MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home-Meenakshi-Seshadri
Home-Meenakshi-Seshadri
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bewafa ja tera wada dekha bewafa ja tera wada dekha humne kal bhi tera rasta dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja tune khayi thi na jane ki kasam umr bhar saath nibhane ki kasam zindagi bhar na bhulane ki kasam zindagi bhar na bhulane ki kasam teri kasmon ka bharosa dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja dil ko barbad e tamanna kar ke raah e ulfat mein andhera kar ke kya mila pyaar ko ruswa kar ke kya mila pyaar ko ruswa kar ke humne be dard na tujh sa dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja dil mein arman jagaye kyun the khwab aankhon ko dikhaye kyun the tumko jana tha to aaye kyun the tumko jana tha to aaye kyun the ghum hi ulfat ka nateeja dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja tera wada dekha humne kal bhi tera rasta dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja click here
aa aa aa aa aa aa bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise bhoolun bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise bhoolun jee karta hai ye mera main ud ke gagan ko chhoo loon main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaya bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise bhoolun har pal tere pyaar ko tarse mera dil door meri aankhon se hai sapno ki manzil har pal tere pyaar ko tarse mera dil door meri aankhon se hai sapnon ki manzil itni akeli hoon main yaadon ki saheli hoon main ab to ek paheli hoon main aajaaaa main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaya bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise bhoolun jee karta hai ye mera main ud ke gagan ko chhoo loon main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaya bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise click here
aye bol baby bol bol bol bol are bol baby bol bol bol bol mere sang dol are duniyaa hai gol are bol baby bol bol bol baby bol zara mere sang dol dekh duniyaa hai gol dil mein bas jaane de mujhko dil ke sab darwaaje khol bol baba bol bol bol bol bol baba bol haan bol bol bol ho mere sang dol dekh duniyaa hai gol bol baba bol bol bol baba bol zara mere sang dol dekh duniyaa hai gol aankhon se kar baaten bol nazar ki boli bol are bol baby bol haan bol baba bol deewana mastaana deewana mastaana parwaana nazraana tera ye dil ho gaya hey hey hey hey chori se chupke se chori se chupke se chhup chhup ke duniyaa se milna mushkil ho gaya hum do premi hum do panchhi chal hum udd jaayen parr tol bol baby bol are bol bol bol mere sang dol are duniyaa hai gol are mauj mein hum mere kadam are mauj mein hum mere kadam dole sanam teri kasam meri baahen thaam le hey hey hey hey phool koi khaab koi phool koi khaab koi cheez koi taufaa koi doon main tujhe naam le saari cheezon ka hai click here
jab jab jab jab jab jab jab baaje yaadon ki bansi tab tab dil udd jaaye ban ke geeton ke panchhiii la la la la la la la la la la la lala la la la la zanjeer zanjeer zanjeer hai paanv mein pahare hain fizaon mein phir bhi udate phirte hain phir bhi udate phirte hain in badmash hawaaon mein premiyon ke sachche geeton ke panchhiiii ding dong sing a song banti batein bigde to baag baharein ujde to kabhi kabhi dar lagta hai aaj mile kal bichhde to ae banti batein bigde to baag baharein ujde to kabhi kabhi dar lagta hai aaj mile kal bichhde to mile kahaan mile kahaan pardesi meeto ke panchiiii ding dong sing a song la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la teeron se na oonchi roke gaye na logon se yaar jaa mile yaaron se teeron se na oonchi roke gaye na logon se yaar jo mile yaaron se duniyaan se na haare jeeton ke panchhiii ding dong sing a song zuzum ding dong aaj ki shaam kaa pyaar ke naam ka la la la la la la la la la la la click here
gawah hain chaand taare gawah hain gawah hain chaand taare gawah hain tere mere milan ke apne deewanepan ke nazaare gawah hain gawah hain chaand taare gawah hain gawah hain chaand taare gawah hain tere mere milan ke apne deewanepan ke nazaare gawah hain gawah hain chaand taare gawah hain tum ko rakhunga dil mein basa ke meri dhadkan tum ho dekhunga tum ko shaam o sahar main mera darpan tum ho tum ko rakhunga dil mein basa ke meri dhadkan tum ho dekhunga tum ko shaam o sahar main mera darpan tum ho jee na saukunga main hoke judaa gawah hain chaand taare gawah hain gawah hain chaand taare gawah hain tere mere milan ke apne deewanepan ke nazaare gawah hain gawah hain chaand taare gawah hain daamini daamini daamini o meri daamini daamini daamini daamini o meri daamini bhool gayi main iss duniyaan ko pyaar hua jab se tere siwa kuchh aur na maangu main to mere rab se bhool gayi main iss duniyaan ko pyaar hua jab se tere siwa kuchh aur na maangu main to mere rab se seene click here
