MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home-Shahrukh-Khan
Home-Shahrukh-Khan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye bas nagmein tere pyaar ke gaate hi jaaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye khilti mehakti ye zulfon ki shaam hanste khanakte ye hothon ke jaam khilti mehakti ye zulfon ki shaam hanste khanakte ye hothon ke jaam aa jhoom ke saath uthaye bas nagmein tere pyaar ke gaate hi jaaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye bas nagmein tere pyaar ke gaate hi jaaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye ho bas agar tum humaare sanam hum to sitaaron pe rakh de kadam ho bas agar tum humaare sanam hum to sitaaron pe rakh de kadam saara jahaan bhool jaaye bas nagmein tere pyaar ke gaate hi jaaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye bas nagmein tere pyaar ke gaate hi jaaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye click here
hey sheeshe se sheesha takraaye heeeyyyyyyyy hey sheeshe se sheesha takraaye jo bhi ho anjaam ho dekho kaise are sheeshe se sheesha takraaye jo bhi ho anjaam ho dekho kaise chhalak chhalak chhal chhalak chhalak chhal chhalak chhalak chhalkaaye re hey jhaanjh pakaawaj taashe baaje chhalake jab ye jaam ho dekho kaise ho dekho kaise dhamak dhamak dham dhamak dhamak dham dhamak dhamak dhamkaaye re dhamak dhamak dham dhamak dhamak dham dhamak dhamak dhamkaaye re sheeshe se sheesha takraaye hey heyeeee hey heyeeeee hey hey hey hey hey hey hey ye madira haan ye madira ye madira to le aati hai yaadon ki barsaat hey chhalak chhalak ke chhalti jaaye dil ko ye madira haan ye madira honthon se uttre to bole dil ki baat heyyyyy garaj garaj ke dil mein garje ghum ke ye badraa dil tak jaise ye pahunchi aayi aayi aayi uski yaad uski ek jhalak uski ek jhalak mil jaaye itni hai fariyaad itni hai fariyaad itni hai fariyaad hey naache meera jogan banke o mere ghanshyaam naache meera click here
hamesha tumko chaaha aur chaaha aur chaaha chaaha chaaha hamesha tumko chaaha aur chaaha kuchh bhi nahin tumhein dil ne hai pooja pooja pooja aur pooja kuchh bhi nahin na na nahin na na nahin nahin nahin nahin nahin kuchh bhi nahin hooo kuchh bhi nahin hoo kuchh bhi nahin jo daag tumne mujhko diya us daag se mera chehra khila rakhoongi iss ko nishaani banaa kar maathe pe iss ko hamesha sajaa kar o preetam o preetam bin tere mere iss jeevan mein kuchh bhi nahin nahin nahin nahin nahin kuchh bhi nahin beete lamhon ki yaadein lekar bojhal kadmon se wo chal kar dil bhi roya aur aankh bhar aayi mann se aawaaz hai aayi wo bachpan ki yaadein aa aa aa wo rishte wo naate wo saawan ke jhoole oo oo wo hasna wo hasaana wo rooth ke phir manaana wo har ik pal main dil mein samaaye diye mein jalaaye le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon o preetam o preetam bin tere mere iss jeevan mein kuchh bhi nahin nahin nahin nahin nahin kuchh bhi nahin hamesha tumko click here
jadoo teri nazar khushboo tera badan jadoo teri nazar khushboo tera badan tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran jadoo teri nazar khushboo tera badan tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran mere khaabon ki tasaveer hai tu bekhabar meri taqdeer hai tu mere khaabon ki tasaveer hai tu bekhabar meri taqdeer hai tu tu kisi aur ki ho na jana kuchh bhi kar jaaonga main deewana tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran lala la lala la lala lala lala lala la lala la lala lala lala lala la lala la lala lala lala lala la lala la lala lala lala faanslen aur kam ho rahen hain door se paas hum ho rahen hain faanslen aur kam ho rahen hain door se paas hum ho rahen hain maang loonga tujhe aasmaan se chheen loonga tujhe is jahaan se tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran jadoo teri nazar khushboo tera badan tu haan click here
