MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMakhdoom
HomeMakhdoom
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aapki yaad aati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi raat bhar chashme nam muskuraati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi raat bhar dard ki shamma jalti rahi raat bhar dard ki shamma jalti rahi ghum ki lau thar tharaati rahi raat bhar ghum ki lau thar tharaati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi baasuri ki sureeli suhaani sada baasuri ki sureeli suhaani sada yaad ban ban ke aati rahi raat bhar yaad ban ban ke aati rahi raat bhar chashme nam muskuraati rahi yaad ke chaand dil mein utarte rahe yaad ke chaand yaad ke chaand dil mein utarte rahe chandani jagmagaati rahi raat bhar chandani jagmagaati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi koi deewana galiyon mein phirta raha koi deewana koi deewana galiyon mein phirta raha koi aawaz aati rahi raat bhar koi aawaz aati rahi raat bhar chashme nam muskuraati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi
hmmmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm hmmmmm hmmmm hmmmmm hmmm hmmmmm hmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa ek chameli ke mandve talle ek chameli ke mandve talle maikade se zara door uss mod par maikade se zara door uss mod par do badan pyaar ki aag mein jal gaye ek chameli ke mandve talle ek chameli ke mandve talle pyaar harf e wafaa pyaar unka khudaa pyaar harf e wafaa pyaar unka khudaa pyaar unki cheetaaaaa do badan pyaar ki aag mein jal gaye do badan pyaar ki aag mein jal gaye ek chameli ke mandve talle ek chameli ke mandve talle oss mein bheegte chaandani mein nahaate huye oss mein bheegte chaandani mein nahaate huye jaise do taaza ruh taaza dam phool pichchhale pehar jaise do taaza ruh taaza dam phool pichchhale pehar thandi thandi sababro chaman ki hawaa thandi thandi sababro chaman ki hawaa sarf e maatam huyi sarf e maatam huyi sarf e maatam huyi kaali kaali laton se lipat garm rukhsaar
ek chameli ke mandve tale maikade se zara door us mod par do badan do badan do badan pyaar ki aag mein jal gaye pyaar harf e wafa pyaar unka khuda pyaar unki chita do badan do badan do badan pyaar ki aag mein jal gaye humne dekha unhen din mein aur raat mein noor o zulmaat mein do badan do badan do badan pyaar ki aag mein jal gaye masjidon ke munaaron ne dekha unhen mandiron ke kiwaadon ne dekha unhen maikade ki daraaron ne dekha unhen do badan do badan do badan pyaar ki aag mein jal gaye az azal ta abad ye bata chaaragar teri zambeel mein nuskha e keemiya e mohabbat bhi hai kuchh ilaaz o mudaava e ulfat bhi hai do badan do badan do badan pyaar ki aag mein jal gaye do badan pyaar ki aag mein jal gaye do badan pyaar ki aag mein jal gaye
jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai ishq hai qaatil e zindgani khoon se tar hai uski kahaani haay masoom bachpan ki yaaden haay do roz ki naujawani jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai kaise sehme hue hain nazare kaise dar dar ke chalte hain taare kya jawani ka khoon ho raha hai sukr hai anchalon ke kinaare jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai kaun dukhiya hai jo gaa rahi hai bhukhe bachon ko behla rahi hai laash jalne ki boo aa rahi hai zindagi hai ki chilla rahi hai jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai
phir chhidi raat baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki phool ke haar phool ke gajre phool ke haar phool ke gajre shaam phoolon ki raat phoolon ki shaam phoolon ki raat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki aapkaa saath saath phoolon kaa aapkaa saath saath phoolon kaa aap ki baat baat phoolon ki aap ki baat baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki phool khilte rahenge duniyaa mein phool khilte rahenge duniyaa mein roz niklegi baat phoolon ki roz niklegi baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki nazren milti hain jaam milte hain nazren milti hain jaam milte hain mil rahi hai hayaat phoolon ki mil rahi hai hayaat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki ye mehkti huyi gazal makhdoon ye mehkti huyi gazal makhdoon jaise sehraa mein raat phoolon ki jaise sehraa mein raat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aapki Yaad Aati Rahi Gaman (1978) 04:55 13256
 
Poster of Gaman (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Makhdoom
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Chaya Ganguli
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Smita Patil
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Hinch
Duration : 04:55   Song Number : 13256   

Ek Chameli Ke Mandve Cha Cha Cha (1964) 06:37 12952
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Makhdoom
Music Director- 
Iqbal
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 06:37   Song Number : 12952   

Ek Chameli Ke Mandve Tale Jagjit Singh 04:02 19938
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Makhdoom
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:02   Song Number : 19938   

Jane Wale Sipahi Se Puchho Usne Kaha Tha (1960) 03:59 40222
 
Poster of Usne Kaha Tha (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Makhdoom Mohiuddin
Music Director- 
Salil Chowdhury
Duration : 03:59   Song Number : 40222   

Phir Chhidi Raat (Duet) Bazaar (1982) 05:13 21100
 
Poster of Bazaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Makhdoom
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Supriya Pathak
Duration : 05:13   Song Number : 21100   
Karaoke Songs of Makhdoom, Sad Songs of Makhdoom, Love Songs of Makhdoom, Dance Songs of Makhdoom, Hip-hop songs of Makhdoom, Best songs of Makhdoom, Super hit songs of Makhdoom, hit songs of Makhdoom, duet songs of Makhdoom, solo songs of Makhdoom, old songs of Makhdoom, famous songs of Makhdoom, Hindi Karaoke Songs of Makhdoom, Hindi Sad Songs of Makhdoom, Hindi Love Songs of Makhdoom, Hindi Dance Songs of Makhdoom, Hindi Hip-hop songs of Makhdoom, best Hindi songs of Makhdoom, super hit Hindi songs of Makhdoom, hit Hindi songs of Makhdoom, duet Hindi songs of Makhdoom, solo Hindi songs of Makhdoom, old Hindi songs of Makhdoom, famous Hindi songs of Makhdoom, Sing Along Songs of Makhdoom, Sing Along Sad Songs of Makhdoom, Sing Along Love Songs of Makhdoom, Sing Along Dance Songs of Makhdoom, Sing Along Hip-hop songs of Makhdoom, Sing Along Best songs of Makhdoom, Sing Along Super hit songs of Makhdoom, Sing Along hit songs of Makhdoom, Sing Along duet songs of Makhdoom, Sing Along solo songs of Makhdoom, Sing Along old songs of Makhdoom, Sing Along famous songs of Makhdoom