Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSurendra
HomeSurendra
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aise toote taar ke mere geet adhure reh gaye geet adhure reh gaye hoooo oooooo hoooo ooooo aisa toota dil ke tukde aansoon ban kar beh gaye aansoon ban kar beh gaye pyaar ki ek tasveer bana ke kismat ne khud thukraa di kismat ne khud thukraa di aansoo dekar inn nainon ko mujhko de di barbaadi mujhko de di barbaadi hoooooo oooooo ik din ye hi hona tha ye aansoon beh kar keh gaye aansoon beh kar keh gaye hoooo oooooo hoooo ooooo aise toote taar ke mere geet adhure reh gaye geet adhure reh gaye koi jab ye geet sunegaa pyaar ka phir wo naam naa lega pyaar ka phir wo naam naa lega pyaar kiya to yun hi jalega tadpega aur royegaa tadpega aur royegaa hooooo ooooooo hum to hain pathar ke insaan hum to ye dukh seh gaye hum to ye dukh seh gaye hoooo oooooo hoooo ooooo aise toote taar ke mere geet adhure reh gaye geet adhure reh gaye ho reh gaye ho reh
bhool gaye kyun de ke sahaara lootne waale chain hamaara ho oo bhool gaye kyun de ke sahaara lootne waale chain hamaara aao ke dil majboor hai ghum se rooth gayi taqdeer bhi humase doob gaya qismat ka sitaara bhool gaye kyun de ke sahaara toot gaya dil dard ka maara haye ye kisne mujh ko pukaara ho oo toot gaya dil dard ka maara haye ye kisne mujh ko pukaara aaj hua kya dil ko na jaane baithe bithaye kis ki sada ne thes lagaa kar ghum ko ubhaara haye ye kisne mujh ko pukaara chaaron taraf toofaan hai bhari dil ko lagi hai aas tumhaari naav bhanvar mein door kinara bhool gaye kyun de ke sahaara aa ke sataya dard e jigar ne koi bataaye kis ki nazar ne chheen liya dil kar ke ishaara haye ye kisne mujh ko pukaara
ki idl idl se $kr;t; to hog; ki idl idl se $kr;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; n; \xe5kte ho''''ge jb a\\;%%o'' me'' a\\;su n; \xe5kte ho''ge jb a\\;%%o'' me'' a\\;su a\\;%%o me'' a\\;su to pwm;n; to pwm;n; zlk j;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; vo p; lete to ho''ge idl pe k;bu idl pe k;bu vo p; lete to ho''ge idl pe k;bu idl pe k;bu \xacnhe ye i \xacnhe ye i km;l a;t; to hog; ki idl idl se $kr;t; to hog;
kyun unhen dil diya haaye ye kya kiya sheeshe ko patthar se takara diya kyun unhen dil diya haaye ye kya kiya sheeshe ko patthar se takara diya jin ko aata nahin hai wafa ka chalan unse lagi hai lagan thes lagati hai jis dam to kahata hai mann ujade na dil ka chaman paas reh kar sada hai wo hamse juda qismat ne ye din bhi dikhla diya ho oooo hoo hoo kaun bhula hua aaj yaad aa gaya ye kisne phir dil ko tadapa diya phir mere dil mein jaaga mohabbat ka ghum ghutne laga mera dam kisne rakha meri zindagi mein qadam aur ye kaha tere hum tu hi ae dil bata kisne de kar sada aankhon ka paimana chhalka diya kaun bhula hua aaj yaad aa gaya ye kisne phir dil ko tadapa diya
manzil ki dhun mein jhoomte gaate chale chalo manzil ki dhun mein jhoomte gaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo do din ki zindagi mein koi kyun uthaaye ghum koi kyun uthaaye ghum do din ki zindagi mein koi kyun uthaaye ghum koi kyun uthaaye ghum naghmen khushi ke sab ko sunaate chale chalo naghmen khushi ke sab ko sunaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo insaaniyat to pyaar mohabbat ka naam hai mohabbat ka naam hai insaaniyat to pyaar mohabbat ka naam hai mohabbat ka naam hai insaaniyat ki shaan badhaate chale chalo insaaniyat ki shaan badhaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo aazaad zindagi hai to barbaad kyun rahe barbaad kyun rahe aazaad zindagi hai to barbaad kyun rahe barbaad kyun rahe barbaadiyon se dil ko bachaate chale chalo barbaadiyon se dil ko bachaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan
