MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeVachan%20(1955)
HomeVachan%20(1955)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe bekhudi itni badha do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe dosti kya hai wafaa kya hai mohabbat kya hai dil ka kya mol hai ehsaas ki keemat kya hai humne sab jaan liya hai ke haqeeqat kya hai aaj bas itni duaa do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe muflisi dekhi ameeri ki adaa dekh chuke ghum ka mauhaal musarrat ki fizaa dekh chuke kaise phirti hai zamaane ki hawaa dekh chuke shamma yaadon ki bhujha do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe ishq bechain khayaalon ke siwaa kuchh bhi nahin husn berooh ujaalon ke siwaa kuchh bhi nahin zindagi chand sawaalon ke siwaa kuchh bhi nahin har sawaal aise mitaa do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe mit naa paayega jahaan se kabhi nafrat ka riwaaz ho naa paayega kabhi rooh ke zakhmon ka ilaaz saltanat click here
chanda mama door ke puye pakaayein boor ke chanda mama door ke puye pakaayein boor ke aap khaayein thaali mein munne ko de pyaali mein aap khaayein thaali mein munne ko de pyaali mein chanda mama door ke puye pakaayein boor ke pyaali gayi toot munna gaya rooth pyaali gayi toot munna gaya rooth laayenge nayi pyaaliyaan bajaa bajaa ke taaliyaan laayenge nayi pyaaliyaan bajaa bajaa ke taaliyaan munne ko manaayenge hum doodh malaayi khaayenge chanda mama door ke puye pakaayein boor ke aap khaayein thaali mein munne ko de pyaali mein chanda mama door ke puye pakaayein boor ke udankhatole baith ke munna chanda ke ghar jaayega udankhatole baith ke munna chanda ke ghar jaayega taaron ke sang aankh micholi khel ke dil behlayega khel kood se jab mere munne ka dil bhar jaayega thumak thumak mera munna waapis ghar ko aayegaa chanda mama door ke puye pakaayein boor ke ho chanda mama door ke puye pakaayein boor ke aap khaayein thaali mein munne ko de pyaali mein aap khaayein click here
itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano had ke andar ho nazakat to adaa hoti hai had se badh jaaye to aap apni sazaa hoti hai itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano jism ka bojh uthaye nahin uthta tumse jism ka bojh uthaye nahin uthta tumse zindgaani ka kada bojh sahogi kaise tum jo halki si hawaaon mein lachak jaati ho tej jhonkon ke tapedon mein rahogi kaise itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano ye naa samjho ke har ik raah mein kaliyaan hongi ye naa samjho ke har ik raah mein kaliyaan hongi raah chalni hai to kaanton pe bhi chalna hoga ye naya daur hai iss daur mein jeene ke liye husn ko husn ka andaaz badlna hoga itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano koi rukta nahin thehre huye raahi ke liye koi rukta nahin thehre huye raahi ke liye jo bhi dekhega wo katra ke guzar jaayega hum agar waqt ke humraah na chalne paaye waqt hum dono ko thukraa ke guzar jaayega itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano click here
jab liya haath mein haath nibhaana saath mere sajna dekho ji humein chhod na jaana jab liya haath mein haath nibhaana saath mere sajna dekho ji humein chhod na jaana saath kabhi na chhute chaahe dushman bane zamaana dekho ji humein chhod na jaana dekho ji dil tod na jaana phoolon ki baaraat saji hai aur kaliyon ki doli phoolon ki baaraat saji hai aur kaliyon ki doli jeevan bhar ke liye piya main aaj tumhaari ho li aaj tumhaari ho li ghunghat ki rakhoge laaj vachan do aaj mere sajna dekho ji mukh mod na jaana dekho ji dil tod na jaana neele ambar waala dega nis din meri gawaahi neele ambar waala dega nis din meri gawaahi sada yeh preet nibhaaunga main sada hai preet nibhayi sada hai preet nibhayi duniya mein pyaar ka naam na ho badnaam mere sajna dekho ji dil tod na jaana saath kabhi na chhute chaahe dushman bane zamaana dekho ji humein chhod na jaana dekho ji dil tod na jaana aaaa aaaa aaaa aaaa oooo oooo oooo ooooo click here
sambhal kar chalo jaana varna gir jaaogi haan ha jawaani mast hai dagar zara sambhal ke chalo jawaani mast hai dagar zara sambhal ke chalo ye bekhudi ka hai safar zara sambhal ke chalo jawaani mast hai dagar zara sambhal ke chalo jawaani mast hai dagar zara sambhal ke chalo ye bekhudi ka hai safar zara sambhal ke chalo jawaani mast hai dagar zara sambhal ke chalo haa ajji dupatta kahin hai zara bhi hosh nahin hai kadam hain bahke huye se khayal aur kahin hai hoo ajji dupatta kahin hai zara bhi hosh nahin hai kadam hain bahke huye se khayal aur kahin hai tumhara dhyan hai kidhar zara sambhal ke chalo tumhara dhyan hai kidhar zara sambhal ke chalo ye bekhudi ka hai safar zara sambhal ke chalo jawaani mast hai dagar zara sambhal ke chaloo haa naa bhago humse hasina zara to thahro hasina tumhari raah pe hum hain tumhare saath hai jeenaa naa bhago humse hasina zara to thahro hasina tumhari raah pe hum hain tumhare saath hai jeena ye tumpe kis ka hai asar zara sambhal ke click here
