MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJimmy Shergill
HomeJimmy Shergill
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aahista aahista aahista aahista milte hain dil sanam aahista aahista milte hain dil sanam kyun naa kar len aap se pyaar hum aahista aahista heyyyyy la lalaaaaa la laaaaa laaaa la lala baat hi baat mein iss mulaqaat mein la lala lala la hooo baat hi baat mein iss mulaqaat mein aisa kya ho gaya ho gaye hosh kam ooooo ooooo ooooo ooooo aahista aahista milte hain dil sanam kyun naa kar len aap se pyaar hum jeene ki aas tum dil ka ehsaas tum la lala lala la hooo jeene ki aas tum dil ka ehsaas tum sang tumhara humen chaahiye har janam ooooo ooooo ooooo ooooo aahista aahista milte hain dil sanam kyun naa kar len aap se pyaar hum raaste ye naye inn mein hum kho gaye hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmmmm raaste ye naye inn mein hum kho gaye manzilon ka pataa mil ke dhundhenge hum ooooo ooooo ooooo ooooo aahista aahista milte hain dil sanam aahista aahista milte hain dil sanam kyun naa kar len aap se pyaar hum aahista aahista
aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan bin bole kar deti hain haalat ye pal mein bayaan aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan bin bole kar deti hain haalat ye pal mein bayaan aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan khaamoshi bhi to pyaar mein rakhti bahut hi asar hai kab ishq ho jaaye yahaan dil ko kahaan ye khabar hai do dil ke ye silsile chhup sake hain kahaan aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan hey aye hey hey hey haa haa haa haa haa haa hmm neend aaye naa jab aankhon mein badhne lage beqaraari shabnam ko bhi chhune se jab mehsoos ho chingaari to aisa kyun lagta hai ik hai zameen aasmaan aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan bin bole kar deti hain haalat ye pal mein bayaan bin bole kar deti hain haalat ye pal mein bayaan
hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm aye chaand khoobsurat aye aasmaan ke taare tum mere sang zamin par thodi si raat guzaaro thodi si raat guzaaro aye chaand khoobsurat aye aasmaan ke taare tum mere sang zamin par thodi si raat guzaaro thodi si raat guzaaro kuchh apni tum kaho kuchh lo meri khabar ho jaaye dosti kat jaaye ye safar hmm mmm mmm aye chaand khoobsurat aye aasman ke taare tum mere sang zamin par thodi si raat guzaaro thodi si raat guzaaro pa ra re pa re pa ra re pa re hey hey main to hoon zarra tanha zamin par tum mere ghum baant lo main to hoon zarra tanha zamin par tum mere ghum baant lo kuchh saath apna to kaam aaye dil se kuchh ghum kam to ho aye chaand khoobsurat aye aasman ke taare tum mere sang zamin par thodi si raat guzaaro thodi si raat guzaaro kuchh apni tum kaho kuchh lo meri khabar ho jaaye dosti kat jaaye ye safar hmm mmm mmm aye chaand khoobsurat aye aasman ke taare tum mere sang zamin par thodi si raat guzaaro thodi si raat
