Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKajol
HomeKajol
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa khel khelein hum ek khel khelein hum khel khelein hum ek khel khelein hum jo main kahun tum wahi karna karne se kuchh bhi nahin darna jo main kahun tum wahi karna karne se kuchh bhi nahin darna kya hai tumhein manzoor manzoor manzoor hai sanam aa khel khelein hum ek khel khelein hum khel khelein hum ek khel khelein hum jo main kahun tum wahi karna karne se kuchh bhi nahin darna jo main kahun tum wahi karna karne se kuchh bhi nahin darna kya hai tumhein manzoor manzoor manzoor hai sanam aa khel khelein hum ek khel khelein hum aa mere paas aa chal yahaan baith jaa kar le aankhen band aa mere paas aa chal yahaan baith jaa kar le aankhen band khel khel mein ye badmaashi humko nahin pasand aisi tanhaayi milegi kahaan koi nahin hai dekho yahaan chhodo mera haath zid na karo baitho yahaan sirf baaten karo chhodo mera haath zid na karo baitho yahaan sirf baaten karo kya hai tumhein manzoor manzoor manzoor hai sanam aa khel khelein hum ek khel khelein hum khel khelein
aaj hai sagaai sun ladki ke bhaai aaj hai sagaai sun ladki ke bhaai zara naach ke humko dikha aaj hai sagaai sun ladki ke bhaai zara naach ke humko dikha kudi ki taraah na sharma kudi ki taraah na sharma haai tu meri gall maan ja tu meri gall maan ja sab ko nachaaun nach nach ke dikhaaun aa mujhko gale se laga sab ko nachaaun nach nach ke dikhaaun aa mujhko gale se laga munde se zara aankh lada munde se zara aankh lada hoye tu meri gall maan ja haai tu meri gall maan ja o soniye sar pe sajaa ke sehra baaraat leke aaun dulhan tujhe banaa ke doli mein le ke jaaun bholi samajh ke mujhpe na daal aise daane shaadi nahin karoongi jaa maan ja deewane sun albeli meri tanhaa akeli ab katti nahin ratiyaan jaare har jaayi chal chhod kalaai sab dekhati hain sakhiyaan tu meri gall maan jaa tu meri gall maan jaa haay tu meri gall maan ja haai tu meri gall maan ja o maanja kehti hain meri sakhiyaan dil mein hai chor tere kyun haath dhoke aise pichhe pada hai mere sakhiyon se apne
sa ni sa ni sa ga re sa ni sa ni sa ga re sa ni sa ni sa ga ga ma ma re re re re re re pa ma re re re re re ma ga re re ni ni ni dha ni sa sa ni sa ni sa ga re sa ni sa ni sa ga re sa ni sa ni sa ga ga ma ma re re re re re re pa ma re re re re re ma ga re re re ni ni dha ni sa aankhon mein neenden neendon mein sapne sapnon mein baaten teri meri baaton mein shokhi shokhi mein waade waade saugate teri meri ab naa tootenge waade kabhi aur naa tootengiiii jo kasam khaayen hum aankhon se pyaar ki hoti zara chaahat sadaa hi sarphiri aankhon se ho aankhon pe ye jaadugari hoti zara chaahat sadaa hi sarphiri aankhon se ho aankhon pe ye jaadugari sa ni sa ni sa ga re sa ni sa ni sa ga re sa ni sa ni sa ga ga ma ma re re re re re re pa ma re re re re re ma ga re re re re ni dha ni sa baatun naa kisi se saaya bhi tera kaajal jahaan wahaan tera basera hooo aaye jaaye sooraj chaahe jahaan mein tere bina mera ho na savera hoo tere kaandhe pe hi lage jannat jaisi koi jagah ab naa
aawaara bhanware jo haule haule gaayen phoolon ke tan pe hawayen sarsaraayen aawaara bhanware jo haule haule gaayen phoolon ke tan pe hawayen sarsaraayen aawaara bhanware jo haule haule gaayen phoolon ke tan pe hawayen sarsaraayen koyal ki koohu koohu papihe ki peehu peehu jungle mein jheengar ki chhaayen jhaayen nadiya mein lehren aayen bal khaayen chhalki jaayen bheege honthon se wo gungunaaye gaata hai sahil gaata hai behta paani gaata hai ye dil sun sa re ga ma pa dha ni sa re aawaara bhanware jo haule haule gaayen haan phoolon ke tan pe hawayen sarsaraayen raat jo aaye to sannaata chhaaye to tik tik kare ghadi suno door kahin guzre rail kisi pull se goonje dhada dhadi suno sangeet hai ye sangeet hai sangeet hai ye sangeet hai mann ka sangeet suno baahon mein leke bachcha maa jab gaaye lori gaaye mamta ka geet suno aawaara bhanware jo haule haule gaayen phoolon ke tan pe hawayen sarsaraayen bheege parinde jo khud ko sukhaane ko parr phad phadaate hain suno
