Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeC H Atma
HomeC H Atma
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


badle badle rang zamaana pal mein hansaaye pal mein rulaaye nahin jiska nahin jiska koi thikaana re badle sau sau jatan kare man murat unche mahal banaye sau sau jatan kare man murat unche mahal banaye par kismat ki ik thokar se par kismat ki ik thokar se sab maati mein mil jaaye re badle badle rang zamaana pal mein hansaaye pal mein rulaaye nahin jiska nahin jiska koi thikaana re badle hans hans jeevan kaat le manwa hans hans jeevan kaat le manwa sukh ko khel tu dukh ko jhel tu are oooooh ooh oohoh jagmag jagmag kabhi deewali kabhi hai ghor andhera jagmag jagmag kabhi deewali kabhi hai ghor andhera iss jhute jag mein ae manwa iss jhute jag mein ae manwa kya tera kya mera re badle badle rang zamaana pal mein hansaaye pal mein rulaaye nahin jiska nahin jiska koi thikana re badle
chalo na gori chalo na gori machal machal ke abhi to balapan hai chaand si surat chaand si surat prem ki murat paon mein chhachan hai chalo na gori halke halke paon dharo tum mann ki umango mein na baho tum komal tera mann hai chaand si surat chaand si surat prem ki murat paon mein chhachan hai chalo na gori kali se tere honth raseele chhup ke se koi ras na peele kali se tere honth raseele chhup ke se koi ras na peele bhawron ka madhuban hai chalo na gori chaand si surat prem ki murat paon mein chhachan hai chalo na gori kaun na chahe prem ki kaliyan sab ko bhaaye preet ki kaliyan par ye raah kathin hai chalo na gori chalo na gori machal machal ke abhi to balapan hai chaand si surat chaand si surat prem ki murat paon mein chhachan hai chalo na gori
tum ko apniiii zindagi kaa aasraa samjhe the hum bewafaa nikle ho tum kab bewafaa samjhe the hum dil beqraar hai mera dil beqaraar hai uss beqadar kaa teer mere dil ke paar hai samjhe huye the hum jise ulfat ki chaand raat ulfat ki chaand raat hum ko jala rahi hai uss bewafaa ki baat bigde huye bigde huye naseeb pe kya ikhtiyaar hai dil beqraar hai mera dil beqaraar hai duniyaa ke saath saath ab wo bhi badal gaye wo bhi badal gaye aankhon se aansunon ke janaaje nikal gaye aankhon se aansunon ke janaaje nikal gaye taqdeer ki taqdeer ki nazar lagi har phool haar hai dil beqraar hai mera dil beqaraar hai uss beqadar kaa teer mere dil ke paar hai
diya to jalaaa sab raat re baalam par tum laut na aaye par tum laut na aaye diya to jalaaa sab raat re baalam par tum laut na aaye par tum laut na aaye bikhar gayi hain sez suhaani rowat hai albeli jawaani bikhar gayi hain sez suhaani rowat hai albeli jawaani chhaliya rasiyaa kit ja chhupe ho chhaliya rasiyaa kit ja chhupe ho jee humraa kalpaaye diya to jalaaa sab raat re baalam bhor bhayi preetam nahin aaye bhor bhayi preetam nahin aaye mann ka deepak bujhta jaaye bhor bhayi preetam nahin aaye mann ka deepak bujhta jaaye chhaliya rasiyaa aan milo re chhaliya rasiyaa aan milo re jee hamraa ghabraaye chhaliya rasiyaa aan milo re chhaliya rasiyaa aan milo re
Ek Sitara Hai Akash Mein
ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge kab apni daya ka sheetal jal barsaaoge ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge radha gopi ke jeevan dhan radha gopi ke jeevan dhan man ko bana lo mere vrindavan kab mere man mein jyoti jagane jyoti jagane aaoge ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge tum girdhar meera bai ke tum girdhar meera bai ke tum sanwariya ho nar sikhe tum sanwariya ho nar sikhe prabhu kab meri jeevan naiyya naiyya paar lagaoge ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge
hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe hai dum nikle hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe hai dum nikle bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle nikalna khuld se nikalna khuld se aadam ka sunte aaye hain lekin bahut beaabru ho kar tere kooche se hum nikle bahut beaabru ho kar tere kooche se hum nikle muhabbat mein nahin hai fark marne aur jeene ka muhabbat mein nahin hai fark marne aur jeene ka ussi ko ussi ko dekh kar jeete hain jiska sirf dum nikle ussi ko dekh kar jeete hain jiska sirf dum nikle kahaan maikhaane ka darwaaza ghaalib kahaan maikhaane ka darwaaza ghaalib aur kahaan baayaz par itna par itna jaante hain kal wo jaata tha ki hum nikle par itna jaante hain kal wo jaata tha ki hum nikle hazaaron khwahishen aisi ki har khwahish pe dum nikle
