Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Deepti Naval
Home Deepti Naval
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke har din ki halchal se aaj mili khamoshi chhalki hai tan man mein pyaar bhari madhoshi badale badale mausam ke mujhe rang nazar aate hain kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke ye ghadiyan fursat ki roz kahan milti hain ab khushiyaan haath mera thaame huye chalti hain mere saath gagan ye dharti mera geet madhur gaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke kitna bhala lagta hai suraj ka ye dhalna ho duniyaa se door chhup ke yahaan tera mera yun milna kabhi kabhi deewanepan ki hum had se gujar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaa aa aaaaaaaaaaaaaa aa kahan se aaye badra ho kahan se aaye badra ho ghulta jaaye kajra kahan se aaye badra ho ghulta jaaye kajra kahan se aaye badra hoo palkon ke satrange deepak palkon ke satrange deepak ban baithe aansoo ki jhaalar ban baithe aansoo ki jhaalar usi ka anmol ek heera mitti mein ja phisla kahan se aaye badra ho ghulta jaaye kajra kahan se aaye badra hoo neend piya ke sang sidhari ruk kyon gayi gaao neend piya ke sang sidhari sapno ki sukhi phulwari sapno ki sukhi phulwari amrat honthon tak aate hi kaise vish mein badla kahan se aaye badra ho ghulta jaaye kajra kahan se aaye badra hoo pa ma pa ma pa ma pa ma pa ma ma re ma re ma re ma re ma re pa ma pa ma pa ma pa ma pa ma ma re ma re ma re ma re ma re utre megh hiya par chhaaye aaaaaa aaaaaa utre megh hiya par chhaaye nirdaye jhonke agan badhayen nirdaye jhonke agan badhayen barsen hain akhiyon se saawan roye mann
maine tumse kuchh nahin maanga maine tumse kuchh nahin maanga aaj de do aaj de do sau baras se jage inn nainon ko neend ka vardaan de do de do maine tumse kuchh nahin maanga gherti khushbuen phir wahi aahten baarhaa chauknaa phir wahi karvaten wohi baahon ke gheron mein bandhana wohi nazron ke saaye mein tapnaa kab talak dor khinchegi mujhko kab talak dor khinchegi mujhko chhod do mera abhimaan de do de do maine tumse kuchh nahin maanga inn andheron se jujhunga kaise kiss tarah roshni kitni main jheloon yaadon ki bheed takraa rahi yun haath baandhe huye choor ho loon jhatpataate hriday ko daya kar jhatpataate hriday ko daya kar saans lene ka adhikaar de do de do maine tumse kuchh nahin maanga aaj de do aaj de do sau baras se jage inn nainon ko neend ka vardaan de do de do maine tumse kuchh nahin maanga
pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi mere haalaat ki aandhi mein bikhar jaaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi ranj aur dard ki basti ka main bashinda hoon ye to bas main hoon ke is haal mein bhi zinda hoon khwaab kyun dekhoon wo kal jis pe main sharminda hoon main jo sharminda hua tum bhi to sharmaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi kyun mere saath koi aur pareshan rahe meri duniya hai jo veeran to veeraan rahe zindagi ka ye safar tum pe to aasan rahe humsafar mujh ko banaogi to pachhtaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi ek main kya abhi aayenge deewane kitne abhi goonjenge mohabbat ke tarane kitne zindagi tumko sunayegi fasane kitne kyun samajhti ho mujhe bhool nahin paaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi mere haalaat ki aandhi mein bikhar jaaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi
ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin chale jo saath do kadam wo humsafar mila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin wo kaise log hain jinhen naseeb hai khushi wo honge aur raas jinko aayi dosti mere to khwab phool se bikhar gaye sabhi mere to khwab phool se bikhar gaye sabhi ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ke pyaar ka koi bhi phool pyaar se khila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ye kya makaam hai ye aa gaya hoon main kahan ke ajnabi se lag rahe hain mujhko sab yahan kisse kahoon sunega kaun meri daastaan kisse kahoon sunega kaun meri daastaan ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ke door tak ummeed ka koi bhi silsila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin koi mujhe pukaar le koi to de sada main der tak is intzaar mein khada raha sharab ne diya hai saath iska shukriya sharab ne diya hai saath iska shukriya ye baat hai naseeb ki kisi se
ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi phool kyun saare murjha gaye kis liye bujh gayi chandani ye bataa de mujhe zindagi kal jo baahon mein thi aur nigaahon mein thi ab wo garmi kahaan kho gayi kal jo baahon mein thi aur nigaahon mein thi ab wo garmi kahaan kho gayi naa wo andaaz hai naa wo aawaaz hai naa wo andaaz hai naa wo aawaaz hai ab wo narmee kahan kho gayi ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi bewafaa tum nahin bewafaa hum nahin phir wo jazbaat kyun so gaye bewafaa tum nahin bewafaa hum nahin phir wo jazbaat kyun so gaye pyaar tum ko bhi hai pyaar hum ko bhi hai pyaar tum ko bhi hai pyaar hum ko bhi hai faasle phir ye kyun ho gaye ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi phool kyun saare murjha gaye kis liye bujh gayi chandani ye bataa de mujhe zindagi ye bataa de
ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai naa baadlon ki chhanv meinnnn naa chandani ke gaanv mein naa phool jaise raasteeee bane hain iske waaste magar ye ghar ajeeb hai zameen ke kareeb hai ye eeth pathron ka ghar humari hasraton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai jo chandani nahin to kyaaaa ke roshani hai pyaar ki dilon ke phool khil gayee to fikr kya bahaar ki humare ghar naa aayegi kabhi khushi udhaar ki humari raahton ka ghar humari chaahton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai yahaan mehak wafaaon ki muhabbaton ka rang hai ye ghar tumhara khaab hai ye ghar meri umang hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kabhi Kuchh Pal Jeevan Ke Rang Birangi (1983) 04:31 19223
 