maalati ghoondhaye kesh pyaare ghu ghuware maalati ghoondhaye kesh pyaare ghu ghuware mukh daamini si damakat chaal matwaari chaal matwaari chaal matwaari dhaayi shaam rok layi rok layi rok layi dhaayi shaam rok layi aur chak mukh choom layi mukh choom layi mukh choom layi sar se mori chunari gayi gayi gayi sar se mori chunari gayi sarak sarak sarak sarak sarak sarak sarak sarak sarak kaahe chhed chhed mohe garwaa lagaaye kaahe chhed chhed mohe garwaa lagaaye kaahe chhed chhed mohe nand ko laal aiso dheet nand ko laal aiso dheet barbas mori laaj linhi laaj linhi laaj linhi barbas mori laaj linhi bind shaam maanat naahi bind shaam maanat naahi kaa se kahoon main apne jiya ki sunat naahi maayi kaahe chhed chhed mohe dhadkhi bhari matki dhadkhi bhari matki dhadkhi bhari matki layi jaat rahi dagar beech aahat sun aahat sun aahat sun jiyara gayo dhadak dhadak dhadak dhadak dhadak dhadak dhadak dhadak dhadak kaahe chhede chhede chhed mohe sar pakardt churiya sab karki click here
tum ko bhi hai khabar mujh ko bhi hai pataa ho rahaa hai judaa dono ka raasta door jaake bhi mujhse tum meri yaadon mein rehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna tum ko bhi hai khabar mujh ko bhi hai pataa ho rahaa hai judaa dono ka raasta door jaake bhi mujhse tum meri yaadon mein rehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna jitni thi khushiyaan sab kho chuki hain bas ek ghum hai ke jaata nahin samjha ke dekha behla ke dekha dil hai ke chain isko aata nahin aata nahin aasoon hain ke hain angaare aag hai ab aankhon se behna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna aa aa aaa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aaa rut aa rahi hai rut jaa rahi hai dard ka mausam badla nahin rang ye ghum ka itna hai gehra sadiyon bhi hoga halka nahin halka nahin kaun jaane kya hona hai hum ko hai ab kya kya sehna kabhi alvida kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna tum ko bhi hai khabar mujh ko click here
aa aa aa aa aa kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa meri saanson mein tu hai samaya mera jeewan to hai tera saaya meri saanson mein tu hai samaya mera jeewan to hai tera saaya teri pooja karoon main to har dum ye hain tere karam kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham meri saanson mein tu hai samaya mera jeewan to hai tera saaya teri pooja karoon main to har dum ye hain tere karam kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham suboh shyam charno mein diye hum jalayen dekhen jahan bhi dhekhen tujhko hi paayen o o o o o suboh shyam charno mein diye hum jalayen dekhen jahan bhi dhekhen tujhko hi paayen inn labon pe tera bas tera naam ho inn labon pe tera bas tera naam ho pyaar dil se kabhi bhi na ho kam ye hain tere karam kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham ye ghar nahin hai mandir hai tera iss mein sada rahe tera basera click here
mujhko kya hua hai kyun main kho gaya hoon paagal tha main pehle ya ab ho gaya hoon behki hain nigahein aur bikhre hain baal tumne banaya hai kya apna ye haal koi mil gaya mera dil gaya kya bataoon yaaron main to hil gaya koi mil gaya mil hi gaya mil hi gaya mujhko kya hua hai kyun main kho gaya hoon paagal tha main pehle ya ab ho gaya hoon behki hain nigahein aur bikhre hain baal tumne banaya hai kya apna ye haal koi mil gaya mera dil gaya kya bataoon yaaron main to hil gaya koi mil gaya mil hi gaya mil hi gaya hey hey hey hey hey hey hey haa haa haa haa haa haa haa hey hey hey hey hey hey hey hey hey ta ra pa ta ra haa haa haa jaane kya ho gaya hai mujhe deewana log kehne lage ye deewangi hai kya humein bhi to ho pata tumko kya ho gaya kal tak mujhko sab hosh tha dil mein khushiyon ka josh tha phir ye becheini hai kyun phir ye betaabi hai kyun kya koi kho gaya koi mil gaya mera dil gaya kya bataoon yaaron main to hil gaya koi mil gaya mil hi gaya mil hi gaya click here