aawaaz do humko aawaaz do humko hum kho gaye kab neend se jaage kab so gaye marr jaayenge hum agar door tumse ho gaye aawaaz do humko hum kho gaye kab neend se jaage kab so gaye marr jaayenge hum agar door tumse ho gaye aawaaz do humko hum kho gaye tumse nigaahein chaar karne lage hum zindagi se pyaar karne lage darte na thei maut se ab magar darne lage aawaaz do humko hum kho gaye kab neend se jaage kab so gaye marr jaayenge hum agar door tumse ho gaye aawaaz do humko hum kho gaye saawan ki iss pehli barsaat mein sab ke khilein sapne ik raat mein kat jaaye na zindagi ek hi mulakaat mein aawaaz do humko hum kho gaye kab neend se jaage kab so gaye marr jaayenge hum agar door tumse ho gaye aawaaz do humko hum kho gaye aaa aa aa aaa aa aa mere saamne rehna jaana nahin tum se hai kuchh kehna jaana nahin mausam kabhi pyaar ka laut kar aana nahin aawaaz do humko hum kho gaye kab neend se jaage kab so gaye marr jaayenge hum agar door tumse ho gaye
ajnabi mujhko itna bata dil mera kyun pareshaan hai dekh ke tujh ko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai kitni bholi hai tu kitni naadan hai dil ki baaton se anjaan hai ajnabi mujhko itna bata dil mera kyun pareshaan hai dekh ke tujh ko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai hoo kitni bholi hai tu kitni naadan hai dil ki baaton se anjaan hai ajnabi mujhko itna bata dil mera kyun pareshaan hai kya sochta hoon main kya chahta hoon hai mushkil tujhe wo batana maine suna hai ke mushkil bada hai dabhi chaahton ko chhupana hey kya sochta hoon main kya chahta hoon hai mushkil tujhe wo batana hooo oooo maine suna hai ke mushkil bada hai dabhi chaahton ko chhupana raaz tere sabhi khol degi abhi inn labon pe jo muskaan hai ajnabi mujhko itna bata dil mera kyun pareshaan hai kaise bataun meri dhadkanon ko banaya hai kisne deewana hooo begaane ko apna kehne lagi main bana mera apna begana haan haan kaise bataun meri dhadkanon ko banaya hai kisne deewana hooo oooo begaane ko
ho mera dil tha akela toone khel aisa khela teri yaad mein jaagun raat bhar baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar ho mera dil tha akela toone khel aisa khela teri yaad mein jaagun raat bhar baazigar main baazigar dilwaalon ka main dilbar baazigar main baazigar dilwaalon ka main dilbar ho dil leke dil diya hai sauda pyar ka kiya hai dil ki baazi jeeta dil haar kar baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar chupke se aankhon ke raste tu mere dil mein samaaya chaahat ka jaadu jagaa ke mujhko diwaana banaaya pehli nazar mein bani hai tu mere sapnon ki raani yaad rakhegi ye duniyaa apni wafaa ki kahaani ho mera chaen churaake meri neenden udaake kho na jaana kisi mod par baazigar main baazigar dilwaalon ka main dilbar baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar ho dil leke dil diya hai sauda pyar ka kiya hai dil ki baazi jeeta dil haar kar baazigar o baazigar baazigar main baazigar dhak dhak dhadakta hai ye dil bolo na kya keh
bole chudiyan bole kangana haai main ho gayi teri sajana tere bin jiyo naiyon lagda main to mar gayinyan hoooo oooooo ooooo aaa aa aa aa aa bole chudiyan bole kangana haai main ho gayi teri sajana bole chudiyan bole kangana haai main ho gayi teri sajana tere bin jiyo naiyon lagda main to mar gayinyan lai jaa lai jaa soniye lai jaa lai jaa dil lai jaa lai jaa hoooo ooooo oooo bole chudiyan bole kangana haai main ho gaya tera sajana tere bin jiyo naiyon lagda main to mar javaan lai jaa lai jaa soniye lai jaa lai jaa dil lai jaa lai jaa hoooo ooooo oooo haaye haaye main mar javaan mar javaan tere bin ab to meri ratein katatin taare gin gin bas tujhko pukara kare meri bindiya ishara kare hoye lashkara lashkara teri bindiya ka lashkara aise chamke jaise chamke chand ke paas sitara ho o o o o o o o meri payal bulaaye tujhe jo ruthe manaaye tujhe o sajanji haan sajanji kuchh socho kuchh samjho meri baat ko bole chudiyan bole kangana haaye main ho gaya tera sajana tere bin