is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein har raasta agar ke tera raasta naa tha har raasta agar ke tera raasta naa tha har raaste mein tera pata dhundhte rahe har raaste mein tera pata dhundhte rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein ik dil ka dard hans ke saha zindagi ke saath ik dil ka dard hans ke saha zindagi ke saath ik dil ka chain tha ke sadaa dhundhate rahe ik dil ka chain tha ke sadaa dhundhate rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein
jeevan ek adhura sapna kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna kuchh dekha kuchh baaki hai dukh se sukh ka rishta naata dukh se sukh ka rishta naata kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna ik aasha ka jalta bhujhta deepak le kar saath chala jeevan ki iss ghor andheri raahon mein din raat chala pag pag par pag pag par kaanton ka dera pag pag par kaanton ka dera kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna kaun hai apna kaun paraaya kaun hai apna kaun paraaya sab ko jaana pechaana daaman aaye koi yahaan par daaman aaye koi yahaan par ye jag bhi hai begaana jo thaaaaaaaaaaaa jo tha so apne bhaag mein likha kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna kuchh dekha kuchh baaki hai dukh se sukh ka rishta naata dukh se sukh ka rishta naata kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna
Kaun Nagar Tera Door
kuchh samajh nahin aaye kuchh samajh nahin aaye mohe is duniya ki baat is duniya ki baat kuchh samajh nahin aaye kabhi hansaye kabhi rulaye kabhi banaye kabhi mitaye jaane kya kya khel rachaye ye duniya din raat ye duniya din raat ye duniya din raat kuchh samajh nahin aaye kaun kisi ke aansu ponchhe har koi apna sukh soche kaun kisi ke aansu ponchhe har koi apna sukh soche is duniya mein kab deta hai koi kisi ka saath koi kisi ka saath koi kisi ka saath kuchh samajh nahin aaye aye matwalo himmat walo dhundo na koi sahara haan aye matwalo himmat walo dhundo na koi sahara darhgo ko patwar bana lo aur naiya ko kinara raat mein hai parbhat issi andhiyare mein ujiyara andhiyare mein ujiyara
diya jalaoon diya jalaoon main ghee ka diya jalaon re ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao chain na din bhar rainan nindiya chain na din bhar rainan nindiya bikhar gayi bisar gayi maathe ki bindiya nainan neer bahaun re ghar aao ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao badi der se khadi suhagan badi der se khadi suhagan raah takat hai bihaari aao mann ke meet ab aao aao mann ke meet ab aao pooja karun tehaari ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao
ho saath agar pehlun mein ek mast e shabaab ek jaam ho aur haath mein sheron ki kitaab ek saaz ho aur saaz pe gaati ho haseena ban jaaye ye veerana bahaaron ka jawaab ban jaaye ye veerana bahaaron ka jawaab mandve tale gareeb ke do phool khil rahe hain mandve tale gareeb ke do phool khil rahe hain aye raat tu naa jaana aye chaand tu naa jaana ye naubahaar chupke se dekh nazren naa tu lagaana mandve tale gareeb ke do phool khil rahe hain mausam e ishq hai zara hosh sambhaal haasil tujhe mehboob hai armaan nikaal kuchh baat to kar le ke nahin kal ki khabar kya hai ghum e duniyaa isse khaakh mein daal kya hai ghum e duniyaa isse khaakh mein daal mandve tale gareeb ke do phool khil rahe hain mandve tale gareeb ke do phool khil rahe hain
