MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajesh Johari
HomeRajesh Johari
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama mast nazar ka jaal hai behki behki chaal hai ji mast nazar ka jaal hai behki behki chaal hai jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke baras haan ab ke baras ab ke baras wo haal hai ji rang armaanon ka barse piya mere piya tu aa jaa na hoo ho rang armaanon ka barse piya mere piya tu aa jaa na chaahat pinjre mein tarse ab na mujhe tu tarsaana dhadkan mein sur taal hai dhadkan mein sur taal hai phir bhi mann behaal hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji shabnam gaalon pe dole aaye koi aaye mujhe apnaaye aye hey shabnam gaalon pe dole aaye koi aaye mujhe apnaaye angdaayi mose bole mera koi mera ab ban jaaye baahar to barsaat hai baahar to barsaat hai haan mann mein pyar ki baat hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke
baaghon baaghon jhoomti baaghon baaghon jhoomti itraati shor machaati baaghon baaghon jhoomti itraati shor machaati koi sunta ya na sunta phir bhi sabko sunaati mera tu tu tu mera tu tu tu mera tu tu tu baaghon baaghon jhoomti itraati shor machaati koi sunta ya na sunta phir bhi sabko sunaati mera tu tu tu mera tu tu tu mera tu tu tu man hi man mein sapne bunti man hi man sharmaati man hi man mein sapne bunti man hi man sharmaati saamne rakh ke aaina har pal baalon ko suljhaati tere aane ki bela mein khud ko bhool si jaati tere aane ki bela mein khud ko bhool si jaati koi sunta ya na sunta phir bhi sabko sunaati mera tu tu tu mera tu tu tu mera tu tu tu saanjh dhale jab chaand nikalta main dulhan si sajti saanjh dhale jab chaand nikalta main dulhan si sajti man aangan mein halke halke shehnaayi si bajti meri saanson mein teri saanson ki khushboo aati meri saanson mein teri saanson ki khushboo aati koi sunta ya na sunta phir bhi sabko sunaati mera tu tu tu mera tu
hmmmmmm mmmm hmm hmm hmmm hmmm faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen maine teri dhadkanon ko sun liya jaanam maine teri dhadkanon ko sun liya jaanam maine tujhko meet apna chun liya jaanam kuchh bhi soche ye samaaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen waqt jo guzra abhi tak bojh sa guzra waqt jo guzra abhi tak bojh sa guzra mil ke tujhse zindagi ka karz to utra aaj se apne mizaaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen dhoop mein saaya banu saaye mein humsaya dhoop mein saaya banu saaye mein humsaya shukriya tera mere zakhmo ko sehlaya kyun rahe thodi bhi laaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen aaaaaaa aaaaaaa hmmmmmmmm aaaaaaa aaaaaaa hmmmmmmmm
kaun kisko jaanta hai in dinon faasla hi faasla hai in dinon wo ki jo khud jaat se tha anjuman kya akela ho gaya hai in dinon manzilon ki justju mein zindagi raasta hi raasta hai in dinon ho ho oh ho oh ho oh ho kabhi kabhi yun bhi hota hai jee bhar ke dil ye rota hai bhoolegi na tu mujhe bhulunga na main tujhe dil ko deewana kar loon jag se begaana kar loon toone sheesha tod diya doraahe pe chhod diya ho ho oh ho oh ho oh ho chaaha tujhe bhula doon main jalta diya bujha doon main jhuthe hain ye rishte dil ke jaana ab ye tujhse mil ke ho ho oh ho oh ho oh ho thehri thehri lagti hai duniya main roun to hansti hai duniya feeka hai khushiyon ka mela kitna hai ye dil akela dil ko deewana kar loon jag se begaana kar loon toone sheesha tod diya doraahe pe chhod diya aa haa aa haa aa haa aa haa aankhon se jo aansu bahenge mere ghum ke baaten kahenge aisa hoga ye kya pata tha manzil tum pe khoya rasta tha kaise dil ko aaye sukoon gaate gaate kahan main rukun gaate gaate
mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai khwaabon ka nasheman ho ehsaas ka aangan ho dukh sukh jo mile hum ko aapas mein wo batt jaayen tu mujh mein utar jaaye main tujh mein utar jaaun aise mein ye dil chaahe parde sabhi hatt jaayen mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai phoolon ki jinhe khwaahish kaanton pe wo chalte hain qismat se mili ghadiyan dar hai na palat jaayen thahren na ye barsaten aankhon se kahen baaten khamosh rahen hum tum umaren yunhin kat jaayen mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai hmmmmmmmmm aaaaaaa aaaaaaaa ooooooo oooo