deewanon ko pata hai ye ishq to nasha hai milti hai bechaini is mein din katta na mere yaaar tere bina ek pal na rehnaa kehta hai dil baar baar tu hai meri aakhiri tammannaa tu hai mera pehla pyaar deewanon ko pata hai ooo ho ho ho aa aa aa aa aa ek madhoshi shaamon sehar hai teri mohabbat ka ye asar hai yaad teri aati hai tanhaai gaati hai ye bekhudi koi jaane naa tere bina ek pal na rehnaa kehta hai dil baar baar tu hai meri aakhiri tammannaa tu hai mera pehla pyaar deewanon ko pata hai khushboo teri hai in saason mein sapne tere hain in aankhon mein rang tera chhalka hai hosh nahin kal ka hai maane koi chaahe maane naa tere bina ek pal na rehnaa kehta hai dil baar baar tu hai meri aakhiri tammannaa tu hai mera pehla pyaar deewanon ko pata hai ye ishq to nasha hai milti hai bechaini is mein din katta na mere yaar tere bina ek pal na rehnaa kehta hai dil baar baar tu hai meri aakhiri tammannaa tu hai mera pehla pyaar
dekh le aankhon mein aankhen daal seekh le har pal mein jeena yaar soch le jeevan ke pal hain chaar yaad rakh marna hai ek baar marne se pehle jeena seekh le hmmm dekh le aankhon mein aankhen daal seekh le baiyaan khushiyon ki thaam ke baiyaan ghum ki marod kalaiyaan ghum ka pyaare ghum mat karna chhod de ab to har din marna marne se pehle jeena seekh le dekh le aankhon mein aankhen daal seekh le har pal mein jeena yaar soch le jeevan ke pal hain chaar yaad rakh marna hai ek baar marne se pehle jeena seekh le haiyaa saanson ki dhun pe gaale haiyaa jeevan hai baraf ki naiyaa naiyaa pighale haule haule chaahe hans le chaahe role marne se pehle jeena seekh le
haalat na poochho dil ki badi mushkil mein dil hai sanam haalat na poochho dil ki badi mushkil mein dil hai sanam dard chaahat ka ho raha hai dard chaahat ka ho raha hai kabhi zyada to kabhi kam haalat na poochho dil ki badi mushkil mein dil hai sanam jeevan ki yeh lambi dagar hai mujhko pata hai tumko khabar hai jeevan ki yeh lambi dagar hai mujhko pata hai tumko khabar hai tanha safar yeh kat na sakega kal yeh tumhara dil bhi kahega koi aake gale se lagaye ho jaayen kisi ke hum dard chaahat ka ho raha hai dard chaahat ka ho raha hai kabhi zyada to kabhi kam haalat na poochho dil ki badi mushkil mein dil hai sanam banke saathi de do sahara har dhadkan ne tumko pukara banke saathi de do sahara har dhadkan ne tumko pukara baat pate ki meri maano deewane ko apna jaano shukriya main karunga tumhara jo hogi nigaah e karam dard chaahat ka ho raha hai dard chaahat ka ho raha hai kabhi zyada to kabhi kam haalat na poochho dil ki badi mushkil mein dil hai sanam haalat na
khumari chad ke utar gayi zindagi yunhi guzar gayi khumari chad ke utar gayi zindagi yunhi guzar gayi kabhi sote sote kabhi jaagte khaabon ke peechhe yunhi bhaagte apni to saari umar gayi apni to saari umar gayi khumari chad ke utar gayi zindagi yunhi guzar gayi rangeen bahaaron ki khawaahish rahi haath magar kuchh aaya nahin rangeen bahaaron ki khawaahish rahi haath magar kuchh aaya nahin kehne ko apne the saathi kayi saath kisi ne nibhaaya nahin koi bhi humsafar nahin koi bhi humsafar nahin kho gayi har dagar kahin kabhi sote sote kabhi jaagte khaabon ke peechhe yunhi bhaagte apni to saari umar gayi apni to saari umar gayi khumari chad ke utar gayi zindagi yunhi guzar gayi logon ko aksar dekha hai ghar ke liye rote huye logon ko aksar dekha hai ghar ke liye rote huye hum to magar beghar hi rahe ghar waalon ke hote huye ghar waalon ke hote huye aaya apna nazar nahin aaya apna nazar nahin apni jahaan tak nazar gayi kabhi sote sote kabhi jaagte khaabon ke peechhe