unchi neechi unchi neechi dagar jeevan ki chalna sambhal ke pyaare sambhal ke chalna manzil to hai badi door unchi neechi unchi neechi dagar jeevan ki chalna sambhal ke pyaare sambhal ke chalna manzil to hai badi door manzil to hai badi door sambhal ke chalna manzil to hai badi door soone safar mein laakhon chor milenge tohe soone safar mein laakhon chor milenge tohe karni karenge zaroor dharam karam ki jholi kahaan pe ganwaayi toone dharam karam ki jholi kahaan pe ganwaayi toone poochhenge tere huzoor sambhal ke chalna manzil to hai badi door unchi neechi unchi neechi dagar jeevan ki chalna sambhal ke pyaare sambhal ke chalna manzil to hai badi door aaye ho akele jaaoge akele aaye ho akele jaaoge akele shaam dhale uth jaayenge mele shaam dhale uth jaayenge mele manzil to hai badi door manzil to hai badi door sambhal ke chalna manzil to hai badi door manzil to hai badi door manzil to hai badi door
meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri humsafar na ghabra nahin door ab kinaara nahin door ab kinaara meri zindagi ki kashti tu kahe to main bichha doon teri raah mein sitaare teri raah mein sitaare teri ek hansi ki khatir mujhe kya nahin gawaara mujhe kya nahin gawaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri zindagi ki kashti mera ishq ek tadap hai tera husn ek kashish hai tera husn ek kashish hai main safar hoon tu hai manzil main hoon mauj tu kinaara main hoon mauj tu kinaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri humsafar na ghabra nahin door ab kinaara nahin door ab kinaara meri zindagi ki kashti
nainon mein nainon mein do nain samaye laakhon jatan kiye par man ko chain kahan se aaye nainon mein do nain samaye ab tak mere madhur pyar ko tum ne jaan na paaya man ki kitni gehraayi mein maine tumhe chhupaya prem agan badhti hi jaaye prem agan badhti hi jaaye kaise koi dabaye nainon mein do nain samaye ek baar tum aa jao to nainan pyaas bhuja loon wo matwali bholi bhali surat man mein basa loon tum bin suna jeewan mera tum bin suna jeewan mera yunhi beet na jaaye nainon mein do nain samaye
aaaa aa aaaa aaaa aa aaaa odh chunariya taaron ki odh chunariya taaron ki chanda ko lene raat chali odh chunariya taaron ki kar solaah singaar baawarii kar solaah singaar baawarii mehndi se rang haath chali odh chunariya taaron ki badi badi umeedein le kar badi badi umeedein le kar chali piya ko manaane mann hi mann mein darti hai wo maane ya na maane haye ye deewaane dil mein dil ki le kar baat chali odh chunariya taaron ki jab usne ki apne de ke aankh uski bhar aayi ye thi apna jise samajhti nikla wo harjaai ye baawarii prem ki dekho aaj hai le kar ghaat chali odh chunariya taaron ki chanda ko lene raat chali odh chunariya taaron ki
panghat pe more shyaam bajaaye muraliya panghat pe more shyaam bajaaye muraliya jal jamunaaaa jal jamuna pag chuman aaye jal jamuna pag chuman aaye pawan chalat ithlaaye pawan chalat ithlaaye ithlaaye ithlaaye kaliyon ne bhanwre se puchha kaliyon ne bhanwre se puchhaaaa kaun hai ye mann chhaliya kaun hai ye mann chhaliya bajaaye muraliya panghat pe more shyaam bajaaye muraliya murliii baajii ban ki gayian sab sun ne ko bhaagi sun kar kaliyaan sun kar kaliyaan bhor se pahleeee ardh nidiya se jaagi yahi raat hai yahi raat hai jab raadha ki shayam se ankhiyan laagi bholi bhali bholi bhali brij naari ka mann har lino chhaliya bajaaye muraliya panghat pe more shyaam bajaaye muraliya bajaaye muraliya
pritam aan milo pritam aan milo dukhiyaa jiyaa bulaaye pritam aan milo pritam aan milo pritam aan milo dukhiyaa jiyaa bulaaye pritam aan milo pritam aan milo raat andheri aayi baalma raat andheri aayi baalma mann mora ghabaraye hai door ped par baitha panchhi yehi ratanaa lagaye hai aan milo pritam aan milo pritam aan milo pritam aan milo bheegi raat mein ped ke neeche aankh micholi khel rachaayaa bheegi raat mein ped ke neeche aankh micholi khel rachaayaa pritam yaad karo jab tumne prem bharaa ik geet sunaayaa aan milo pritam aan milo pritam aan milo pritam aan milo
Ram Ras Barsa Re Manwa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badle Rang Zamaana C H Atma 03:21 36575
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kanu Ghosh
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:21   Song Number : 36575   