oooo mere yaar oooo mere pyaar oooo mere yaar oooo mere pyaar tujhse mil ke main kya se kya ho gaya oooo mere yaar oooo mere pyaar aandhi hai to kya hai toofan hai to kya hai hmm hmm hmm la la lala tera dil to meri saanson se bandha hai la la lala hmm hmm hmm dil tera main tera phir tujhe dar hai kya aa meriii baahon mein aa ho ho hoo oooo mere yaar oooo mere pyaar kal bhi dil jawan tha sapna ye kahan tha hmm hmm hmm aa haa haa mera kya yahan tha suna ye jahan tha haa haa haa la la la hum to the mar chuke tum mile jee gaye ho gaya sab kuchh naya ho ho ho oooo mere yaar oooo mere pyaar saathi tumko mana jeena kya hai jaana hmm hmm hmm aa haa haa de ke jaan bhi ye waada ye nibhana aa haa haa hmm hmm hmm kiss mein hai dum tumhen hum se jo chheen le honge naa hum tum judaa ho ho ho oooo mere yaar oooo mere pyaar tujhse mil ke main kya se kya ho gaya oooo mere yaar oooo mere pyaar
aayi main to aayi nazaaron ke anjaane ik jahaan se laayi main to laayi bahaaron ke afsaane bhi wahaan se na na mujhe chhoona na door hi rehna paree hoon main aaye koi meri panaahon mein le jaaye ye nazaare dekhe koi meri nigaahon mein pehchaane ye ishaare na na mujhe chhoona na door hi rehna paree hoon main paree hoon main mujhe na chhoona paree hoon main phoolon mein jo noor hai mera hi suroor hai o ho aankhon mein guroor hai khaabon ka kasoor hai thoda sa karaar hai thoda sa khumaar hai o ho kiska intezaar hai kaisa intezaar hai koi to aisa ho saanson ko meri mehka jaaye aayi main to aayi nazaaron ke anjaane ik jahaan se laayi main to laayi bahaaron ke afsaane bhi wahaan se na na mujhe chhoona na door hi rehna paree hoon main paree hoon main mujhe na chhoona paree hoon main dheemi dheemi dhadkanein meethi meethi uljhanein o ho jo bhi mere paas hai mere liye khaas hai dekho meri aarzoo baithi meri rubaroo o ho kaisi meri justujoo bikhari hai chaarsoo koi to aisa
vakratund mahakaay surya koti samaprabha nir vighnam kurume deva sarva karyeshu sarvada something about the way you smile i may never know the reason why something about the way you smile you may never know the reason why oh jaana nigahon mein hai kaisa yeh nasha adaon mein hai jaadu kaisa tauba na jaana kahin jaana hai mausam bewafa something in the way you smile i may never know the reason why something in my heart just cried you may never know the reason why oh jaana fizaon mein hai kaisi mastiyaan hawaon mein hai nagma mere dil ka o jaana kahin de na yeh waada pyaar ka something in the way you smile i may never know the reason why something in my heart just cried you may never know the reason why oh jaana nigahon mein hai kaisa yeh nasha adaon mein hai jaadu kaisa tauba na jaana kahin jaana hai mausam bewafa something in the way you smile i may never know the reason why something in my heart just cried you may never know the reason why oh jaana nigahon mein hai
hmmm hmmmmm aaaaa haaaa haaaaa haaaaa aaaaaaa ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan jaaun main kahaan kahaan aa bhi jaa baahen meri tere liye saasen meri tere liye mera dil bhujha bhujha hai yahaan ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan jaaun main kahaan kahaan aa bhi jaa ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan jaaun main kahaan kahaan aa bhi jaa haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan meri zindagi tere pyaar se chale mujhe har khushi tere naam se mile mita bhi de sabhi faasle heyeee ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan jaaun main kahaan kahaan aa bhi jaa baahen meri tere liye saasen meri tere liye mera dil bhujha bhujha hai yahaan koi door se jo pukaar le mujhe to ye dil mera lage dhundhne tujhe kareeb aa mujhe thaam le baahen meri tere liye saasen meri tere liye mera dil bhujha bhujha hai yahaan ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Ke Baras Suneeta Rao 03:40 15033
 
