Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTamanna (1969)
HomeTamanna (1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ooo ooo ooo ek jhonka pawan ka aaya ek jhonka pawan ka aaya aise aanchal mera lehraaya chhai aisi bahaar hua mann bekaraar is mausam ne chain churaaya ek jhonka pawan ka aaya aise aanchal mera lehraaya is rut ne khabar wo sunaayi is rut ne khabar wo sunaayi aap apne se main sharmaayi mere saajan ka pyaar mere manwa ke dwaar koi aisa sandesa laaya ek jhonka pawan ka aaya aise aanchal mera lehraaya chhai aisi bahaar hua mann bekaraar is mausam ne chain churaaya ek jhonka pawan ka aaya aise aanchal mera lehraaya meri duniya thi jis bin adhuri meri duniya thi jis bin adhuri ab hogi tamanna wo poori mere mann mein thi aas mere honthon pe pyaas pyase aangan pe baadal chaaya ek jhonka pawan ka aaya aise aanchal mera lehraaya chhai aisi bahaar hua mann bekaraar is mausam ne chain churaaya ek jhonka pawan ka aaya aise aanchal mera lehraaya
aye ji hooooo taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi daan yatimo ko deta to daani main kehlaata daani main kehlaata khush ho jaati biwi jo uske gahne banwata uske gahne banwata maine kaagaz ki begam se kaahe aankh ladayi main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi apne dil ka chain bhi haara aur daulat bhi haari aur daulat bhi haari maalik ne insaan banaya main ban gaya juaari main ban gaya juaari gali gali mein ho gayi yaaron aaj meri ruswaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi are
tere jaisa kaun hai tere jaisa koi nahin tere jaisa kaun hai tere jaisa koi nahin kaise kaise phool chaman mein lekin aisa koi nahin tere jaisa kaun hai tere jaisa koi nahin kaliyon ka joban pariyon ka roop baadal ki chhaon suraj ki dhoop shayar ki ghazlen sheeshe ke jaam dilkash baharen rangeen shaam kaise kaise naam hai lab pe lekin aisa koi nahin tere jaisa kaun hai tere jaisa koi nahin bagon mein shabnam mashhoor thi baad e saba bhi magroor thi jab tujhko dekha jaan e bahar kehne lage sab tauba hai yaar kaise kaise husn yahan hain lekin aisa koi nahin tere jaisa kaun hai tere jaisa koi nahin jo tujhko dekhe soche ye baat ye zulf hai ya sawan ki raat jo tujhko dekhe puche sawal tu hai haqeeqat ya hai khayal kaise kaise jalwe jahan mein lekin aisa koi nahin tere jaisa kaun hai tere jaisa koi nahin kaise kaise phool chaman mein lekin aisa koi nahin tere jaisa kaun hai tere jaisa koi nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Jhonka Pawan Ka Aaya Tamanna (1969) 03:32 17642
 
Poster of Tamanna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:32   Song Number : 17642   

Taash Ke Baawan Patte Tamanna (1969) 04:53 36551
 
Poster of Tamanna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Asit Sen
Duration : 04:53   Song Number : 36551   

Tere Jaisa Kaun Hai Tamanna (1969) 05:35 36776
 
Poster of Tamanna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mala Sinha
Duration : 05:35   Song Number : 36776