Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShakila
HomeShakila
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


nahin tujhko khabar teri pehli nazar mere dil mein utar gayi haaye aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le tere pyaar ka gulshan mehke bulbul ki tarah dil chehke tu jaaye jidhar main aaun udhar aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le karti hoon ishaare chhupke chhup chhupke kuchh sun le chhupke chhupke ho tujhpe agar ulfat ka asar to aa aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le zaalim tere ishq mein padke seene mein tamanna dhadke o jaanejigar manzoor na kar tu aa aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le
aye sabah unse keh zara kyun humein bekaraar kar diya aye sabah unse keh zara kyun humein bekaraar kar diya dil humaara jaan se pyaara jaao ji tum pe ye nisaar kar diya dil humaara jaan se pyaara jaao ji tum pe ye nisaar kar diya aye sabah unse keh zara kyun humein bekaraar kar diya zindagi tum nahin to zindagi nahin chandni tum nahin to chandni nahin zindagi tum nahin to zindagi nahin chandni tum nahin to chandni nahin sab nazaare ye pukaaren tum ne hi bahaar ko bahaar kar diya aye sabah unse keh zara kyun humein bekaraar kar diya keh zara sanam humko tumse pyaar hai keh diya sanam humko tumse pyaar hai keh zara sanam dil se dil nisaar hai keh diya sanam dil se dil nisaar hai paas aa ke muskura ke tumne dil par nazar ka waar kar diya aye sabah unse keh zara kyun humein bekaraar kar diya dil humaara jaan se pyaara jaao ji tum pe ye nisaar kar diya aye sabah unse keh zara kyun humein bekaraar kar diya aye sabah
daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai yun hi raahon mein khade hain tera kya lete hain dekh lete hain jalan dil ki bujha lete hain yun hi raahon mein khade hain tera kya lete hain dekh lete hain jalan dil ki bujha lete hain aaye hain door se ham tere milne ko sanam chekunam chekunam chekunam daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai jaan jalti hai nazar aise churaya na karo hum garibon ke dukhe dil ko dukhaya na karo jaan jalti hai nazar aise churaya na karo hum garibon ke dukhe dil ko dukhaya na karo aaye the door se ham tere milne ko sanam chekunam chekunam chekunam daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai hum qareeb aate hain tum aur juda hote ho lo chale jaate hain kaahe ko khafa hote ho hum qareeb aate hain tum aur juda hote ho lo
din albele pyaar ka mausam chanchal mann mein toofan aise mein kar loon pyaar ho aise mein kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar ye gagan ke tale do sitaare hilmil chalen do sitaare hilmil chalen tere pyaar ka diyaa mere dil mein hardam jale mere dil mein hardam jale ye jhoomti raahen ghoomti dharti badle rang hazaar main kaise kar loon pyaar din albele pyaar ka mausam chanchal mann mein toofan aise mein kar loon pyaar ho aise mein kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar ye milan mad bhara ye nazaare jhilmil karen ye nazarein jhilmil karen mere dil mein piyaa ye baharein rangat bhare ye baharein rangat bhare sapne chura kar dekh le kaliyan dhadke jiya har baar main kaise kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar
humse na puchho hum kahaan chale humse na puchho hum kahaan chale ye dil jahaan le chala wahaan chale nazaare peechhe peechhe bahaaren peechhe peechhe deewanon ka jidhar kaarwaan chale humse na puchho hum kahaan chale duniya hai sheher armaanon ka bikhre bikhre afsaanon ka duniya hai sheher armaanon ka bikhre bikhre afsaanon ka fasane se sunaate chale hain hum gaate ke jaise nagmon ka kaarwaan chale humse na puchho hum kahaan chale sapnon ka chaman hai rang liye dharti hai gagan ko sang liye sapnon ka chaman hai rang liye dharti hai gagan ko sang liye daali pe kali jhule dhanak jaise phoole kadam tale jaise aasmaan chale humse na puchho hum kahaan chale humse na puchho hum kahaan chale oooo oooo ooo oooo ooooo naiyaa pe chale jab haule se paani mein dehek gaye shole se oooo naiyaa pe chale jab haule se paani mein dehek gaye shole se oooo oooo naiyaa pe chale jab haule se paani mein dehek gaye shole se nazar ko milaaye jo hum lehraaye to lehron ne puchha kaho kahaan
jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar ye nazar chheen kar le gayi karaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar hum hain azaad panchhi fizaaon ke haath na aa sake hum hawaaon ke waade karte nahin hum wafaaon ke phir bhi kyun jaanun dil tum pe hai nisaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar main tere husn ke geet gaaunga ishq ki aarzu lab pe laaunga main tujhe dhadkanon mein basaaunga ek hai dil jismein hain hasraten hazaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar meri har saans mein tera pyaar hai meri har saans mein tera pyaar hai tu mere baag e dil ki bahaar hai tu mere baag e dil ki bahaar hai tu meri zindagi ka singaar hai o sanam tu mere dil ki hai pukaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar tum humein hum tumhein dekhte rahe tum humein hum tumhein dekhte rahe haal e dil ho yaa lab na kuchh kahen
hooooo kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hooooo chunun phool hazaar karun tujh pe nisaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila aankhon mein khushi naache honthon pe hansi gaaye keh do ghum e duniya se chup ke se guzar jaaye suno dil ki pukaar kahe dil baar baar mujhe pyaar mila ho dildaar mila ohhh aaaa chunun phool hazaar karun tujh pe nisaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila ye mast faza dil ko deewaana banaati hai ye mast faza dil ko deewaana banaati hai ek shokh nazar teri sau bhed bataati hai tumhi mera karaar tumhi mera nikhar mujhe pyaar mila ho dildaar mila aaaaa kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hayyyy bedard zamaane ko hum pyaar sikha denge dil kho hi chuke pehle ab jaan bhi ganwa denge ye hai aisa khumaar nahin jiska utaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hooooo kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hoooooo
kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane chandani kyun sataane lagi hai kyun hansi lab pe aane lagi hai chandani kyun sataane lagi hai kyun hansi lab pe aane lagi hai kyun nazar hai jhuki saans kyun hai ruki kyun nazar hai jhuki saans kyun hai ruki chaal kyun dagmagaane lagi hai dil mein chupke chupke chupke se kisne chhede ye rangin taraane kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane hai hawa mein asar raagini ka dil dhadakta hai shayad kisi ka hai hawa mein asar raagini ka dil dhadakta hai shayad kisi ka wo nashili nazar jaag uthi hai idhar wo nashili nazar jaag uthi hai idhar chha gaya kyun sama bekhudi ka kuchh sanwar ke aa aaaaa kuchh bikhar ke aa jaane zulfen kahe sab fasaane aannn kaun jaane hnnnnn har ba haannnnnnn kyun mere dil laga muskuraane hnnnnnn kaun jaane aisa lagta hai jaise ye raatein jaanti hain sabhi meri baatein aisa lagta hai jaise ye raatein jaanti
mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jahaan ye masti nazar mein chhaayi deta kuchh nahin sujhaayi jahaan ye masti nazar mein chhaayi deta kuchh nahin sujhaayi takra ke nain milta hai chain murakh kyun rota hai takra ke nain milta hai chain murakh kyun rota hai murakh kyun rota hai mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo mohabbat kya hai suno ji humse sab kuchh hai isi ke dum se mohabbat kya hai suno ji humse sab kuchh hai isi
raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai hmm mm mm haa aa aa hoo oo oo tum hamesha muskuraate hi rahe ho zindagi ke naaz uthaate hi rahe ho oo oo o aaj wo jalwa kahaan ruposh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai aa aa aa ho oo oo oo aa aa aa la lalalalala la aa aa saaze dil par chhed do koi taraana jisko sun kar jhoom uthe saara zamaana oo oo o hum bhi dekhen kisko kitna hosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai
aaaa haaa haaa haaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata le kar machale huye iss dil mein armaan hazaaron hain machale huye iss dil mein armaan hazaaron hain betaab nighaahon mein toofan hazaaron hain betaab nighaahon mein toofan hazaaron hain tujhse naa bichhadne ki tujhse naa bichhadne ki iss dil ne kasam khaayi zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata le kar aati ho to aankhon mein bijli si chamakati hai aati ho to aankhon mein bijli si chamakati hai shayad ye muhabbat hai aankhon se chhalakti hai shayad ye muhabbat hai aankhon se chhalakti hai chhodun naa tera daaman chhodun naa tara daaman main hoon tera saudaayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Dil Se Dil Mila (Nahin Tujhko Khabar) Hatimtai (1956) 03:42 39834
 
