Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYogita Bali
HomeYogita Bali
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aaaa aa oo ooo aankhon ne mohabbat mein bada kaam kiya hai aankhon ne mohabbat mein bada kaam kiya hai paigaam diya hai kabhi paigaam liya hai paigaam diya hai kabhi paigaam liya hai aankhon ne mohabbat mein bada kaam kiya hai paigaam diya hai kabhi paigaam liya hai paigaam diya hai kabhi paigaam liya hai gusse ki ada ho ke mohabbat ke isshare gusse ki ada ho ke mohabbat ke isshare har roz naye hote hain andaaz tumhaare har roz mujhe tumne naya naam diya hai har roz mujhe tumne naya naam diya hai paigaam diya hai kabhi paigaam liya hai paigaam diya hai kabhi paigaam liya hai tum saath ho mere na main duniya se darunga tum saath ho mere na main duniya se darunga main dard e mohabbat ki shikaayat na karunga is dard ne dil ko bahut aaraam diya hai paigaam diya hai kabhi paigaam liya hai paigaam diya hai kabhi paigaam liya hai rehta hai tumhen dekh ke kuchh aisa nasha sa rehta hai tumhen dekh ke kuchh aisa nasha sa pyaasa hoon magar log samjhte hain piyaa sa na maiy
ab wafaa ka naam na le koi ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai patthar ka dil seene mein ho humein uss khuda ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai maare zamaana thokrein tarsaa karein hum pyaar ko tarsaa karein hum pyaar ko kabhi dekhen munh na bahaar ka humein uss dua ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai humein ghum nahin uss paar ka toofaan humko azeez hai toofaan humko azeez hai jo dubo de saahil par humein uss nakhuda ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai lagge aag apne karaar ko roye to rone do pyaar ko roye to rone do pyaar ko jo na bhar sake kabhi zakhm ko humein uss dawaa ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai patthar ka dil seene mein ho humein uss khuda ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm oo bhari barsaat mein dil jalaaya re ja tera kuchh na rahe bhari barsaat mein dil jalaaya re ja tera kuchh na rahe sang saawan ke mujh ko rulaaya re ja tera kuchh na rahe bhari barsaat mein dil jalaaya re ja tera kuchh na rahe preet na kario sab ne kaha tha main nikli nadaan preet na kario sab ne kaha tha main nikli nadaan maine tujhpe kiya bharosa tu nikla beimaan banke apna tu nikla paraaya re ja tera kuchh na rahe bhari barsaat mein dil jalaaya re ja tera kuchh na rahe main khud ko meera samjhi thi tujhko samjha shyaam main khud ko meera samjhi thi tujhko samjha shyaam par toone bedardi mera pyaar kiya badnaam toone pyaar mein zehar milaaya re ja tera kuchh na rahe bhari barsaat mein dil jalaaya re ja tera kuchh na rahe hmm mmm mmm hmmm hmmm hmm tod ke mere dil ko zaalim chain kahaan tu paayega tod ke mere dil ko zaalim chain kahaan tu paayega main pachhtaayi paa kar tujhko tu kho kar pachhtaayega bairi kaahe ko biyaah rachaaya re
daur e khizaan tha dil ke chaman mein koi aaj banke bahaar aa gaya hai tanhaaiyaan thi viraaniyaan thi koi aaj leke karaar aa gaya hai daur e khizaan koi dilkashi thi na koi khushi thi koi dilkashi thi na koi khushi thi badi kashmkash mein ye zindagi thi tadpaa gaye jo sar e shaam dil ko aaj un khayaalon pe pyaar aa gaya hai daur e khizaan ye kehte rahe dil se shab e ghum ke saaye ye kehte rahe dil se shab e ghum ke saaye chiraag e tamanna koi to jalaaye hasin chaand chamka naya noor lekar umangon pe jaise nikhaar aa gaya hai daur e khizaan tha dil ke chaman mein koi aaj banke bahaar aa gaya hai tanhaaiyaan thi viraaniyaan thi koi aaj leke karaar aa gaya hai daur e khizaan
haye bichhua das gayo re haye bichhua das gayo re haye bichhua das gayo re meethi meethi hone lagi mere tan man mein jalan aaa meethi meethi hone lagi mere tan man mein jalan mujhko bacha le mere sajan jaldi se kar tu koi jatan haye meri maa meri maa haye meri maa haye meri maa ha aa aa aa aa aa aaaa haye bichhua das gayo re main to yunhi bani deewaani tune meri kadar nahin ki kabhi bhule se bhi dil jaani tune meri khabar nahin li nas nas mein sajan huyi aisi chubhan lagi aisi lagan toote mera badan main mar gayi dard se ae meraaa bachna mushkil hai mitwa haye bichhua das gayo re haye bichhua das gayo re meethi meethi hone lagi mere tan man mein jalan aaa meethi meethi hone lagi mere tan man mein jalan mujhko bacha le mere sajan jaldi se kar tu koi jatan haye meri maa meri maa haye meri maa haye meri maa na to maara na zinda chhoda dank aisa lagaya hai pyaar tere pe thoda thoda mujhe gussa bhi aaya hai are o bewafa aankhen na chura kar koi dawa ya koi duwa
hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate marna to bahar haal hai mar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate marna to bahar haal hai mar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate ye waqt ke haathon mein chamakte huye khanjar ye waqt ke haathon mein chamakte huye khanjar ek saath kaleje mein utar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate behke huye kadmon pe ye saanson ke janaaze behke huye kadmon pe ye saanson ke janaaze aakhir kisi manzil pe thaher kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate socha hi nahin tha kabhi ye haal bhi hoga socha hi nahin tha kabhi ye haal bhi hoga hum apni hi tasveer se dar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate marna to bahar haal hai mar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se
maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo deepak baati bankar saathi saath kisi ka na chhodo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo deepak baati bankar saathi saath kisi ka na chhodo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo jaan lo jag mein kaun apna hai kya yahaan sach hai aur kya sapna hai jaan lo jag mein kaun apna hai kya yahaan sach hai aur kya sapna hai maa ne kaha tha o betaa sapnon ke pichhe na daudo sapne sapne apne apne apnon se munh na modo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo ho sake gar to pyaar na tum karna pyaar ho jaaye to duniya se na darna ho sake gar to pyaar na tum karna pyaar ho jaaye to duniya se na darna maa ne kaha tha o betaa karke waada kabhi na todo pyaar ke raste chalte chalte wapas kadam na modo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo deepak baati bankar saathi saath kisi ka na chhodo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo
o mere saathi re pyaase pyaase madbhare se pal hain aaj suhaane ijazat ho to chhedun pyaar ke kuchh main fasaane o mere saathi re yunhi aaye jayenge ye pal to roz suhaane hakikat mein badal do pyaar ke ab to fasaane o mere saathi re heyyyy bandha hai man mera tere aanchal se nashile nainon ke tere kajal se na maanu reet koi chura lun geet koi teri paayal se bandha hai man mera tere aanchal se nashile nainon ke tere kajal se na maanu reet koi chura lun geet koi teri paayal se karun main kya ke dil mera nahin ye maane ijazat ho to chhedun pyaar ke kuchh main fasaane o mere saathi re yunhi aaye jayenge ye pal to roz suhaane hakikat mein badal do pyaar ke ab to fasaane o mere saathi re pyaase pyaase madbhare se pal hain aaj suhaane ijazat ho to chhedun pyaar ke kuchh main fasaane o mere saathi re heyyyy salone khwab jo hum sajate hain gharounde pyaar ke jo banate hain suni hai baat maine kisi din wo hi sapne toot jaate hain salone khwab jo hum sajate hain gharounde
are paise ka khel nirala o paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye sathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala yaari kare to hansaaye ho roothe to bhooka sulaye yaari kare to hansaaye ho roothe to bhooka sulaye naam isi ka hai data hai yehi toh vidhata naam isi ka hai data hai yehi toh vidhata are paise bina ghume nahin jogi ki maala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala hooo oooo ooooo oooo oooo oooooo la la la la lalalalala daulat se chahat badi hai duniya isi pe khadi hai hoo ooo daulat se chahat badi hai duniya isi pe khadi hai
tum jab jab saamne aate ho mere tan mein mere tan mein kuchh kuchh hota hai tum jab jab saamne aate ho mere tan mein kuchh kuchh hota hai tum aisi baaten karte ho mere man mein mere man mein kuchh kuchh hota hai tum aisi baaten karte ho kuchh chehre aise hote hain jo apne apne lagte hain jo peechhe sach ho jaate hain jo pahle sapne lagte hain jo pahle sapne lagte hain tum jab jab aankh milaate ho mere man mein mere man mein kuchh kuchh hota hai tum jab jab aankh milaate ho mere man mein kuchh kuchh hota hai tum jab jab saamne aate ho tum aise takte ho mujhko palken meri jhuk jaati hain tum haath pakadte ho mera saansen meri ruk jaati hain saansen meri ruk jaati hain tum sharma ke chhup jaate ho mere tan mein mere tan mein kuchh kuchh hota hai tum sharma ke chhup jaate ho mere tan mein kuchh kuchh hota hai tum aisi baten karte ho tum puchho apni aankhon se kyun hum apna dil kho baithe wo bhoole saari duniya ko jo paas tumhare ho baithe jo paas tumhare ho baithe tum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Ne Mohabbat Mein Bada Free Love (1974) 03:26 19974
 