kitni der tak tum baahar rukogi kitni der tak main rukungaa kitni der tak tum sochti rahogi yeh maine dekhon jaan kitni der tak tum mujhe na kahogi apne shahar aane ko kitni der tak dhundna hai bahaana tumhein kisi bhi traha chhone ka kitni der tak kitni der tak aaj shaam ya savere tak kitni der tak kitni der tak aaj shaam ya savere tak odho baad main tur jaana rowaanga main bai ke door kisi kone wich mud ke ni geet main gaana odho baad main tur jaana odho baad tu tur jaana kitni der tak tum baatein karogi filmon ki aur falsafon ki kitni der aarzoo aad mein chhipegi coffy ki aur kehkahon ki kitni der tak uss dil mein rahega mere naam par ik sawaal kitni der tak yeh chhand na girega saath mein chalegi taal kitni der tak kitni der tak aaj shaam ya savere tak kitni der tak kitni der tak aaj shaam ya savere tak odho baad main tur jaana rowaanga main bai ke door kisi kone wich mud ke ni geet main gaana odho baad main tur jaana odho baad tu tur jaana kitni der tak kitni
poochhe jo koi meri nishaani rang heena likhna gore badan pe ungali se mera naam adaa likhna kabhi kabhi aas paas chaand rehta hai kabhi kabhi aas paas shaam rehti hai aao na aao na jehnum mein beh lenge waadi ke mausam bhi ek din to badlenge kabhi kabhi aas paas chaand rehta hai kabhi kabhi aas paas shaam rehti hai aaun to subah jaaun to mera naam saba likhna barf pade to barf pe mera naam duaa likhna zara zara aag vaag paas rehti hai zara zara kaangdi ki aanch rehti hai kabhi kabhi aas paas chaand rehta hai kabhi kabhi aas paas shaam rehti hai raaten bujhane tum aa gaye ho jab tum hanste hoooo din ho jaata hai tum gale lago toooo din so jaata hai doli uthaaye aayega din to paas baitha lena kal jo mile to maathe pe mere suraj ugaa dena zara zara aas paas dhoop rahegi zara zara aas paas rang rahenge zara zara aas paas dhoop rahegi zara zara aas paas rang rahenge puchhe jo koi meri nishaani rang heena likhna gore badan pe ungali se mera naam adaa likhna aaaaaa kabhi
o hansini meri hansini kahaan ud chali mere armanon ke pankh laga ke kahaan ud chali o hansini meri hansini kahaan ud chali mere armanon ke pankh laga ke kahaan ud chali aaja meri saanson mein mehak raha re tera gajra aaja meri raaton mein lehak raha re tera kajra ho aaja meri saanson mein mehak raha re tera gajra ho aaja meri raaton mein lehak raha re tera kajra o hansini meri hansini kahaan ud chali mere armanon ke pankh laga ke kahaan ud chali der se lehron mein kamal sambhale huye man ka jeevan taal mein bhatak raha re tera hansa ho der se lehron mein kamal sambhale huye man ka ho jeevan taal mein bhatak raha re tera hansa o hansini meri hansini kahaan ud chali mere armanon ke pankh laga ke kahaan ud chali o hansini meri hansini kahaan ud chali mere armanon ke pankh laga ke kahaan ud chali
aaaapaa kite kalle bai ke dil de dard vandaaiyeeee tu honve ik main honvaa kull duniyaa nu bhul jaaiye paani diya chhalla hovan tu honvin main honvaa pyaar diya gallan hovan tu honvin main honvaa paani diya chhalla hovan tu honvin main honvaa pyaar diya gallan hovan tu honvin main honvaa kujj gallan tu karen kujj gallan main karaan mukke naa saadi gal baaaat paani diya chhalla hovan tu honvin main honvaa pyaar diya gallan hovan tu honvin main honvaa mora di runjhun hove chidiyaan diyaa chehkaan hovan pauna vich puliyaan naazuk kailyaan diya mehkaa hovan rimjhim jeyi hoyi hove tu honvin main honvaa or naa koi hove tu honvin main honvaa kujj gallan tu karen kujj gallan main karaan suti payi hove qaaynaat paani diya chhalla hovan tu honvin main honvaa pyaar diya gallan hovan tu honvin main honvaa puneyaa daa chann vi apne jovan te aaya hove masti vich aa ke saara aalam nashiyaaya hove masti hi masti hove tu honvin main honvaa ik rabb di hasti honve tu honvin main