chanda re chanda re kabhi to zameen par aa baithenge baaten karenge chanda re chanda re kabhi to zameen par aa baithenge baaten karenge chanda re chanda re kabhi to zameen par aa baithenge baaten karenge tujh ko aate idhar laaj aaye agar odh ke aajaa tu baadal ghane chanda re chanda re kabhi to zameen par aa baithenge baaten karenge tujh ko aate idhar laaj aaye agar odh ke aajaa tu baadal ghane gulshan gulshan waadi waadi behti hai resham jaisi hawaa gulshan gulshan waadi waadi behti hai resham jaisi hawaa jungle jungle parvat parvat hain neend mein sab ik mere siwaa chanda chanda aajaa sapnon ki neeli nadiyon mein nahaayen aajaa ye taaren chun ke hum haar banaayen inn dhundhali dhundhali raahon mein aa dono hi kho jaayen chanda re chanda re kabhi to zameen par aa baithenge baaten karenge tujh ko aate idhar laaj aaye agar odh ke aajaa tu baadal ghane chanda se poonchenge hum saare sawaal niraale jharne kyun gaate hain panchhi kyun matwaale hoooo kyun hai saawan
chhupaana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata humein tumse mohabbat hai bataana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata humein tumse mohabbat hai bataana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata hey hey hey aha aa aa aa hatheli par tumhara naam likhte hain mitate hain hatheli par tumhara naam likhte hain mitate hain tumhi se pyaar karte hain tumhi se hi kyun chhupaate hain tumhi se hi kyun chhupaate hain zuban pe baat hai lekin sunaana hi nahin aata humein tumse mohabbat hai bataana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata mohabbat kaise karte hain koi to hum ko samjhaaye mohabbat kaise karte hain koi to hum ko samjhaaye kahin aisa na ho ke pyaar bin umr kat jaaye pyaar bin umr kat jaaye tumse milne ka koi bahaana bhi nahin aata humein tumse mohabbat hai bataana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata chori chori chupke chupke tum ko dekha karte hain
chithi naa koi sandes hoooo oooooo chithi naa koi sandes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye chithi naa koi sandes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye chithi naa koi sandes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye jahaan tum chale gaye iss dil pe lagaa ke thes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye ik aah bhari hogi humne naa suni hogi jaate jaate tumne aawaaz to di hogi har waqt yahi hai ghum uss waqt kahaan the hum kahaan tum chale gaye chithi naa koi sandes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye jahaan tum chale gaye iss dil pe lagaa ke thes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye har cheez pe ashqon se likha hai tumhaara naam ye raste ghar galiyaan tumhen kar naa sake salaam haaye dil mein reh gayi baat jaldi se chhuda kar haath kahaan tum chale gaye chithi naa koi sandes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye jahaan tum chale gaye iss dil pe lagaa ke thes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye ab yaadon ke kaanten iss dil