bichhade abhi to hum bas kal parson jeeyungi main kaise iss haal mein barson maut naa aayi teri yaad kyun aayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o rabba badi lambi judaayi lambi judaayi honthon pe aayi meri jaan duhaayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o rabba badi lambi judaayi lambi judaayi ik to sajan mere paas nahin re duje milan di koi aas nahin re duje milan di koi aas nahin re uss pe ye saawan aayaaaa uss pe ye saawan aayaa aag lagaayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o rabba badi lambi judaayi lambi judaayi toote zamaane tere haath nigode haath nigode jin se dilon ke tune sheeshe tode sheeshe tode hizr ki unchiiii hizr ki unchi deewar banaayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o rabba badi lambi judaayi lambi judaayi baagh ujad gaye baagh ujad gaye khilne se pehle panchhi bichhad gaye milne se pehle panchhi bichhad gaye milne se pehle koyal ki koooooook koyal ki koook ne hook utaayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o click here
ayeeee duniyaa dushman bane to bane teri mujhe dosti chahiye hey duniyaa dushman bane to bane bane bane bane teri mujhe dosti chahiye muhabbat tujhi se mujhe kya kisi se mujhe to teriiiiiiiiii teri khushi chahiyee teri khushi chahiyee rimbaam ba ba rimbam bo rimbaam ba ba rimbam bo rimbaam ba ba rimbam bo rimbaam ba ba rimbam bo duniyaa dushman bane to bane zambo zambo zambo zambo mambo mambo mambo mambo zambo zambo zambo zambo mambo mambo mambo mambo mujhko hai pyaari saadi tumhari yun naa milegi tumhen phoolon se gaalon ka resham se baalon ka pehle do chumban humen har cheez ki ek hoti hai keemat keemat chukani padegi dil dene mein tumko taklif hogi magar ye uthani padegi jahaan se daro na sharam tum karo na jahaan se daro na sharam tum karo na pyaar mein zidadili chahiye duniyaa dushman bane to bane teri mujhe dosti chahiye muhabbat tujhi se mujhe kya kisi se mujhe to teriiiiiiiiii haa teri khushi chahiyee teri khushi chahiyee rimbaam ba ba rimbam bo rimbaam ba click here
mera jaanam mera saajan mera saajan mera baalam mera baalam mera majnu mera majnu mera raanjha jaanuuuuuuu tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai meri prem kahaani ka tu hero hai par prem granth ke panno par apni taqdeer to zero hai hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai meri prem kahaani ka tu hero hai par prem granth ke panno par apni taqdeer to zero hai hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo dil waalon mein naa koi ameer hota hai naa gareeb hota hai kisi kisi ko ye pyaar naseeb hota hai kisi kisi ko ye pyaar naseeb hota hai dil ki duniyaa se ye duniyaa door hoti hai dil kareeb hota hai koi koi aisa khushnaseeb hota hai koi koi aisa khushnaseeb hota hai teri baaten tu hi jaane main to bas itna jaanun jaanuuuuu jaanu jaanuuuuuuu tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai meri prem kahaani ka tu hero hai par prem granth ke panno par apni taqdeer to zero hai hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo click here
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaa aa aaa aa aaaa aa aaa aa aaaa aa aaa aa aaaa aa aaa aa ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa aa aa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jeet jaayenge hum ho ho ho ho jeet jaayenge hum tu agar sang hai zindagi har kadam ik nayi jung hai zindagi har kadam ik nayi jung hai jeet jaayenge hum jeet jaayenge hum tu agar sang hai zindagi har kadam ik nayi jung hai zindagi har kadam ik nayi jung hai tune hi sajaaye hai mere honthon pe ye geet tune hi sajaaye hai mere honthon pe ye geet teri preet se mere jeevan mein bikhra sangeet mera sab kuchh teri den hai mere man ke meet main hoon ik tasveer tu mera roop rang hai aye aye aye aye aye zindagi har kadam ik nayi jung hai zindagi har kadam ik nayi jung hai hausala na chhod kar saamna jahaan ka hausala na chhod kar saamna jahaan ka wo badal rahaa hai dekh rang aasmaan ka rang aasmaan ka ye shikashat ka nahin ye fateh ka rang hai click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bewafa Ja Dahleez (1986) 05:04 32688
 