jeene waale jhoom ke mastaana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee jeene waale jhoom ke mastaana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee achchha bura kya hai jaane bhi de nit naya jaadoo chhane bhi de jaa ke ye jawaani aani nahin dilon ko muraaden paane bhi de aaaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa haaa shokhi bhare husn ka nazraana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee jeene waale jhoom ke mastaana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee jeene ka mazaa le marta hai kyun thandi thandi aahen bharta hai kyun logon ki nighaahen kuchh bhi kahen kiye jaa khataayen dartaa hai kyun aaaa haaa haaa haaa oooo hooo hooo hooo hooo choome jise honth wo paimaana ho ke je aane waali subah se begaana ho ke jee jeene waale jhoom ke mastaana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee gini chuni saansen laaya hai tu jaane ko jahaan mein aaya hai tu donon ke liye hain ginti ke din main hoon parchhain saaya hai tu oooo hooo hooo hooo aaaa haaa click here
main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun zidd toot gayi inkaar ki rut jaag uthi deedaar ki zidd toot gayi inkaar ki rut jaag uthi deedaar ki tum aaj mere nazdeek ho yahi jeet hai mere pyaar ki dil leke hum deke sharmaaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun tum mera hasin armaan ho ek khoyi huyi pehchaan ho tum mera hasin armaan ho ek khoyi huyi pehchaan ho kal gairon ke mehmaan the aaj is ghar ke mehmaan ho duniya ke dukh paake ghabraaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun mere dil pe tumhaara haath hai kaisi pighali huyi ye raat hai mere dil pe tumhaara haath hai kaisi pighali huyi ye raat hai kal tak jo nazar magroor thi wo hi shokh bhari saugaat hai tarsaa ke tadpaa ke pachhtaaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun click here
nelluri nerajana ne kunkumalle maaripona nuvvu snanamada paspulaga nannu koncham poosukove nee andalaku muvvalaga nannu koncham marchukove nelluri nerajana ne kunkumalle maaripona nuvvu snanamada paspulaga nannu koncham poosukove nee andalaku muvvalaga nannu koncham marchukove oka kanta neerulato pedaventa usurulato nee valla oka pari jananam oka pari maranam ainadi are pareti selayeru ala sangrana kalisinatu gunde neethoduga ventadene arikaalu marachi adavi chettu poochenule nelluri nerajana ne kunkumalle maaripona nuvvu snanamada paspulaga nannu koncham poosukove nee andalaku muvvalaga nannu koncham marchukove jonnakanti dhoole padinattu kannulalo doore parachitive teegabadi nacchina mallikave okamaru navvutu baduleeve pedavipai pedavolchi maatalanu jurrukoni vellato boddinga medapai ragilina tapaminka pooooledu are meriseti rangu needi nee andanikeduredi nuvvu take chota teepekkule ika vollu mottam cheyyavalenu punyamuleee nelluri nerajana ne kunkumalle click here
koi jahaan mein hamaari tarha gareeb na ho gareeb ho bhi to hum jaisa badnaseeb na ho ek paisa de de ek paisa de de o babu o babu o jaane wale babu ek paisa de de teri jeb rahe na khali ooo oooo teri jeb rahe na khali teri roz mane deewali deewali tu hardum mauj udaaye kabhi na dukh paaye o babu ek paisa de de ek paisa de de ye bachcha duaayen dega tera bigda kaam banega ise raaton neend nahin aaye bhookh tadpaaye o babu ek paisa de de ek paisa de de kismat phooti duniya roothi chhute sabhi sahare pet ke khatir bane bhikaari phirte dar dar maare pet ke khatir bane bhikaari phirte dar dar maare aankh se andha baapu mera aankh se andha baapu mera pag pag thokar khaaye chala nahin jaaye o babu ek paisa de de ek paisa de de o babu o babu o jaane wale babu ek paisa de de ek paisa de de click here
Oh Devi Yemi Kannulu Neevi click here
ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan zara si zulf khol do fizaa mein itr ghol do zara si zulf khol do fizaa mein itr ghol do nazar jo baat keh chuki wo baat munh se bol do ke jhoom uthe nighaah mein bahaar kaa samaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan ye chup bhi ek sawaal hai ajeeb dil ka haal hai ye chup bhi ek sawaal hai ajeeb dil ka haal hai har ek khayaal kho gaya bas ab yahi khayaal hai ke faaslaa naa kuchh rahe humare darmiyaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan ye roop rang ye phaban chamakte chaand sa badan ye roop rang ye phaban chamakte chaand sa badan bura naa maano tum agar to click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Iss Darjaa Pilaa Do Vaasna (1968) 05:52 14392
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 05:52   Song Number : 14392   