Chalo Na Gori Machal Machal Ke (Geet) C H Atma 02:41 16530
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 02:41   Song Number : 16530   

Dil Beqarar Hai Nagina (1951) 03:04 31558
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nutan, Hira Lal
Duration : 03:04   Song Number : 31558   

Diya To Jala Dhake Ki Malmal (1956) 03:24 13065
 
Poster of Dhake Ki Malmal (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Raj Mehra
Duration : 03:24   Song Number : 13065   

Ek Sitaara Hai Akaash Mein Nagina (1951) 02:29 37660
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:29   Song Number : 37660   

Ghanshyam Hriday Ke C H Atma 02:53 32242
 
Poster of C H Atma
 
Category
Bhajan
Singer- 
C H Atma
Duration : 02:53   Song Number : 32242   

Hazaaron Khwahishen Aisi C H Atma 03:17 38518
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:17   Song Number : 38518   

Is Bewafaa Jahaan Mein Aasmaan (1952) 03:18 15541
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:18   Song Number : 15541   

Jeevan Ek Adhura Sapna C H Atma 03:34 16136
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:34   Song Number : 16136   

Kaun Nagar Tera Door C H Atma 02:55 38802
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1954
Singer- 
C H Atma
Duration : 02:55   Song Number : 38802   

Kuchh Samajh Nahin Aaye Aasmaan (1952) 03:24 36574
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Asha Parekh
Duration : 03:24   Song Number : 36574   

Main Ghee Ka Diya Jaloon (Geet) C H Atma 02:46 16531
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 02:46   Song Number : 16531   

Mandve Tale Gareeb Ke Geet Gaaya Pattharon Ne (1964) 03:19 13268
 
Poster of Geet Gaaya Pattharon Ne (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nana Palkisar
Duration : 03:19   Song Number : 13268   

Manzil To Hai Badi Door Bhai Saheb (1954) 03:09 38818
 
Poster of Bhai Saheb (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Neenu Majumdaar
Duration : 03:09   Song Number : 38818   

Meri Zindagi Ki Kashti Bhumika (1977) 03:40 38269
 
Poster of Bhumika (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:40   Song Number : 38269   

Nainon Mein Do Nain Samaye (Geet) C H Atma 02:40 16532
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 02:40   Song Number : 16532   

Odh Chunariya Taaron Ki (Geet) C H Atma 03:07 15632
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
S R Rajan
Music Director- 
S R Rajan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 03:07   Song Number : 15632   

Panghat Pe More Shyam Bajaye Muralia Bilwamangal (1954) 04:44 16529
 
Poster of Bilwamangal (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Ulhas
Duration : 04:44   Song Number : 16529   

Pritam Aan Milo C H Atma 03:03 31119
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Saroj Mohini
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 03:03   Song Number : 31119   

Raam Ras Barse Re Manwa Mahatma Kabir (1954) 03:41 13055
 
Poster of Mahatma Kabir (1954)
 
Category
Hindi Film
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:41   Song Number : 13055   
Karaoke Songs of C H Atma, Sad Songs of C H Atma, Love Songs of C H Atma, Dance Songs of C H Atma, Hip-hop songs of C H Atma, Best songs of C H Atma, Super hit songs of C H Atma, hit songs of C H Atma, duet songs of C H Atma, solo songs of C H Atma, old songs of C H Atma, famous songs of C H Atma, Hindi Karaoke Songs of C H Atma, Hindi Sad Songs of C H Atma, Hindi Love Songs of C H Atma, Hindi Dance Songs of C H Atma, Hindi Hip-hop songs of C H Atma, best Hindi songs of C H Atma, super hit Hindi songs of C H Atma, hit Hindi songs of C H Atma, duet Hindi songs of C H Atma, solo Hindi songs of C H Atma, old Hindi songs of C H Atma, famous Hindi songs of C H Atma, Sing Along Songs of C H Atma, Sing Along Sad Songs of C H Atma, Sing Along Love Songs of C H Atma, Sing Along Dance Songs of C H Atma, Sing Along Hip-hop songs of C H Atma, Sing Along Best songs of C H Atma, Sing Along Super hit songs of C H Atma, Sing Along hit songs of C H Atma, Sing Along duet songs of C H Atma, Sing Along solo songs of C H Atma, Sing Along old songs of C H Atma, Sing Along famous songs of C H Atma