Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTaqdeer (1967)
HomeTaqdeer (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aayiye bahaar ko hum baant lein aayiye bahaar ko hum baant lein zindagi ke pyaar ko hum baant lein aayiye bahaar ko hum baant lein zindagi ke pyaar ko hum baant lein milke royen milke muskurayein hum apni jeet haar ko hum baant lein aayiye bahaar ko hum baant lein zindagi ke pyaar ko hum baant lein aa aa aa a aa aa aa aa aa aa aa jiske paas ho khushi thodi si khushi de de jiske paas ho khushi thodi si khushi de de jo bebas ho bechaara apni bebasi de de dard ki pukaar ko hum baant lein zindagi ke pyaar ko hum baant lein aayiye bahaar ko hum baant lein zindagi ke pyaar ko hum baant lein pyasa na rahe koi bhukha na soye koi pyasa na rahe koi bhukha na soye koi tanha na hanse koi tanha na roye koi aansuon ki dhaar ko hum baant lein zindagi ke pyaar ko hum baant lein aayiye bahaar ko hum baant lein zindagi ke pyaar ko hum baant lein
jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bhi chaand nikla aur taare jagmagaaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye hooooo aaaa hmmmm apna koi taraana maine nahin banaaya apna koi taraana maine nahin banaaya tumne mere labon pe har ek sur sajayaa hoooooo jab jab mere taraane duniyaa ne gungunaaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye ek pyaar aur wafa ki tasveer maanta hoon ek pyaar aur wafa ki tasveer maanta hoon tasveer kya tumhe main taqdeer manta hoon hoooooo dekhi nazar ne khushiyaan ya dekhe ghum ke saaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye mumkin hai zindgaani kar jaaye bewafaai mumkin hai zindgaani kar jaaye bewafaai lekin yeh pyar woh hai jis mein nahin judaai hoooooo is pyaar ke fasaane jab jab zuban pe aaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad
se koi jaane bhala khwabon ki taabir aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khwabon ki taabir aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kis rang se jaane bane jeevan ki tasveer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer jisko khushi se jeena ho ye baat wo jaan le marji ho jo bhagwaan ki hans ke use maan le maan le jis se bani ghum bhi khushi hai ye wahi tadbeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer do roz ki ye zindagi kis cheez ka naam hai har ik subah hai bekhabar anjaan har shaam hai shaam hai kis ko pata toote kahaan saanson ki zanjeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khwabon ki taabir aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer
kyun aise dekha kyun aise dekha aap ne deewane ho gaye hum deewane ho gaye aare aap ki chahat ke hum parwane ho gaye hum parwane ho gaye deewane parwane deewane parwane deewane parwane parwane deewane na jane kya ho gaye kyun aise dekha aap ne deewane ho gaye hum deewane ho gaye aare aap ki chahat ke hum parwane ho gaye hum parwane ho gaye ho aap ka jadu aisa chala baat karein kya dil ki bhala dil se gaye hum jaan se gaye dekhe aap ke rang naye aare ada ada mein wafa chhupi hai wafa ke dhang naye wafa ke dhang naye kyun aise dekha kyun aise dekha aap ne deewane ho gaye hum deewane ho gaye aare aap ki chahat ke hum parwane ho gaye hum parwane ho gaye hoo do deewane khoob mile jaise do mehboob mile husn tera aur ishq mera dono jahan mein aur hai kya duniya ke ab saare nazaare nazar se utar gaye haan nazar se utar gaye kyun aise dekha kyun aise dekha aap ne deewane ho gaye hum deewane ho gaye aare aap ki chahat ke hum parwane ho gaye hum parwane ho gaye deewane
kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer iss rang se jaane bane jeevan ki tasveer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer jiss ko khushi se jeena ho ye baat wo jaan le marzi ho jo bhagwaan ki hans ke use maan le maan leeeee jiss se bane ghum bhi khushi hai ye wo hi tadbeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer do roz ki ye zindagi kiss cheez ka naam hai har ik subah hai bekhabar anjaan har shaam hai shaam haiiiii kisko pata toote kahaan saanson ki zanjeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer
mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake naa phir yaad aana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana mera pyaar guzre zamaane ki baat mera pyaar guzre zamaane ki baat rahe yaad kyun bhool jaane ki baat nahin koi aansun bahaane ki baat naa aansun bahaana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana mujhe maaf karna mere humsafar mujhe maaf karna mere humsafar kahin kho gaya main tumhen chhod kar tumhen maine aansun diye hain magar sadaa muskuraana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake naa phir yaad aana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana
saat samundar paar se gudiyon ke baazar se saat samundar paar se gudiyon ke baazar se achchhi si gudiyaa laana gudiyaa chaahe naa laana pappa jaldi aa jaana pappa jaldi aa jaana saat samundar paar se gudiyon ke baazar se achchhi si gudiyaa laana gudiyaa chaahe naa laana pappa jaldi aa jaana pappa jaldi aa jaana hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum pardes gaye jab se bas ye haal huya tab se dil deewana lagta hai ghar veerana lagta hai jhilmil chaand sitaaron ne darwaajo deewaron ne sabne poochha hai humse kab jee chhutega humse kab jee chhutega humse kab hoga unn ka aana pappa jaldi aa jaana pappa jaldi aa jaana maa bhi lori nahin gaati humko neend nahin aati khel khilone toot gaye sangi saathi chhut gaye jeb humari khaali hai aur aati deewali hai hum sab ko na tadpaao apne ghar waapas aao apne ghar waapas aao aur kabhi phir naa jaana pappa jaldi aa jaana pappa jaldi aa jaana khat naa samjho taar hai ye kaagaz nahin hai pyaar hai ye doori aur itni
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aayiye Bahaar Ko Hum Baant Lein Taqdeer (1967) 04:23 37508
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Farida Jalal
Duration : 04:23   Song Number : 37508   

Jab Jab Bahaar Taqdeer (1967) 05:35 20632
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 05:35   Song Number : 20632   

Kaise Koi Jaane Bhala Taqdeer (1967) 03:30 38251
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:30   Song Number : 38251   

Kyun Aise Dekha Aap Ne Taqdeer (1967) 04:25 18555
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:25   Song Number : 18555   

Likhta Hai Wo Taqdeer Taqdeer (1967) 03:38 16329
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 03:38   Song Number : 16329   

Mujhe Bhool Jaana Taqdeer (1967) 03:51 14321
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:51   Song Number : 14321   

Pappa Jaldi Aa Jaana Taqdeer (1967) 05:07 12512
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Farida Jalal
Duration : 05:07   Song Number : 12512