Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNalini Jayvant
HomeNalini Jayvant
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa ke ab aata nahin dil ko qaraar aa ke ab aata nahin dil ko qaraar raah takte thak gaya hai intezaar aa ke ab aata nahin dil ko qaraar kiss kadar bechain hai duniyaa meri kiss kadar bechain hai duniyaa meri dil ki har dhadkan mein hai aahat teri aarzooen ho rahi hain beqaraar aa ke ab aata nahin dil ko qaraar dil sadaayen de raha hai tu kahaan dil sadaayen de raha hai tu kahaan muntzir hai chaand taare aasmaan ye hawaayen ye fazaayen ye bahaar aa ke ab aata nahin dil ko qaraar saath tere woh haseen raaten gayin saath tere woh haseen raaten gayin pyaar ki rangeen mulaqaaten gayin reh gaya hai dard dil ki yaadgaar aa ke ab aata nahin dil ko qaraar aa ke ab aata nahin dil ko qaraar raah takte thak gaya hai intezaar aa ke ab aata nahin dil ko qaraar
aaaa aaaaa aaaa aaaa aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan tum abhi the yahaan tum abhi the yahaan aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan abhi sanson ki khushbu hawaon mein hai abhi kadmon ki aahat fizaaon mein hai abhi sanson ki khushbu hawaaon mein hai abhi kadmon ki aahat fizaaon mein hai abhi shakhon mein hai ungliyon ke nishan tum abhi the yahaan tum abhi the yahaan aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan tum juda ho ke bhi meri raahon mein ho garm ashkon mein ho sard aahon mein ho tum juda ho ke bhi meri raahon mein ho garm ashkon mein ho sard aahon mein ho chandni mein jhalakti hai parchhaiyaan tum abhi the yahaan tum abhi the yahaan aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan
ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi naa main jaanun aarti bandan naa pooja ki reet hai anjaani daras deewani meri paagal preet liye ri maine do nainon ke deepak liye sanjoy ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi aasha ke phoolon ki maala saanson ke sangeet inn par phooli chali rijhaane apne mann kaa meet liye ri maine nain dor mein sapne liye piroy ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi
beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan zaalma maan bhi jaa sun dard mera bedardi sanam daman na chhuda tujhe meri kasam dil le ke taalna na beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan zaalma maan bhi jaa bas ek nazar more saiyaan haule se pakad mori baiyaan tune mujhpe kiya hai jaadu mohe dil pe raha na kabu kar itna na majboor sajna itna na majboor kyun milkar bhi hai door balma milkar bhi hai door sun dard mera bedardi sanam daman na chhuda tujhe meri kasam dil le ke taalna na beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan zaalma maan bhi jaa dil dena tu kya jaane zara dekh idhar deewane kuchh yun hi nahin behke hum betaab hai khud bhi mausam hai bheegi bheegi raat sajna bheegi bheegi raat aa sun ja dil ki baat balma sun ja dil ki baat sun dard mera bedardi sanam daman na chhuda tujhe meri kasam dil le ke taalna na beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan
chaand madham hai aasmaan chup hai neend ki god mein jahaan chup hai chaand madham hai aasmaan chup hai door waadi mein dhudhiyaa badal jhuk ke parbat ko pyaar karte hain dil mein naaqam hasraten le kar hum tera intezaar karte hain chaand madham hai aasmaan chup hai inn bahaaron ke saaye mein aa jaa inn bahaaron ke saaye mein aa jaa phir muhabbat jawaan rahe naa rahe zindagi tere naamuraadon par kal talak meharbaan rahe naa rahe chaand madham hai aasmaan chup hai roz ki tarah aaj bhi taare subah ki gard mein naa kho jaayen aa tere ghum mein jaagti aankhen kam se kam ek raat so jaayen chaand madham hai aasmaan chup hai
