Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeQateel Shifai
HomeQateel Shifai
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se mere zazbaat ka tu saaz nahin sun saktaa mere zazbaat ka tu saaz nahin sun saktaa kyun mere pyaar ki aawaaz nahin sun saktaa kyun mere pyaar ki aawaaz nahin sun saktaa aisa lagtaa hai aisa lagtaa hai koi dil hi tere paas nahin tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se gunjti hai meri dhadkan ki sadaa tere liye gunjti hai meri dhadkan ki sadaa tere liye meri aankhon mein abhi tak hai nashaa tere liye meri aankhon mein abhi tak hai nashaa tere liye main banoon jaam main banoon jaam magar tujhko meri pyaas nahin tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se
allah allah hooo dard se mera daaman bhar de yaa allah hooo ooo dard se mera daaman bhar de yaa allah phir chaahe deewana kar de yaa allah hooo ooo dard se mera daaman bhar de yaa allah maine tujhse chaand sitaaren kab maange maine tujhse chaand sitaaren kab maange roshan dil bedaar nazar de yaa allah phir chaahe deewana kar de yaa allah dard se mera daaman bhar de yaa allah suraj si ik cheez to hum sab dekh chuke suraj si ik cheez to hum sab dekh chuke sachmuch ki ab koi sahar de yaa allah phir chaahe deewana kar de yaa allah dard se mera daaman bhar de yaa allah yaa dharti ke zakhmon par marham rakh de yaa dharti ke zakhmon par marham rakh de yaa mera dil pathar kar de yaa allah phir chaahe deewana kar de yaa allah dard se mera daaman bhar de yaa allah
Dil Ko Gham E Hayat Gawara Hai In Dinon
hon hoon hoon aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa hoooo oooooo ooooo oooo ooooo kab talak shamma jali yaad nahin kab talak shamma jali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali shaam e ghum kaise dhali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali yaad nahin kab talak shamma jali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali yaad nahin iss kadar yaad hai apne the sabhi iss kadar yaad hai apne the sabhi iss kadar yaad hai apne the sabhi kisne kya chaal chali kisne kya chaal chali yaad nahin kisne kya chaal chali yaad nahin kab talak shamma jali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali yaad nahin hum zamaane mein kuchh aise bhatke hum zamaane mein kuchh aise bhatke hum zamaane mein kuchh aise bhatke ab to unki ab to unki haan ab to unki ab to unki bhi gali yaad nahin hmmm hmmm hmmm la la lala yaad nahin yaad nahin aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa hoooo oooooo ooooo oooo ooooo abr tha jaam tha par aap naa the abr tha jaam tha ho oooo ho oooo ho oooo ho ooooo ho hoooooo abr
kya Jaan Thi Paas Wo Jaan Le Kar Hum Teri Gali Mein Aa Nikle
kyun humse khafa ho gaye kyun humse khafa ho gaye ae jaan e tamanna bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa ho gaye ae jaan e tamanna bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa ye raa aa aa aat barsaa aa aa aat ye raat ye barsaat ye saawan ka mahina aise mein to sholon ko bhi aata hai paseena ye raat ye barsaat ye saawan ka mahina aise mein to sholon ko bhi aata hai paseena is rut mein gareebon ki dua kyun nahin lete bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa ho gaye ae jaan e tamanna bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa dekho to zara jhank ke baahar ki faza aa aa aan haan aan mein dekho to zara jhank ke baahar ki faza mein barsaat ne ek aag laga di hai hawa mein dekho to zara jhank ke baahar ki faza mein barsaat ne ek aag laga di hai hawa mein is aag ko seene mein basa kyun nahin lete bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa ho gaye ae jaan e tamanna bheege huye mausam
