Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTilang
HomeTilang
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa kis bairan ke jaal mein phans ke kis bairan ke jaal mein phans ke bhool gaya tu pyaar ke raste kis bairan ke jaal mein phans ke kis bairan ke jaal mein phans ke bhool gaya tu pyaar ke raste bhool gaya tu pyaar ke raste chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa mere dil ko jaan khilona mere dil ko jaan khilona tod gaya bedard salona tod gaya bedard salona chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa
chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana tere honton pe raat ye bahana tha gori tujhko to aaj nahin aana tha tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi ho tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali saawan aane ka kuch matlab hoga baadal chhaane ka koi sabab hoga rimjhim chhaye gatayein oye kya baat ho gayi rimjhim chhaye gatayein oye kya
darr laageeeeee darr laage garje badariyaa darr laage garje badariyaa saawan ki rutt kajraari kaari saawan ki rutt kajraari kaari chamke matwaari bijuriyaa chamke matwaari bijuriyaa ab kahaa karun kitt jaaun mohe chhod gaye saanwariyaa darr laage garje badariyaa meha barse naina tarse pyaasa manwaa tujhko pukaare aachraa bheege angiyaa bheege jiyeraa mein jalte angaare kahaa karun ab kahaa karun kitt jaaun mori suni haaye sajariyaaa darr laage garje badariyaa saawan ki rutt kajraari kaari saawan ki rutt kajraari kaari chamke matwaari bijuriyaa chamke matwaari bijuriyaa ab kahaa karun kitt jaaun mohe chhod gaye saanwariyaa darr laage garje badariyaa darr laaaaageeee
gori gori gaon ki gori re kis liye bun rahi dori re o piya dori se baandh le gori re bhaage jo kari ke tu chori re hey jeeya gori gori gaon ki gori re kachche hain tere ye resham ke dhaage toot jaayen jo koi tod ke bhaage jab se saiyaan tose neha laage peechhe peechhe main hoon tu aage aage kinche chale aaoge jaaoge jahaan jaa ke dekho to bar jori re oooo piyaa gori gori gaon ki gori re main to udd jaaunga ek panchhi jaise mujhe tu bandi bana legi kaise tujhe main bandi bana loongi kaise saiyaan baiyaan mein baiyaan daal ke aise tore honthon se lag jaaungi main ban ke baansuriyaa tori re oooo piyaa gori gori gaon ki gori re main hoon pardesi main hoon pardesi sun le phir naa kehna chala jaana hai yahaan nahin rehna tera rasta dekhenge mere naina yunhi din bitega bitegi raina chaahe chhup jaa tu ghataaon mein chanda dhundh hi legi ye chakori re oooo piyaa hooo gori gori gori gaon ki gori re kis liye bun rahi dori re o piya dori se baandh le gori re bhaage jo kari ke
ik dil ke tukde hazaar huye ik dil ke tukde hazaar huye koi yahaan gira koi wahaan gira koi yahaan gira koi wahaan gira behte huye aansoon ruk naa sake behte huye aansoon ruk naa sake koi yahaan gira koi wahaan gira koi yahaan gira koi wahaan gira jeevan ke safar mein hum jinko samjhe the humare saathi hai jeevan ke safar mein hum jinko samjhe the humare saathi hai do kadam chale phir bichhad gaye do kadam chale phir bichhad gaye koi yahaan gira koi wahaan gira koi yahaan gira koi wahaan gira ik dil ke tukde hazaar huye ik dil ke tukde hazaar huye koi yahaan gira koi wahaan gira koi yahaan gira koi wahaan gira aashaaon ke tinke chun chun kar sapnon ka mehal banaaya tha aashaaon ke tinke chun chun kar sapnon ka mehal banaaya tha toofan se tinke bikhar gaye toofan se tinke bikhar gaye koi yahaan gira koi wahaan gira koi yahaan gira koi wahaan gira ik dil ke tukde hazaar huye ik dil ke tukde hazaar huye koi yahaan gira koi wahaan gira koi yahaan gira koi wahaan gira
iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin ulfat karna khel hai lekin karke nibhaanaa khel nahin jab se huye hain door wo humse jab se huye hain door wo humse dhoondh rahi hai unko nazar dhoondh rahi hai unko nazar haai re o bedard zamaane haai re o bedard zamaane ye bhi nahin hai tujhko khabar ye bhi nahin hai tujhko khabar aag lagi hai dil mein kuchh aisi jis ka bujhaana khel nahin iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin laakh sataayen pyaar ke dushman laakh sataayen pyaar ke dushman bhool sakenge unko na hum bhool sakenge unko na hum aur badhegi unki muhabbat aur badhegi unki muhabbat jitne bhi honge zulm o sitam jitne bhi honge zulm o sitam kehde ye koi naadaanon se humko mitaanaa khel nahin iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin
itanaa to yaad hai mujhe ho o o o itanaa to yaad hai mujhe haai itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi baad mein jaane kyaa hua hoo oo oo baad mein jaane kyaa hua haai baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi itanaa to yaad hai mujhe ho o o o o o itanaa to yaad hai mujhe haai itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi baad mein jaane kyaa hua haai baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi itanaa to yaad hai mujhe ho o o o aa aa aa aa ho o o waade wafaa ke kar ke kasme utha ke kisi pe dil loota ke chala aaya nazarein milaa ke neend apni gawan ke kasak dil mein basaa ke chala aaya din to gujar jaayega ho o o o o o din to gujar jaayega haai din to gujar jaayega kyaa hoga jab raat huyi din to gujar jaayega kyaa hoga jab raat huyi itanaa to yaad hai mujhe maare hayaa ke main to aankhein jhuka ke zaraa daaman bachaa ke chalee aayi pardaa hataa ke
kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye yun sharmaayi kismat humse khud se hum sharmaaye baaghon ko to patjhad loote loota humein bahaar ne duniyaa marti maut se lekin maara humko pyaar ne apna woh haal hai beech safar mein jaise koi loot jaaye kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye tum kya jaano tum kya jaano kya chaaha tha kya lekar aaye hum tute sapne ghayal nagmein kuchh shole kuchh shabnam itna kuchh hai paaya humne kahein to kahaa na jaaye kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye aise baji shahnaayi ghar mein ab tak so na sake hum apnon ne humko itna sataaya roye to ro na sake hum ab to karo kuchh aisa yaaron hosh na humko aaye kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye yun sharmaayi kismat humse khud se hum sharmaaye
kismat bigdi duniyaa badli kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli jab bura zamaana aata hai saaya bhi judaa ho jata hai wo dil par chot lagata hai jo dil ko pyaara hota hai kismat bigdi duniyaa badli duniyaa mein wafaa ka naam nahin duniyaa ko wafaa se kaam nahin sab jisko muhabbat kehte hain naadaan wo dhoka hota hai kismat bigdi duniyaa badli toofan se kashti bach nikli saahil pe pahunch kar doob gayi bhagwaan tumhari duniyaa mein andher ye kaisa hota hai kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli
lagan tose laagi balma lagan tose laagi balma dhare dil pe haath taaron ke saath saari rain jaagi balma lagan tose laagi balma lagan tose laagi balma chamak chamak kar doobe taare ek ek kar ke saare chamak chamak kar doobe taare ek ek kar ke saare ghat te ghat te ghat gayi baatein feeke pade ujiyare chalte chalte thak gaya chanda thake na pyaar ke maare lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa neend ke mathi duniya saari sapnon mein thi khoyi neend ke mathi duniya saari sapnon mein thi khoyi ruki ruki thi mast hawayen lehar lehar thi soyi main nindiya se door rahi kyun ye na jaane koi lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa chand ne kitna mujhse poochha baat koi to hogi chand ne kitna mujhse poochha baat koi to hogi kis ke karan jog liya hai kaun hai tera jogi main bas munh se ik na boli preet ki hoon main rogi lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa dhare dil pe haath taaron ke saath saari rain
meri kahani bhoolne waale meri kahani bhoolne waale tera jahan aabaad rahe meri kahani teri khushi par main mit jaaun duniya meri barbaad rahe meri kahani mere geet sune duniya ne magar mera dard koyi na jaan saka na jaan saka ik tera sahaara tha dil ko ik tera sahaara tha tu bhi na mujhe pehchaan saka tu bhi na mujhe pehchaan saka bachpan ke wo geet puraane aaj tujhe na yaad rahe meri kahani main apna fasana keh na sakaa mere dil ki tamanna dil mein rahi lo aaj kinaare par lo aaj kinaare par aake armaanon ki kashti doob gayi armaanon ki kashti doob gayi kismat ko manzoor yahi tha lab pe mere fariyaad rahe meri kahani meri kahani bhoolne waale tera jahan aabaad rahe meri kahani
