MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Anil Kapoor
Home Anil Kapoor
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage gul shabnam mohhabbat ka mausam gul shabnam mohhabbat ka mausam tere bin mera dil naa lagey tere bin mera dil naa lagey aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage hum dono kabhi ke mill jaate ye jahaan beech mein aa gaya hum dono kabhi ke mill jaate ye jahaan beech mein aa gaya pinjare ke ye panchi udd jaate aasama beech mein aa gaya aa aa aa aa aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage chori se chalo ji chupke se kuchh kahen kuchh sune kuchh karen chori se chalo ji chupke se kuchh kahen kuchh sune kuchh karen na ji na hamein darr lagta hai kya kahen kya sune kya karen hmm hmm mm mm aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage
baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa aa saanson se meri nikal ke aa baahon mein meri machal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa saanson se meri nikal ke aa baahon mein meri machal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa aaaa aa aa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa shaamon pe lehraayein mausam hare hare chaandi si barsayen baadal bhare bhare hooo shaakhon pe lehrayein mausam hare hare chaandi si barsayen baadal bhare bhare bheegi huyi in fizaaon mein aankhon se dil mein sambhal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa main hoon teri zameen tu mera aasman tu meri aarzoo main teri jaan e jaan tootti hai bhanak ban ke angdaaiyan aao bahon mein bhar lein ye tanhaaiyaan main hoon teri zameen tu mera aasman tu meri aarzoo main teri jaan e jaan aanchal ki chanchal hawaaon mein honton pe geeton sa dhal ke aa baadal
bekadar bekhabar bewafa baalma ho bekadar bekhabar bewafa baalma naa main tujhko marungi naa main tujhko chhodungi aahista aahista tadpa tadpaa ke o pathar dil main tujhko todungi bekadar bekhabar bewafa baalma ho bekadar bekhabar bewafa baalma tere saamne mere dushman dekh banungi aaj main dulhan tere saamne mere dushman dekh banungi aaj main dulhan pehnungi shaadi ka joda teri barbadi ka joda tere khoon se rang ke main laal chunariya odhungi aahista aahista tadpa tadpaa ke o pathar dil main tujhko todungi bekadar bekhabar bewafa baalma aaaaaaa haaaa haaaa haaa tera koi dharm nahin tera koi imaan nahin tera koi dharm nahin tera koi imaan nahin achchha saajan kaise banega jo achchha insaan nahin tere naam se main apna naam kabhi naa jodungi aahista aahista tadpa tadpaa ke o pathar dil main tujhko todungi bekadar bekhabar bewafa baalma ek tujhe deti hoon mauka jaa mujhko phir de jaa dhokha ek tujhe deti hoon mauka jaa mujhko phir de jaa dhokha dekhen log ye aankh
ho ho ho ho ho o o o o haa aa aa aa aa aa aa aa mhaare hivde mein bai gayi re qataar re mhaare hivde mein bai gayi re qataar re re qataar re moriyaa achha re bolyo re dhalti raat maa moriyaa achha re bolyo re dhalti raat maa morni baaga maa bole aadhi raat maa morni baaga maa bole aadhi raat maa chhanan chhan chudiyaan chhanan chhan chudiyaan khanak gayi dekh saahiba chudiyaan khanak gayi haath maa morni baaga maa bole aadhi raat maa main to laaz ke maare ho gayi paani paani sab logon ne sun li meri prem kahaani main to laaz ke maare ho gayi paani paani sab logon ne sun li meri prem kahaani munh se baat nikal gayi baat baat maa baat baat maa chhanan chhan chudiyaan chhanan chhan chudiyaan khanak gayi dekh saahiba chudiyaan khanak gayi haath maa morni baaga maa bole aadhi raat maa saajan saajan main karhoon ho ooo oooo mera saajan nazar naa aawe jab dekho chaadri oodh main mere naina meh barsaaye mere naina meh barsaaye jaane kaun ghadi mein nikale saajan ghar se
doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston hoo aise log roz kaahaan milte hain aise phool saalon mein khilte hain haan aise log roz kaahaan milte hain aise phool saalon mein khilte hain aare tum jaisa kaun hai koi nahin hothon ko hothon ko hothon ko hothon ka paigaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho hay doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston kya jaane kab ye dil kho jaaye deewaana ye kis ka ho jaaye ho kya jaane kab ye dil kho jaaye deewaana ye kis ka ho jaaye iss dil ka aitbaar koi nahin dil waalon dil waalon dil waalon ye dile badla mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston ho baaton se bante hain afsaane thode se hum sab hain deewaane haan baaton se bante hain
la la lala lala la la la lala lala la la lala lala la la la lala lala har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein khushnaseeb hai wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein honthon se honth mile na bhale chaahe mile na baahen baahon se honthon se honth mile na bhale chaahe mile na baahen baahon se do dil zinda reh sakte hain chaahat ki bhari nighaahon se chaahat ki bhari nighaahon se har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein zulfon ke narm andhere hain jismon ke garm ujaale hain zulfon ke narm andhere hain jismon ke garm ujaale hain jeete ji humko pyaar mila hum dono kismat waale hai hum dono kismat waale hain har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein khushnaseeb hai wo
la la la lalala la la la lalala la la la lalala la la la lalala har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein khush naseeb hai wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein julfon ke naram andhere hain jismon ke garam ujaale hain julfon ke naram andhere hain jismon ke garam ujaale hain jeete jee hum ko pyaar mila hum dono qismat waale hain hum dono qismat waale hain har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein chaahe chaandi chaman mein barasti rahe milta nahin phool bahaar bina chaahe chaandi chaman mein barasti rahe milta nahin phool bahaar bina hai sab ke bina jeena mumkin namumkin jeena pyaar bina namumkin jeena pyaar bina har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein khush naseeb hai wo