paayal mein geet hain chham chham ke tu laakh chale ri gori tham tham ke paayal mein geet hain chham chham ke tu laakh chale ri gori tham tham ke paayal mein geet hain chham chham ke tu piyaa se mil kar aayi hai bas aaj se neend paraayi hai tu piyaa se mil kar aayi hai bas aaj se neend paraayi hai dekhegi sapne baalam ke tu laakh chale ri gori tham tham ke paayal mein geet hain chham chham ke tu laakh chale ri gori tham tham ke paayal mein geet hain chham chham ke maine bhi kiya tha pyaar kabhi aayi thi yahi jhankaar kabhi ab geet main gaati hoon ghum ke tu laakh chale ri gori tham tham ke paayal mein geet hain chham chham ke tu laakh chale ri gori tham tham ke paayal mein geet hain chham chham ke ye jeewan bhar kaa rog sakhi tohe pagli kahenge log sakhi ye jeewan bhar kaa rog sakhi tohe pagli kahenge log sakhi yaad aayenge waade baalam ke tu laakh chale ri gori tham tham ke paayal mein geet hain chham chham ke tu laakh chale ri gori tham tham ke paayal mein geet
pehle to apne dil ki raza jaan jaiye pehle to apne dil ki raza jaan jaiye phir jo nigah e yaar kahe maan jaiye pehle to apne dil ki raza jaan jaiye pehle mijaz e rahguzar jaan jaiye phir gard e raah jo bhi kahe maan jaiye pehle mijaz e rahguzar jaan jaiye kuchh keh rahi hain aap ke seene ki dhadkane kuchh keh rahi hain aap ke seene ki dhadkane kuchh keh rahi hain aap ke seene ki dhadkane mera nahin to dil ka kaha maan jaiye mera nahin to dil ka kaha maan jaiye mera nahin to dil ka kaha maan jaiye pehle mijaz e rahguzar jaan jaiye ik dhoop si jami hai nigahon ke aas paas ik dhoop si jami hai nigahon ke aas paas ik dhoop si jami hai nigahon ke aas paas ye aap hain to aap pe qurbaan jaiye ye aap hain to aap pe qurbaan jaiye ye aap hain to aap pe qurbaan jaiye pehle to apne dil ki raza jaan jaiye shayad huzoor se koi nisbat hamein bhi ho shayad huzoor se koi nisbat hamein bhi ho shayad huzoor se koi nisbat hamein bhi ho ankhon mein jhank kar hamein pehchaan jaiye
sun sun sun barsaat ki dhun sun sun sun sun barsaat ki dhun sun bijali chamki lipat gaye hum baadal garja simat gaye hum hooo bijali chamki lipat gaye hum baadal garja simat gaye hum ye hai kitna achchhaa shagun sun sun sun barsaat ki dhun sun sun sun sun barsaat ki dhun sun shola hai shola teri jawaani jalta dikhaayi deta hai paani shola hai shola teri jawaani jalta dikhaayi deta hai paani jitni ye baarish badhati rahegi thandak dilon mein badhati rahegi aise mein tu hari umar kaa mitha sa koi sapna bun ye hai kitna achchhaa shagun sun sun sun barsaat ki dhun sun sun sun sun barsaat ki dhun sun chaayaa aisa mausam kaa jaadoo jismon se aaye phoolon ki khushboo chhaayaa aisa mausam kaa jaadoo jismon se aaye phoolon ki khushboo saanson mein saansen ghulne lagi hain sharmili baahen khulne lagi hain baandh ke ghunghroo pyaar ke hum tum aao naache chhun chhun chhun ye hai kitna achchhaa shagun sun sun sun barsaat ki dhun sun sun sun sun barsaat ki dhun sun bijali chamki
tark e ulfat ka sila pa bhi liya hai maine ab to aaja ke tujhe yaad kiya hai maine ab to aajaa aa saki teri judayi na kabhi raas mujhe aa saki teri judayi na kabhi raas mujhe tujh se bichhda to yeh hone laga ehsaas mujhe apne haathon se koyee zahar piya hai maine ab to aajaa gungunati hai wafa rooh mein rim jhim ki traha gungunati hai wafa rooh mein rim jhim ki traha saamne apne khada hoon kisi mujrim ki traha aaj to sharm se moonh dhamp liya hai maine ab to aajaa jo bhi shikwa hai bhulana hi padega tujh ko jo bhi shikwa hai bhulana hi padega tujh ko ek na ek roz to aana hi padega tujh ko dil ka darwaza khulla chhod diya hai maine ab to aaja ke tujhe yaad kiya hai maine ab to aajaa
tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja dil dhoondh raha hai dil dhoondh raha hai ke mera chaand kahan hai dil dhoondh raha hai dil dhoondh raha hai ke mera chaand kahan hai chhoti si jhalak de ke meri eid banaa jaa chhoti si jhalak de ke meri eid banaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja pehlu mein liye haye pehlu mein liye baithi hoon main dard bhara dil pehlu mein liye haye pehlu mein liye baithi hoon main dard bhara dil mar jaun ya jeeti rahoon ye to bataa jaa mar jaun ya jeeti rahoon ye to bataa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tu kaun si badli mein mere chaand hai aajaa
aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaa aaaa aaaa aaaaaaaa phool shabnam mein doob jaate hain zakhm marham mein doob jaate hain aaaa jab koi aasra nahin miltaa aaaa jab koi aasra nahin milta hum tere ghum mein doob jaate hain tum puchho aur main na bataaun aise to haalaat nahin tum puchho aur main na bataaun aise to haalaat nahin ek zara sa dil toota hai ek zara sa dil toota hai aur to koi baat nahin tum puchho aur main na bataaun aise to haalaat nahin aaaaa aaaaa aa ooooo oooooo aaaa aaa aa aaaaaa aaaaaaa ghum ke andhiyaare mein tujhko apna saathi kyun samjhun aaaaaa ghum ke andhiyaare mein tujhko apna saathi kyun samjhun tu phir tu hai tu phir tu hai tu phir tu hai mera to saaya bhi mere saath nahin tu phir tu hai mera to saaya bhi mere saath nahin ek zara sa dil toota hai aur to koi baat nahin tum puchho aur main na bataaun aise to haalaat nahin kisko khabar thi saanwle baadal bin barse udd jaate hain bin barse udd jaate hain kisko khabar thi saanwle baadal bin barse udd
tumhaari anjuman se uth ke deewaane kahaan jaate tumhaari anjuman se uth ke deewaane kahaan jaate jo ba basta huye tum se wo afsaane kahaan jaate tumhaari anjuman se uth ke deewaane kahaan jaate tumhaari berukhi ne laaj rakh li baada khane ki tum aankhon se pila dete to paimaane kahaan jaate jo ba basta huye tum se wo afsaane kahaan jaate chalo achchha hua kaam aa gayi deewaangi apni chalo achchha hua kaam aa gayi deewaangi apni wagarna hum zamaane bhar ko samjhaane kahaan jaate jo ba basta huye tum se wo afsaane kahaan jaate tumhaari anjuman se uth ke deewaane kahaan jaate
aa aa aa aa aa aa aa aa tune ye phool jo zulfon mein saja rakha hai tune ye phool jo zulfon mein saja rakha hai ek diya hai jo andheron mein jala rakha hai tune ye phool jeet le jaaye koi mujhko naseebon waala jeet le jaaye koi mujhko naseebon waala zindagi ne mujhe daanw pe laga rakha hai zindagi ne mujhe daanw pe laga rakha hai tune ye phool jo zulfon mein saja rakha hai tune ye phool jaane kab aaye koi dil mein jhaankne waala jaane kab aaye koi dil mein jhaankne waala isliye maine girebaan mein khula rakha hai isliye maine girebaan mein khula rakha hai tune ye phool imtihaan aur mere jabt ke tum kya loge imtihaan aur imtihaan imtihaan imtihaan aur mere jabt ke tum kya loge maine dhadkan ko bhi seene mein chhipa rakha hai ek diya hai jo andheron mein jala rakha hai tune ye phool jo zulfon mein saja rakha hai tune ye phool
udaas shaam udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai yahi bahut hai ke taaza hawa chali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai jo apni shaakh se baahar abhi nahin aayi jo apni shaakh se baahar abhi nahin aayi nayi bahaar ki jaamin wahi kali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai dhuan to jhooth nahin bolta kabhi yaaro dhuan to jhooth nahin bolta kabhi yaaro humaare shaher mein basti koi jali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai kisi ke ishq mein hum jaan se gaye lekin kisi ke ishq mein hum jaan se gaye lekin humaare naam se rasm e wafa chali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai hazaar band hon dair o haram ke darwaaje hazaar band hon dair o haram ke darwaaje mere liye mere mehboob ki gali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai yahi bahut hai ke taaza hawa chali to hai udaas shaam kisi khaab mein dhali to hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Band Honton Se Jo Ek Baat Kahi Thi Sir (1993) 06:07 31525
 
