Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAish
HomeAish
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae vatan dildaram tera har koi deewana hai laishyaa ae vatan dildaram tera har koi deewana hai gulbadan gulzaram tera har koi deewana hai walay kurbaaaaan walay kurbaaaan walay kurbaan ae vatan dildaram tera har koi deewana hai ooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo rab di hum par daya hui hai hum aangan vich nache oye hindu muslim sikh isai hain sab bhai sache ooo oooo ooooo bharat ke bharat ke hum tum hain sub laaj ae bharat ke matwalo jee bhar ke jhumlo gaalo aaj tum masti mein oo bas phir jhapiyaan pa lo aazadi ke gun ga lo desh mein ab naya kanoon bana hai khushawai indra gandhi ne kaha jo wo sula hai khushawai oye kalabazari na rishwat ka kahin naam chale maikada band karo ab na kabhi jaam chale mulq bhar mein ye khabar faila hai taaza dekho sood khori ka utha aaj janaza dekho hum batate hain tumhein desh mein kya kya hoga jhopde mehlon ko sharmayenge aisa hoga hosh mein aao diya waqt ne aisa jhatka khatm juaa bhi hua khatam pada hai matka haan tum ho hindu tumhen
chand mera baadalon mein kho gayaaaa chand mera baadalon mein kho gayaaaa chand mera baadalon mein meri duniya mein andhera ho gayaa chand mera baadalon mein kho gayaaaa chand mera baadalon mein ro rahi hai aaj meri hasraten ro rahi hai aaj meri hasraten hum to samjhe the milengi raahten kya kahen haaye kya socha tha aur kya ho gayaa chand mera baadalon mein meri duniya mein andhera ho gayaa chand mera baadalon mein kho gayaaaa chand mera baadalon mein lutt chuki hai aaj meri harr khushi lutt chuki hai aaj meri harr khushi kaise gujregi ye tanha zindagi ae bebasi kya karun mera muqaddar so gayaa chand mera baadalon mein meri duniya mein andhera ho gayaa chand mera baadalon mein kho gayaaaa chand mera baadalon mein
dam dam dam dam damroo baaje thaap dhol ki thaithaiya re nachun sajanva chaam chham ho main to nachun balamva thai thai thai main to nachun sajanva dam dam dam dam damroo baaje thaap dhol ki thaithaiya main nachun sajanva chham chham chham main to nachun balamva thai thai thai main to nachun sajanva chaand ke rath par baith ke aayi main kirnon ki raani main kirnon ki raani odhkar aayi chunariya dhani o seep se jaise moti nikle aisi meri jawaani aisi meri jawaani jaise chanchal raat suhaani tan man mein jal tarang dole tere pyaar ki sargam bole nachun sajanva main to nachun balamva main to nachun sajanva gore mukh par ghunghata dalun naynan mein hai laaj naynan mein hai laaj milenge aaj mujhe sartaaj saat suron ke deep jalaa ke kyun na nachun aaj kyun na nachun aaj mila hai ek anokha raaz baaji apne haath rahegi teri yaad jo saath rahegi nachun sajanva main to nachun balamva main to nachun sajanva aaja tujhko dhundh rahi hai honthon ki muskaan honthon ki muskaan
ooooooo ooooo oooo oooo ooo oooooo oooo hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna haaye haaye haaye hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo tanhaayi ab mujhe bhaane lagi hoo bhaane lagi tanhaayi ab mujhe bhaane lagi hoo bhaane lagi khud pe hansi mujhe aane lagi hoo aane lagi haaye re meri tauba re re re re re re re hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo jazba e dil rang laaya hai rang laaya hai jazba e dil rang laaya hai rang laaya hai banke sahaara koi aaya hai koi aaya hai tumko kahungi apna re re re re re re re hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo pyaar ki bahaar main to laayi hoon main to laayi hoon pyaar ki bahaar main to laayi hoon main to laayi hoon jhoomti nashe mein chali aayi hoon chali aayi hoon kaise rahungi tanha re re re re re re
main to tere haseen khayaalon mein kho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa duniyaa ye keh rahi hai ke deewana ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa ye husn tera khilta hua sa gulaab hai ye husn tera khilta hua sa gulaab hai aankhen teri haseen kanwal ka shabaab hain tu laajawab hai wo khushnaseeb hai teri mehfil mein jo gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa koi na jisko samjha tu ek aisa raaz hai koi na jisko samjha tu ek aisa raaz hai mujhko bhi aaj apne muqaddar pe naaz hai tu dil nawaaz hai aashique hoon teri julfon ke saaye mein so gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa daaman chhuda ke jaao na itne guroor se daaman chhuda ke jaao na itne guroor se kya hai qasoor puchhte hain hum huzoor se dekho na door se kar do khata muaaf jo hona tha ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa duniyaa ye keh rahi hai ke deewana ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa
tasavvur raat ki mehfil saja raha hoon main wo kaun hai jise apna bana raha hoon main ek inkalaab sa zer e naqaab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khawab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khaab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khwaab dekha hai jhuki jhuki si do aankhen haseen kanwal jaisi jhuki jhuki si do aankhen haseen kanwal jaisi chhupa chhupa sa tabassum koi ghazal jaisi nazar nazar hai chaman wo shabaab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khawab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khaab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai ulajh rahi thi jawaani kayi sawaalon mein ulajh rahi thi jawaani kayi sawaalon mein mile jo wo to huyi roshani kayaalon mein har ek sawaal ka apne jawaab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khawab dekha hai meri nigaah ne ye kaisa khaab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai zameen pe chalta hua mahataab dekha hai meri nigaah ne hmm hmm hmm
hmm hmm hmm hmm hmm tod do ahd e mohabbat ye tumhari marzi tod do ahd e mohabbat ye tumhari marzi tum mujhe chaaho to apna bhi bana sakti ho tod do ahd e mohabbat kaun si baat tabiyat pe giran guzri hai kyun tumhen tark e mohabat ka khayaal aaya hai bas mujhe itna bata do ke meri jaanib se kisne badzan kiya kisne tumhen behkaaya hai itni naraaz kyun ho ye to bata sakti ho tum mujhe chaho to apna bhi bana sakti ho tod do ahd e mohabbat maine kab tumse muhabbat ka sila maanga hai pyaasi aankhon ko fakat tabe nazaara de do doobne wale ko tinke ka sahaara hai bahut tum mujhe apni muhabbat ka sahaara de do ab bhi tum rasmen muhabbat ko badha sakti ho tum mujhe chaho to apna bhi bana sakti ho tod do ahd e mohabbat ye tumhari marzi tod do ahd e mohabbat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Vatan Dildaram Do Dilwale (1977) 03:21 36026
 