tera jahaan aabaad hai mera jahaan barbaad hai fariyaad hai fariyaad hai aye aasmaan fariyaad hai tera jahaan aabaad hai mera jahaan barbaad hai tu khush ke tere baagh ke sab phool aakhir khil gaye jinki tamanna thi tujhe aakhir wo tujhko mil gaye mere muqaddar mein faqat ghum aur kisi ki yaad hai tera jahaan aabaad hai mera jahaan barbaad hai tu khush ke tere haath mein ummeed ka jaam aa gaya meri muhabbat ke liye hone ka paigaam aa gaya hairat naa kar aye bekhabar duniyaa hain ik jaadoo ka ghar do dil hain ik ghar mein magar ik shaad ik naashaad hai fariyaad hai fariyaad hai aye aasmaan fariyaad hai tera jahaan
tera khilona toota baalak tera khilona toota tera khilona toota baalak tera khilona toota hai kismat ne loota tujhko hai kismat ne loota tera khilona toota gagan pe baitha khel niraale khele khelan haar dekho logo katputli ka naatak hai sansaar hum tum sab hain khel khilone meethe kadve aur salone khelo bachchon le lo bachchon do kaudi mein bikta hai insaan le lo bhola saa bhagwaan le lo bhukha hindustaan le lo ye made in japan ye hain lallu ye hain gyaan ye hain kallu ye hain praan tu kyun rota chandarbhaan maane beta meri jaan naa ho ro ro ke halkaan tu hai bhaarat ki santaan le le tu ye teer kamaan mere pyaare pehlwaan bacha le apne ghar ki shaan pee le bidi khaa le paan mere khilone do do aane khelo bachchon le lo bachchon laaya hoon main kaagaz kaa gulbuta tera khilona toota tera khilona toota baalak tera khilona toota hai kismat ne loota tujhko hai kismat ne loota tera khilona toota gagan pe baitha khel niraale khele khelan haar dekho logo katputli ka naatak
teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa teri kahaani teri kahaani teri kahaani teri kahaani main kahun meri kahaani tu hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa aa teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa nikhari huyi ho chaandani ee ee ee ee ee ee ee chhaayi huyi bahaar nikhari huyi ho chaandani ee ee ee ee ee ee ee chhaayi huyi bahaar tujhse juda na main rahoon tujhse juda na main rahoon aur mujhse juda na tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaa teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jalwe tere jalwe tere nazar mein hon dil mein ho teri aarzuu jalwe tere jalwe tere nazar mein hon dil mein ho teri aarzuu mujhko yahi ho justazuuu mujhko yahi ho justazuuu ke lab pe mere ho tu aa aa aa aa aa
udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun door door se karun ishaare aur tujhko tarsaaun chanda ki khidki se jhankun jhankun aur chhip jaaun udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun hooooo oooooo ooo oooo oo aaye aaye aur guzarti jaaye lambi unchi neechi raahen galiyaan aur baazaar haan haan haan haan galiyaan aur baazaar mera pahiyaa mera pahiyaa aise bhaage jaise motor car bhaage sab sansaar bhaage sab sansaar sooraj bhaage chanda bhaage andhiyaara ujiyaara bhaage dharti daude peechhe ko main aage bhadti jaaun tera haath pakad ke tujhko door kahin le jaaun main phir bhi haath naa aaun phir bhi haath naa aaun udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun
yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana dil chhin ke jate ho kidhar bhool na jaana bhool na jaana dil chheen ke jate ho kidhar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten lo dil ne kiya dil ko muhabbat ke hawale lo dil ne kiya dil ko muhabbat ke hawale sharmili nigahon se hamein dekhne wale sharmili nigahon se hamein dekhne wale jo teer chalaya hai idhar bhool na jaana bhool na jaana jo teer chalaya hai idhar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana hamne kisi ummeed se dil tumko diya hai dil tumko diya hai hamne kisi ummeed se dil tumko diya hai dil tumko diya hai armaan bhare dil se tumhen pyaar kiya hai pyaar kiya hai armaan bhare dil se tumhen pyaar kiya hai pyaar kiya hai dekho ye muhabbat ki nazar bhool na jaana bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aise Toote Taar Ke Mere Geet Adhure Gawaiya (1954) 03:20 15595
 
