MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMeena Kapoor
HomeMeena Kapoor
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ab yaad naa kar bhool jaa aye dil wo fasana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana ab yaad na kar kyun yaad tujhe aati hai beeti huyi baaten tu bhool jaa tu bhool jaa wo pyaar ke din pyaar ki raaten ab toot chuka hai wo tera khaab suhana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana ab yaad na kar aye jhoomti lehrati huyi mast hawaaon aye chaand nazaron rangeen fizaaon tum jaa ke unhen aaj mera haal sunaao tum jaa ke unhen aaj mera haal sunaao keh do ke mera dil hai tumhara hi deewaana keh do ke mera dil hai tumhara hi deewaana hain pyaar ki ghadhiyaan hai muhabbat ka zamana hain pyaar ki ghadhiyaan pyaar ki ghadiyaan aati hai mere kaanon mein ye kis ki sadaaayennnnn tum dil se khud hi poochh loooo hum kyun ye bataayeeeee yaad aane lagaaaa yaad aane lagaa yaad aane lagaa phir mujhe wo bhoola fasaana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana wo pyaar ki ghadiyaaan pyaar ki ghadiyaan aa jaa ke ab uss dard bhare din ko bhulayen armanon ke gulshan mein naye phool
chaandi ka badan sone ki nazar us par ye nazaakat kya kahiye ae ji kya kahiye chaandi ka badan sone ki nazar us par ye nazaakat haay nazaakat kya kahiye kis kis pe tumhaare jalwon ne todi hai qayamat kya kahiye ae ji kya kahiye chaandi ka badan sone ki nazar aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa gustaakh zubaan gustaakh nazar ye rang e tabiyat kya kahiye ae ji kya kahiye gustaakh zubaan gustaakh nazar ye rang e tabiyat haaye tabiyat kya kahiye aise bhi kahin is duniya mein hoti hai mohabbat kya kahiye ae ji kya kahiye gustaakh zubaan gustaakh nazar aa aa aa aa aanchal ki dhanak ke saaye mein ye phool gulaabi chehron chehron ke ye phool gulaabi haan ye phool gulaabi chehron ke hai gul bhi hai gulshan bhi hai aur taaron ka jhurmat bhi ye phool gulaabi chehron ke ye phool gulaabi haaye gulaabi chehron ke is waqt humaari nazron mein aaa aaaaaa is waqt humaari nazron mein kya cheez hai jannat kya kahiye ae ji kya kahiye is waqt humaari aaaa aaa nazron mein nazron mein aaa aaa aaa
duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega gir gir ke musibat mein sambhalte hi rahenge jal jaayen magar aag pe chalte hi rahenge gir gir ke musibat mein sambhalte hi rahenge jal jaayen magar aag pe chalte hi rahenge ghum jisne diyeeeeeeee ghum jisne diye hain wo hi ghum door karega ghum jisne diye hain wo hi ghum door karega duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega aurat hai wo aurat jise duniyaa ki sharam hai sansaar mein bas laaj hi naari ka dharam haiiiiii sansaar mein bas laaj hi naari ka dharam hai zinda hai jooooooooo zinda hai jo izjjat se wo izjjat se marega zinda hai jo izjjat se wo izjjat se marega duniyaa mein hum aaye hain to jeena hi padega jeevan hai agar zeher to peena hi padega maalik hai tere saath naa dar ghum se tu aye dil mehnat kare insaan to kya kaam hai mushkil maalik
Ek Dharti Hai Ek Hai Gagan
kachchi hai umariyaa kori hai chunariyaa mohe bhi rang deta jaa mohe bhi rang detaa jaa more sajanaa mohe bhi rang deta jaa pag mori behki ang mori dehki kabhi to sudh leta jaa kabhi to sudh letaa jaa more sajnaa kabhi to sudh letaa jaa agan lagaayen lagan lagaayen ye madmaati ghadiyaan ye madmaati ghadiyaan tan bhi sambhaalaa man bhii sambhaalaa sambhale na nainon ki jhadiyaan sambhale na nainon ki jhadiyaan gaayen jab sakhiyaan royen mori akhiyaan kabhi to sudh letaa jaa kabhi to sudh letaa jaa more sajnaa kabhi to sudh letaa jaa keh bhi na paaun reh bhi na paaun preet ka dard chhupaa ke preet ka dard chhupaa ke rang ras barse jiya mora tarse tapan bujha ja aa ke tapan bujha ja aa ke chahun kone sukh hai mohe tora dukh hai kabhi to sudh letaa jaa kabhi to sudh letaa jaa more sajnaa kabhi to sudh letaa jaa kachchi hai umariyaa kori hai chunariyaa mohe bhi rang deta jaa mohe bhi rang detaa jaa more sajnaa mohe bhi rang deta jaa aaaa aaa aaa aaa aaaaa aaa aaa aaa
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki main baat zamaane ki manun ya baat sunun apne dil ki kuchh aur zamaana kehta hai duniya ne hamein berehami se thukra jo diya achchha hi kiya thukra jo diya achchha hi kiya nadaan hum samjhe baithe the nadaan hum samjhe baithe the nibhti hai yahan dil se dil ki kuchh aur zamaana kehta hai insaaf mohabbat sachchaiii insaaf mohabbat sachchai wo rehamo karam ke dikhalave kuchh kehte zubaan sharmaati hai kuchh kehte zubaan sharmaati hai puchho na jalan mere dil ki kuchh aur zamaana kehta hai do basti hai insanon ki insaan magar dhundhe na mila insaan magar dhundhe na mila patthar ke buton se kya keeje patthar ke buton se kya keeje fariyaad bhala toote dil ki kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki main baat zamaane ki manun ya baat sunun apne dil ki kuchh aur zamaana kehta hai
