Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeWoh Kaun Thi (1964)
HomeWoh Kaun Thi (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye tabaahi to hamaare dil pe aayi aap kyun roye humara dard o ghum hai ye isse kyun aap sahte hain ye kyun aansoon humare aap ki aankhon se bahte hain ghumon ki aag humne khud lagayi aap kyun roye jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye bahut roye magar ab aap ki khaatir na royenge na apna chain kho kar aap ka hum chain khoyenge qayamat aap ke ashkon ne dhaayi aap kyun roye jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye na ye aansoon ruke to dekhiye phir hum bhi ro denge hum apne aansuon mein chaand taaron ko dubo denge fanaah ho jayengi saari khudayi aap kyun roye jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye
chhod kar tere pyaar ka daaman chhod kar tere pyaar ka daaman ye bata de ke hum kidhar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen mil gaye aaj kaafile dil ke hum khade hain kareeb manzil ke muskuraa kar jo tumne dekh liya mit gaye hans ke sab gile dil ke kitni pyaari hai ye haseen ghadiyaan inn se keh do yahin thehar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen tere kadmon pe zindagi rakh doon apni aankhon ki roshni rakh doon tu agar khush ho main tere dil mein apne dil ki har ek khushi rakh doon mere humdam meri khushi ye hai tu nazar aaye hum jidhar jaayen chhod kar tere pyaar ka daaman ye bata de ke hum kidhar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen
lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye humko mili hain aaj ye ghadiyaan naseeb se jee bhar ke dekh lijiye humko kareeb se phir aap ke naseeb mein ye baat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye paas aaiye ke hum nahin aayenge baar baar baahen gale mein daal ke hum ro len zaar zaar aankhon se phir ye pyaar ki barsaat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye
aa aaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa naina barse rim jhim rim jhim naina barse rim jhim rim jhim piya tore aawan ki aas naina barse rim jhim rim jhim naina barse barse barse wo din meri nigaahon mein wo yaaden meri aahon mein hooooooo wo din meri nigaahon mein wo yaaden meri aahon mein ye dil ab tak bhatakta hai teri ulfat ki raahon mein sooni sooni raahen sehmi sehmi baahen ankhon mein hai barson ki pyaas naina barse rim jhim rim jhim naina barse barse barse nazar tujh bin machalti hai mohabbat haath malti hai hooooooo nazar tujh bin machalti hai mohabbat haath malti hai chala aa mere parwaane wafaa ki shamma jalti hai o mere humraahi phirti hoon ghabraayi jahaan bhi hai aa jaa mere paas naina barse rim jhim rim jhim naina barse barse barse adhoora hoon main afsana jo yaad aaun chale aana mera jo haal hai tujh bin wo aa kar dekhte jaana bheegi bheegi palkein chham chham aansoon chhalken khoyi khoyi aankhen hain udaas naina
o aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha aa aha ha ha ha ha ha shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa mera na kuchh khayaal kar tu yuhin muskuraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan jaag uthi hai aarzoo jaise charag jal pade ab to wafa ki raah mein hum tere saath chal pade chaahe hasaaye jaa humen chaahe humen rulaaye jaa shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan chain kahin kissi ghadi aaye na tere bin mujhe kaash main iss jahan se chheen loon ek din tujhe main tere saath saath hoon chaahe nazar bachaaye jaa shokh nazar ki bijliyaan dil pe mere giraaye jaa mera na kuchh khayaal kar tu yuhin muskuraaye jaa shokh nazar ki bijliyaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Kyun Roye Woh Kaun Thi (1964) 03:46 11854
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sadhana
Duration : 03:46   Song Number : 11854   

Chhod Kar Tere Pyaar Ka Woh Kaun Thi (1964) 03:16 12063
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Helen
Duration : 03:16   Song Number : 12063   

Lag Jaa Gale Woh Kaun Thi (1964) 04:28 11973
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:28   Song Number : 11973   

Naina Barse Rim Jhim Rim Jhim Woh Kaun Thi (1964) 07:47 12153
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 07:47   Song Number : 12153   

Shokh Nazar Ki Bijliyan Woh Kaun Thi (1964) 03:33 12221
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:33   Song Number : 12221