Poster of Gawaiya (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
Ram Ganguly
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Surendra
Duration : 03:20   Song Number : 15595   

Bhool Gaye Kyun De Ke Anokhi Ada (1948) 03:31 12708
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Naseem Bano, Surendra
Duration : 03:31   Song Number : 12708   

Kabhi Dil Dil Se Anokhi Ada (1948) 02:31 12709
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Anjum Pilibhit
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Surendra
On Screen Actors- 
Naseem Bano, Surendra
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:31   Song Number : 12709   

Kyun Unhen Dil Diya Anokhi Ada (1948) 03:13 12710
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Surendra, Prem Adeeb, Naseem Bano
Duration : 03:13   Song Number : 12710   

Manzil Ki Dhun Mein Anokhi Ada (1948) 03:16 12711
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Surendra
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:16   Song Number : 12711   

Tera Jahaan Aabaad Hai Elaan (1947) 03:00 16238
 
Poster of Elaan (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Ziya Sarhadi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Surendra
On Screen Actors- 
Surendra
Duration : 03:00   Song Number : 16238   

Tera Khilona Toota Anmol Ghadi (1946) 02:24 12697
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Suraiya, Surendra
Duration : 02:24   Song Number : 12697   

Teri Nazar Mein Main Rahoon 1857 (1947) 05:20 32488
 
Poster of 1857 (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Suraiya, Surendra
On Screen Actors- 
Surendra, Suraiya
Duration : 05:20   Song Number : 32488   

Uran Khatole Pe Anmol Ghadi (1946) 03:03 12698
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Suraiya, Surendra
Duration : 03:03   Song Number : 12698   

Yeh Pyaar Ki Baaten Anokhi Ada (1948) 02:28 37559
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Surendra, Naseem Bano
Duration : 02:28   Song Number : 37559   
Karaoke Songs of Surendra, Sad Songs of Surendra, Love Songs of Surendra, Dance Songs of Surendra, Hip-hop songs of Surendra, Best songs of Surendra, Super hit songs of Surendra, hit songs of Surendra, duet songs of Surendra, solo songs of Surendra, old songs of Surendra, famous songs of Surendra, Hindi Karaoke Songs of Surendra, Hindi Sad Songs of Surendra, Hindi Love Songs of Surendra, Hindi Dance Songs of Surendra, Hindi Hip-hop songs of Surendra, best Hindi songs of Surendra, super hit Hindi songs of Surendra, hit Hindi songs of Surendra, duet Hindi songs of Surendra, solo Hindi songs of Surendra, old Hindi songs of Surendra, famous Hindi songs of Surendra, Sing Along Songs of Surendra, Sing Along Sad Songs of Surendra, Sing Along Love Songs of Surendra, Sing Along Dance Songs of Surendra, Sing Along Hip-hop songs of Surendra, Sing Along Best songs of Surendra, Sing Along Super hit songs of Surendra, Sing Along hit songs of Surendra, Sing Along duet songs of Surendra, Sing Along solo songs of Surendra, Sing Along old songs of Surendra, Sing Along famous songs of Surendra