Poster of Suneeta Rao
 
Category
Indipop
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Indrani Rizvi, Rajkumar Rizvi
Singer- 
Sunita Rao
Duration : 03:40   Song Number : 15033   

Baghon Baghon Jhoomti Mitali Mukherjee 07:13 20214
 
Poster of Mitali Mukherjee
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Bhupender Singh
Duration : 07:13   Song Number : 20214   

Faasla Rahe Na Aaj Akarshan (1988) 03:45 16535
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajeet Singh, Bappi Lahiri
Duration : 03:45   Song Number : 16535   

Kaun Kisko Jaanta Hai Akarshan (1988) 04:33 38082
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajit Singh
Singer- 
Ajit Singh
On Screen Actors- 
Akbar Khan
Duration : 04:33   Song Number : 38082   

Mausam Ka Taqaaza Hai Akarshan (1988) 03:18 16536
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajeet Singh
On Screen Actors- 
Akbar Khan, Sonu Walia
Duration : 03:18   Song Number : 16536   

O Mere Yaar O Mere Pyaar Akarshan (1988) 10:20 16070
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajeet Singh
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Akbar Khan, Sonu Walia
Duration : 10:20   Song Number : 16070   

Paree Hoon Main Suneeta Rao 06:03 15025
 
Poster of Suneeta Rao
 
Category
Indipop
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Indrani Rizvi, Rajkumar Rizvi
Singer- 
Sunita Rao
Duration : 06:03   Song Number : 15025   

Sa Ni Dha Pa Hariharan & Leslie Lewis 04:20 39788
 
Poster of Hariharan & Leslie Lewis
 
Category
Indipop
Music Director- 
Leslie Lewis
On Screen Actors- 
Hariharan, Leslie Lewis
Duration : 04:20   Song Number : 39788   

Ye Samaa Suneeta Rao 05:37 15034
 
Poster of Suneeta Rao
 
Category
Indipop
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Indrani Rizvi, Rajkumar Rizvi
Singer- 
Sunita Rao
Duration : 05:37   Song Number : 15034   
Karaoke Songs of rajesh johari, Sad Songs of rajesh johari, Love Songs of rajesh johari, Dance Songs of rajesh johari, Hip-hop songs of rajesh johari, Best songs of rajesh johari, Super hit songs of rajesh johari, hit songs of rajesh johari, duet songs of rajesh johari, solo songs of rajesh johari, old songs of rajesh johari, famous songs of rajesh johari, Hindi Karaoke Songs of rajesh johari, Hindi Sad Songs of rajesh johari, Hindi Love Songs of rajesh johari, Hindi Dance Songs of rajesh johari, Hindi Hip-hop songs of rajesh johari, best Hindi songs of rajesh johari, super hit Hindi songs of rajesh johari, hit Hindi songs of rajesh johari, duet Hindi songs of rajesh johari, solo Hindi songs of rajesh johari, old Hindi songs of rajesh johari, famous Hindi songs of rajesh johari, Sing Along Songs of rajesh johari, Sing Along Sad Songs of rajesh johari, Sing Along Love Songs of rajesh johari, Sing Along Dance Songs of rajesh johari, Sing Along Hip-hop songs of rajesh johari, Sing Along Best songs of rajesh johari, Sing Along Super hit songs of rajesh johari, Sing Along hit songs of rajesh johari, Sing Along duet songs of rajesh johari, Sing Along solo songs of rajesh johari, Sing Along old songs of rajesh johari, Sing Along famous songs of rajesh johari