Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePriya Rajvansh
HomePriya Rajvansh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye muddaten ho gayi muskuraaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye har qadam par udhar mud ke dekha har qadam par udhar mud ke dekha unki mehfil se hum uth to aaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye reh gayi zindagi dard ban ke reh gayi zindagi dard ban ke dard dil mein chhupaaye chhupaaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye dil ki naazuk ragen tootati hain dil ki naazuk ragen tootati hain yaad itna bhi koi na aaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye muddaten ho gayi muskuraaye aaj socha to aansoo bhar aaye aaj socha to aansoo bhar aaye
betaab dil ki tamanna yahi hai betaab dil ki tamanna yahi hai tumhein chahenge tumhein poojenge tumhein apna khuda banaayenge betaab dil ki tamanna yahi hai soone soone khaabon mein jab tak tum na aaye the khushiyaan thi sab auroon ki ghum bhi saare paraaye the apne se bhi chhupaayi thi dhadkan apne seene ki humko jeena padta tha khawaish kab thi jeene ki ab jo aake tumne humein jeena seekha diya hai chalo duniyaan nayi basaayenge betaab dil ki tamanna yahi hai bheegi bheegi palkon par sapne kitne sajaaye hain dil mein jitna andhera tha utne ujaale aaye hain tum bhi hum ko jagaana na baahon mein jo so jaaye jaise khushboo phoolon mein tum mein yun hi kho jaaye pal bhar isi janam mein kabhi toote na saath apna tumhein aise gale lagaayenge betaab dil ki tamanna yahi hai waade bhi hain qasmein bhi beeta waqt ishaaron ka kaise kaise armaan hain mela jaise bahaaron ka saara gulshan de dala kaliyaan aur khilaao na hasnte hasnte ro dein hum itna bhi to hansaao na dil mein
do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare dekhegi mukhdaa apna ab se jawaani dil ke daag mein barsega kaise saawan kaise padenge jhoole baagh mein bain karenge khaab kunwaare do dil toote do dil haare main naa rahungi lekin goonjegi aahen meri gaanv mein ab naa khilegi sarson ab naa lagegi mehndi paanv mein ab naa ugenge chaand sitaare do dil toote do dil haare pyaar tumhaara dekha pyaar tumhaara dekha dekha tumhaara aankhen modna tod to daala dil ko khel nahin hai dil kaa todna tadpoge tum bhi saath humaare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare sadke tumhaare
doli chadhte hi heer ne bein kiye hoo oooo mujhe le chale babul le chale ve mujhe rok le babul rok le tu doli bairi kahaar lai chale ve do chaar ghadi bhi na chain payaaaaa dukh dard musibatein seh chale ve mera kaha suna sab maaf karnaaaa kuchh roz tere ghar reh chale ve tujhe raanjhnaa rab ke hawale kiyaaaa hum desh mein zaalimon ke chale ve rahi pyaar ki jholi dekh khaaliii koi cheez bhi saath na le chale ve mere baad khabar teri kaun legaaaaa tere bhaag mein hai tanhaiyaan ve mujhe aur umeed thi aur huaaa ki rab ne beparwainya ve hoo oooo ki rab ne beparwainya ve
duniya banaane waale yahi hai meri iltija ki hon na kabhi apne juda duniya banaane waale yahi hai meri iltija ki hon na kabhi apne juda ghar ke jo ujale hai banana unhein ja ke apne seene se lagana unhein tu bhi unka sathi hai batana unhein jaldi wo ayein lute ghar basayein yahi dil se nikle sada ki hon na kabhi apne juda pehna hai andheron ka zameen e kafan sooni sooni duniya hai sehma sa chaman kaante chhoone payen na phoolon ka badan tere hawale baharon ke paale dukhi dil ki hai ye dua ki ho na kabhi apne juda duniya banaane waale yahi hai meri iltija ki hon na kabhi apne juda duniya banaane waale yahi hai meri iltija ki hon na kabhi apne juda
hai tere saath meri wafaa hai tere saath meri wafaa main nahin to kya zinda rahegaa pyaar mera main nahin to kya main nahin to kya main nahin to kya hai tere saath meri wafaa main nahin to kya tere liye ujaalon ki koi kami nahin tere liye ujaalon ki koi kami nahin sab teri roshni hai meri roshani nahin koi naya charaag jalaa koi naya charaag jalaa main nahin to kya hai tere saath meri wafaa main nahin to kya kuchh dhadkanon ka zikr ho kuchh dil ki baat ho kuchh dhadkanon ka zikr ho kuchh dil ki baat ho mumkin hai iss ke baad naa din ho naa raat ho mere liye naa ashq bahaa mere liye naa ashq bahaa main nahin to kya main nahin to kya main nahin to kya hai tere saath meri wafaa main nahin to kya zinda rahegaa pyaar mera main nahin to kya
har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain hum teri aankho ke diwaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain itni sachchaai hai in aankho mein khote sikke bhi khare ho jaayein tu kabhi pyaar se dekhe jo udhar sukhe jangal bhi hare ho jaayein baag ban jaayein baag ban jaayein jo viraane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain ek halka sa ishaara inka kabhi dil aur kabhi jaan lootega kis tarha pyaas bujhegi uski kis tarha uska nasha tootega jiski qismat mein jiski qismat mein ye paimaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain neechi nazron mein hain kitna jaadu ho gaye pal mein kayi khwaab jawaan kabhi uthhne kabhi jhukne ki adaa le chali jaane kidhar jaane kahaan raaste pyaar ke raaste pyaar ke anjaane hain hum teri aankho ke diwaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain
khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se muskuraa ke dekhte to ho mujhe ghum hai kiss liye nighaah mein muskuraa ke dekhte to ho mujhe ghum hai kiss liye nighaah mein manzil apni tum alag basaaoge mujhko chhod doge raah mein pyaar kya dillagi pyaar kya khel hai khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa mere dil se kyun nazar milaayi thi lagaav se hans ke dil mera liya tha kyun kyun nazar milaayi thi lagaav se hans ke dil mera liya tha kyun kyun mile the zindagi ke mod par mujhko aasra diya tha kyun pyaar kya dillagi pyaar kya khel hai khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa mere dil se
mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena dard uthe to chup rehna apne hi aansoon peena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena dil bhi apna dard bhi apna baaki sabhi paraaye hain kaisi qismat lekar jaane hum duniyaa mein aaye hain dard uthe to chup rehna apne hi aansoon peena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena din phike se raatein sooni kab tak inse pyaar karoon apni kahaani apne hi se kahte kahte aap darun dard uthe to chup rehna apne hi aansoon peena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena pehre udaasiyon ke chhodein na saath mera koyi khushi to kabhi thaamegi haath mera pehre udaasiyon ke chhodein na saath mera koyi khushi to kabhi thaamegi haath mera door kahin se dekhoon dhundhala sa ik saayaa saayaa to hai chhaayaa kab haath kisi ke aayaa saayaa saayaa dard
hooo sajti hai yun hi mehfil sajti hai yun hi mehfil rang yun hi dhalne do sajti hai yun hi mehfil rang yun hi dhalne do ik charaag bhujhne do ik charaag jalne do sajti hai yun hi mehfil rang yun hi dhalne do ik charaag bhujhne do ik charaag jalne do sajti hai yun hi mehfil rang yun hi dhalne do saaz e tamanna laao koi geet gaayen hum jashn e muhabbat hai ye jhoom ke manaayen hum saaz e tamanna laao koi geet gaayen hum jashn e muhabbat hai ye jhoom ke manaayen hum shaam ye muraadon ki subah tak to chalne do sajti hai yun hi mehfil rang yun hi dhalne do ik charaag bhujhne do ik charaag jalne do sajti hai yun hi mehfil rang yun hi dhalne do ab to nazar bhi apne uthti hai duwaa ban kar dhadkan bhi nikli dil se naghmaa e wafaa ban kar ab to nazar bhi apne uthti hai duwaa ban kar dhadkan bhi nikli dil se naghmaa e wafaa ban kar aaj to dil o jaan ki hasraten nikalne do sajti hai yun hi mehfil rang yun hi dhalne do ik charaag bhujhne do ik charaag jalne do sajti hai yun
hoo hoo hooo hooo hoo sawan nahin bhadon nahin sawan nahin bhadon nahin oo bindiya wali bata bin badal bijli kidhar chamki oo bin badal bijli kidhar chamki ha aa ha aa tune kabhi dekha hai kya tune abhi dekha hai kya pagle nazar to utha bin badal bijli idhar chamki hoo bin badal bijli idhar chamki are sunkar ke mele ki dhoom hum aaye hain tumhre gaanw haan gori sambhalo humein kar do chunariya ki chaanw arey dil pe kahin gir na pade dil pe kahin gir na pade dhadke hamara jiya bin badal bijli kidhar chamki dikhti nahin sar pe dhoop sawan ke andhe ho kya ha ha are bijli kahan banware gora badan hai mera ho oo are thoda sa main bal kha gayi thoda sa main bal kha gayi to jhooma mera jhumka ho bin badal bijli idhar chamki ho oo oo sawan nahin bhadon nahin sawan nahin are bhadon nahin oo bindiya wali bata bin badal bijli kidhar chamki oo bin badal bijli oo bin badal bijli oo bin badal bijli ha bin badal bijli
Tere Kooche Mein Tera Deewana aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha Tere Kooche Mein Tera Deewana aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha kho baitha
zara si aahat hoti hai to dil sochta hai kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin zara si aahat hoti hai to dil sochta hai kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin chhupke seene mein aa aa aa aa aa chhupke seene mein koi jaise sadaa deta hai shaam se pehle diya dil ka jala deta hai hai usi ki ye sadaa hai usi ki ye adaa kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin shaql phirti hai haan aa aa aa shaql phirti hai nigaahon mein wahi pyaari si meri nas nas mein machalne lagi chingaari si chhoo gayi jism mera kiske daaman ki hawa kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin zara si aahat hoti hai to dil sochta hai kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Socha To Aansoo Hanste Zakhm (1973) 06:30 20033
 