chithi na koi sandesh hoooo chithi na koi sandesh jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye chithi na koi sandesh jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye chithi na koi sandesh jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye jahan tum chale gaye iss dil pe laga ke thes jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye ik aah bhari hogi humne na suni hogi jaate jaate tumne awaaz toh di hogi har waqt yahi hai ghum us waqt kahan the hum kahan tum chale gaye chithi na koi sandesh jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye jahan tum chale gaye is dil pe laga ke thes jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye har cheez pe ashkon se likha hai tumhara naam yeh raste ghar galiyaan tumhe kar na sake salaam haai dil mein reh gayi baat jaldi se chhuda kar haath kahan tum chale gaye chithi na koi sandesh jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye jahan tum chale gaye iss dil pe laga ke thes jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa
dilon ki mohabbat ko baandhen kyun haaye re dilon ki mohabbat ko baandhen kyun haaye re daayre eeeee daayreee daayreee eeee daayreeee hain kyun faasle darmiyaan leke aaye re hain kyun faasle darmiyaan leke aaye re daayre eeeee daayreee daayreee eeee daayreeee kaanch ke wo khwaab naazuk the humaare saare chhoone se hi tootne lageee mannaton mein umar bhar ka saath jinka maanga humsafar wo chhootne lageee na marna munaasib jeeya bhi na jaaye re na marna munaasib jeeya bhi na jaaye re haaye re daayre daayreee eee daayreeee uuuuu uuuu uuuu yeeee aaaa aaaa uuuu uuuu uuuuu uuuu wooo hooo hoooo uuuuuu uuuuu uuuuu wooo ooo oooo oooo wooo ooo oooo oooo wooo ooo oooo oooo oooo ooo yeee eeee eeee wooo ooo oooo woo oo oo woo oo woo oo woo oo
dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye hey dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye ab tu humein chaahe ab tu humein bhoole hum to bane rahenge tere saaye dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye ab tu humein chaahe ab tu humein bhoole hum to bane rahenge tere saaye dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye ye kya humein hua ye kya tumhen hua saanson ke dariya mein kul mul si hone lagi nayi hai ye sazaa sazaa mein hai mazaa chaahat ko chaahat ki shabnam bhigone lagi ab aur kya chaahen ab aur kya dekhen dekha tumhen to dil se nikli haaye hey dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laaye socho socho duniya mein kyun aaye tere liye aaye suno zara suno chuno humein chuno aankhon ne aankhon se sharmaa ke kuchh keh diya suna maine suna chuna tumhen
mujhe nahi pata main kya gaaungi ulte seedhe lafzon se banaungi mann mein jo aaye keh jaaungi chalo hato pare naacho dil khol ke let''s rock bolo ji let''s rock main toh bhool gayi phir kya wordings the something something jail house rock mujhe nahi pata main kya gaaungi ulte seedhe lafzon se banaungi mann mein jo aaye keh jaaungi chalo hato pare naacho dil khol ke let''s rock hello ji let''s rock main toh bhool gayi phir kya wordings the something something jail house rock darr kis baat ka raat jo hui roshan zindagi taaron se hui zindagi ke pyaare lamhon aane waale saare palon se main toh khul ke yun mil jaungi teri baat mein dum toh hai bada khushiyon ka samaa ghum se hai bada ho jo bhi karo aaj karo khwaab poore aaj karo yahan kal kisne dekha hai ji mujhe nahi pata main kya gaaunga teri baaton ko hi dauhraunga iss se achchha ab kya gaunga tune bhi kya baatein kahi hans bol ke let''s rock yo mamma let''s rock o main toh bhool gaya phir kya wordings the something
jaadoo saa chhane laga paagal banaane laga kuchh yaad aane laga kuchh bhool jaane laga kya na kare kya kare ye dil kya kare ye dil kya kare deewana paagal sa dil aankhon ke kaajal sa dil lehraaten aanchal sa dil zulfon ke baadal sa dil tarse na ye barse na ye ye dil kya kare ye dil kya kare jaadoo saa chhane laga paagal banaane laga kuchh yaad aane laga kuchh bhool jaane laga kya na kare kya kare ye dil kya kare ye dil kya kare tum se chura le tumhen sab se chhupa le tumhen jaan se laga le tumhen sapna bana le tumhen main betaab hoon tu bechain hai ye dil kya kare ye dil kya kare jaadoo saa chhane laga paagal banaane laga kuchh yaad aane laga kuchh bhool jaane laga kya na kare kya kare ye dil kya kare ye dil kya kare