mane eklun eklun lage ho mane eklun eklun lage kai suje na koi puche na kai suje na koi puche na ae bolve naaave na koi mane eklun eklun lage ho mane eklun eklun lage yug yug na virah mane lage yug yug na virah mane lage pela taraliya tamtamta santashe pela taraliya tamtamta santashe aore antarma chana bhankara chan chan vage aore antarma chana bhankara chan chan vage mane eklun eklun lage ho mane eklun eklun lage dur dur na atithi ni yaade thayu shane bharyu unmade dur dur na atithi ni yaade thayu shane bharyu unmade dukhi dard bharya ae khrave aaj shambharna kai maage dukhi dard bharya ae khrave aaj shambharna kai maage mane eklun eklun lage ho mane eklun eklun lage kai suje na koi puche na kai suje na koi puche na ae bolve naaave na koi mane eklun eklun lage ho mane eklun eklun lage
aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday meri jaan meri jaan sunday ke sunday aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday i love you bhaag yahan se tu o ya ya i love you bhaag yahaan se tu tujhe paris dikhaaun tujhe london ghumaaun tujhe brandy peelaun whishky peelaaun aur khilaaun khilaaun murgi ke murgi ke andey andey aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday main dharam karam ki naari tu neech videshi abhichaari main dharam karam ki naari tu neech videshi abhichaari maama hain ganga pujaari maama hain ganga pujaari baba kaashi ke kaashi ke pandey pandey aana meri jaan meri jaan sunday ke sunday aao haathon mein haath le walk karen hum aao sweet sweet aapas mein talk karen hum are hatt saiyaa mera pehalwan hai maare dande hazaar haan haan maare dande hazaar saiyaa mera pehalwan hai maare dande hazaar haan haan maare dande hazaar bhaag jaayega bedum bandar dega jo lalkaar bhaag jaayega bedum bandar dega jo lalkaar maare gin
mori atariya pe kaaga bole mora jiya dole koi aa raha hai mori atariya pe kaaga bole mora jiya dole koi aa raha hai more man mein uthi hai umang re ho mora phadke hai baayaan ang re more man mein uthi hai umang re ho mora phadke hai baayaan ang re more man ki muraliya pe haule haule sur khole khole koi ga raha hai mori atariya pe kaaga bole mora jiya dole koi aa raha hai aaj bagiya mein aayi bahaar re ho mere jeevan mein solah singaar re ho mere jeevan mein solah singaar re more kaan mein gun gun bole bole ras ghole ghole koi ga raha hai mori atariya pe kaaga bole mora jiya dole koi aa raha hai more maathe pe kumkum ki bindiya aaj loongi na pal bhar main nindiya more maathe pe kumkum ki bindiya aaj loongi na pal bhar main nindiya thandi thandi hawaon ke jhole ghoonghat pat khole jiya lehra raha hai mori atariya pe kaaga bole mora jiya dole koi aa raha hai
rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa laage naa re jiya laage naa tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa sun sun murli ki dhun matwaari reh jaaye raadha tori thaari ki thaari sun sun murli ki dhun matwaari reh jaaye raadha tori thaari ki thaari laakh jatan karoon laaj ki maari paanv chhat par aaye naa tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa sang sang chalun tore mann to ye chaahe re lok laaj roke piyaa kaa karoon haay re sang sang chalun tore mann to ye chaahe re lok laaj roke piyaa kaa karoon haay re raam kare haay kisi ke mann mein bairi preet jaage naa tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa
arre odley oii eee odley oii eee ye sama hum tum jawaan keh do to dil tadap jaaye ye pyaar ki teri gali ab chhodi na jaaye haaye re haaye la la la laa la la la la laa la mil jaaye gar tujhse nazar nanha sa dil dhadak jaaye ye pyaar ki teri gali ab chhodi na jaaye haye re haye a la la laa la la la la laa la arre odley oii eee odley oii eee bheegi bheegi ye chaandni raat aankhon hi aankhon mein jaaye main khuchh kahun dil khuchh kahe yaad bairi balam ki sataaye re bin tere mujh ko ghum ghere rahe mera dil udaas har dam chiki bum chiki bum chiki bum chiki bum chiki chiki chiki aci aci aci aci bum dekho chori chori milne ka mousam ye sama hum tum jawaan keh do to dil tadap jaaye ye pyaar ki teri gali ab chhodi na jaaye haaye re haaye la la la laa la la la la laa la arre odley oii eee odley oii eee meri meri nazron ke bheje huye taar ka to jawaab do meri meri thi kya khabar tum bhi niyat ke itne kharaab ho teri baanki nazar ki jhanki ladkhadaate hain mere kadam chiki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Yaad Naa Kar Anokha Pyar (1948) 03:44 12705
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shams Azeemabadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh, Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nargis
Duration : 03:44   Song Number : 12705   