tum paas aaye yun muskuraaye tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye ab to meraa dil jaage na sotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye ab to meraa dil jaage na sotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai na jaane kaisa ehsaas hai bujhati nahin hai kyaa pyaas hai kyaa nashaa is pyaar ka mujhpe sanam chhaane lagaa koi na jaane kyun chain khotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai hey ye ye hmm umm umm umm umm aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kyaa rang laayi meri duaa ye ishq jaane kaise huaa bechainiyon mein chain na jaane kyun aane lagaa tanhaayi mein dil yaadein sanjotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai tum paas aaye yun muskuraaye tumne click here
hey whats with you baby i never never never never never felt this way before hey come a little closer baby baby baby wanna steal your heart away arre gore gore mukhde chaand ke tukde kaali kaali zulfein neeli neeli aankhen arre gore gore mukhde be my love chaand ke tukde be my love kaali kaali zulfein be my love neeli neeli aankhen be my love khaab dikhaade raah bhula de hosh uda de sab ke chain mita de tan sulga de mann mein de masti ghol rock n roll soniye dole ye mann tere liye rock n roll soniye kabhi tu bhi to mere sang dol rock n roll soniye dole ye mann tere liye rock n roll soniye kabhi tu bhi to mere sang dol ye lachkile se tan ye balkhaate badan pehle dil hai maangte phir maangte hain jaan ye rangeen bijliyaan ye jaadu garniyan dekhin hai sau baar par hoon aaj bhi hairan oh dekho aaye oh dekho jaaye kis naaz se nakhre se jhoom ke apsraayein haseenayein ik pal ko jo dekhle ghoom ke saare zamaana ho deewaana duniya gire kadmon pe phir bhi ye pariyaan husn click here
san sanna nan nan nan san sanna nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan san sanna nan nan nan san sanna nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan mere jaisa dhoondh ke laa mera sajjan san sanna nan nan nan san sanna nan nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan aisa kahin koi nahin aisa kahin koi nahin aisa ho to shaayad main karloon milan aisa ho to shaayad main karloon milan jaaa jaaaaa jaa ri pawan jaa ri pawan san sanna nan nan nan san sanna nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan aakaash hai koi prem kavi main uski likhi kavita hooo aakaash hai koi prem kavi main uski likhi kavita mere jaisa koi nahin aaya jag mein yug bita chhoo na sake koi mujhe chhoo na sake koi mujhe chhoo le to haaye lag jaaye agan chhoo le to haaye lag jaaye agan jaa jaa re jaaa jaa ri pawan jaa ri pawan san sanna nan nan nan san sanna nan nan jaa jaa re jaa ri jaa ri jaa ri pawan main aap hi apni premika main aap hi apni saheli haan main aap hi apni premika main aap hi apni saheli click here
roop hai tera sona soni teri paayal hoye roop hai tera sona sona soni teri paayal chhan chhana chhan aise chhanke kar de sabko ghaayal keh raha aankhon ka kaajal ishq mein jeena marna say shava shava maahiya say shava shava maahiya say shava shava maahiya say shava shava yea roop hai mera sona soni meri paayal roop hai mera sona sona soni meri paayal chhan chhana chhan aise chhanke kar de sabko ghaayal hey keh raha aankhon ka kaajal ishq mein jeena marna maahiya ve aaja maahi maahiya ve aaja maahiya ve aaja maahi maahiya ve aaja maahiya ve aaja maahi maahiya ve aaja maahiya ve aaja maahi maahiya ve aaja dekha tenu pehli pehli baar ve hone laga dil beqaraar ve rabba mainu kee ho gaya dil jaaniye haai mainu kee ho gaya sunke teri baatein sone yaar ve maahi mainu tere naal pyaar ve haai main mar jaawan dil jaaniye haai main mar jaawan mmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm in kadmon mein saansein vaar dein rab se zyaada tujhe pyaar dein rab mainu maaf kare rabba khairiya haai click here