Poster of Dahleez (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 05:04   Song Number : 32688   

Bin Saajan Jhoola Jhoolun Damini (1993) 06:13 20229
 
Poster of Damini (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 06:13   Song Number : 20229   

Bol Baby Bol Meri Jung (1985) 05:59 20230
 
Poster of Meri Jung (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri, Nutan
Duration : 05:59   Song Number : 20230   

Ding Dong Baby Sing Hero (1983) 08:46 32514
 
Poster of Hero (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Meenakshi Seshadri
Duration : 08:46   Song Number : 32514   

Gawah Hain Chaand Taare Damini (1993) 06:13 20469
 
Poster of Damini (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 06:13   Song Number : 20469   

Lambi Judaayi Hero (1983) 06:34 20823
 
Poster of Hero (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Reshma
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Meenakshi Seshadri
Duration : 06:34   Song Number : 20823   

Rimbaam Bo Duniyaa Dilwala (1986) 05:30 18444
 
Poster of Dilwala (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:30   Song Number : 18444   

Tu Mera Hero Hai Hero (1983) 08:08 13333
 
Poster of Hero (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Meenakshi Seshadri
Duration : 08:08   Song Number : 13333   

Zindagi Har Kadam Ik Nayi Jung Hai Meri Jung (1985) 06:35 21501
 
Poster of Meri Jung (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri, Nutan
Duration : 06:35   Song Number : 21501   
Karaoke Songs of meenakshi seshadri, Sad Songs of meenakshi seshadri, Love Songs of meenakshi seshadri, Dance Songs of meenakshi seshadri, Hip-hop songs of meenakshi seshadri, Best songs of meenakshi seshadri, Super hit songs of meenakshi seshadri, hit songs of meenakshi seshadri, duet songs of meenakshi seshadri, solo songs of meenakshi seshadri, old songs of meenakshi seshadri, famous songs of meenakshi seshadri, Hindi Karaoke Songs of meenakshi seshadri, Hindi Sad Songs of meenakshi seshadri, Hindi Love Songs of meenakshi seshadri, Hindi Dance Songs of meenakshi seshadri, Hindi Hip-hop songs of meenakshi seshadri, best Hindi songs of meenakshi seshadri, super hit Hindi songs of meenakshi seshadri, hit Hindi songs of meenakshi seshadri, duet Hindi songs of meenakshi seshadri, solo Hindi songs of meenakshi seshadri, old Hindi songs of meenakshi seshadri, famous Hindi songs of meenakshi seshadri, Sing Along Songs of meenakshi seshadri, Sing Along Sad Songs of meenakshi seshadri, Sing Along Love Songs of meenakshi seshadri, Sing Along Dance Songs of meenakshi seshadri, Sing Along Hip-hop songs of meenakshi seshadri, Sing Along Best songs of meenakshi seshadri, Sing Along Super hit songs of meenakshi seshadri, Sing Along hit songs of meenakshi seshadri, Sing Along duet songs of meenakshi seshadri, Sing Along solo songs of meenakshi seshadri, Sing Along old songs of meenakshi seshadri, Sing Along famous songs of meenakshi seshadri