bhoola fasana koi guzra zamana koi saathi purana koi banke bahana koi agar dil mein yun sama jaye to ye dil kya kare ye dil kya kare jaadu sa chhane laga pagal banane laga kuchh yaad aane laga kuchh bhool jaane laga kya na karen kya karen ye dil kya kare ye dil kya kare iss paar reh na sake uss paar jaa na sake khamosh reh na sake jo chaahe keh na sake ye pagal sama ye mausam jawan ye dil kya kare ye dil kya kare jaadu sa chhane laga pagal banane laga kuchh yaad aane laga kuchh bhool jane laga kya na kare kya kare ye dil kya kare ye dil kya kare ye dil kya kare ye dil kya kare
dil tujh pe fida pehli baar ho gaya tujh se nazrein mili beqaraar ho gaya dil tujh pe fida pehli baar ho gaya tujh se nazrein mili beqaraar ho gaya ab to mushqil ab to mushqil ab to mushqil bada intzaar ho gaya tujh se nazrein mili beqaraar ho gaya dil tujh pe fida pehli baar ho gaya tujh se nazrein mili beqaraar ho gaya bechain shamen thi tanha sehar thi bechain shamen thi tanha sehar thi aisa bhi hoga mujhe kya khabar thi aisa bhi hoga mujhe kya khabar thi le le ke karvat guzarti hain raatein le le ke karvat guzarti hain raatein bas yaad aati hain teri hi baatein bas yaad aati hain teri hi baatein ab to jeena bada dushvar ho gaya tujh se nazrein mili beqaraar ho gaya dil tujh pe fida pehli baar ho gaya tujh se nazrein mili beqaraar ho gaya pehli mulaqat pehli nazar mein pehli mulaqat pehli nazar mein jadu kiya mujhpe jaane jigar ne jadu kiya mujhpe jaane jigar ne betaabi dil ki bhi kya rang layi betaabi dil ki bhi kya rang layi apnon se pal mein huyi main parayi
dhoop se nikal ke chhaanv se phisal ke hum mile jahaan par lamha tham gaya aasmaan pighal ke sheeshe mein dhal ke jam gaya to tera chehra ban gaya duniya bhula ke tumse mila hoon nikli hai dil se ye dua rang de tu mohe gerua ranjhe ki dil se hai dua rang de tu mohe gerua haan nikli hai dil se ye dua ho rang de tu mohe gerua ho tumse shuru tumpe fanaa hai sufiyana yeh dastaan main kaarwaan manzil ho tum jaata jahaan ko har raastaa tumse juda jo dil zara sambhal ke dard ka wo saara kohra chhan gaya duniya bhula ke tumse mila hoon nikli hai dil se yeh dua rang de tu mohe gerua ho ranjhe ki dil se hai dua rang de tu mohe gerua o veeran tha dil ka jahaan jis din se tu daakhil hua ik jism se ik jaan ka darja mujhe haasil hua pheeke hain saare naate jahaan ke tere saath rishta gehra ban gaya duniya bhula ke tumse mila hoon nikli hai dil se yeh dua rang de tu mohe gerua ranjhe ki dil se hai dua rang de tu mohe gerua haan nikli hai dil se ye duaa ho rang de tu mohe gerua
ho koyal koohke hook uthaye yaadon ki bandook chalaye koyal koohke hook uthaye yaadon ki bandook chalaye baagon mein jhulon ke mausam wapas aaye re ho baagon mein jhulon ke mausam wapas aaye re ghar aa jaa pardesiiii tera des bulaye reeee iss gaon ki anpadh mitti padh nahin sakti teri chitthi ye mitti tu aa kar choome to iss dharti ka dil jhoome mana tere hain kuchh sapne par hum to hain tere apne bhoolne wale humko teri yaad sataye re ghar aa jaa pardesiii ve tera des bulaye reeeee panghat pe aayin mutyarein chham chaam payal ki jhankarein kheton me lehrayi sarson kal parson mein beete barson aaj hi aaja gatta hansta tera rasta dekhe rasta are chhuk chhuk gaadi ki siti aawaz lagaye re ghar aa jaa pardesiiiii tera des bulaye reeeee hmm hmm hmm hmm hmm hmm haathon mein pooja ki thaali aayi raat suhaagon waali hoo chand ko dekhun haath main jodun karwa chauth ka vrat main todun tere haath se pi kar pani daasi se ban jaun rani aaj ki raat jo maange koi wo paa jaaye re
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Khel Khelen Hum Bekhudi (1992) 05:11 40871
 
