Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShayama
HomeShayama
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bach ke balam chal ke rasta hai mushkil mohabbat ke bazaar ka kabhi bhuloge tum kabhi bhulenge hum hai ajab raaz is pyaar ka bachna hai mushkil jo milte hain do dil mohabbat ke baazaar mein kabhi ghum ki ghata kabhi thandi hawa hai mohabbat ke gulzaar mein ye jawaan bambai ke nazare ho ho ke chura lenge dil ko tumhare aa haa ye jawaan bambai ke nazare ke chura lenge dil ko tumhare bahaaron ke mele mein jhagda na karna ye mausam hai iqraar ka haaye bachna hai mushkil jo milte hain do dil mohabbat ke baazaar mein kabhi ghum ki ghata kabhi thandi hawa hai mohabbat ke gulzaar mein ye delhi ki madhosh galiyaan hain ulfat ki rangeen kaliyaan ye delhi ki madhosh galiyaan hain ulfat ki rangeen kaliyaan yahan to milenge hazaron hi jalwe mohabbat ke darbaar mein bach ke balam chal ke rasta hai mushkil mohabbat ke bazaar ka kabhi bhuloge tum kabhi bhulenge hum hai ajab raaz is pyaar ka ye haseen taj jamuna kinaara hai mohabbat ka zinda nazara aaaaa ye haseen taj jamuna
chanda se pyaare ankhiyon ke taare so jaa re maiyya ke raajdulaare so jaa dulaare so jaa re so jaa so jaaaaaaaa soya hai chanda soya gagan soyi dishayen soya pawan soya hai chanda soya gagan soyi dishayen soya pawan hoooo oooo tu bhi to so jaa neendiyaa pukaare chanda se pyaare ankhiyon ke taare so jaa re maiyya ke raajdulaare so jaa dulaare so jaa re so jaa so jaaaaaaaa so jaa reeeeeeeee so jaa reeeeeee laal tu gopal pyaare nand ghar anand kar dhal chuki hai raat aadhi ab to palken band kar so gaye jhilmil sitaare tu bhi so jaa re sapan na dil mein kho jaa re hooo oooo chup chup kare tujhse pariyaan ishaare so jaa reeeeeeeeeee so jaa reeeeeee so jaa re so jaa so jaaaaaaaa toot gayi meri kismat ki dori dukhiyare mann se sunaun kya lori toot gayi meri kismat ki dori dukhiyare mann se sunaun kya lori hooo oooo asunwan ke jhule mein ab naa jhula re so jaa dulaare so jaa re so jaa so jaaaaaaaa so jaa reeeeee so jaa reeeeeeeee aaj tere tan mein mana ik zara si jaan hai
hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmmmmm dil unko utha ke de diya kuchh sharma ke kuchh ghabra ke ab sochte hain ye kya kiya hmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmmmmm dil unko utha ke de diya kuchh ghabra ke kuchh sharma ke ab sochte hain ye kya kiya kuchh ghabra ke kuchh sharma ke dil unko utha ke de diya ye kis se hua saamna dil pukara mujhe thamna ye kis se hua saamna dil pukara mujhe thamna mil chuki thi nazar ho chuka tha asar naam unka zubaan ne le liya dil unko utha ke de diya kuchh ghabra ke kuchh sharma ke dil unko utha ke de diya zindagi mein koi aa gaya pyaar ka raaz samjha gaya zindagi mein koi aa gaya pyaar ka raaz samjha gaya unke ho hi gaye hum to kho hi gaye jaane jadu ye kaisa kiya dil unko utha ke de diya kuchh ghabra ke kuchh sharma ke ab sochte hain ye kya kiya kuchh ghabra ke kuchh sharma ke dil unko utha ke de diyaa
hum chhod chale hain mehfil ko yaad aaye kabhi to mat rona hum chhod chale hain mehfil ko yaad aaye kabhi to mat rona iss dil ko tasalli de lena ghabraaye kabhi to mat rona hum chhod chale hain mehfil ko ek khaab sa dekha tha humne ek khaab sa dekha tha humne jab aankh khuli to toot gaya jab aankh khuli to toot gaya ye pyaar tumhein sapna bankar tadpaaye kabhi to mat rona hum chhod chale hain mehfil ko jeevan ke safar mein tanhaai jeevan ke safar mein tanhaai mujh ko to na zinda chhodegi mujh ko to na zinda chhodegi marne ki khabar ae jaanejigar mil jaaye kabhi to mat rona hum chhod chale hain mehfil ko yaad aaye kabhi to mat rona iss dil ko tasalli de lena ghabraaye kabhi to mat rona