suraj hua maddham chaand jalne lagaa aasmaan ye haaye kyun pighalne laga suraj hua maddham chaand jalne lagaa aasmaan ye haaye kyun pighalne laga main thehra raha zameen chalne lagi dhadka ye dil saans thamne lagi hooo kya ye mera pehla pehla pyaar hai sajnaa kya ye mera pehla pehla pyaar hai hoo oo oo oo oo oo oo oo aa aa aa aa aa aa suraj hua maddham chaand jalne lagaa aasmaan ye haaye kyun pighalne laga main thehri rahi zameen chalne lagi dhadka ye dil saans thamne lagi haan kya ye mera pehla pehla pyaar hai sajnaa kya ye mera pehla pehla pyaar hai hai khoobsurat ye pal sab kuchh raha hai badal sapne haqeeqat mein jo dhal rahe hain kya sadiyon se puraana hai rishtaa ye humara ke jis tarah tum se hum mil rahe hai yunhi rahe hardam pyaar ka mausam yunhi milo humse tum janam janam hmm main thehra raha zameen chalne lagi lala lara lara lara lara dhadkaa ye dil saans thamne lagi haan kya ye mera pehla pehla pyaar hai sajnaa kya ye mera pehla pehla pyaar hai tere hi click here
tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam tujhe dekha to ye jaana sanam tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam ab yahaan se kahaan jaayein hum teri baahon mein marr jaayein hum tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam ab yahaan se kahaan jaayein hum teri baahon mein marr jaayein hum tujhe dekha to ye jaana sanam lala la lala lala la la la lala la la la la la la aankhein meri sapne tere dil mera yaadein teri mera hai kya lala la sab kuchh tera lala la jaan teri saansein teri meri aankhon mein aansoon tere aa gaye muskuraane lage saare ghum tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam ab yahaan se kahaan jaayein hum teri baahon mein marr jaayein hum tujhe dekha to ye jaana sanam ye dil kahin lagta nahin kya kahoon main kya karoon haan tu saamne lala la baithi rahe lala la main tujhe dekha karoon toone aawaz di dekh main aa gayi pyaar se click here
dance with me baby wont you dance with me female 1 night wont you party party party wont you run the floor female 1 night dance with me baby wont you dance with me female 1 night wont you party party party wont you run the floor female 1 night pyaare pyaare lamhe lamhe lamhe pyaari pyaari baatein baatein baatein sapno ke din hain din hain din hain sapnon ki raatein raatein raatein ho goonjein hai dil ke taraane bajne hain geet suhaane behke hain saare deewane to nach le nach le female 1 night where''s the party tonight so we down the road where''s the party tonight on the dance floor sapno ke din hain sapno ki raatein where''s the party tonight dance with me baby wont you dance with me female 1 night wont you party party party wont you run the floor female 1 night pyaare pyaare lamhe lamhe lamhe pyaari pyaari baatein baatein baatein sapno ke din hain din hain din hain sapnon ki raatein raatein raatein ho goonjein hain dil ke taraane bajne hain geet suhaane behke click here
wo to hai albela hazaaron mein akela wo to hai albela hazaaron mein akela sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela hazaaron mein akela sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela fursat mili naa tumhen apne jahaan se uss ke bhi dil ki kabhi samajhate kahaan se fursat mili naa tumhen apne jahaan se uss ke bhi dil ki kabhi samajhate kahaan se jaana hai jise pathar heera hai wo to heera sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela hazaaron mein akela wo to hai albela bansi ko lakdi sadaa samjhaa kiye tum par uske naghmon ki dhun kahaan sun sake tum bansi ko lakdi sadaa samjhaa kiye tum par uske naghmon ki dhun kahaan sun sake tum diye ki maati dekhi dekhi naa uski jyoti sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela hazaaron mein akela wo to hai albela hazaaron mein akela sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela hazaaron mein akela wo to hai albela click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Kaash Ke Hum Hosh Mein Ab Aane Na Paaye Kabhi Haan Kabhi Naa (1994) 05:07 16775
 
