Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSangram (1965)
HomeSangram (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dam dam dam dam damroo baaje thaap dhol ki thaithaiya re nachun sajanva chaam chham ho main to nachun balamva thai thai thai main to nachun sajanva dam dam dam dam damroo baaje thaap dhol ki thaithaiya main nachun sajanva chham chham chham main to nachun balamva thai thai thai main to nachun sajanva chaand ke rath par baith ke aayi main kirnon ki raani main kirnon ki raani odhkar aayi chunariya dhani o seep se jaise moti nikle aisi meri jawaani aisi meri jawaani jaise chanchal raat suhaani tan man mein jal tarang dole tere pyaar ki sargam bole nachun sajanva main to nachun balamva main to nachun sajanva gore mukh par ghunghata dalun naynan mein hai laaj naynan mein hai laaj milenge aaj mujhe sartaaj saat suron ke deep jalaa ke kyun na nachun aaj kyun na nachun aaj mila hai ek anokha raaz baaji apne haath rahegi teri yaad jo saath rahegi nachun sajanva main to nachun balamva main to nachun sajanva aaja tujhko dhundh rahi hai honthon ki muskaan honthon ki muskaan
ooooooo ooooo oooo oooo ooo oooooo oooo hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna haaye haaye haaye hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo tanhaayi ab mujhe bhaane lagi hoo bhaane lagi tanhaayi ab mujhe bhaane lagi hoo bhaane lagi khud pe hansi mujhe aane lagi hoo aane lagi haaye re meri tauba re re re re re re re hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo jazba e dil rang laaya hai rang laaya hai jazba e dil rang laaya hai rang laaya hai banke sahaara koi aaya hai koi aaya hai tumko kahungi apna re re re re re re re hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo pyaar ki bahaar main to laayi hoon main to laayi hoon pyaar ki bahaar main to laayi hoon main to laayi hoon jhoomti nashe mein chali aayi hoon chali aayi hoon kaise rahungi tanha re re re re re re
main to tere haseen khayaalon mein kho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa duniyaa ye keh rahi hai ke deewana ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa ye husn tera khilta hua sa gulaab hai ye husn tera khilta hua sa gulaab hai aankhen teri haseen kanwal ka shabaab hain tu laajawab hai wo khushnaseeb hai teri mehfil mein jo gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa koi na jisko samjha tu ek aisa raaz hai koi na jisko samjha tu ek aisa raaz hai mujhko bhi aaj apne muqaddar pe naaz hai tu dil nawaaz hai aashique hoon teri julfon ke saaye mein so gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa daaman chhuda ke jaao na itne guroor se daaman chhuda ke jaao na itne guroor se kya hai qasoor puchhte hain hum huzoor se dekho na door se kar do khata muaaf jo hona tha ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa duniyaa ye keh rahi hai ke deewana ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dam Dam Damroo Baaje Sangram (1965) 04:12 39757
 
Poster of Sangram (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
Lala Asar Sattar
On Screen Actors- 
Swarna Kumari, Geetanjali
Duration : 04:12   Song Number : 39757   

Ho Masti Mein Dole Sangram (1965) 03:53 39756
 
Poster of Sangram (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
Lala, Asar, Sattar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geetanjali, Dara Singh
Duration : 03:53   Song Number : 39756   

Main To Tere Haseen Khayaalon Sangram (1965) 04:35 32143
 
Poster of Sangram (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Aish
Music Director- 
Lala, Asar, Sattar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Randhaawa
Raag- 
Gara
Duration : 04:35   Song Number : 32143