Poster of Hatimtai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Shakila
Duration : 03:42   Song Number : 39834   

Aye Saba Unse Keh Zara Alibaba Aur 40 Chor (1954) 03:04 38682
 
Poster of Alibaba Aur 40 Chor (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
S N Tripathi, Chitragupt
On Screen Actors- 
Shakila
Duration : 03:04   Song Number : 38682   

Daga Daga Vai Vai Vai Kali Topi Lal Rumal (1959) 03:35 38025
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Shakila, Kumkum
Duration : 03:35   Song Number : 38025   

Din Albele Pyaar Ka Mausam Begunah (1957) 03:25 36590
 
Poster of Begunah (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Shakila
Duration : 03:25   Song Number : 36590   

Humse Na Puchho China Town (1962) 03:30 12171
 
Poster of China Town (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Shakila
Duration : 03:30   Song Number : 12171   

Jhoomti Hai Nazar Hatimtai (1956) 03:57 40346
 
Poster of Hatimtai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Paidi Jairaj, Shakila
Duration : 03:57   Song Number : 40346   

Kaho Aake Bahar 40 Days (1959) 03:42 15030
 
Poster of 40 Days (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Shakila, Prem Nath
Duration : 03:42   Song Number : 15030   

Kaun Jaane Har Bahaane Do Bhai (1961) 04:06 39020
 
Poster of Do Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Datta Naik
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Anil Kumar, Shakila
Duration : 04:06   Song Number : 39020   

Mohabbat Kar Lo Aar Paar (1954) 04:11 32053
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Shakila
Duration : 04:11   Song Number : 32053   

Raat Chup Hai Chaandni Ustadon Ke Ustad (1963) 03:03 39884
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Shakila
Duration : 03:03   Song Number : 39884   

Zulfon Ki Ghata Le kar Reshmi Roomal (1961) 03:27 14079
 
Poster of Reshmi Roomal (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
Babul
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Shakila
Duration : 03:27   Song Number : 14079   
Karaoke Songs of Shakila, Sad Songs of Shakila, Love Songs of Shakila, Dance Songs of Shakila, Hip-hop songs of Shakila, Best songs of Shakila, Super hit songs of Shakila, hit songs of Shakila, duet songs of Shakila, solo songs of Shakila, old songs of Shakila, famous songs of Shakila, Hindi Karaoke Songs of Shakila, Hindi Sad Songs of Shakila, Hindi Love Songs of Shakila, Hindi Dance Songs of Shakila, Hindi Hip-hop songs of Shakila, best Hindi songs of Shakila, super hit Hindi songs of Shakila, hit Hindi songs of Shakila, duet Hindi songs of Shakila, solo Hindi songs of Shakila, old Hindi songs of Shakila, famous Hindi songs of Shakila, Sing Along Songs of Shakila, Sing Along Sad Songs of Shakila, Sing Along Love Songs of Shakila, Sing Along Dance Songs of Shakila, Sing Along Hip-hop songs of Shakila, Sing Along Best songs of Shakila, Sing Along Super hit songs of Shakila, Sing Along hit songs of Shakila, Sing Along duet songs of Shakila, Sing Along solo songs of Shakila, Sing Along old songs of Shakila, Sing Along famous songs of Shakila