaad aa rahaa tha ye kashtiwala kya gaa rahaa tha koi isse bhi yaad aa rahaa tha la la la la la la la la la la kisse puraane yaaden purani yaa hai mohabbat yaa hai jawani iss zindagi ke din kitne kam hain kitni hain khushiyaan aur kitne ghum hain iss zindagi ke din kitne kam hain kitni hain khushiyaan aur kitne ghum hain la la la la la la la la la click here
dum bhar jo udhar munh phere dum bhar jo udhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dum bhar jo udhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dil karta hai pyaar ke sajde dil karta hai pyaar ke sajde aur main bhi unke saath chaand ko chanda roz hi dekhe meri pehli raat hoo meri pehli raat baadal mein ab chhup jaa re o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dum bhar jo idhar munh phere dum bhar jo idhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loonga nazren do chaar kar loonga main chor hoon kaam hai chori main chor hoon kaam hai chori duniya mein hoon badnaam dil ko churata aaya hoon main ye hi mera kaam hoo ye hi mera kaam aana tu gawahi dene o chandaaa main unse pyaar kar loonga nazren do chaar kar loonga dil ko chura ke kho mat jaana dil ko chura ke kho mat jaana raah na jaana bhool in kadmon se kuchal na dena mere dil ka phool hoo mere dil ka phool ye baat unhe samjha click here
ek main aur ek tu dono mile is tarah ek main aur ek tu dono mile is tarah aur jo tan mann mein ho raha hai ye to hona hi tha ek main aur ek tu dono mile is tarah ek main aur ek tu dono mile is tarah aur jo tan mann mein ho raha hai ye to hona hi tha yun nahin milte hain yaar yaar se de mujhe pyaar ka jawaab pyaar se dhadkane huyi jawaan waqt bhi hai mehrbaan phir ye kaisi dooriyaan bolo bolo bolo bolo bolo ek main aur ek tu dono mile is tarah ho o ek main aur ek tu dono mile is tarah aur jo tan mann mein ho raha hai ye to hona hi tha lala la la lara lala lala la la lala lala hooo dooriyaan waqt aane pe mitaayenge ek din itna paas paas aayenge intezaar tab talak beqaraar tab talak yunhi pyaar tab talak bolo bolo bolo bolo bolo bolo ek main aur ek tu dono mile is tarah haan ek main aur ek tu dono mile is tarah aur jo tan mann mein ho raha hai ye to hona hi tha dillagi ban gayi hai dil ki lagi hey zindagi naam hai isi ka zindagi ho khel khel main sanam aa gaye jahan click here
gaata rahe mera dil tu hi meri manzil gaata rahe mera dil tu hi meri manzil haai kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din gaata rahe mera dil tu hi meri manzil haai kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din gaata rahe mera dil pyaar karne waale arre pyaar hi karenge jalne waale chaahe jal jal marenge pyaar karne waale arre pyaar hi karenge jalne waale chaahe jal jal marenge milke jo dhadke hain do dil har dum ye kahenge kahin beete na kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din gaata rahe mera dil tu hi meri manzil o mere hum raahi meri baanh thame chalna badle duniya saari tum na badalna o mere hum raahi meri baanh thame chalna badle duniya saari tum na badalna pyaar humein bhi sikhla dega gardish mein sambhalna kahin beete na kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din gaata rahe mera dil tu hi meri manzil dooriyan ab kaisi are shaam ja rahi hai click here
aa aa aa aa aa aaaaa aa aa aa aa aa aa o oo oooo aa aa aa aa aa aa aaaa aaaaaaa gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali gali gali kali kali gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali hmm hmm hmm aa aa aa aa aa aa aa zara dekho sajan beimaan bhanwra kaise muskaaye haaye kali yun sharmaaye ghunghat mein gori jaise chhup jaaye haaye zara dekho sajan beimaan bhanwra kaise muskaaye haaye kali yun sharmaaye ghunghat mein gori jaise chhup jaaye haaye rut aisi haaye kaisi ye pawan chali gali gali gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali gali gali kali kali gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali kisi ko kya kahen hum dono bhi hain dekho kuchh khoye khoye huva kya oye oye jaage jiya mein armaan soye soye kisi ko kya kahen hum dono bhi hain dekho kuchh khoye khoye huva kya oye oye jaage jiya mein armaan soye soye rut aisi haai kaisi ye pawan chali gali gali gunguna rahe hain bhanware click here
haal kaisa hai janaab ka kya khayaal hai aapka tum to machal gaye o o o yunhin phisal gaye aa aa aa haal kaisa hai janaab ka kya khayaal hai aapka tum to machal gaye o o o yunhin phisal gaye aa aa aa ho di deeeee diuuudi de eeee diuuudi de eeee behki behki chale hai pawan jo ude hai tera aanchal chhodo chhodo dekho dekho gore gore kaale kaale baadal behki behki chale hai pawan jo ude hai tera aanchal chhodo chhodo dekho dekho gore gore kaale kaale baadal kabhi kuchh kehti hai kabhi kuchh kehti hai zara nazar ko sambhaalna aaan aaan haal kaisa hai janaab ka haaai kya khayaal hai aapka haaai tum to machal gaye o o o hmm hmm yunhin phisal gaye aa aa aa pagli pagli kabhi tune sochaa raste mein gaye mil kyun pagle pagle teri baaton baaton mein dhadakta hai dil kyun pagli pagli kabhi tune sochaa raste mein gaye mil kyun pagle pagle teri baaton baaton mein dhadakta hai dil kyun kabhi kuchh kehti hai kabhi kuchh kehti hai zara nazar ko sambhaalna haan aan haal kaisa hai click here