chal diya dil mera tod ke yun akela mujhe chhod ke yaad rakhna magar bewafa tujhko bhulega na dil mera poochhti hai tamanna meri kyun basaayi thi duniyaa meri kyun banaya tha wo aashiyaan aaj uthta hai jiss se dhuaan dil na samjhe ye teri adaa dil na samjhe ye teri adaa yaad rakhna magar bewafa tujhko bhulega na dil mera sochta hai ye dil kya hua raat par din ka dhokha hua phool le kar ye kaante jeeye kyun sitamgar sitam ye kiye chaahe mujhko tu jitna bhula chaahe mujhko tu jitna bhula yaad rakhna magar bewafa tujhko bhulega na dil mera chal diya dil mera tod ke yun akela mujhe chhod ke yaad rakhna magar bewafa tujhko bhulega na dil mera chal diya dil mera tod ke tod ke
jiyaa jaayeeeee piyaa aa jaa jiyaa jaayeeeee piyaa aa jaa jiyaa jaayeeeee piyaa aa jaa dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana pyaar ke do bolon ke badle dushman hua zamaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana umeed ne thokar khaayi hai dil de ke judaayi paayi hai tera ghum hai meri tanhaayi hai pehle se naa tha ye jaanaaaaaaa pehle se naa tha ye jaana ke dil ka aana hai jee se jaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana pyaar ke do bolon ke badle dushman hua zamaana haaye re haaye dushman hua zamaana aankhon mein jo aansun aayenge tasveer teri dikhlaayenge hum tham ke dil reh jaayenge pehle se naa tha ye jaana pehle se naa tha ye jaana ke dil ka aana hai jee se jaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana pyaar ke do bolon ke badle dushman hua zamaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane
dil ki umangen hain jawaan rang mein dooba hai sama dil ki umangen hain jawaan rang mein dooba hai sama maine tumhen jeet liya haar ke donon jahaan dil ki umangen hain jawaan aap bhi gaiye na dil ki umangen hain jawaan gaiye na kya mushkil hai sargam bataun pa ma pa dha pa ga sa pa dil ki umangen hain jawaan gaiye dil ki umangen hain jawaan bahut achchhe rang mein dooba hai sama waah waah waah dil ki umangen hain jawaan rang mein dooba hai sama maine tumhen jeet liya haar ke donon jahaan aaaa dil ki umangen hain jawaan aa ha ha ha ha ha ha gaaiye gaaiye gaaiye o ho ho ho ho ho ho aaa haa aaa haa haa ho ho ho ho kya kahane ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho sadiyon purani ye zameen hai aaj itni haseen sadiyon purani ye zameen sadiyon purani zameen hai aaj kitni haseen aata nahin hai yakeen hota nahin hai bayaan dil ki umangen hain jawaan aap bhi gaaiye dil ki umangen hain jawaan rang mein dooba hai sama jiyo jiyo maine tumhen jeet liya aa ha maine tumhen jeet liya
aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai nagmen juda juda hai magar saaz ek hai do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai rangeen har adaa hai bechain har nazar hai rangeen har adaa hai bechain har nazar hai ik dard sa idhar hai ik dard sa udhar hai donon ki beqaraari ka andaaz ek hai donon ki beqaraari ka andaaz ek hai nagmen juda juda hai magar saaz ek hai do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai tadpaaiye naa humko sharmaaiye naa humse tadpaaiye naa humko sharmaaiye naa humse donon ki zindagi hai ek dusre ke dam se hum do kahaaniyaa hai magar raaz ek hai hum do kahaaniyaa hai magar raaz ek hai nagmen juda juda hai magar saaz ek hai do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa
