MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaali-Note-(1960)
HomeJaali-Note-(1960)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm chaand zard zard hai aaaa haaa haaa haaa chaand zard zard hai aaaa haaa haaa haaa mere dil mein pyaar ka halka halka dard hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa chaand zard zard hai dil hi jaane kitni khushnaseeb hoon aaj tere kiss kadar kareeb hoon dil hi jaane kitni khushnaseeb hoon aaj tere kiss kadar kareeb hoon tu mera hai main teri naseeb hoon main naseeb hoon main naseeb hoon chaand zard zard hai aaaa haaa haaa haaa chaand zard zard hai aaaa haaa haaa haaa mere dil mein pyaar ka meetha meetha dard haiiii aaaa hooooo chaand zard zard hai tera pyaar pyaar hai ke khaab hai kiss kadar ye pyaar behisaab hai tera pyaar pyaar hai ke khaab hai kiss kadar ye pyaar behisaab hai tu mere sawaal ka jawaab hai o jawaab hai o jawaab hai haaye chaand zard zard hai aaaa aaaaa aaaaa chaand zard zard hai aaaaa haaaaaa mere dil mein pyaar ka halka halka dard hai hoooo oooo oooo chaand zard zard hai hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm click here
chhuri ban kaanta ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son wo chahe to bin maange hi deve phaad ke chhapad wo chahe to khinch ke maare tere munh pe thappad are wo chahe to bin mange hi deve phaad ke chhapad wo chahe to khinch ke maare tere munh pe thappad is duniya ke peeche tu deewaana nahin ban is duniya ke peeche tu deewaana nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son jo bhikhmanga in sadkon pe aaj bajaaye baaja o deewane tu kya jaane kal hoga wo raaja jo bhikhmanga in sadkon pe aaj bajaaye baaja o deewane tu kya jaane kal hoga wo raaja ek din tere saamne wo ghumega ban than ek din tere saamne wo ghumega ban than chhuri ban kaanta ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban aalu ban shora ban o my son sab kuchh ban kisi ka chamcha nahin ban chhuri ban kaanta ban o my son click here
dil hai aap ka huzoor lijiye na lijiye itna husn par guroor tauba tauba kijiye dil hai aap ka huzoor lijiye na lijiye itna husn par guroor tauba tauba kijiye sheesha dekhiye huzoor dil na hum ko dijiye apni shakl dekh kar tauba tauba kijiye sheesha dekhiye huzoor dil na hum ko dijiye apni shakl dekh kar tauba tauba kijiye dil hai aap ka huzoor dard tere ishq ka haaye kaisi cheez hai haaye kaisi cheez hai dard tere ishq ka haaye kaisi cheez hai haaye kaisi cheez hai hooye rakhiye apne paas agar aap ko azeez hai aap ko azeez hai rakhiye apne paas dijiye magar jaaaaa thoda thoda dijiye are re re reee itna husn par guroor tauba tauba kijiye sheesha dekhiye huzoor kyun jala rahe ho tum aandhiyon mein ye diya aandhiyon mein ye diya kyun jala rahe ho tum aandhiyon mein ye diya aandhiyon mein ye diya aa haan isliye ke ek din tum mujhe kaho piya tum mujhe kaho piya isliye ke ek din tum mujhe kaho piya tum mujhe kaho piya aaaa aap kya nashe mein hain kuchh to hosh kijiye click here
gustakh nazar chehre se hata humko na sata are ja chala ja jaati hai kidhar baatein na bana ye karti hai kya lahaul vila gustakh nazar chehre se hata bedard bhi hoon magroor bhi hoon mat dekh idhar aur teri pahunch se door bhi hoon o jaadugar bedard bhi hoon magroor bhi hoon mat dekh idhar aur teri pahunch se door bhi hoon o jaadugar are jaadugar jaadu na chala aankhein na mila are ja chala ja jaati hai kidhar baatein na bana ye karti hai kya lahaul vila gustaakh nazar chehre se hata naagin ki tarah bal khaati huyi bal kha ke chalun bijli ki tarah lehraati huyi lehra ke chalun naagin ki tarah bal khaati huyi bal kha ke chalun bijli ki tarah lehraati huyi lehra ke chalun mere husn se dar ulfat na jata deewana hai kya are ja chala ja jaati hai kidhar baatein na bana ye karti hai kya lahaul vila gustakh nazar chehre se hata o shokh ada mujh se na ulajh hat chhod mujhe mujhe naazuk naazuk phool samajh mat dekh mujhe o shokh ada mujh se na ulajh hat chhod mujhe mujhe click here
nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka balam tera mera hua pyaar pakka mohabbat mein dil ko laga aisa dhakka mohabbat mein dil ko laga aisa dhakka chali aankh main reh gaya hakka bakka nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka ghataaon ke ghunghat mein chanda chhupaaye labon par chamak bijliyon ki sajaaye labon par chamak bijliyon ki sajaaye mere dil mein aise kadam toone rakha mere dil mein aise kadam toone rakha chali aankh main reh gaya hakka bakka nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka muqaddar ho raazi to duniya bhi raazi muqaddar ne aaj kal ye duniya jhuka di muqaddar ne aaj kal ye duniya jhuka di tere haath hai aaj qismat ka yakka tere haath hai aaj qismat ka yakka balam tera mera hua pyaar pakka mohabbat mein dil ko laga aisa dhakka ishaara jo kar de ye mehfil suhaani laga doon abhi daanv par zindgaani laga doon abhi daanv par zindgaani aji main hoon aashiq na samjho uchakka aji main hoon aashiq na samjho uchakka click here
o mister dil badi mushkil mein toone aaj daala hawa mehki sama apna ajab jaadu niraala o mister dil badi mushkil mein toone aaj daala hawa mehki sama apna ajab jaadu niraala o mister dil aha haa aha haa aha haa aha haa chiki chiki chiki chiki oho ho oho ho chiki chiki chiki chiki oho ho oho ho ghadi bhar mein iraade kyun badalta hai kabhi hans kar kabhi ro kar sambhalta hai ghadi bhar mein iraade kyun badalta hai kabhi hans kar kabhi ro kar sambhalta hai badi mushkil se pehlu mein tujhe humne sambhala o mister dil badi mushkil mein toone aaj daala hawa mehki sama apna ajab jaadu niraala o mister dil ae hey hey ae hey hey ae hey hey ae hey hey chiki chiki chiki chiki aha ha aha ha chiki chiki chiki chiki aha ha aha ha aha mohabbat ke gulistan mein khilegi tu main kuchh keh doon kisi butt ko milegi tu mohabbat ke gulistan mein khilegi tu main kuchh keh doon kisi butt ko milegi tu andhere mein karegi kya mohabbat ka ujaala o mister dil badi mushkil mein toone aaj click here
sach kehta hoon bahot haseen ho tumse muhabbat ho sakti hai hoooo oooo ooooo tumse mil ke koi bhi ladki apne aap ko kho sakti hai oooo ooooo ooooo sach kehta hoon bahot haseen ho tumse muhabbat ho sakti hai aaaa aaaaa aaaaa aaaaa tumse mil ke koi bhi ladki apne aap ko kho sakti hai oooo ooooo ooooo sach kehta hoon bahot haseen ho ooooo hooo hooo hooo aah haa haaa oooo hooo hoooo aaaaaa haaaaaa chaudhavin ka chaand jaise taaron mein haseen teri jaisi laakhon mein hazaaron mein nahin chaudhavin ka chaand jaise taaron mein haseen teri jaisi laakhon mein hazaaron mein nahin hooo oooo main hoon kahin piya mere hosh hain kahin tu hai mere paas mujhe aaye naa yakeen main hoon kahin piya mere hosh hain kahin tu hai mere paas mujhe aaye naa yakeen dekha jo tujhe dil kho gaya kho ke mera dil tera ho gaya aaa aaaaa maane na jiya o jhute piya le ke mera dil baaten naa banaa sach kehta hoon bahot haseen ho aaaa haaa haaa haaa ooo hooo hoooo aaaa haaaa haaaa haaa ooo hooo hooo click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaand Zard Zard hai jaali note (1960) 03:16 16254
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dev Anand
Duration : 03:16   Song Number : 16254   

Chhuri Ban Kanta Ban O My Son jaali note (1960) 02:37 19831
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:37   Song Number : 19831   

Dil Hai Aap ka Huzoor jaali note (1960) 03:59 16447
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 03:59   Song Number : 16447   

Gustakh Nazar Chehre Se Hata jaali note (1960) 04:01 12054
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 04:01   Song Number : 12054   

Nighaahon Ne Phenka Hai jaali note (1960) 04:47 20513
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Helen
Duration : 04:47   Song Number : 20513   

O Mister Dil Badi Mushkil jaali note (1960) 04:10 20508
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 04:10   Song Number : 20508   

Sach Kehta Hoon Bahut Haseen Ho jaali note (1960) 03:34 16448
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 03:34   Song Number : 16448