Chanda Mama Door Ke Vachan (1955) 03:07 15027
 
Poster of Vachan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:07   Song Number : 15027   

Itni Nazuk Na Bano Vaasna (1968) 04:57 14390
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:57   Song Number : 14390   

Jab Liya Haath Mein Haath Vachan (1955) 03:35 40686
 
Poster of Vachan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Rajendra
Duration : 03:35   Song Number : 40686   

Jawaani Mast Hai Dagar Zara Vachan (1970) 04:10 16482
 
Poster of Vachan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Brij Mohan, Geeta Bali
Duration : 04:10   Song Number : 16482   

Jeene Waale Jhoom Ke Vaasna (1968) 04:50 14391
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:50   Song Number : 14391   

Main Sadke Jaaun Vaasna (1968) 04:30 21195
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:30   Song Number : 21195   

Nelluri Nerajana Vishnu (2003) 06:43 10267
 
Poster of Vishnu (2003)
 
Category
Telugu
Year- 
2003
Lyricist
Gurucharan
Music Director- 
Ismail Darbar
On Screen Actors- 
Vishnu, Shilpa Anand
Duration : 06:43   Song Number : 10267   

O Babu O Jaane Wale Ek Paisa De De Vachan (1955) 04:41 36643
 
Poster of Vachan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Geeta Bali
Duration : 04:41   Song Number : 36643   

Oh Devi Yemi Kannulu Neevi Vijayam Manade (1970) 04:16 39353
 
Poster of Vijayam Manade (1970)
 
Category
Telugu
Year- 
1970
Lyricist
C Narayana Reddy
Music Director- 
Ghantasala Venkateswara Rao
Duration : 04:16   Song Number : 39353   

Ye Parbaton Ke Vaasna (1968) 05:34 11833
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Kumud Chhugani
Duration : 05:34   Song Number : 11833