Poster of Hanste Zakhm (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Duration : 06:30   Song Number : 20033   

Betaab Dil Ki Tamanna Hanste Zakhm (1973) 05:15 20213
 
Poster of Hanste Zakhm (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Duration : 05:15   Song Number : 20213   

Do Dil Toote Do Dil Haare Heer Raanjha (1970) 06:09 15717
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:09   Song Number : 15717   

Doli Chadhte Hi Heer Ne Heer Raanjha (1970) 06:09 13326
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Priya Rajvansh
Raag- 
Bhairavi
Duration : 06:09   Song Number : 13326   

Duniya Banaane Waale Hindustan Ki Kasam (1973) 03:31 32099
 
Poster of Hindustan Ki Kasam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Duration : 03:31   Song Number : 32099   

Hai Tere Saath Meri Wafaa Hindustan Ki Kasam (1973) 04:14 11822
 
Poster of Hindustan Ki Kasam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Duration : 04:14   Song Number : 11822   

Har Taraf Ab Yehi Hindustan Ki Kasam (1973) 04:15 13340
 
Poster of Hindustan Ki Kasam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Priya Rajvansh, Vijay Anand
Duration : 04:15   Song Number : 13340   

Khelo Naa Mere Dil Se Haqeeqat (1964) 03:41 11910
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Duration : 03:41   Song Number : 11910   

Mushkil Hai Jeena Sahib Bahadur (1977) 06:02 12129
 
Poster of Sahib Bahadur (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Priya Rajvansh
Duration : 06:02   Song Number : 12129   

Sajti Hai Yun Hi Mehfil Kudrat (1981) 04:45 12367
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh, Rajesh Khanna, Raj Kumar
Duration : 04:45   Song Number : 12367   

Sawan Nahin Bhadon Nahin Kudrat (1981) 04:28 36051
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Priya Rajvansh
Duration : 04:28   Song Number : 36051   

Tere Kooche Mein Tera Deewaana Heer Raanjha (1970) 06:41 13123
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 06:41   Song Number : 13123   

Zara Si Aahat Hoti Haqeeqat (1964) 03:37 13317
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:37   Song Number : 13317   
Karaoke Songs of priya rajvansh, Sad Songs of priya rajvansh, Love Songs of priya rajvansh, Dance Songs of priya rajvansh, Hip-hop songs of priya rajvansh, Best songs of priya rajvansh, Super hit songs of priya rajvansh, hit songs of priya rajvansh, duet songs of priya rajvansh, solo songs of priya rajvansh, old songs of priya rajvansh, famous songs of priya rajvansh, Hindi Karaoke Songs of priya rajvansh, Hindi Sad Songs of priya rajvansh, Hindi Love Songs of priya rajvansh, Hindi Dance Songs of priya rajvansh, Hindi Hip-hop songs of priya rajvansh, best Hindi songs of priya rajvansh, super hit Hindi songs of priya rajvansh, hit Hindi songs of priya rajvansh, duet Hindi songs of priya rajvansh, solo Hindi songs of priya rajvansh, old Hindi songs of priya rajvansh, famous Hindi songs of priya rajvansh, Sing Along Songs of priya rajvansh, Sing Along Sad Songs of priya rajvansh, Sing Along Love Songs of priya rajvansh, Sing Along Dance Songs of priya rajvansh, Sing Along Hip-hop songs of priya rajvansh, Sing Along Best songs of priya rajvansh, Sing Along Super hit songs of priya rajvansh, Sing Along hit songs of priya rajvansh, Sing Along duet songs of priya rajvansh, Sing Along solo songs of priya rajvansh, Sing Along old songs of priya rajvansh, Sing Along famous songs of priya rajvansh