har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana aap hamaare dil ko churaa kar aankh churaaye jaate hain ye ek tarfa rasme wafa hum phir bhi nibhaaye jaate hain chaahat ka dastoor hai lekin aap ko hi maaloom nahin ooooo jis mehfil mein shamma ho parwaana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana bhooli bisri yaadein mere hanste gaate bachpan ki raat biraat chali aati hain neend churaane nainan ki ab keh doongi karte karte kitne saawan beet gaye ooooo jaane kab in aankhon ka sharmana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana apni apni sabne keh li lekin hum chup chaap rahe dard paraaya jisko pyaara wo kya apni baat kahe khaamoshi ka ye afsaana click here
la la lala lala la la la lala lala la la lala lala la la la lala lala har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein khushnaseeb hai wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein honthon se honth mile na bhale chaahe mile na baahen baahon se honthon se honth mile na bhale chaahe mile na baahen baahon se do dil zinda reh sakte hain chaahat ki bhari nighaahon se chaahat ki bhari nighaahon se har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein zulfon ke narm andhere hain jismon ke garm ujaale hain zulfon ke narm andhere hain jismon ke garm ujaale hain jeete ji humko pyaar mila hum dono kismat waale hai hum dono kismat waale hain har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein khushnaseeb hai wo click here
hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum moond ke palkon ko iss dil ko saza dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum moond ke palkon ko iss dil ko saza dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to in zulfon mein goondegein hum phool mohabbat ke zulfon ko jhatak kar hum ye phool gira dein to in zulfon mein goondegein hum phool mohabbat ke zulfon ko jhatak kar hum ye phool gira dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to aha ha ha ha ha ha ha hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ha ha ha ha ha ha ha hmmmmmmmm hum aapko khwaabon mein la la ke sataayenge hum aapki aankhon se neendein hi udda dein to hum aapko khwaabon mein la la ke sataayenge hum aapki aankhon se neendein hi udda dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum aap ke kadmon par gir jaayenge gash kha kar iss par bhi na hum apne aanchal ki hawa dein to hum aap ke kadmon par gir jaayenge gash kha kar iss par bhi na hum apne aanchal ki hawa dein to hum click here
humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka geet ho tum geet ka andaaz hum humsafar mere humsafar aankh ne sharmaa ke keh di dil ke sharmaane ki baat ek deewaane ne sun li duje deewaane ki baat pyaar ki tum inteha ho pyaar ka aagaaz hum pyaar ka aagaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka geet ho tum geet ka andaaz hum humsafar mere humsafar zikr ho ab aasmaan ka yaa zamin ki baat ho khatm hoti hai tumhin par ab kahin ki baat ho ho hasin tum mehjabeen tum naazni tum naaz hum naazni tum naaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai la la la la la laaaa la la la la la laaaa kuchh paa kar khona hai kuchh kho kar paana hai jeevan ka matlab to aana aur jaana hai do pal ke jeevan se ik umr churani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai tu dhaar hai nadiyaa ki main tera kinara hoon tu mera sahara hai main tera sahara hoon aankhon mein samandar hai aashaaon ka paani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai maujon ki ravaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai la la la la la laaaa la la la la la laaaa kuchh paa kar khona hai kuchh kho kar paana hai jeevan ka matlab to aana aur jaana hai do pal ke jeevan se ik umr churani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai tu dhaar hai nadiyaa ki main tera kinara hoon tu mera sahara hai main tera sahara hoon aankhon mein samandar hai aashaaon ka paani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik pyaar ka nagma hai toofaan ko aana hai aa kar chale jana hai badal hai ye kuchh pal ka chha kar dhal jana hai parchhaiyan reh jaati reh jaati nishaani hai zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahani hai ik click here