meri aankhen hain aap ki aankhen meri aankhen hain aap ki aankhen jab bhi chaahe inhen rula dije mera dil aap ki amanat hai mera dil aap ki amanat hai apna har ghum yahaan chhupa dije meri aankhen hain aap ki aankhen aap chup hain to har khushi gum hai khoya khoya sa kyun tabasum hai aap chup hain to har khushi gum hai khoya khoya sa kyun tabasum hai mere honthon se muskuraa dije meri aankhen hain aap ki aankhen kya hua jo andheri raahen hain aap ke saath meri baahen hain kya hua jo andheri raahen hain aap ke saath meri baahen hain main diya hoon mujhe jala dije meri aankhen hain aap ki aankhen aap tanhaa nahin zamaane mein main bhi shaamil hoon iss fasaane mein aap tanhaa nahin zamaane mein main bhi shaamil hoon iss fasaane mein apna ghum mera ghum bana dije meri aankhen hain aap ki aankhen jab bhi chaahe inhen rula dije mera dil aap ki amanat hai apna har ghum yahaan chhupa dije meri aankhen hain aap ki aankhen
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm meri bindiya teri nindiya meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna mera kajal tujhko pagal mera kajal tujko pagal na bana de to kehna hoo meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna hmm hmm hmm hmm aa haaa haaa hmm hmm hmm hmm la lala la khankenge khan khan jab mere kangana dhadkega dhak dhak dil tera sajna khankenge khan khan jab mere kangana dhadkega dhak dhak dil tera sajna mere jhumke tumko tum se mere jhumke tumko tum se na chura le to kehna hoo meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna main poore sola singar kar loon darpan se baaten do chaar kar loon main poore sola singar kar loon darpan se baaten do chaar kar loon mera gajra tum ko bhanwara hoo mera gajra tum ko bhanwara na bana de to kehna hoo meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna teri pasand ab meri pasand hai ye jaan teri mutthi mein band hai teri pasand ab meri pasand hai ye jaan teri mutthi mein band hai tu jo bole main wo kar ke tu jo bole main wo kar ke
hooooo o o o o o o o mohe chhedo na ho mohe chhedo na nand ke lala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala kaahe pakad li meri kalaayi teri duhaayi o krishan kanhaayi kaahe pakad li meri kalaayi teri duhaayi krishan kanhaayi harjaayi tu bansari waala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala raadha se hogi raadha se hogi teri thitholi aankh michooli tum hum joli holi mein kyun mujhe rang daala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala
aye ji o ji aye ji o ji lo ji suno ji main hoon mannmouji karta hoon main jo wo tum bhi karo ji one two ka four four two ka one my name is lakhan my name is lakhan sajjnon ka sajjan mera naam hai lakhan aye ji o ji lo ji suno ji main hoon mannmouji karta hoon main jo wo tum bhi karo ji one two ka four four two ka one my name is lakhan my name is lakhan sajjnon ka sajjan mera naam hai lakhan hmmmm duniyaa chakori paisaa hai chanda suli pe latka har ek banda sab ke gale mein maaya ka fanda seekho o yaaron inn se ye dhandha inn se ye dhandha hoooo oooo oooo oooo oooo oooo do bol meethe bas bol ke har maal bechon kam tol ke re baba kam tol ke tum apni khaali jeben bharo ji karta hoon main jo wo tum bhi karo ji one two ka four four two ka one my name is lakhan my name is lakhan sajjnon ka sajjan mera naam hai lakhan hoooo oooo oooo oooo oooo oooo main kuchh na jaanu iss se ziyaada main kuchh na jaanu iss se ziyaada tu mera mohan main teri radha jeevan nahin itna sidha
tera saath hai itna pyaara tera saath hai itna pyaara kam lagta hai jeevan saara tere milan ki lagan mein humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan mein dubaara maine maine tann mann tujh par waara pyaas bhujhi na kar ke nazaara tere milan ki lagan mein humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan mein dubaara ho tera saath hai itna pyaara jitni tujh mein hai addaaa aa aa utni hi wafaa utni hi wafaa jitna jahaan mein pyaar hai aye aye tujh se mujhe mila tujh se mujhe mila badhti jaaye ye betaabi badhti jaaye ye betaabi jitna karoon nazaara humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan mein dubaara hooo tera saath hai itna pyaara pyaar ke ik ik pal hai aye aye sau jeevan qurbaan sau jeevan qurbaan pyaar kabhi marta nahin iee iee marte hai insaan marte hai insaan naam ussi ka jeevan hai jo naam ussi ka jeevan hai jo tere saath guzaara humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan
ikke ko baadshah ne maara baadshah jo beghum se haara aur gulaam kismat ka maara bechara yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi tu khelta jaa khelta jaa baaziyon pe baaziyaan tu khelta jaa khelta jaa baaziyon pe baaziyaan baaziyaan yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi ek baazi tune jeeti ek baazi maine haari ek baazi maine jeeti ek baazi tune haari kaun jeeta kaun haara yeh hai kissa baad ka yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi jab talak hai band mutthi hai wo pyare laakh ki aur jaise hee khuli ho jaayegi wo khak ki laakh kya aur khaak kya yeh hai kissa baad ka yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi yeh zamana mujhse hai main zamane se nahin har fasana mujhse hai main fasane
zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi aansoon ban ke main kabhi aankh se naa beh sakun munh se kuchh naa keh sakun aur chup na reh sakun itne ghum na de mujhe main na jinko seh sakun meri khushiyaan kya huyi kuchh hisaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi apne aap se khafa kar diya naseeb ne mujhko apno se juda kar diya naseeb ne har dua ko badduaa kar diya naseeb ne chhin gaye hain mujhse jo waapas wo khaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Mein Akeli Raaton Mein Jhooth Bole Kauwa Kaate (1998) 05:10 32554
 