hoo duniya ye kehti hai duniya ye kehti hai meri kismat mein likhi wo jo peechhe baithi hai wo jo peechhe baithi hai hahahaha haha ho ho mera dil ye kehta hai mera dil ye kehta hai din ko sapne dekhe wo jo aage baitha hai wo jo aage baitha hai hahahaha lala haha ye sapna nahin zalim hoo ye sapna nahin zalim sachi sachi pyaar ho gaya tu keh de mujhe balam hoo tu keh de mujhe baalam hahahaha hahi haho jab humko na paoge jab humko na paoge chhip chhip ke pagle tum ashq bahaoge tum ashq bahaoge hahahaha lala haha ab dil mein thaani hai ab dil mein thaani hai o yaa tujhe paana hai yaa jaan gawani hai yaa jaan gawani hai hahahaha haha haha main shor macha dungi main shor macha dungi chup na raha jo tu main qaid kara dungi main qaid kara dungi hahahaha lala aaha keh do is kaafir ko keh do is kaafir ko gori gori baahon mein kar qaid musafir ko kar qaid musafir ko aahahaha hoho haha tu rok khatare ko tu rok khatare ko thokar marungi main tere sahare ko main tere sahare ko
Ek Nazar Bas Ek Nazar
gagan jhanjhana raha pawan sansanaa raha gagan jhanjhana raha pawan sansanaa raha lehar lehar pe aaj hai toofan o naiyya waale hooooo saavdhaan gagan jhanjhana raha pawan sansanaa raha lehar lehar pe aaj hai toofan o naiyya waale hooooo saavdhaan saavdhaan hey brahma hey vishnu hey shankar sarv shaktimaan hey brahma hey vishnu hey shankar sarv shaktimaan raksha karo raksha karo hey dayanidhaan meri pat raakho bhagwaan meri pat raakho bhagwaan himmat naa haar prabhu ko pukaar himmat naa haar prabhu ko pukaar wohi teri naiyaa lagaayega paar wohi teri naiyaa lagaayega paar tanik bhi tilmilaana naa zara bhi dil hilaana naa hazaar haath waala hai bhagwaan o naiyya waale hooooo saavdhaan saavdhaan hey govinda hey mukunda sankat mein aaj mere praan hey govinda hey mukunda sankat mein aaj mere praan raksha karo raksha karo hey dayanidhaan meri pat raakho bhagwaan meri pat raakho bhagwaan hey bhagwaaaaaan hey bhagwaaaaaan hey bhagwaaaaaan hey bhagwaaaaaan
ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa nainon mein wo hain aise nainon mein wo hain aise saawan mein rimjhim jaise rimjhim rimjhim nainon mein wo hain aise aankhon aankhon mein samajho kaun mera meet hai aankhon aankhon mein samajho kaun mera meet hai ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa jab tak balam na bole jab tak balam na bole aake na ghunghat khole balamaa more aake na ghunghat khole preet ki kaliyaan chhupaa rakhane ki reet hai preet ki kaliyaan chhupaa rakhane ki reet hai ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa
hmmm hmmm hmmmm aaaaa aaaa aaa aaa aaa aaa aaaaaa aaaaaaaaaa hmmm hmmmm hmmm ghayal hiraniya main ban ban dolun ghayal hiraniya main ban ban dolun kiska laga baan kiska laga baan mukh se na bolun ghayal hiraniya mud ke jo dekhun to bachpan bulaaye bulaaye eeeee mud ke jo dekhun to bachpan bulaaye palkon mein lekin koi muskuraaye jee ko dukhaun ke pee sang ho loon ghayal hiraniya main ban ban dolun aa aa aa aa ho ho ho ho mm mm mm mm la la la laa pa pa ni pa pa sa pa pa re ma dha pa sa dha re ma pa sa sa sa sa sa ga re sa ga re sa ga re ma ga re sa ni dha pa ma ga ga re sa ni dha pa ma ga re ma dha ni sa ga re sa aaaa aaaa jab se ye naina balam sang laage ye naina balam sang laage jab se ye naina balam sang laage dukh sukh mere man mein ik sang jaage pal mein hansun pal mein naina bhigo loon ghayal hiraniya main ban ban dolun kiska laga baan kiska laga baan mukh se na bolun ghayal hiraniya gha gha gha gha gha gha gha gha gha gha gha gha gha ghayal hiraniya ban ban
hmmmm hmmm hmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmmmm hmmm aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa haaye jiya roye roye haaye jiya roye roye piyaa naahin aaye aaye haaye jiya roye roye haaye jiya roye ik main hi jaagun hooo oooo oooooo ik main hi jaagun saara jag soye haaye jiya roye roye haaye jiya roye tumne to dekha hoga aye chaand taaron tumne to dekha hoga aye chaand taaron kit gaye more saiyaan tum hi pukaaro hoooo oooooo ooooo tum hi pukaaro jaao unkoo itna bataaao haaye jiya roye roye haaye jiya roye kab tak jiyen koi birhaa ki maari kab tak jiyen koi birhaa ki maari chanda teri chaandani mohe laage andhiyaari hoooo oooooo oooooo laage andhiyaari aaooo saiyaan ab to aa jaaaaao haaye jiya roye roye haaye jiya roye roye piyaa naahin aaye aaye haaye jiya roye roye haaye jiya roye