Poster of Bekhudi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Surendra Saathi
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Kamal Sadanah, Kajol
Duration : 05:11   Song Number : 40871   

Aaj Hai Sagaai Pyaar To Hona Hi Tha (1998) 05:19 16856
 
Poster of Pyaar To Hona Hi Tha (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Kajol
Duration : 05:19   Song Number : 16856   

Aankhon Mein Neenden We Are Family (2010) 05:04 17043
 
Poster of We Are Family (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Kajol, Kareena Kapoor, Arjun Rampal
Duration : 05:04   Song Number : 17043   

Aawaara Bhanware Sapnay (1997) 06:37 20159
 
Poster of Sapnay (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Kajol, Arvind, Prabhu Deva
Duration : 06:37   Song Number : 20159   

Aawaz Do Humko Dushman (1998) 05:59 20162
 
Poster of Dushman (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Uttam Singh
On Screen Actors- 
Kajol, Raj Arora
Duration : 05:59   Song Number : 20162   

Ajnabi Mujhko Itna Bata Pyaar To Hona Hi Tha (1998) 06:11 16785
 
Poster of Pyaar To Hona Hi Tha (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Kajol, Ajay Devgan
Duration : 06:11   Song Number : 16785   

Baazigar O Baazigar Baazigar (1993) 07:10 18713
 
Poster of Baazigar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Nawab Arju
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Kajol, Shahrukh Khan
Duration : 07:10   Song Number : 18713   

Bole Chudiyan Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 06:55 16772
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit, Sandesh Shandilya
Duration : 06:55   Song Number : 16772   

Chanda Re Chanda Re Sapnay (1997) 05:56 20276
 
Poster of Sapnay (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Kajol, Arvind Swamy
Duration : 05:56   Song Number : 20276   

Chhupaana Bhi Nahin Aata Baazigar (1993) 07:01 18714
 
Poster of Baazigar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Vinod Rathod
On Screen Actors- 
Siddharth, Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 07:01   Song Number : 18714   

Chithi Na Koi Sandesh Dushman (1998) 06:40 20297
 
Poster of Dushman (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Arora, Kajol
Duration : 06:40   Song Number : 20297   

Chithi Na Koi Sandesh (Long Version) Dushman (1998) 09:39 32509
 
Poster of Dushman (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Arora, Kajol
Duration : 09:39   Song Number : 32509   

Daayre Dilwale (2015) 04:52 39109
 
Poster of Dilwale (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 04:52   Song Number : 39109   

Dekho Dekho Jaanam Ishq (1997) 05:12 39855
 
Poster of Ishq (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Kajol, Ajay Devgan
Duration : 05:12   Song Number : 39855   

Dil Khol Ke Let's Rock We Are Family (2010) 03:56 17044
 
Poster of We Are Family (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Kajol, Kareena Kapoor, Arjun Rampal
Duration : 03:56   Song Number : 17044   

Dil Kya Kare Dil Kya Kare (1999) 04:29 16893
 
Poster of Dil Kya Kare (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Kajol, Ajay Devgan
Duration : 04:29   Song Number : 16893   

Dil Kya Kare (Sad) Dil Kya Kare (1999) 02:57 32663
 
Poster of Dil Kya Kare (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Kajol, Ajay Devgan
Duration : 02:57   Song Number : 32663   

Dil Tujh Pe Fida Hameshaa (1997) 05:47 18760
 
Poster of Hameshaa (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Kajol
Duration : 05:47   Song Number : 18760   

Gerua Dilwale (2015) 05:46 37326
 
Poster of Dilwale (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Kajol, Shahrukh Khan
Duration : 05:46   Song Number : 37326   

Ghar Aa Jaa Pardesi Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 07:32 20475
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 07:32   Song Number : 20475   
Karaoke Songs of Kajol, Sad Songs of Kajol, Love Songs of Kajol, Dance Songs of Kajol, Hip-hop songs of Kajol, Best songs of Kajol, Super hit songs of Kajol, hit songs of Kajol, duet songs of Kajol, solo songs of Kajol, old songs of Kajol, famous songs of Kajol, Hindi Karaoke Songs of Kajol, Hindi Sad Songs of Kajol, Hindi Love Songs of Kajol, Hindi Dance Songs of Kajol, Hindi Hip-hop songs of Kajol, best Hindi songs of Kajol, super hit Hindi songs of Kajol, hit Hindi songs of Kajol, duet Hindi songs of Kajol, solo Hindi songs of Kajol, old Hindi songs of Kajol, famous Hindi songs of Kajol, Sing Along Songs of Kajol, Sing Along Sad Songs of Kajol, Sing Along Love Songs of Kajol, Sing Along Dance Songs of Kajol, Sing Along Hip-hop songs of Kajol, Sing Along Best songs of Kajol, Sing Along Super hit songs of Kajol, Sing Along hit songs of Kajol, Sing Along duet songs of Kajol, Sing Along solo songs of Kajol, Sing Along old songs of Kajol, Sing Along famous songs of Kajol