Poster of Jhooth Bole Kauwa Kaate (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Anil Kapoor
Duration : 05:10   Song Number : 32554   

Baadal Pe Chal Ke Aa Vijay (1988) 06:02 19155
 
Poster of Vijay (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Nida
Music Director- 
Shiv, Hari
Duration : 06:02   Song Number : 19155   

Bekhabar Bewafa Ram Lakhan (1989) 10:24 36075
 
Poster of Ram Lakhan (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Anil Kapoor
Duration : 10:24   Song Number : 36075   

Chudiyan Khanak Gayi Lamhe (1991) 06:08 20977
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Sridevi, Anil Kapoor, Anupam Kher
Duration : 06:08   Song Number : 20977   

Doston Tum Sabko Yudh (1985) 05:31 18397
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Anil Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:31   Song Number : 18397   

Har Kisi Ko Nahin Milta Janbaaz (1986) 04:57 17946
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:57   Song Number : 17946   

Har Kisi Ko Nahin Milta Janbaaz (1986) 05:07 19208
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 05:07   Song Number : 19208   

Meri Aankhen Hain Vijay (1988) 04:43 14398
 
Poster of Vijay (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Nida
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Meenakshi Seshadri, Anil Kapoor
Duration : 04:43   Song Number : 14398   

Meri Bindiya Lamhe (1991) 05:20 13598
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sridevi, Anil Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 13598   

Mohe Chhedo Na Lamhe (1991) 03:23 13601
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sridevi, Anil Kapoor
Duration : 03:23   Song Number : 13601   

My Name Is Lakhan Ram Lakhan (1989) 07:16 20997
 
Poster of Ram Lakhan (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 07:16   Song Number : 20997   

Tera Saath Hai Itna Pyaara Janbaaz (1986) 04:10 17948
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:10   Song Number : 17948   

Yeh Zindagi Hai Ek Juaa Zindagi Ek Juaa (1992) 08:36 21487
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Anil Kapoor
Duration : 08:36   Song Number : 21487   

Zindagi Aye Zindagi Yudh (1985) 03:39 18398
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Anil Kapoor, Tina Munim
Duration : 03:39   Song Number : 18398   
Karaoke Songs of Anil Kapoor, Sad Songs of Anil Kapoor, Love Songs of Anil Kapoor, Dance Songs of Anil Kapoor, Hip-hop songs of Anil Kapoor, Best songs of Anil Kapoor, Super hit songs of Anil Kapoor, hit songs of Anil Kapoor, duet songs of Anil Kapoor, solo songs of Anil Kapoor, old songs of Anil Kapoor, famous songs of Anil Kapoor, Hindi Karaoke Songs of Anil Kapoor, Hindi Sad Songs of Anil Kapoor, Hindi Love Songs of Anil Kapoor, Hindi Dance Songs of Anil Kapoor, Hindi Hip-hop songs of Anil Kapoor, best Hindi songs of Anil Kapoor, super hit Hindi songs of Anil Kapoor, hit Hindi songs of Anil Kapoor, duet Hindi songs of Anil Kapoor, solo Hindi songs of Anil Kapoor, old Hindi songs of Anil Kapoor, famous Hindi songs of Anil Kapoor, Sing Along Songs of Anil Kapoor, Sing Along Sad Songs of Anil Kapoor, Sing Along Love Songs of Anil Kapoor, Sing Along Dance Songs of Anil Kapoor, Sing Along Hip-hop songs of Anil Kapoor, Sing Along Best songs of Anil Kapoor, Sing Along Super hit songs of Anil Kapoor, Sing Along hit songs of Anil Kapoor, Sing Along duet songs of Anil Kapoor, Sing Along solo songs of Anil Kapoor, Sing Along old songs of Anil Kapoor, Sing Along famous songs of Anil Kapoor