mujhe mubaraq puraani yaaden tujhe mubaraq naya fasaana jo ho sake to naa yaad karna jo yaad aaun to bhool jaana mehlon ne chheen liyaa bachpan ka pyaar mera hooo ooo bachpan ka pyaar mera mujhko ilzaam naa do kar lo eitbaar mera hooo ooo kar lo eitbaar mera tum ho falak par main hoon zameen pe tum ko khabar kya humari tum ho falak par main hoon zameen pe tum ko khabar kya humari maano naa maanon mehlon mein reh ke main aaj bhi hoon tumhaari mujhko ilzaam naa do kar lo eitbaar mera hooo ooo kar lo eitbaar mera le chal humen bhi tu saath apne kehti hai dil ki sadaayen le chal humen bhi tu saath apne kehti hai dil ki sadaayen mujh se juda hai manzil tumhari tum se juda meri raahen mehlon ne chheen liya bachpan ka pyaar mera hooo ooo bachpan ka pyaar mera uljhoonga naa main daaman se tere raahon ka ek khaar banke uljhoonga naa main daaman se tere raahon ka ek khaar banke jaise rahen hon waise rahoge dil mein mere pyaar banke mujhko ilzaam naa do kar lo eitbaar mera
tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha na thi bechainiyaa betaabiyaa aur ghum nahi tha koi mehboob na tha koi bhi hamdam nahi tha kisi ki yaad na thi aur intezaar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha kisi paraaye ki baaton mein ye mithaas na thi mere beaas dil ko to koi bhi aas na thi kisi ke jhoote waadon pe bhi aitbaar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha meri nindon ki duniyaa mein kisi ke sapne na the jahaan ke dard aur dukh bhi mere apne na the mera dil thandi aah kaa kabhi shikaar na tha ye tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha tabiyat theek thi aur dil bhi beqaraar na tha ye tab ki baat hai ke
oo oooo oooo ooo oooo oooo ooo ooo ooo ooo oo ooo ooo oo oo oo oo oooo tohe sanwariya naahi khabariya tohe sanwariya naahi khabariya tumhre kaaran apne des mein balam hum ho gaye pardesi hum ho gaye pardesi tohe sanwariya naahi khabariya tumhre kaaran apne des mein balam hum ho gaye pardesi pardesi hum ho gaye pardesi naa jaane kaun sa apna anganaa kaun si atariyaa naa jaane kaun sa apna anganaa kaun si atariyaa apne hi gaanv ki galiyon mein bhoole phirte hain hum dagriyaa aao ghar apne humen chhod jaao aao ghar apne humen chhod jaao ke hum ho gaye pardesi pardesi hum ho gaye pardesi tohe sanwariya naahi khabariya tumhre kaaran apne des mein balam hum ho gaye pardesi hum ho gaye pardesi hoo hooooo hoo ooooo oooo lala la la la la la ye duniyaa laaj sapne dil chain neendiya pyaar jawani ye duniyaa laaj sapne dil chain neendiya pyaar jawani apna kya reh gaya tumhre naam kar di jab jindagani haaye sab apne humen bahot yaad aaye haaye sab apne humen bahot yaad aaye ke
tum se hi meri zindagi meri bahaar tum tum se hi meri zindagi meri bahaar tum apne hi dil se puchh lo kis ka ho pyaar tum tum se hi meri zindagi meri bahaar tum tum se hi meri zindagi gaati huyi hawaaon mein tera hi geet hai tera hi geet hai saajan meri nigahon mein teri hi preet hai teri hi preet hai chanda ka roop chandani mera singaar tum apne hi dil se puchh lo kis ka ho pyaar tum tum se hi meri zindagi ye muskurata aasaman ye jhoomti zameen ye jhoomti zameen mujh ko zara sambhalna kho jaun naa kahin kho jaun naa kahin aise mein apna keh bhi do bas ek baar tum aise mein apna keh bhi do bas ek baar tum apne hi dil se puchh lo kis ka ho pyaar tum tum se hi meri zindagi aati hai aisi pyaar ki ghadiyan naseeb se ghadiyan naseeb se ye dil ki dhadkane zara sun lo kareeb se sun lo kareeb se aaye ho le ke pyaar ke sapne hazaar tum aaye ho le ke pyaar ke sapne hazaar tum apne hi dil se puchh lo kis ka ho pyaar tum tum se hi meri zindagi meri bahaar tum tum se hi meri
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bach Ke Balam Chal Johnny Walker (1957) 05:00 36605
 