painjaniyaa chhanke raam painjaniyaa chhanke raam painjaniyaa painjaniyaa o chhanke raam bijuriyaaaa chamak chamak reh jaaaaaaye painjaniyaa chhanke raam honth naa khole palkon se bole honth naa khole palkon se bole ik pag roke ik pag dole ke jiyaraa dhadak dhadak reh jaaye painjaniyaa chhanke raaaaaam painjaniyaa chhanke raam jhumka uljha aanchal sarkaa jhumka uljha aanchal sarkaa bhojh pada jo humri nazar kaa bhojh pada jo humri nazar kaa kamariyaaaa lachak lachak reh jaaye painjaniyaa chhanke raaaaaaaaaaaam painjaniyaa chhanke raam painjaniyaa chhanke raam chhanke raam aaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa re chhanke raaaaaaaaaaaam chhanke raaam chhanke raaam chhanke raaam
Piya Tose Naina Laage Re, Naina Laage Re, Jaane Kya Ho Ab Aage Re, Naina Laage Re, Piya Tose Naina Laage Re
saawan ka mahinaa aa gaya hoooo hoooo oooo oooo saawan ka mahinaa aa gaya hoooo saawan ka mahinaa aa gaya hoooo hoooooo jeena nahin aata tha jin logon koooo unn logon ko jeena aa gaya hooooo ooooo saawan ka mahinaa aa gaya hooo peena nahin aata tha jinn logon ko unn logon ko peena aa gaya hai saawan ka mahinaa aa gaya kitne baras tarse ab ke baras barse kitne baras tarse ab ke baras barse ambar pe baadal dharti pe premi paagal kitne baras tarse hooooo ooooo rabb jaane kya baat huyi kaisi ye barsaat huyi tune angdaayi jo li to kaliyon koooo kaliyon ko pasinaa aa gaya hai saawan ka mahinaa aa gaya paani nahin barsa haaye barsi hai aag piya haaye paani nahin barsa haaye barsi hai aag piya kehte hain sab ke bairan barkha mein ab ke paani nahin barsaa hooo aag to phir bhujh jaati hai pyaas bahot tadpaati hai kaahe tum pyaase mujon mein iss dil kaaa iss dil ka safina aa gaya hooo saawan ka mahinaa aa gaya jeena nahin aata tha jin logon koooo unn logon ko jeena aa gaya
aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa hoooo sajan sang kaaaaaahe neha lagaaye neha lagaaye ke hum pachhtaaye aur jahaan muskuraaye jahaan muskuraaye sajan sang kaahe neha lagaaye nis din sataaye saiyaan mujhko jalaaye saiyaan bairi sautaniyaa ko garwaa lagaaye saiyaan ho ji hooooooooo dhukhda naa jaane dhukhda naa jaane naa jaane rasiyaa chhaliyaa hooooo sajan sang kaaaaaahe neha lagaaye neha lagaaye ke hum pachhtaaye aur jahaan muskuraaye jahaan muskuraaye sajan sang kaahe neha lagaaye natkhat rangeela aisa laage kanhaiyaa jaisa batiyon se apna kar le mann ko rijhaaye aisa ho ji hooooooooo kitna manaaya kitna manaaya naa maane batiyaan baitiyaan hooooo sajan sang kaaaaaahe neha lagaaye neha lagaaye ke hum pachhtaaye aur jahaan muskuraaye jahaan muskuraaye sajan sang kaahe neha lagaaye neha lagaaye
aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa hoooo sajan sang kaaaaaahe neha lagaaye neha lagaaye ke hum pachhtaaye aur jahaan muskuraaye jahaan muskuraaye sajan sang kaahe neha lagaaye nis din sataaye saiyaan mujhko jalaaye saiyaan bairi sautaniyaa ko garwaa lagaaye saiyaan ho ji hooooooooo dhukhda naa jaane dhukhda naa jaane naa jaane rasiyaa chhaliyaa hooooo sajan sang kaaaaaahe neha lagaaye neha lagaaye ke hum pachhtaaye aur jahaan muskuraaye jahaan muskuraaye sajan sang kaahe neha lagaaye natkhat rangeela aisa laage kanhaiyaa jaisa batiyon se apna kar le mann ko rijhaaye aisa ho ji hooooooooo kitna manaaya kitna manaaya naa maane batiyaan baitiyaan hooooo sajan sang kaaaaaahe neha lagaaye neha lagaaye ke hum pachhtaaye aur jahaan muskuraaye jahaan muskuraaye sajan sang kaahe neha lagaaye neha lagaaye
yehi armaan lekar aaj apne ghar se hum nikale jahaan hai zindagi apni ussi kooche mein dum nikale sitaaron jagmagaao tum bahaaron muskuraao tum meri ujadi mohabbat ki hansi mil kar udaao tum hansi mil kar udaao tum jinhen sajde kiye humne jinhen sajde kiye humne wo pathar ke sanam nikale wo pathar ke sanam nikale jahaan hai zindagi apni ussi kooche mein dum nikale tamanna hai yahi ab to mera sar ho tera dar ho naa aansoon koi aankhon mein naa shikwaa koi lab par ho naa shikwaa koi lab par ho agar yun maut aa jaaye agar yun maut aa jaaye to apne dil se ghum nikale to apne dil se ghum nikale yehi armaan lekar aaj apne ghar se hum nikale
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhota Sa Baalma Raagini (1958) 03:27 12100
 