Poster of Free Love (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Yogita Bali, Kiran Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 19974   

Ab Wafa Ka Naam Na Le Koi Oh Bewafaa (1980) 05:01 11262
 
Poster of Oh Bewafaa (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Ved Pal Verma
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Yogita Bali
Duration : 05:01   Song Number : 11262   

Bhari Barsat Mein Dil Jayaaya Oh Bewafaa (1980) 04:02 11271
 
Poster of Oh Bewafaa (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Ved Pal Verma
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Yogita Bali
Duration : 04:02   Song Number : 11271   

Daur E khizaan Tha Shabash Daddy (1979) 04:41 39946
 
Poster of Shabash Daddy (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Amit Kumar, Yogita Bali
Duration : 04:41   Song Number : 39946   

Haye Bichhua Das Gayo Jheel Ke Us Paar (1973) 05:07 38099
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Yogita Bali, Dharmendra
Duration : 05:07   Song Number : 38099   

Hum Kashmakash E Ghum Se Free Love (1974) 05:26 11980
 
Poster of Free Love (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Yogita Bali
Duration : 05:26   Song Number : 11980   

Maa Ne Kaha Tha Beta Chacha Bhatija (1977) 04:27 10470
 
Poster of Chacha Bhatija (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Yogita Bali
Duration : 04:27   Song Number : 10470   

O Mere Saathi Re Aakhri Badla (1989) 05:48 37192
 
Poster of Aakhri Badla (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Yogesh Gaur
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Yogita Bali, Mithun Chakravarti
Duration : 05:48   Song Number : 37192   

Paise Ka Khel Nirala Biwi O Biwi (1981) 06:00 37881
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Yogita Bali
Duration : 06:00   Song Number : 37881   

Tum Jab Jab Saamne Aate Ho Parde Ke Peechhey (1971) 05:13 37575
 
Poster of Parde Ke Peechhey (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Yogita Bali
Duration : 05:13   Song Number : 37575   
Karaoke Songs of yogita bali, Sad Songs of yogita bali, Love Songs of yogita bali, Dance Songs of yogita bali, Hip-hop songs of yogita bali, Best songs of yogita bali, Super hit songs of yogita bali, hit songs of yogita bali, duet songs of yogita bali, solo songs of yogita bali, old songs of yogita bali, famous songs of yogita bali, Hindi Karaoke Songs of yogita bali, Hindi Sad Songs of yogita bali, Hindi Love Songs of yogita bali, Hindi Dance Songs of yogita bali, Hindi Hip-hop songs of yogita bali, best Hindi songs of yogita bali, super hit Hindi songs of yogita bali, hit Hindi songs of yogita bali, duet Hindi songs of yogita bali, solo Hindi songs of yogita bali, old Hindi songs of yogita bali, famous Hindi songs of yogita bali, Sing Along Songs of yogita bali, Sing Along Sad Songs of yogita bali, Sing Along Love Songs of yogita bali, Sing Along Dance Songs of yogita bali, Sing Along Hip-hop songs of yogita bali, Sing Along Best songs of yogita bali, Sing Along Super hit songs of yogita bali, Sing Along hit songs of yogita bali, Sing Along duet songs of yogita bali, Sing Along solo songs of yogita bali, Sing Along old songs of yogita bali, Sing Along famous songs of yogita bali