Poster of Johnny Walker (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Shayama, Raj Mehra
Duration : 05:00   Song Number : 36605   

Chanda Se Pyaare Suvarna Sundari (1958) 05:49 15169
 
Poster of Suvarna Sundari (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Aadi Narayan Rao
On Screen Actors- 
Niranjan Sharma, Shayama
Duration : 05:49   Song Number : 15169   

Dil Unko Utha Ke De Diya Baap Bete (1959) 03:37 32669
 
Poster of Baap Bete (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shayama
Duration : 03:37   Song Number : 32669   

Hum Chhod Chale Hain Mehfil Ko Ji Chahta Hai (1964) 04:18 13435
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shayama, Raj Shri, Rajendra Nath
Duration : 04:18   Song Number : 13435   

Mehlon Ne Chheen Liya Bachpan Zabak (1961) 04:28 15176
 
Poster of Zabak (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Shayama
Duration : 04:28   Song Number : 15176   

Tabiyat Theek Thi Mirza Sahiban (1957) 02:57 19123
 
Poster of Mirza Sahiban (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Shardul Kwatra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shayama
Duration : 02:57   Song Number : 19123   

Tohe Sanwariya Milan (1967) 04:35 13742
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shayama, Sunil Dutt
Duration : 04:35   Song Number : 13742   

Tum Se Hi Meri Zindagi Apna Ghar (1960) 04:25 16202
 
Poster of Apna Ghar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Prem Nath, Shayama
Duration : 04:25   Song Number : 16202   
Karaoke Songs of Shayama, Sad Songs of Shayama, Love Songs of Shayama, Dance Songs of Shayama, Hip-hop songs of Shayama, Best songs of Shayama, Super hit songs of Shayama, hit songs of Shayama, duet songs of Shayama, solo songs of Shayama, old songs of Shayama, famous songs of Shayama, Hindi Karaoke Songs of Shayama, Hindi Sad Songs of Shayama, Hindi Love Songs of Shayama, Hindi Dance Songs of Shayama, Hindi Hip-hop songs of Shayama, best Hindi songs of Shayama, super hit Hindi songs of Shayama, hit Hindi songs of Shayama, duet Hindi songs of Shayama, solo Hindi songs of Shayama, old Hindi songs of Shayama, famous Hindi songs of Shayama, Sing Along Songs of Shayama, Sing Along Sad Songs of Shayama, Sing Along Love Songs of Shayama, Sing Along Dance Songs of Shayama, Sing Along Hip-hop songs of Shayama, Sing Along Best songs of Shayama, Sing Along Super hit songs of Shayama, Sing Along hit songs of Shayama, Sing Along duet songs of Shayama, Sing Along solo songs of Shayama, Sing Along old songs of Shayama, Sing Along famous songs of Shayama