Poster of Rang Birangi (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Parveen Babi, Deepti Naval
Duration : 04:31   Song Number : 19223   

Kahan Se Aaye Badra Chashme Buddoor (1981) 07:40 20714
 
Poster of Chashme Buddoor (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indu Jain
Music Director- 
Raj Kamal
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Deepti Naval
Raag- 
Megh
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:40   Song Number : 20714   

Maine Tumse Kuchh Nahin Maanga Katha (1983) 05:41 16160
 
Poster of Katha (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indu Jain
Music Director- 
Raj Kamal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Naseeruddin Shah, Deepti Naval
Duration : 05:41   Song Number : 16160   

Pyaar Mujh Se Jo Kiya Saath Saath (1982) 04:47 21131
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Deepti Naval, Others
Duration : 04:47   Song Number : 21131   

Ye Baat Hai Naseeb Ki Ehsaan Aap Ka (1986) 06:18 36447
 
Poster of Ehsaan Aap Ka (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijayendra, Deepti Naval
Duration : 06:18   Song Number : 36447   

Ye Bataa De Mujhe Zindagi Saath Saath (1982) 05:00 21461
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Deepti Naval
Duration : 05:00   Song Number : 21461   

Ye Tera Ghar Ye Saath Saath (1982) 05:14 21485
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Deepti Naval
Duration : 05:14   Song Number : 21485   
Karaoke Songs of Deepti Naval, Sad Songs of Deepti Naval, Love Songs of Deepti Naval, Dance Songs of Deepti Naval, Hip-hop songs of Deepti Naval, Best songs of Deepti Naval, Super hit songs of Deepti Naval, hit songs of Deepti Naval, duet songs of Deepti Naval, solo songs of Deepti Naval, old songs of Deepti Naval, famous songs of Deepti Naval, Hindi Karaoke Songs of Deepti Naval, Hindi Sad Songs of Deepti Naval, Hindi Love Songs of Deepti Naval, Hindi Dance Songs of Deepti Naval, Hindi Hip-hop songs of Deepti Naval, best Hindi songs of Deepti Naval, super hit Hindi songs of Deepti Naval, hit Hindi songs of Deepti Naval, duet Hindi songs of Deepti Naval, solo Hindi songs of Deepti Naval, old Hindi songs of Deepti Naval, famous Hindi songs of Deepti Naval, Sing Along Songs of Deepti Naval, Sing Along Sad Songs of Deepti Naval, Sing Along Love Songs of Deepti Naval, Sing Along Dance Songs of Deepti Naval, Sing Along Hip-hop songs of Deepti Naval, Sing Along Best songs of Deepti Naval, Sing Along Super hit songs of Deepti Naval, Sing Along hit songs of Deepti Naval, Sing Along duet songs of Deepti Naval, Sing Along solo songs of Deepti Naval, Sing Along old songs of Deepti Naval, Sing Along famous songs of Deepti Naval