Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSuhaag (1979)
HomeSuhaag (1979)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o o o o o o o aaj imtihaan hai imtihaan haiiiii aaj imtihaan hai aaj ki raat tu mera mehmaan haiiiii aaj imtihaan hai mast nazar se main jaam tod dungi peene nahin dungi main peene nahin dungi mast nazar se main jaam tod dungi peene nahin dungi main peene nahin dungi imtihaan haiiiii mera imtihaan hai imtihaan haiiiii tera imtihaan hai barson se pee raha hai mar mar ke jee raha hai barson se pee raha hai mar mar ke jee raha hai iska gulam banke sheeshe ka jaam banke gir kar na toot jana mujhse na rooth jaana ghum ka ilaaz main hoon masti mein aaj main hoon itni hai pyaas raja aa mere paas aa ja matlab to hai nashe se pani se hoke may se roko na maykashi se par teri zindagi se meri jaan haiiiiii aaj imtihaan hai imtihaan haiiiii tera imtihaan hai o naujawaan sharabi peene mein hai kharabi o naujawaan sharabi peene mein hai kharabi ye shab hai khoobsurat jis sheh ki hai zarurat wo saamne hai tere tu saamne hai mere dono ke dil hai bojhal deewaar hai ye bottle aahe
athara baras ki tu hone ko aayi re athara baras ki tu hone ko aayi re kaun poochhegaaaaaaaaa jatan kuchh kar le sajan kar le jatan kuchh kar le khaali baaton se teri baat naa banegi raaja khaali baaton se teri baat naa banegi raaja humse naa hogaaaaaaaa milan kuchh kar le kuchh kar le jatan kuchh kar le mere ghoonghroo salamat hazaaron kadardaan hain mere ghoonghroo salamat hazaaron kadardaan hain ek tu hi nahin dil mein dil mein laakhon mehmaan hain laakhon mehmaan hain lekin kab tak naachegi kabhi to thakegaaaaaaaaa badan kuchh kar le kuchh kar le jatan kuchh kar le hooooo kar le hum se muhabbat muhabbat muhabbat kar le hum se muhabbat guzar naa jaayen ghadiyaan tootti hain paayal to banti hain hathkadiyaan haaye tootti hain paayal to banti hain hathkadiyaan main hathkadiyaan pehnungi main hathkadiyaan pehnungi naa pehnungi tere kangan kuchh kar le kuchh kar le jatan kuchh kar le athara baras ki tu hone ko aayi re athara baras ki tu hone ko aayi re kaun
aye yaar sun yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai aye yaar sun yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai jawaab ik nahin humaraa kahin badi khub jodi humaari hai aye yaar sun yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai kya dekhta hoon main kab dekhta hoon kya dekhta hoon main kab dekhta hoon teri nazar se main sab dekhta hoon teri kasam ye haath hai mere maagar inn mein taaqat tumhaari hai aye yaar sun yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai dil mein lagaayi hai tasveer teri dil mein lagaayi hai tasveer teri tera naseeba hai taqdeer meri tum donon ne jo kuchh kahaa maine suna magar ab suno meri baari hai aye yaar sun yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai hum se jo uljhe wo hoga deewana hum se jo uljhe wo hoga deewana aawaaz tu de main baandhun nishaana udte huye panchhi ke parr hum kaat len ke main jaal hoon tu shikaari hai aye yaar sun yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai hum hain jawaani ke din raat jaise hum hain jawaani ke din raat jaise
Main To Beghar Hoon
heyyyyyyyyyyyyy kaal ke panje se maata bachaoo jai maa asht bhawaani kaal ke panje se maata bachaoo jai maa asht bhawaani maa jai maa asht bhawaani maa jai maa asht bhawaani hey naam re sabse badaa tera naam sheronwali unche deron waali bigde banaa de mere kaam naam re hey naam re sabse badaa tera naam o sheronwali unche deron waali bigde banaa de mere kaam naam re aisa kathin pal aise ghadi hai vipdaa aan padi hai tuhi dikha ab rastaa ye duniya rastaa roke khadi hai mera jivan bana ik sangraam sheronwali unche deron waali bigde banaa de mere kaam naam re bhakton ko dushton se chhudaye bhujti jyot jagayee jiska nahin hai koi jagat mein tu uski ban jaaye teenon lok kare tohe pranaam o sheronwali unche deron waali bigde banaa de mere kaam naam re heyyyyy tuhi lene wali maata tuhi dene wali teri jai jai kaar karun main bhar de jholi khaali kaam safal ho mera de aisa vardaan tere bal se ho jaaye nirbal bhi balwaan beech bhawar mein dol rahi hai paar laga de naiyyaa jai
teri rabb ne bana di jodi teri rabb ne teri rabb ne bana di jodi tu haan kar yaa naa kar yaara ho yaara ye bole jogi ka iktaara hooo ho teri rabb ne bana di jodi tu haan kar yaa naa kar yaara ho yaara ye bole jogi ka iktaara hooo kya bole tera iktaara kya bole ho kya bole tera iktaara mujhe kya lena hai jogi o jogi meri shaadi marzi se hogi hoooo kya karne hain ghode haathi kya karne hain baarati nainon ki iss doli mein chal mujhe bitha le saathi re aisi ladki kahaan milti hai gudiyaa ki tarah hilti hai din raat tadapte hain bhanware tab ek kali khilti hai hatt jaao mujhe jaane do hatt jaao o hatt jaao mujhe jaane do naa khankaao khan khan kangna o kangnaa mujhe nahin banana tera sajna hoooo pehle kyun aankh ladaayi gori ki neend churayi pehle kyun aankh ladaayi gori ki neend churayi kar ke badnaam kisi ko banta hai ab harzaai iss jatt yamle se darna ab tu inkaar naa karna chup kar ke ban jaa dulha ye laathi dekh le warna mat baandho zabardasti se mat baandho o mat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Imtihaan Hai Suhaag (1979) 05:09 32446
 
Poster of Suhaag (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 05:09   Song Number : 32446   

Athara Baras Ki Tu Suhaag (1979) 04:12 14288
 
Poster of Suhaag (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 04:12   Song Number : 14288   

Aye Yaar Sun Yaari Teri Suhaag (1979) 06:48 20115
 
Poster of Suhaag (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 06:48   Song Number : 20115   

Main To Beghar Hoon Suhaag (1979) 05:07 38278
 
Poster of Suhaag (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Parveen Babi
Duration : 05:07   Song Number : 38278   

O Sheronwali Suhaag (1979) 06:17 32451
 
Poster of Suhaag (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 06:17   Song Number : 32451   

Teri Rabb Ne Bana Di Suhaag (1979) 05:39 21309
 
Poster of Suhaag (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 05:39   Song Number : 21309