lala lauuu lala lauuu lala lala lala lala lala lala lala lala hmmm hmmm hmmm intaha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya huyi intezaar ki intaha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya huyi intezaar ki hmmmm baat jo hai uss mein baat woh yahaan kahin nahin kissi mein woh hai meri bas hai meri shor hai yahi gali gali mein saath saath woh hai mere ghum mein mere dil ki har khushi mein zindagi mein woh nahin toh kuchh nahin hai meri zindagi mein bujh na jaaye yeh shamma aitbaar ki intaha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya huyi intezaar ki hooooo mere sajna lo main aa gayi hooooo mere sajna lo main aa gayi logon ne to diye honge bade bade nazraane layi hoon main tere liye dil mera dil yahi maange dua hum kabhi ho na judaa mera hai mera hi rahe dil tera yeh click here
hoooo hoooooo aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa haai ishaaron ishaaron mein dil lene waale bataa ye hunar tune seekhaa kahaan se nigaahon nigaahon mein jaadoo chalaana meri jaan seekhaa hai tumne jahaan se aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aa haaa aaaaa aaaa aaaa aaaa hoo mere dil ko tum bhaa gaye meri kyaa thi iss mein khataa mujhe jis ne tadpaa diya yahi thi wo zaalim adaa yahi thi wo zaalim adaa ye ranjhaa ki baaten ye majnoo ke kisse alag to nahin hain meri dastaan se ishaaron ishaaron mein dil lene waale bataa ye hunar tune seekhaa kahaan se hooo muhabbat jo karten hain wo muhabbat jataate nahin dhadkane apne dil ki kabhi kisi ko sunaate nahin kisi ko sunaate nahin mazaa kyaa rahaa jab ke khud kar diya ho mohabbat kaa izhaar apni zubaan se nigaahon nigaahon mein jaadoo chalaana meri jaan seekhaa hai tumne kahaan se hooo maanaa ke jaan e jahaan laakhon mein tum ek ho humaari nigaahon ki bhi kuchh to magar daad do kuchh to magar daad do bahaaron ko bhi naaz jis phool par click here
iss mod se jaate hain kuchh sust kadam raste kuchh tez kadam raahein iss mod se jaate hain kuchh sust kadam raste kuchh tez kadam raahein patthar ki haveli ko sheeshe ke gharondon mein tinkon ke nasheman tak iss mod se jaate hain iss mod se jaate hain aandhi ki tarha ud kar ik raah guzarti hai aandhi ki tarha ud kar ik raah guzarti hai sharmaati hui koyi kadmon se utarti hai in reshmi raahon mein ik raah to wo hogi tum tak jo pahonchti hai iss mod se jaati hain iss mod se jaate hain ik door se aati hai paas aake palatti hai ik door se aati hai paas aake palatti hai ik raah akeli si rukti hai na chalti hai ye soch ke baithi hoon ik raah to wo hogi tum tak jo pahonchti hai iss mod se jaate hain iss mod se jaate hain kuchh sust kadam raste kuchh tez kadam raahein patthar ki haveli ko sheeshe ke gharondon mein tinkon ke nasheman tak iss mod se jaate hain iss mod se jaate hain click here
itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara kaise kisi ka sahara banoon ke main khudh beghar bechara isliye tujhse main pyaar karoon ki too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara mujhe ek jagah aaraam nahin ruk jana mera kaam nahin mujhe ek jagah aaraam nahin ruk jana mera kaam nahin mera saath kahan tak dogi tum main des bides ka banjara itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara kaise kisi ka sahara banoon ke main khudh beghar bechara isliye tujhse main pyaar karoon ke too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara o neel gagan ke deewane tu pyaar na mera pehchane o neel gagan ke deewane tu pyaar na mera pehchane main tab tak saath chaloon tere jab tak na kahe tu main haara isliye tujhse main pyaar karoon ke too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam click here
jaane jaan dhoondta phir rahaa hoon tumhein raat din main yahaan se wahaan jaane jaan dhoondta phir rahaa hoon tumhen raat din main yahaan se wahaan mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahaan main yahaan tum kahaan main yahaan jaane jaan dhoondta phir rahaa hoon tumhen raat din main yahaan se wahaan o mere humsafar pyaar ki raah par saath chale hum magar kyaa khabar o mere humsafar pyaar ki raah par saath chale hum magar kyaa khabar raaste mein kahin reh gaye humnashin tum kahaan main yahaan tum kahaan main yahaan jaane jaan dhoondti phir rahi hoon tumhen raat din main yahaan se wahaan mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahaan main yahaan tum kahaan main yahaan dil machalne lagaa yoonhi dhalne lagaa rang bharaa pyaar ka ye samaa dil machalne lagaa yoonhi dhalne lagaa rang bharaa pyaar ka ye samaa haath aise mein bas chhod kar chal diye tum kahaan main yahaan tum kahaan main yahaan jaane jaan dhoondta phir rahaa hoon tumhen raat din main yahaan se wahaan click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Ki Nazar Se Anari (1959) 04:49 20366
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nutan, Raj Kapoor
Duration : 04:49   Song Number : 20366   

