Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSholay (1975)
HomeSholay (1975)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oh oh oh oh ho ho ho ho ho ho haan jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi eee haan jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi haan jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi pyaar kabhi bhi marta nahin maut se bhi ye darta nahin pyaar kabhi bhi marta nahin maut se bhi ye darta nahin lut jaayenge mit jaayenge mar jaayenge hum zinda rahegi hamaari dastaan hooo hooo jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi toot jaaye paayal to kya paaon ho jaayen ghaayal to kya toot jaaye paayal to kya paaon ho jaayen ghaayal to kya dil diya hai dil liya hai pyaar kiya hai to dena padega muhabbat ka imtehaan hooo jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi main naachoongi main naachoongi main naachoongi ye nazar jhuk sakti nahin ye zubaan ruk sakti nahin ye nazar jhuk sakti nahin ye zubaan ruk sakti nahin main kahoongi gham sahoongi chup rahoongi kya bebas hoon lekin nahin main bezubaan hooo jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi haan jab tak hai jaan jaane jahan
chalo saheli chalo re saathi holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain gile shikwen bhul ke doston dushman bhi gale mil jaate hain holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain gori tere rang jaisa thoda sa main rang bana loon aa tere gulaabi gaalon se thoda sa gulaal chura loon jaa re jaa deewane tu holi ke bahaane tu jaa re jaa deewane tu holi ke bahaane tu chhed na mujhe besaram poochh le zamaane se aise hi bahaane se liye aur diye dil jaate hai yahi teri marzi hai to achha chal tu khush ho le paas aake chhoona na mujhe chahe mujhe door se bhigo le heere ki kani hai tu matti se bani hai tu heere ki kani hai tu matti se bani hai tu chhone se jo toot jaayegi kaanton ke chhoone se phoolon se naazuk naazuk badan chhil jaaten hai gile shikwen bhul ke doston dushman bhi gale mil jaate hain holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain holi ke din
koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai tetion se gaadi jab chhoot jaati hai to ek do teen ho jaati hai haathon mein chabuk honthon pe gaaliyaan haathon mein chabuk honthon pe gaaliyaan badi nakhre waaliyaan hoti hai taange waaliyaan koi taange waali jab ruth jaati hai to hai to hai to aur namkeen ho jaati hai koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai zulfon mein chhaiyaan mukhde pe dhoop hai zulfon mein chhaiyaan mukhde pe dhoop hai bada mazedaar goriye ye tera rang roop hai dor se patang jab toot jaati hai to hai to hai to rutt rangeen ho jaati hai koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai tetion se gaadi jab chhoot jaati hai to ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai
uoo uo uo uoo ooh ooh ho mehbooba ae mehbooba oooh mehbooba ae mehbooba mehbooba ae mehbooba uoo uoo uoo gulshan mein gul khiltein hain jab sehra mein miltein hain gulshan mein gul khiltein hain jab sehra mein miltein hain main aur tu uoo mehbooba ae mehbooba mehbooba ae mehbooba uoo uoo uoo gulshan mein gul khiltein hain jab sehra mein miltein hain gulshan mein gul khiltein hain jab sehra mein miltein hain main aur tu uoo phool bahaaron se nikla chaand sitaaron se nikla phool bahaaron se nikla chaand sitaaron se nikla din dooba oo ooh mehbooba ae mehbooba mehbooba ae mehbooba uoo uoo uoo gulshan mein gul khiltein hain jab sehra mein miltein hain gulshan mein gul khiltein hain jab sehra mein miltein hain main aur tu uoo husnu ishq ki raahon mein baahon mein nigaahon mein husnu ishq ki raahon mein baahon mein nigaahon mein dil dooba oo ooh mehbooba ae mehbooba mehbooba ae mehbooba uoo uoo uoo gulshan mein gul khiltein hain jab sehra mein miltein hain gulshan mein
ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge arre meri jeet teri jeet teri haar meri haar sun ae mere yaar tera ghum mera ghum meri jaan teri jaan aisa apna pyaar jaan pe bhi khelenge tere liye le lenge jaan pe bhi khelenge tere liye le lenge sabse dushmani ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge logon ko aate hain do nazar hum magar dekho do nahin arre ho juda ya khafa ae khuda hai dua aisa ho nahin khana peena saath hai marna jeena saath hai khana peena saath hai marna jeena saath hai saari zindagi ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Haan Jab Tak Hai Jaan Sholay (1975) 05:16 18045
 
Poster of Sholay (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:16   Song Number : 18045   

Holi Ke Din Sholay (1975) 05:49 18046
 
Poster of Sholay (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:49   Song Number : 18046   

Koi Haseena Sholay (1975) 03:59 18047
 
Poster of Sholay (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 03:59   Song Number : 18047   

Mehbooba Mehbooba Sholay (1975) 04:00 18048
 
Poster of Sholay (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jalal Agha, Helen
Duration : 04:00   Song Number : 18048   

Ye Dosti Hum Nahin Sholay (1975) 05:15 18049
 
Poster of Sholay (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Dharmendra
Duration : 05:15   Song Number : 18049