tere bin sanu soneyaa koi hor naiyon labna jo deve ruh nu sakoon chuke jo nakhara mera tere bin sanu soneyaa koi hor naiyon labna jo deve ruh nu sakoon chuke jo nakhara mera ve main saare ghum ke vekheyaa america roos malasia na kithe vi koi farak si har kise di koi shart si koi mangda mera see samaan koi hunda soorat pe fida koi mangda meri si wafaa na mangda meriyaan balaan tere bin hor na kise mangni meriyaan balaaa tere bin hor na kise karni dhup vich chhaan tere bin sanu soneyaa koi hor naiyon labna jo deve ruh nu sakoon chuke jo nakhara mera jeeven rukeyaa si tu zara naiyon bhulna main saari umar jiven aankheyaa si ankhaan chura rovega sanu yaad kar hassaya si main haasa ajeeb par tu nahin si haasyaa dil vich tere jo raaz si mainu tu kyun nahin dassyaa tere bin saanu eh raaz kise hor naiyon dasna tere bin peed da ilaaz kis vaid kolon labna tere bin sanu soneyaa koi hor naiyon labna jo deve ruh nu sakoon chuke jo nakhara mera millya si aaj mainu tera ek patra
yeh jo mohabbat hai yeh unka hain kaam are mehboob ka jo bas lete huye naam mar jaayen mit jaayen ho jaayen badnaam hahahaha rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum na karenge pyaar rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum na karenge pyaar toote agar saagar naya saagar koi le le mere khuda dil se koi kisi ke na khele tute agar saagar naya saagar koi le le mere khuda dil se koi kisi ke na khele dil toot jaaye to kya ho anjaam yeh jo mohabbat hai yeh unka hain kaam are mehboob ka jo bas lete huye naam mar jaayen mit jaayen ho jaayen badnaam rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum na karenge pyaar rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum na karenge pyaar aankhen kisi se naa ulajh jaayen main darta hoon yaaro hasino ki gali se main guzarta hoon hey aankhen kisi se naa ulajh jaayen main darta hoon yaaro hasino ki gali se main guzarta hoon bas door hi se kar ke salaam yeh jo mohabbat hai yeh unka hai kaam are mehboob ka jo bas lete huye naam mar jaayen mit jaayen ho jaayen badnaam
zamaane mein sabhi ko milte hain ghum tum naa ghabraana yahaan har raat ki subah hai hamdam tum naa ghabraana zamaane mein sabhi ko milte hain ghum tum naa ghabraana chura lo tum khushi ke pal muqaddar ke khazaane se bhala kab door hote hain ye ghum aansoon bahaane se tumhare saath ho naa ho ye aalam tum naa ghabraana zamaane mein sabhi ko milte hain ghum tum naa ghabraana sambhal jaao sambhal jaao abhi gir ke sambhalna hai utho waade nibhaane hain utho kuchh door chalna hai chalenge to hi manzil paayenge hum tum naa ghabraana zamaane mein sabhi ko milte hain ghum tum naa ghabraana yahaan har raat ki subah hai hamdam tum naa ghabraana
Zindagi Ko Nayi Zindagi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aahista Aahista Yeh Zindagi Ka Safar (2001) 05:02 18081
 