Chaandi Ka Badan Taj Mahal (1963) 09:29 39903
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Duration : 09:29   Song Number : 39903   

Duniyaa Mein Hum Aaye Mother India (1957) 03:44 13772
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:44   Song Number : 13772   

Ek Dharti Hai Ek Hai Gagan Adhikar (1954) 04:06 39092
 
Poster of Adhikar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Neelkanth Tiwari
Music Director- 
Avinash Vyas
Singer- 
Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Usha Kiran
Duration : 04:06   Song Number : 39092   

Kachchi Hai Umariya Kori Hai Char Dil Char Rahen (1959) 03:34 19969
 
Poster of Char Dil Char Rahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Meena Kapoor
Duration : 03:34   Song Number : 19969   

Kuchh Aur Zamaana Kehta Hai Chhoti Chhoti Baatein (1965) 03:46 37285
 
Poster of Chhoti Chhoti Baatein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Nadira
Raag- 
Gowda-Sarang
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 37285   

Mane Eklun Eklun Lage Meena Kapoor 03:07 37149
 
Poster of Meena Kapoor
 
Category
Gujarati
Singer- 
Meena Kapoor
Duration : 03:07   Song Number : 37149   

Meri Jaan Sunday Ke Sunday Shehnai (1947) 04:24 12123
 
Poster of Shehnai (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
P L Santoshi
On Screen Actors- 
Dulari
Duration : 04:24   Song Number : 12123   

Mori Atariya Pe Kaga Ankhen (1950) 02:52 13703
 
Poster of Ankhen (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Nalini Jaywant
Duration : 02:52   Song Number : 13703   

Rasiya Re Mann Basiya Re Pardesi (1957) 03:56 15535
 
Poster of Pardesi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:56   Song Number : 15535   

Ye Sama Hum Tum Jawaan Mashuqa (1953) 03:21 19952
 
Poster of Mashuqa (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:21   Song Number : 19952   
Karaoke Songs of Meena Kapoor, Sad Songs of Meena Kapoor, Love Songs of Meena Kapoor, Dance Songs of Meena Kapoor, Hip-hop songs of Meena Kapoor, Best songs of Meena Kapoor, Super hit songs of Meena Kapoor, hit songs of Meena Kapoor, duet songs of Meena Kapoor, solo songs of Meena Kapoor, old songs of Meena Kapoor, famous songs of Meena Kapoor, Hindi Karaoke Songs of Meena Kapoor, Hindi Sad Songs of Meena Kapoor, Hindi Love Songs of Meena Kapoor, Hindi Dance Songs of Meena Kapoor, Hindi Hip-hop songs of Meena Kapoor, best Hindi songs of Meena Kapoor, super hit Hindi songs of Meena Kapoor, hit Hindi songs of Meena Kapoor, duet Hindi songs of Meena Kapoor, solo Hindi songs of Meena Kapoor, old Hindi songs of Meena Kapoor, famous Hindi songs of Meena Kapoor, Sing Along Songs of Meena Kapoor, Sing Along Sad Songs of Meena Kapoor, Sing Along Love Songs of Meena Kapoor, Sing Along Dance Songs of Meena Kapoor, Sing Along Hip-hop songs of Meena Kapoor, Sing Along Best songs of Meena Kapoor, Sing Along Super hit songs of Meena Kapoor, Sing Along hit songs of Meena Kapoor, Sing Along duet songs of Meena Kapoor, Sing Along solo songs of Meena Kapoor, Sing Along old songs of Meena Kapoor, Sing Along famous songs of Meena Kapoor