Dil Ne Phir Yaad Kiya Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 04:02 20374
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nutan, Rehman
Raag- 
Marwa
Duration : 04:02   Song Number : 20374   

Dil Tadap Tadap Ke Madhumati (1958) 03:34 20376
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dilip Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 20376   

Do Lafzon Ki Hai Dil The Great Gambler (1979) 05:59 20396
 
Poster of The Great Gambler (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Duration : 05:59   Song Number : 20396   

Dum Bhar Jo Udhar Munh Phere Awara (1951) 04:36 20311
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 04:36   Song Number : 20311   

Ek Main Aur Ek Tu Khel Khel Mein (1975) 04:54 20444
 
Poster of Khel Khel Mein (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 04:54   Song Number : 20444   

Gaata Rahe Mera Dil Guide (1965) 05:08 20458
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 05:08   Song Number : 20458   

Gunguna Rahe Hain Bhanware Aradhana (1969) 04:02 20491
 
Poster of Aradhana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 04:02   Song Number : 20491   

Haal Kaisa Hai Janaab Ka Chalti Ka Naam Gaadi (1958) 04:29 20494
 
Poster of Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:29   Song Number : 20494   

Har Dil Jo Pyaar Karega Sangam (1964) 04:48 14133
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 04:48   Song Number : 14133   

Har Kisi Ko Nahin Milta Janbaaz (1986) 04:57 17946
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:57   Song Number : 17946   

Hum Aapki Ankhon Mein Pyaasa (1957) 05:19 20525
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Mala Sinha
Duration : 05:19   Song Number : 20525   

Humsafar Mere Humsafar Purnima (1965) 04:33 11953
 
Poster of Purnima (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Meena Kumari
Duration : 04:33   Song Number : 11953   

Ik Pyaar Ka Nagma Shor (1972) 04:56 20446
 
Poster of Shor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Raag- 
Bilawal
Duration : 04:56   Song Number : 20446   

Ik Pyaar Ka Nagma (Long Version) Shor (1972) 05:59 14255
 
Poster of Shor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Raag- 
Bilawal
Duration : 05:59   Song Number : 14255   

Intaha Ho Gayi Intezaar Ki Sharaabi (1984) 08:49 20586
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Raag- 
Madhukauns
Duration : 08:49   Song Number : 20586   

Ishaaron Ishaaron Mein Kashmir Ki Kali (1964) 05:11 20590
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shammi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Duration : 05:11   Song Number : 20590   

Iss Mod Se Jaate Hain Aandhi (1975) 04:22 20588
 
Poster of Aandhi (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Suchitra Sen
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:22   Song Number : 20588   

Itna Na Mujhse Chhaya (1961) 03:53 20596
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Duration : 03:53   Song Number : 20596   

Jaane Jaan Dhoondta Jawani Diwani (1972) 05:57 18367
 
Poster of Jawani Diwani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan
Duration : 05:57   Song Number : 18367