Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYahudi (1958)
HomeYahudi (1958)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aansoo ki aag le ke teri yaad aayi jalte huye raag le ke teri yaad aayi shikwe hazaar le ke teri yaad aayi aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai rota hai gumcha gumcha aangan udaas hai ab dil ki aarzoo ko jalwon ki pyaas hai ab dil ki aarzoo ko jalwon ki pyaas hai aansoo ki aag le ke teri yaad aayi jalte huye raag le ke teri yaad aayi shikwe hazaar le ke teri yaad aayi aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai donon jahaan teri chaahat mein chhod doon pyaar ka naazuk rishta kaise main tod doon pyaar ka naazuk rishta kaise main tod doon aansoo ki aag le ke teri yaad aayi jalte huye raag le ke teri yaad aayi shikwe hazaar le ke teri yaad aayi aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai
aate jaate pehlu mein aaya koi aate jaate pehlu mein aaya koi mere dil batlaa na chhupa aaj se main tujhe dil kahun ya dilrubaa aate jaate pehlu mein aaya koi mere dil batlaa na chhupa aaj se main tujhe dil kahun ya dilrubaa aate jaate pehlu mein aaya koi teri sunun aur sunti rahun main apni tadap chhupa lun phir bhi kahan tak sabra karun main khud ko kitna sambhaalun aate jaate haa aa aa aa aa aate jaate pehlu mein aaya koi mere dil batlaa na chhupa aaj se main tujhe dil kahun ya dilrubaa aate jaate pehlu mein aaya koi mast nazar tune ye kya kiya liya ye kaun sa badla hai ye sharaabi nazar ka asar ki mujhse dil bhi na shambhla aate jaate haa aa aa aa aa aate jaate pehlu mein aaya koi mere dil batlaa na chhupa aaj se main tujhe dil kahun ya dilrubaa aate jaate pehlu mein aaya koi tera tassavvur tera hi ghum labon pe tera taraana neend se bhi ab kehti hoon main tu unko khwaab mein laana aate jaate haa aa aa aa aa aate jaate pehlu mein aaya koi mere dil batlaa na
bechain dil khoyi si nazar tanhaaiyon mein shaam o sahar tum yaad aate ho ooo ooo ooo oo bechain dil khoyi si nazar tanhaaiyon mein shaam o sahar tum yaad aate ho dil nahi pehlu mein reh gayi do aankhen dil nahin pehlu mein reh gayi do aankhen oooo jaane kya kya hamse keh gayi do aankhen jaane kya kya hamse keh gayi do aankhen jaane kya kya hamse keh gayi do aankhen sunsaan raaton mein aksar jab chaand pe jaati hai nazar tum yaad aate ho oo ooo ooo bechain dil khoyi si nazar tanhaaiyon mein shaam o sahar tum yaad aate ho dil to deewana tha hum bhi kya kar baithe dil to deewana tha hum bhi kya kar baithe oo oo marz jaane kya tha kya dawa kar baithe marz jaane kya tha kya dawa kar baithe marz jaane kya tha kya dawa kar baithe ik aah thandi si bhar kar unse koi keh de jaa kar tum yaad aate ho oo ooo ooo bechain dil khoyi si nazar tanhaaiyon mein shaam o sahar tum yaad aate ho hum to ye samjhe the khatm hai afsana hum to ye samjhe the khatm hai afsana oooo uth chuki
ho dil mein pyaar ka tufaan na samjhe koi nadaan dil mein pyaar ka tufaan na samjhe koi nadaan jaalim ghoor ghoor ke dekhe door door se dil mein pyaar ka tufaan na samjhe koi nadaan dil mein pyaar ka tufaan na samjhe koi nadaan jaalim ghoor ghoor ke dekhe door door se dil mein pyaar ka tufaan jiske liye main saari raat jagi usne hi dekho meri khabar na li jiske liye main saari raat jagi usne hi dekho meri khabar na li mausam chhede meethe raag mere dil mein jaage aag mausam chhede meethe raag mere dil mein jaage aag jaalim ghoor ghoor ke dekhe door door se ho dil mein pyaar ka tufaan ye berukhi na dua na salaam mujhko wafa ka mila ye inaam ye berukhi na dua na salaam mujhko wafa ka mila ye inaam vaada karna tha aasaan ja dekha tera imaan vaada karna tha aasaan ja dekha tera imaan kaahe ghoor ghoor ke dekhe door door se ho dil mein pyaar ka tufaan na samjhe koi nadaan dil mein pyaar ka tufaan na samjhe koi nadaan jaalim ghoor ghoor ke dekhe door door se dil mein