Poster of Kabhi Haan Kabhi Naa (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
Duration : 05:07   Song Number : 16775   

Chhalak Chhalak Devdas (2002) 05:09 18443
 
Poster of Devdas (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Ismail Darbar
Duration : 05:09   Song Number : 18443   

Hamesha Tumko Chaaha Devdas (2002) 06:02 17929
 
Poster of Devdas (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Ismail Darbar
Raag- 
Yaman
Duration : 06:02   Song Number : 17929   

Jadoo Teri Nazar Darr (1993) 04:26 20604
 
Poster of Darr (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Shahrukh Khan
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:26   Song Number : 20604   

Kaahe Chhed Chhed Mohe Devdas (2002) 05:22 17930
 
Poster of Devdas (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Ismail Darbar
Duration : 05:22   Song Number : 17930   

Kabhi Alvida Naa Kehna Kabhi Alvida Naa Kehna (2006) 07:58 16902
 
Poster of Kabhi Alvida Naa Kehna (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Rani Mukherjee, Shahrukh Khan
Duration : 07:58   Song Number : 16902   

Kabhi Khushi Kabhi Gham Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 07:59 16744
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit, Sandesh Shandilya
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 07:59   Song Number : 16744   

Koi Mil Gaya Kuch Kuch Hota Hai (1998) 07:15 16750
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Rani Mukherjee, Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 07:15   Song Number : 16750   

Kuchh Kuchh Hotaa Hai Kuch Kuch Hota Hai (1998) 05:08 16751
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Rani Mukherjee, Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:08   Song Number : 16751   

Rock N Roll Soniye Kabhi Alvida Naa Kehna (2006) 05:41 16904
 
Poster of Kabhi Alvida Naa Kehna (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 05:41   Song Number : 16904   

San Sanna Nan Asoka (2001) 05:50 16810
 
Poster of Asoka (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Hema Sardesai
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Shahrukh Khan
Raag- 
Candrakauns
Duration : 05:50   Song Number : 16810   

Say Shava Shava Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 06:45 16797
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Aadesh Shrivastava
Duration : 06:45   Song Number : 16797   

Suraj Hua Madhham Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 07:09 16798
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit, Sandesh Shandilya
On Screen Actors- 
Kajol, Shahrukh Khan
Duration : 07:09   Song Number : 16798   

Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 05:04 13130
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Kajol, Shahrukh Khan
Duration : 05:04   Song Number : 13130   

Where's The Party Tonight Kabhi Alvida Naa Kehna (2006) 06:16 16906
 
Poster of Kabhi Alvida Naa Kehna (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 06:16   Song Number : 16906   

Wo To Hai Albela Kabhi Haan Kabhi Naa (1994) 05:12 16836
 
Poster of Kabhi Haan Kabhi Naa (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 05:12   Song Number : 16836   
Karaoke Songs of shahrukh khan, Sad Songs of shahrukh khan, Love Songs of shahrukh khan, Dance Songs of shahrukh khan, Hip-hop songs of shahrukh khan, Best songs of shahrukh khan, Super hit songs of shahrukh khan, hit songs of shahrukh khan, duet songs of shahrukh khan, solo songs of shahrukh khan, old songs of shahrukh khan, famous songs of shahrukh khan, Hindi Karaoke Songs of shahrukh khan, Hindi Sad Songs of shahrukh khan, Hindi Love Songs of shahrukh khan, Hindi Dance Songs of shahrukh khan, Hindi Hip-hop songs of shahrukh khan, best Hindi songs of shahrukh khan, super hit Hindi songs of shahrukh khan, hit Hindi songs of shahrukh khan, duet Hindi songs of shahrukh khan, solo Hindi songs of shahrukh khan, old Hindi songs of shahrukh khan, famous Hindi songs of shahrukh khan, Sing Along Songs of shahrukh khan, Sing Along Sad Songs of shahrukh khan, Sing Along Love Songs of shahrukh khan, Sing Along Dance Songs of shahrukh khan, Sing Along Hip-hop songs of shahrukh khan, Sing Along Best songs of shahrukh khan, Sing Along Super hit songs of shahrukh khan, Sing Along hit songs of shahrukh khan, Sing Along duet songs of shahrukh khan, Sing Along solo songs of shahrukh khan, Sing Along old songs of shahrukh khan, Sing Along famous songs of shahrukh khan