itni badi duniya jahaan itna bada mela magar main hahahaha kitna akela kitna akela itni badi duniya jahaan itna bada mela magar main hahahaha kitna akela kitna akela aye dil ghadi bhar to mil ke karen baatein aye dil ghadi bhar to mil ke karen baatein katati nahin aise tanha meri raatein sabko mila saathi jabhi aayi milan bela magar main hahahaha kitna akela kitna akela guzre dilon ka hai dhundhla nishan baaki guzre dilon ka hai dhundhla nishan baaki dil to bujha kabse ab hai dhuan baaki dukhte huye dil pe bhala kya kya nahin jhela magar main hahahaha kitna akela kitna akela itni badi duniya jahaan itna bada mela magar main kitna akela kitna akela
jab jab phool khileeeee jab jab phool khile tujhe yaad kiya humneeee jab jab phool khile dekh akela humen dekh akela humen humen gher liya ghum ne jab jab phool khile mann ko maine laakh manaaya par ab to hai wo bhi paraaya mann ko maine laakh manaaya par ab to hai wo bhi paraaya zakhm kiye naasoor zakhm kiye naasoor teri yaad ke marham ne jab jab phool khile milne ke hain laakh bahaane lekin mann ka meet naa maane milne ke hain laakh bahaane lekin mann ka meet naa maane dil toda har baar dil toda har baar mere bhole humdam neeee jab jab phool khile dekh akela humen humen gher liya ghum ne jab jab phool khile pathar dil taqdeer mili hai pairon mein zanjeer mili hai pathar dil taqdeer mili hai pairon mein zanjeer mili hai raaz mere dil keeee raaz mere dil ke kahe ro ke shabnam ne jab jab phool khile jab jab phool khile tujhe yaad kiya humneeee jab jab phool khile
aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aaa aa aa jeevan ke safar mein raahi milte hain bichhad jaane ko aur de jaate hain yaadein tanhayi mein tadpaane ko ro ro ke inhi raahon mein khona pada ik apne ko oooo ro ro ke inhi raahon mein khona pada ik apne ko hans hans ke inhi raahon mein apnaya tha begaane ko jeevan ke safar mein raahi milte hain bichhad jaane ko aur de jaate hain yaadein tanhayi mein tadpaane ko tum apni nayi duniya mein kho jaao paraaye ban kar aaa aaa aaaaa tum apni nayi duniya mein kho jaao paraaye ban kar jee paaye to hum jee lenge marne ki saza paane ko jeevan ke safar mein raahi milte hain bichhad jaane ko aur de jaate hain yaadein tanhayi mein tadpaane ko
jeevan sapnaaaaa toot gayaaa toot gayaaaaa toot gaya jeevan sapna toot gaya toot gaya toot gaya jeevan sapna toot gaya ek musaafir aaya aa ke dil ki duniyaa loot gaya dil ki duniyaa loot gaya jeevan sapna toot gaya mann nagari meri sooni padi thi aasha ke daware pe kab se khadi thi mann nagari meri sooni padi thi aasha ke daware pe kab se khadi thi haath mein pee ka aanchal sajni haath mein pee ka aanchal sajni aate aate chhoot gaya jeevan sapna toot gaya toot gaya toot gaya jeevan sapna toot gaya
dekho ji mera jiya churaaye liye jaaye dekho ji mera jiya churaaye liye jaaye jiya churaaye liye jaaye dekho ji mera jiya churaaye liye jaaye naam na jaanu dhaam na jaanu naam na jaanu dhaam na jaanu kya hoga anjaam na jaanu man panchhi ghabraaye ae rii mora jiya churaaye liye jaaye dekho ji mera jiya churaaye liye jaaye nain kahen hum ne dhan paaya mann kose mohe kiyaa paraayaa nain kahen hum ne dhan paaya mann kose mohe kiyaa paraayaa preet thumak muskaaye ae rii mora jiya churaaye liye jaaye jiya churaaye liye jaaye dekho ji mera jiya churaaye liye jaaye rasiyaa saadhu kar gaya jaadu rasiyaa saadhu kar gaya jaadu na tan pe na mann pe kabu dhooni ramaa ke bharmaaye ae rii mora jiya churaaye liye jaaye dekho ji mera jiya churaaye liye jaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ke Ab Aata Nahi Mehbooba (1954) 03:29 16441
 