Poster of Raagini (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Padmini
Raag- 
Tilang
Taal- 
Tintal
Duration : 03:27   Song Number : 12100   

Chhup Gaye Saare Nazaare Do Raaste (1969) 05:26 20291
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Raag- 
Tilang
Duration : 05:26   Song Number : 20291   

Darr Laage Garje Badariya Ram Rajya (1967) 02:26 15732
 
Poster of Ram Rajya (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sneh Lata
Raag- 
Tilang
Taal- 
Tintal
Duration : 02:26   Song Number : 15732   

Gori Gori Gaon Ki Ye Gulistan Hamara (1972) 04:10 14424
 
Poster of Ye Gulistan Hamara (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sharmila Tagore
Raag- 
Tilang
Taal- 
Dadra Tal, Hinch
Duration : 04:10   Song Number : 14424   

Ik Dil Ke Tukde Hazaar Huye Pyar Ki Jeet (1948) 03:17 15164
 
Poster of Pyar Ki Jeet (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rahman
Raag- 
Tilang
Duration : 03:17   Song Number : 15164   

Iss Duniyan Mein Ae Dil Walo Dil Ka Lagana Dillagi (1949) 03:26 13122
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyam
Raag- 
Tilang
Duration : 03:26   Song Number : 13122   

Itanaa To Yaad Hai Mujhe Mehboob Ki Mehndi (1971) 06:30 20597
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Leena Chandraavarkar
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:30   Song Number : 20597   

Kaise Kahein Hum Sharmilee (1971) 04:03 20732
 
Poster of Sharmilee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Rakhi
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:03   Song Number : 20732   

Kismat Bigdi Afsana (1951) 02:52 16428
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Tilang
Duration : 02:52   Song Number : 16428   

Lagan Tose Laagi Balma Dekh Kabira Roya (1957) 04:09 37482
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha, Jawahar Kaul
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:09   Song Number : 37482   

Meri Kahani Bhoolane Wale Deedar (1951) 02:53 20944
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Ashok Kumar, Nargis, Nimmi
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:53   Song Number : 20944   

Painjaniya Chhanke Wapas (1969) 03:34 12530
 
Poster of Wapas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ajay
Raag- 
Tilang
Duration : 03:34   Song Number : 12530   

Piya Tose Naina Guide (1965) 08:36 21111
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Tilang
Duration : 08:36   Song Number : 21111   

Saawan Ka Mahina Nehle Peh Dehlaa (1976) 05:30 12415
 
Poster of Nehle Peh Dehlaa (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Saira Banu
Raag- 
Tilang
Duration : 05:30   Song Number : 12415   

Sajan Sang Kaahe Neha (Long Version) Main Nashe Mein Hoon (1959) 05:23 12375
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Raj Kapoor
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:23   Song Number : 12375   

Sajan Sang Kaahe Neha (Short) Main Nashe Mein Hoon (1959) 04:28 12528
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Raj Kapoor
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 12528   

Yehi Armaan Lekar Shabab (1954) 03:11 14202
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Tilang
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:11   Song Number : 14202