Poster of Yeh Zindagi Ka Safar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Faiz Anwar
Music Director- 
Daboo Malik
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Amisha Patel
Duration : 05:02   Song Number : 18081   

Aankhen Bhi Hoti Hain Dil Ki Zubaan Haasil (2003) 04:48 17559
 
Poster of Haasil (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Israr Ansari
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Hrishita Bhatt
Duration : 04:48   Song Number : 17559   

Aye Chaand Khoobsurat Yeh Zindagi Ka Safar (2001) 05:57 36656
 
Poster of Yeh Zindagi Ka Safar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Nasir Faraaz
Music Director- 
Daboo Malik
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Amisha Patel, Jimmy Shergill
Duration : 05:57   Song Number : 36656   

Deewanon Ko Pata Hai Kehtaa Hai Dil Baar Baar (2002) 04:04 16846
 
Poster of Kehtaa Hai Dil Baar Baar (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Kim Sharma
Duration : 04:04   Song Number : 16846   

Dekh Le Munna Bhai M B B S (2003) 03:21 17937
 
Poster of Munna Bhai M B B S (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Arshad Warsi
Duration : 03:21   Song Number : 17937   

Haalat Na Poochho Dil Ki Yeh Zindagi Ka Safar (2001) 04:38 36424
 
Poster of Yeh Zindagi Ka Safar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anwar Sagar
Music Director- 
Daboo Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Amisha Patel, Jimmy Shergill
Duration : 04:38   Song Number : 36424   

Khumari Chadh Ke Utar Gayi Umar (2006) 08:45 17569
 
Poster of Umar (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Shamir Tondon
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 08:45   Song Number : 17569   

Kitni Der Tak Delhii Heights (2007) 05:10 15142
 
Poster of Delhii Heights (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Rabbi Shergill
Music Director- 
Rabbi Shergill
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Neha Dhupia
Duration : 05:10   Song Number : 15142   

Naam Adaa Likhna Yahaan (2005) 06:21 17567
 
Poster of Yahaan (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Shantanu Moitra
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill
Duration : 06:21   Song Number : 17567   

O Hansini (Zehreela Insaan) Dil Vil Pyar Vyar (2002) 04:38 36641
 
Poster of Dil Vil Pyar Vyar (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Hariharan
Duration : 04:38   Song Number : 36641   

Paani Diya Chhalla Mannat (2006) 05:38 16731
 
Poster of Mannat (2006)
 
Category
Punjabi
Year- 
2006
Lyricist
Feroz Khan
Music Director- 
Jai Dev Kumar
Singer- 
Rani Randeep
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Kulraaj Randhawa
Duration : 05:38   Song Number : 16731   

Tere Bin Delhii Heights (2007) 05:26 15143
 
Poster of Delhii Heights (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Rabbi Shergill
Music Director- 
Rabbi Shergill
Singer- 
Rabbi Shergill
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Neha Dhupia
Duration : 05:26   Song Number : 15143   

Yeh Jo Mohabbat Hai Dil Vil Pyar Vyar (2002) 05:16 36508
 
Poster of Dil Vil Pyar Vyar (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bablu Chakraborty
Duration : 05:16   Song Number : 36508   

Zamaane Mein Sabhi Ko Yeh Zindagi Ka Safar (2001) 04:04 18083
 
Poster of Yeh Zindagi Ka Safar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Salim Bijnori
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Amisha Patel
Duration : 04:04   Song Number : 18083   

Zindagi Ko Nayi Zindagi Haasil (2003) 04:46 39013
 
Poster of Haasil (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Israr Ansari
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Hrishita Bhatt
Duration : 04:46   Song Number : 39013   
Karaoke Songs of jimmy shergill, Sad Songs of jimmy shergill, Love Songs of jimmy shergill, Dance Songs of jimmy shergill, Hip-hop songs of jimmy shergill, Best songs of jimmy shergill, Super hit songs of jimmy shergill, hit songs of jimmy shergill, duet songs of jimmy shergill, solo songs of jimmy shergill, old songs of jimmy shergill, famous songs of jimmy shergill, Hindi Karaoke Songs of jimmy shergill, Hindi Sad Songs of jimmy shergill, Hindi Love Songs of jimmy shergill, Hindi Dance Songs of jimmy shergill, Hindi Hip-hop songs of jimmy shergill, best Hindi songs of jimmy shergill, super hit Hindi songs of jimmy shergill, hit Hindi songs of jimmy shergill, duet Hindi songs of jimmy shergill, solo Hindi songs of jimmy shergill, old Hindi songs of jimmy shergill, famous Hindi songs of jimmy shergill, Sing Along Songs of jimmy shergill, Sing Along Sad Songs of jimmy shergill, Sing Along Love Songs of jimmy shergill, Sing Along Dance Songs of jimmy shergill, Sing Along Hip-hop songs of jimmy shergill, Sing Along Best songs of jimmy shergill, Sing Along Super hit songs of jimmy shergill, Sing Along hit songs of jimmy shergill, Sing Along duet songs of jimmy shergill, Sing Along solo songs of jimmy shergill, Sing Along old songs of jimmy shergill, Sing Along famous songs of jimmy shergill