MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSharada (1957)
HomeSharada (1957)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


duniya ne to mujhko chhod diya khoob kiya arey khoob kiya botal ki taraf munh mod diya botal ki taraf munh mod diya khoob kiya arey khoob kiya wo ghadiyaan khwaab ki ghadiyaan thi main jin ghadiyon mein jaaga tha duniya ki khushi ek saaya thi duniya ki khushi ek saaya thi main jiski lagan mein bhaaga tha main jiski lagan mein bhaaga tha paavon ko jo mere tod diya khoob kiya arey khoob kiya botal ki taraf munh mod diya khoob kiya arey khoob kiya jab mujhse zamaana door hua jab mujhse zamaana door hua botal ne kaha bataaun kya kaha har dard ke maare ko ek din padti hai zarurat to meri padti hai zarurat to meri toote huye dil ko jod diya khoob kiya arey khoob kiya duniya ne to mujhko chhod diya khoob kiya arey khoob kiya click here
jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap mere manva jap re preet ki mala hoye jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re preet hai devi preet hai devi preet shivaala jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re hoye jap re hoye jap re jap re jap re preet se badh kar meet naa koi preet se aage reet naa koi preet se badh kar meet naa koi preet se aage reet naa koi chhod jagat ko jogi ban jaa chhod jagat ko jogi ban jaa odh ke preet dushala haan jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap prem nagar ka baasi ho jaa doob ke iss sagar mein kho jaa prem nagar ka baasi ho jaa doob ke iss sagar mein kho jaa agar lagan hai teri saanchi darshan degi baala ho darshan degi baala jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap click here
o chaand jahaan woh jaayein o chaand jahaan woh jaayein tu bhi saath chale jaana kaise hain kahaan hain woh har raat khabar laanaa o chaand jahaan wo jaayein o chaand wo raah agar bhulen aa aa aaa wo raah agar bhulen tu raah dikha dena pardes mein raahi ko manzil ka pata dena hai pehala safar unka aur des hai anjaana har raat khabar laana o chaand jahaan wo jaayein o chaand kehna mere honton par aa aa aa aaaaa kehna mere honton par rukti huyi aahein hain ya raasta unka hai ya raasta unka hai ya meri nigahein hain betaab mohabbat ka betaab hai afsaana o chaand jahaan wo jaayein o chaand aye chaand kasam meri kuchh aur na tu kehna aye chaand kasam meri kuchh aur na tu kehna kehna ke mera tum bin mushkil hai yahaan rehna kehna ke mera tum bin mushkil hai yahaan rehna ik dard ke maare ko achchha nahin tadpaana har raat khabar laana o chaand jahaan wo jaayein o chaand jahaan wo jaayein o chaand click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Duniya Ne To Mujhko sharada (1957) 03:07 21753
 
Poster of Sharada (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Rajinder Krishan
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar, Jeetendra
Duration : 03:07   Song Number : 21753   

Jap Jap Jap Jap Re sharada (1957) 03:29 14232
 
Poster of Sharada (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 14232   

O Chaand Jahaan Woh sharada (1957) 03:49 36472
 
Poster of Sharada (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Raj Kapoor, Shyama
Raag- 
Hamsadhwani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:49   Song Number : 36472