Poster of Do Dilwale (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
B N Bali
Singer- 
Johny Babu, Omi
On Screen Actors- 
Som Dutt, Sunita Sen
Duration : 03:21   Song Number : 36026   

Chand Mera Baadalon Mein Pathan (1962) 03:05 16464
 
Poster of Pathan (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Aish
Music Director- 
Faqeer Mohammad - Asar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Niranjan Sharma
Duration : 03:05   Song Number : 16464   

Dam Dam Damroo Baaje Sangram (1965) 04:12 39757
 
Poster of Sangram (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
Lala Asar Sattar
On Screen Actors- 
Swarna Kumari, Geetanjali
Duration : 04:12   Song Number : 39757   

Ho Masti Mein Dole Sangram (1965) 03:53 39756
 
Poster of Sangram (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
Lala, Asar, Sattar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geetanjali, Dara Singh
Duration : 03:53   Song Number : 39756   

Main To Tere Haseen Khayaalon Sangram (1965) 04:35 32143
 
Poster of Sangram (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Aish
Music Director- 
Lala, Asar, Sattar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Randhaawa
Raag- 
Gara
Duration : 04:35   Song Number : 32143   

Meri Nigaah Ne Ye Kaisa Khawab Dekha Lubna (1982) 06:59 37187
 
Poster of Lubna (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Music Director- 
Manas Mukharji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raza Murad
Duration : 06:59   Song Number : 37187   

Tod Do Ahd E Mohabbat Mohd Rafi 03:17 37523
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
Maqbool Khan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:17   Song Number : 37523   
Karaoke Songs of Aish, Sad Songs of Aish, Love Songs of Aish, Dance Songs of Aish, Hip-hop songs of Aish, Best songs of Aish, Super hit songs of Aish, hit songs of Aish, duet songs of Aish, solo songs of Aish, old songs of Aish, famous songs of Aish, Hindi Karaoke Songs of Aish, Hindi Sad Songs of Aish, Hindi Love Songs of Aish, Hindi Dance Songs of Aish, Hindi Hip-hop songs of Aish, best Hindi songs of Aish, super hit Hindi songs of Aish, hit Hindi songs of Aish, duet Hindi songs of Aish, solo Hindi songs of Aish, old Hindi songs of Aish, famous Hindi songs of Aish, Sing Along Songs of Aish, Sing Along Sad Songs of Aish, Sing Along Love Songs of Aish, Sing Along Dance Songs of Aish, Sing Along Hip-hop songs of Aish, Sing Along Best songs of Aish, Sing Along Super hit songs of Aish, Sing Along hit songs of Aish, Sing Along duet songs of Aish, Sing Along solo songs of Aish, Sing Along old songs of Aish, Sing Along famous songs of Aish