Poster of Mehbooba (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Tanveer Naqvi
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:29   Song Number : 16441   

Aankh Khulte Hi Tum Munimji (1955) 02:45 38199
 
Poster of Munimji (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nalini Jayvant
Duration : 02:45   Song Number : 38199   

Ae Ri Main To Prem Nau bahar (1952) 02:19 13838
 
Poster of Nau bahar (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Satyendra Athaiya
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant, Ashok Kumar
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 02:19   Song Number : 13838   

Beimaan Baalma Ham Sab Chor Hain (1956) 02:46 38132
 
Poster of Ham Sab Chor Hain (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant, Shammi Kapoor
Duration : 02:46   Song Number : 38132   

Chaand Madham Hai Railway Platform (1955) 03:19 15656
 
Poster of Railway Platform (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:19   Song Number : 15656   

Chal Diya Dil Mera Fifty Fifty (1956) 03:14 13246
 
Poster of Fifty Fifty (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:14   Song Number : 13246   

Dil Ka Dard Na Jane Naujawan (1951) 04:12 13840
 
Poster of Naujawan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 04:12   Song Number : 13840   

Dil Ki Umangen Hai Munimji (1955) 05:52 37905
 
Poster of Munimji (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nalini Jayvant
Duration : 05:52   Song Number : 37905   

Do Dil Dhadak Rahe Hain Insaaf (1956) 03:27 15719
 
Poster of Insaaf (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kamal Kapoor, Nalini Jayvant
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:27   Song Number : 15719   

Duniya Ye Kehti Hai Miss Bombay (1957) 03:33 37687
 
Poster of Miss Bombay (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
Ajeet, Nalini Jayvant
Duration : 03:33   Song Number : 37687   

Ek Nazar Bas Ek Nazar Munimji (1955) 04:02 39198
 
Poster of Munimji (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 04:02   Song Number : 39198   

Gagan Jhanjhana Raha Nastik (1954) 03:17 13837
 
Poster of Nastik (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:17   Song Number : 13837   

Ghadi Ghadi Puchho Naa Anokha Pyar (1948) 02:24 32493
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 02:24   Song Number : 32493   

Ghayal Hiraniya Munimji (1955) 04:29 39199
 
Poster of Munimji (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 04:29   Song Number : 39199   

Haaye Jiya Roye Roye Milan (1958) 04:38 15625
 
Poster of Milan (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Hans Raj Bahal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 04:38   Song Number : 15625   

Itni Badi Duniya Jahaan Itna Bada Mela Toofan Mein Pyaar Kahan (1966) 03:55 37176
 
Poster of Toofan Mein Pyaar Kahan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:55   Song Number : 37176   

Jab Jab Phool Khile Shikast (1953) 03:33 14246
 
Poster of Shikast (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nalini Jayvant
Duration : 03:33   Song Number : 14246   

Jeevan Ke Safar (Female) Munimji (1955) 02:42 32487
 
Poster of Munimji (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 02:42   Song Number : 32487   

Jeevan Sapna (Female) Anokha Pyar (1948) 02:56 12706
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Ziya Sarhadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 02:56   Song Number : 12706   

Jiya Churaaye Liye Jaaye Nau Bahar (1952) 03:17 32122
 
Poster of Nau Bahar (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:17   Song Number : 32122   
Karaoke Songs of Nalini Jayvant, Sad Songs of Nalini Jayvant, Love Songs of Nalini Jayvant, Dance Songs of Nalini Jayvant, Hip-hop songs of Nalini Jayvant, Best songs of Nalini Jayvant, Super hit songs of Nalini Jayvant, hit songs of Nalini Jayvant, duet songs of Nalini Jayvant, solo songs of Nalini Jayvant, old songs of Nalini Jayvant, famous songs of Nalini Jayvant, Hindi Karaoke Songs of Nalini Jayvant, Hindi Sad Songs of Nalini Jayvant, Hindi Love Songs of Nalini Jayvant, Hindi Dance Songs of Nalini Jayvant, Hindi Hip-hop songs of Nalini Jayvant, best Hindi songs of Nalini Jayvant, super hit Hindi songs of Nalini Jayvant, hit Hindi songs of Nalini Jayvant, duet Hindi songs of Nalini Jayvant, solo Hindi songs of Nalini Jayvant, old Hindi songs of Nalini Jayvant, famous Hindi songs of Nalini Jayvant, Sing Along Songs of Nalini Jayvant, Sing Along Sad Songs of Nalini Jayvant, Sing Along Love Songs of Nalini Jayvant, Sing Along Dance Songs of Nalini Jayvant, Sing Along Hip-hop songs of Nalini Jayvant, Sing Along Best songs of Nalini Jayvant, Sing Along Super hit songs of Nalini Jayvant, Sing Along hit songs of Nalini Jayvant, Sing Along duet songs of Nalini Jayvant, Sing Along solo songs of Nalini Jayvant, Sing Along old songs of Nalini Jayvant, Sing Along famous songs of Nalini Jayvant