Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChand Usmani
HomeChand Usmani
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji kehne ko bholi nazar hai meetha meetha ye zaher hai kehne ko bholi nazar hai meetha meetha ye zaher hai dhokha naa khaana dil naa gawaana dhokha naa khaana dil naa gawaana dekho ji rehna bach ke bach ke bach ke baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji roop ko dhoop dikhane se aata hai chor bulaane se roop ko dhoop dikhane se aata hai chor bulaane se dil ka khazaana yun naa lutaana dil ka khazaana yun naa lutaana dekho ji rehna bach ke bach ke bach ke baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji jo naa maanoge meri baat ko taare ginoge aadhi raat ko jo naa maanoge meri baat ko taare ginoge aadhi raat ko ye anjaana rog puraana ye anjaana rog puraana dekho ji rehna bach ke bach ke bach ke baanki addayen dekhna ji dekhna dil naa churaayen dekhna ji kehne ko bholi nazar hai meetha meetha ye zaher hai kehne ko bholi
dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do aanchal se lipto na zulfein udaao na door se baat karo gale lagao na aanchal se lipto na na na zulfein udaao na na na door se baat karo gale lagao na pyaar ki baat nahin ye bhi koi baat hai haathon mein haath nahin kaisa ye saath hai roop sharma gaya sharmane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do gore maathe pe aisa teeka suhaana hai phool pe soya jaise shabnam ka daana hai gore maathe pe aisa teeka suhaana hai na na phool pe soya jaise shabnam ka daana hai kar ke taareef meri mujhko banao na asli jo baat hai wo baat batao na dil mein kuchh ho raha ho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane
kiya ye kya tune ishaara are abhi abhi ke mera dil tujhe pukaara are abhi abhi kiya ye kya tune ishaara are abhi abhi ke mera dil tujhe pukaara are abhi abhi ye tera dil ye mera dil gaya hai dil dil se mil kiya ye kya tune ishaara are abhi abhi zaalim baharon ki raatein aa gayin humko mohabbat ki baatein aa gayin zaalim baharon ki raatein aa gayin humko mohabbat ki baatein aa gayin ye tera dil ye mera dil gaya hai dil dil se mil kiya ye kya toone ishaara are abhi abhi ke mera dil tujhe pukaara are abhi abhi kiya ye kya toone ishaara are abhi abhi hothon pe gaate fasaane aa gaye nazron ko teekhe nishaane aa gaye hothon pe gaate fasaane aa gaye nazron ko teekhe nishaane aa gaye ye tera dil ye mera dil gaya hai dil dil se mil kiya ye kya toone ishaara are abhi abhi ke mera dil tujhe pukaara are abhi abhi kiya ye kya toone ishaara are abhi abhi tu kya mila hai zamana mil gaya jeene ka mujh ko bahana mil gaya tu kya mila hai zamana mil gaya jeene ka mujh ko bahana mil
piya piya piyaa piya piya piya mora jiya pukare hum bhi chalenge saiyan sang tumhare hum bhi chalenge saiyan sang tumhare chori chori chori chori chori chori kaahe humein pukaare tum to basi ho gori man mein hamaare tum to basi ho gori man mein hamaare piya piya piya aa aa aa aa aa aa ha ha ha haaa yadoolei hodoolei yoodoolei ye chhip chhip hum se chale ho kahan saiyan main lagoon tore paiyan na chhod mori baiyan ye chhip chhip hum se chale ho kahan saiyan main lagoon tore paiyan na chhod mori baiyan ye chhab matwari ye mukh gora gora na dekho dekho aise ki jiya dole mora ye chhab matwari ye mukh gora gora na dekho dekho aise ki jiya dole mora haan bhole bhale naina mere jaane kya ishaare tum to basi ho gori man mein hamaare tum to basi ho gori man mein hamaare piya piya piya aa aa aa aa aa aa di ee di dei ti odu dou di ee di dei ti odu dou main piya tori chhaya main sang sang doloon tu jaye jahan saiyan main saath tere holoon main piya tori chhaya main sang sang
hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli hoye mere mann mein aaj ek pyaar ki duniya ban ke sajna mere nain samaja khawab sunhera ban ke sajna lagi tose preet gaaun main geet lagi tose preet gaaun mein geet mere mann ke meet aaja hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli hoye chale mast pawan ik nasha sa chaaye sajna sajna meri ankhiyan fir bhi neend na aaye sajna sajna nahin beete rain tarse ye nain nahin beete rain tarse ye nain mera ban ke chain aaja hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli hoye mera machale jiya ek baat na meri maane sajna mere dil ki batiya haaye koi kya jaane sajna gale baiyan daar mann dungi haar gale baiyan daar mann dungi haar mera tu shingaar aaja hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baanki Addayen Dekhna Amanat (1955) 03:07 12637
 
Poster of Amanat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Chand Usmani
Duration : 03:07   Song Number : 12637   

Dil Mera Kho Gaya Seema (1971) 04:29 38209
 
Poster of Seema (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Chand Usmani, Rakesh Roshan
Duration : 04:29   Song Number : 38209   

Kiya Ye Kya Tune Ishaara Duniya Rang Rangili (1957) 03:42 36606
 
Poster of Duniya Rang Rangili (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Chand Usmani, Helen
Duration : 03:42   Song Number : 36606   

Piya Piya Piya Mora Jiya Baap Re Baap (1955) 03:32 12278
 
Poster of Baap Re Baap (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Chand Usmani
Duration : 03:32   Song Number : 12278   

Raat Rangeeli Chamke Baap Re Baap (1955) 03:11 12279
 
Poster of Baap Re Baap (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Chand Usmani
Duration : 03:11   Song Number : 12279   
Karaoke Songs of Chand Usmani, Sad Songs of Chand Usmani, Love Songs of Chand Usmani, Dance Songs of Chand Usmani, Hip-hop songs of Chand Usmani, Best songs of Chand Usmani, Super hit songs of Chand Usmani, hit songs of Chand Usmani, duet songs of Chand Usmani, solo songs of Chand Usmani, old songs of Chand Usmani, famous songs of Chand Usmani, Hindi Karaoke Songs of Chand Usmani, Hindi Sad Songs of Chand Usmani, Hindi Love Songs of Chand Usmani, Hindi Dance Songs of Chand Usmani, Hindi Hip-hop songs of Chand Usmani, best Hindi songs of Chand Usmani, super hit Hindi songs of Chand Usmani, hit Hindi songs of Chand Usmani, duet Hindi songs of Chand Usmani, solo Hindi songs of Chand Usmani, old Hindi songs of Chand Usmani, famous Hindi songs of Chand Usmani, Sing Along Songs of Chand Usmani, Sing Along Sad Songs of Chand Usmani, Sing Along Love Songs of Chand Usmani, Sing Along Dance Songs of Chand Usmani, Sing Along Hip-hop songs of Chand Usmani, Sing Along Best songs of Chand Usmani, Sing Along Super hit songs of Chand Usmani, Sing Along hit songs of Chand Usmani, Sing Along duet songs of Chand Usmani, Sing Along solo songs of Chand Usmani, Sing Along old songs of Chand Usmani, Sing Along famous songs of Chand Usmani