meri jaan meri jaan pyaar kisi se ho hi gaya hai hum kya karen meri jaan meri jaan pyaar kisi se ho hi gaya hai hum kya karen meri jaan meri jaan bhooli thi main haye kya thi khabar lootegi yun mujhe unki nazar bhooli thi main haye kya thi khabar lootegi yun mujhe unki nazar na hote mukabil na dil haarte hum ye apni khata hai gila kya karen hum kya karen wai wai wai wai meri jaan meri jaan pyaar kisi se ho hi gaya hai hum kya karen jinki nigahon ne ghayal kiya lenge unhin se dil ki dawa jinki nigahon ne ghayal kiya lenge unhin se dil ki dawa na hum muskurate na wo paas aate usi ki mili hai saza kya karen hum kya karen wai wai wai waai meri jaan meri jaan pyaar kisi se ho hi gaya hai hum kya karen
dil se tujhko bedili hai mujhko hai dil ka ghuroor tu ye maane ke na maane log maanein-ge zuroor ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor tu na pehchaane to hai ye teri nazron ka kusoor ye mera deewanapan hai dil ko teri hi tamanna dil ko hai tujhse hi pyaar dil ko teri hi tamanna dil ko hai tujhse hi pyaar chaahe tu aaye na aaye hum karenge intezaar ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor tu na pehchaane to hai ye teri nazron ka kusoor ye mera deewanapan hai aise veeraane mein ik din ghut ke mar jayenge hum aise veeraane mein ik din ghut ke mar jayenge hum jitna ji chahe pukaro phir nahin aayenge hum ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor tu na pehchaane to hai ye teri nazron ka kusoor ye mera deewanapan hai ye mera deewanapan hai
yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya shaitaanon ki basti hai yahaan zindagi sasti hai yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya shaitaanon ki basti hai yahaan zindagi sasti hai yeh duniya yeh duniya dam lene ko saaya hai talwaaron ka so jaane ko bistar hai angaaron ka kadam choom tu sar ke andhe peeron ke karna hai to sajda kar deewaaron ka arre karna hai to sajda kar deewaaron ka yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya har zaalim ek hasti hai mazhab julm parasti hai yeh duniya yeh duniya raaz yeh dar ka maut hai yahaan ki raani kadam kadam pe zor julm ki manmaani bhook yahaan ki fasal saal bhar falti hai log yahaan peete hain aankhon ka paani are log yahaan peete hain aankhon ka paani yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya harsu aag barasti hai pyaasi rooh tarasti hai yeh duniya yeh duniya badal rahi hai roz badalti jaayegi badal rahi hai roz badalti jaayegi duniya karwat legi chakkar khayegi lekin hum majrum gareebon ki kismat kabhi na
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aansoo Ki Aag Le Ke Yahudi (1958) 03:55 14419
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:55   Song Number : 14419   

Aate Jaate Yahudi (1958) 04:17 14418
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:17   Song Number : 14418   

Bechain Dil Khoyi Si Nazar Yahudi (1958) 04:33 36479
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Helen, Dilip Kumar
Duration : 04:33   Song Number : 36479   

Dil Mein Pyaar Ka Tufaan Yahudi (1958) 04:36 39003
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:36   Song Number : 39003   

Meri Jaan Meri Jaan Yahudi (1958) 03:58 12021
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:58   Song Number : 12021   

Ye Mera Deewanapan Hai Yahudi (1958) 03:47 21450
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Yaman
Duration : 03:47   Song Number : 21450   

Yeh Duniya Yeh Duniya Yahudi (1958) 03:56 39127
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:56   Song Number : 39127