Poster of Sir (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik
Duration : 06:07   Song Number : 31525   

Dard Se Mera Daaman Bhar De Ya Allah Lata Mangeshkar 05:46 15004
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Singer- 
Lata Mangeshkar
Raag- 
Bhairav
Duration : 05:46   Song Number : 15004   

Dil Ko Ghum E Hayaat Gawaara Hai In Dinon Chitra Singh 03:45 37937
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:45   Song Number : 37937   

Kab Talak Shamma Jali Painter Babu (1983) 07:42 13897
 
Poster of Painter Babu (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Uttam - Jagdish
On Screen Actors- 
Rajeev Goswami, Aruna Irani
Duration : 07:42   Song Number : 13897   

Kya Jaane Kya Armaan Le Kar Anarkali (1958) 03:11 11450
 
Poster of Anarkali (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Rasheed Attre
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan, Mohammad Afzal
Duration : 03:11   Song Number : 11450   

Kyun Humse Khafa Ho Gaye Talat Aziz 04:26 19935
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 04:26   Song Number : 19935   

Paayal Mein Geet Hain Gumnaam (1954) 02:53 40216
 
Poster of Gumnaam (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Master Inayat Hussain
Singer- 
Iqbal Bano
On Screen Actors- 
Sabiha Khanum
Duration : 02:53   Song Number : 40216   

Pehle To Apne Dil Ki Raza Jaan Jaiye Jagjit Singh & Chitra Singh 04:54 36723
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:54   Song Number : 36723   

Sun Sun Sun Barsaat Ki Dhun Sir (1993) 06:04 17552
 
Poster of Sir (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
Duration : 06:04   Song Number : 17552   

Tark E Ulfat Ka Sila Pa Bhi Liya Dil Mera Dharkan Teri (1968) 03:51 36429
 
Poster of Dil Mera Dharkan Teri (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Master Inayat Hussain
Singer- 
Mehdi Hassan
On Screen Actors- 
Waheed Murad, Shamim Ara
Duration : 03:51   Song Number : 36429   

Tu Kaun Si Badli Mein Khandan (1942) 03:19 32971
 
Poster of Khandan (1942)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1942
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Gulam Haidar
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan, Ghulam Mohammad
Duration : 03:19   Song Number : 32971   

Tum Puchho Aur Main Bataaun Bhupinder Singh 08:58 19924
 
Poster of Bhupinder Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Bhupender Singh
Singer- 
Bhupinder Singh
Duration : 08:58   Song Number : 19924   

Tumhari Anjuman Se Uth Kar Chitra Singh 03:59 19354
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:59   Song Number : 19354   

Tune Ye Phool Jo Zulfon Mein Rajkumar Rizvi 05:40 11969
 
Poster of Rajkumar Rizvi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Pandit Ghulam Qadir
Singer- 
Rajkumar Rizvi
Duration : 05:40   Song Number : 11969   

Udas Sham Kisi Khwab Mein Ghulam Ali 06:07 40456
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 06:07   Song Number : 40456   
Karaoke Songs of Qateel Shifai, Sad Songs of Qateel Shifai, Love Songs of Qateel Shifai, Dance Songs of Qateel Shifai, Hip-hop songs of Qateel Shifai, Best songs of Qateel Shifai, Super hit songs of Qateel Shifai, hit songs of Qateel Shifai, duet songs of Qateel Shifai, solo songs of Qateel Shifai, old songs of Qateel Shifai, famous songs of Qateel Shifai, Hindi Karaoke Songs of Qateel Shifai, Hindi Sad Songs of Qateel Shifai, Hindi Love Songs of Qateel Shifai, Hindi Dance Songs of Qateel Shifai, Hindi Hip-hop songs of Qateel Shifai, best Hindi songs of Qateel Shifai, super hit Hindi songs of Qateel Shifai, hit Hindi songs of Qateel Shifai, duet Hindi songs of Qateel Shifai, solo Hindi songs of Qateel Shifai, old Hindi songs of Qateel Shifai, famous Hindi songs of Qateel Shifai, Sing Along Songs of Qateel Shifai, Sing Along Sad Songs of Qateel Shifai, Sing Along Love Songs of Qateel Shifai, Sing Along Dance Songs of Qateel Shifai, Sing Along Hip-hop songs of Qateel Shifai, Sing Along Best songs of Qateel Shifai, Sing Along Super hit songs of Qateel Shifai, Sing Along hit songs of Qateel Shifai, Sing Along duet songs of Qateel Shifai, Sing Along solo songs of Qateel Shifai, Sing Along old songs of Qateel Shifai, Sing Along famous songs of Qateel Shifai