Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSaathi (1968)
HomeSaathi (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe unka khayaal dil mein tasavvur nigaah mein unka khayaal dil mein tasavvur nigaah mein roshan wohi chiraag hai yaadon ki raah mein wo chhod kar gaye the isi mod par mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe ab to mujhe andheron se ulfat si ho gayi ab to mujhe andheron se ulfat si ho gayi aankhon ko intezaar ki aadat si ho gayi takna hai unki raah yunhi umar bhar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe
husn e jaana idhar aa aaina hoon main tera husn e jaana idhar aa aaina hoon main tera main sawaarunga tujhe saare ghum de de mujhe bheegi palkein na jhuka aaina hoon main tera kitne hi daag uthaye tune mere din raat sajaaye tune choom loon aa main teri palkon ko de doon ye umr teri zulfon ko leke aankhon ke diye muskuraa mere liye meri tasveer e wafa aaina hoon main tera teri chaahat hai ibaadat meri dekhta rehta hoon soorat teri ghar tere dam se hai mandir mera tu hai devi main pujari tera sajjde sau baar karoon aa tujhe pyaar karoon meri aagosh mein aa aaina hoon main tera husn e jaana idhar aa aaina hoon main tera
bhool ja bhool ja bhool ja bhool ja jo chala gaya use bhool ja jo chala gaya use bhool ja wo na sun sakega teri sada jo chala gaya use bhool ja use bhool ja use bhool ja ye hayaa to maut ki hai dagar koi khaak mein koi khaak par ye hayaa to maut ki hai dagar koi khaak mein koi khaak par yehi jaan le wo koi na tha wo gubaar tha tera humsafar use door le ke gayi hawa jo chala gaya use bhool ja use bhool ja use bhool ja bhool ja bhool ja bhool ja bhool ja koi ilteja koi bandagi na kaja se haath chhuda saki koi ilteja koi bandagi na kaja se haath chhuda saki kiye aadmi ne bade jatan magar uske kaam na aa saki na koi dua na koi dawa jo chala gaya use bhool ja wo na sun sakega teri sada jo chala gaya use bhool ja hai mujhe bhi ghum kisi aur ka ke lutaa nagar mere pyaar ka hai mujhe bhi ghum kisi aur ka ke lutaa nagar mere pyaar ka hua dar badar main to iss kadar na khiza ka hoon na bahaar ka mujhe dekh le mujhe kya mila jo chala gaya use bhool ja wo na sun sakega teri
main to pyaar se tere piya maang sajaaungi tere angnaa yeh saari umariyaa bitaaungi main to pyaar se tere piya maang sajaaungi tere angnaa yeh saari umariyaa bitaaungi sajdhaj ke main savere savere mehki mehki karti hoon phere sajdhaj ke main savere savere mehki mehki karti hoon phere lagti hoon kaisi tu bhi to dekhe khol de ankhiyaan saajan mere tere haathon se tere haathon se ye ghungta uthaungi tere angnaa yeh saari umariyaa bitaaungi main to pyaar se tere piya maang sajaaungi tere angnaa yeh saari umariyaa bitaaungi tohe rakh loongi jiya mein basa ke dekhungi phir sees jhuka ke tohe rakh loongi jiya mein basa ke dekhungi phir sees jhuka ke ghar ko tere jaan ke mandir aur mandir mein tujhko bitha ke diyaa gore gore diyaa gore gore tan ka jalaaungi tere angnaa yeh saari umariyaa bitaaungi main to pyaar se tere piya maang sajaaungi tere angnaa yeh saari umariyaa bitaaungi
mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tu hi to mera neel gagan hai pyaar se roshan aankh uthaye aur ghataa ke roop mein tu hai kaandhe pe mere sar ko jhukaaye mujh pe laten bikharaye mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein manzil mere dil ki wahin hai saaya jahaan dildaar hai tera parvat parvat teri ye baahen gulshan gulshan pyaar hai tera meheke hai aanchal mera mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaagi nazar ka khwaab hai jaise dekh milan ka din ye suhaana aankh to tere jalwon mein ghum hai dekhoon tujhe ya dekhoon zamana bekhud hai deewana mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi
mere jeevan saathi chali thi main to pyaasi tune dekha huyi khil ke bahaar mere jeevan saathi chali thi main to pyaasi tune dekha huyi khil ke bahaar mere jeevan saathi masti nazar mein kal ke khumaar ki mukhde pe laali hai piyaa tere pyaar ki khushboo se teri tan ko basa ke lehraaun daali si tere gulzaar ki mere jeevan saathi chali thi main to pyaasi tune dekha huyi khil ke bahaar mere jeevan saathi kahaan ka ujaala abhi wohi raat hai gori gori baahon pe jaise tera haath hai bajti hai chudi teri dhadkan se kaanon mein ab tak wohi teri baat hai mere jeevan saathi chali thi main to pyaasi tune dekha huyi khil ke bahaar mere jeevan saathi tujh ko main sajnaa bindiyaa ka pyaar doon chunari ke rang se ghar ko sanwaar doon zulfon ka gajra nainon ka kaajal tere nazraane hai tujh pe hi waar doon mere jeevan saathi chali thi main to pyaasi tune dekha huyi khil ke bahaar mere jeevan saathi
aaaa haaaa haaaaaaa ye kaun aaya roshan ho gayi mehfil kiske naam se ye kaun aaya ye kaun aaya roshan ho gayi mehfil kiske naam se mere ghar mein jaise sooraj niklaa hai shaam se ye kaun aaya hooooo yaaden hain kuchh aayi si yaa kirnen lehraayi si yaa kirnen lehraayi si dil mein soye geeton ne li hai phir angdaayi si armaanon ki madira chhalki ankhiyon ke jaam se ye kaun aaya roshan ho gayi mehfil kiske naam se mere ghar mein jaise sooraj niklaa hai shaam se ye kaun aaya aahat pe halki halki chhaati dhadke paayal ki aahat pe halki halki chhaati dhadke paayal ki harbori se naam uska lehren poochhe aanchal ki chupke chupke raadha koi poochhe apne shaam se ye kaun aaya hooooo kya kahiye iss aane ko aayaa hai tarsaane ko aayaa hai tarsaane ko dekha usne hans hans ke har apne begaane ko lekin kitna beparwaah hai mere hi salaam se ye kaun aaya roshan ho gayi mehfil kiske naam se mere ghar mein jaise sooraj niklaa hai shaam se ye kaun aaya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhein Khuli Thi Saathi (1968) 04:32 38940
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:32   Song Number : 38940   

Husn E Jaana Saathi (1968) 03:59 14096
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:59   Song Number : 14096   

Jo Chala Gaya Use Bhool Ja Saathi (1968) 05:32 14098
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:32   Song Number : 14098   

Main To Pyaar Se Saathi (1968) 03:29 14091
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:29   Song Number : 14091   

Mera Pyaar Bhi Tu Hai Saathi (1968) 04:35 14092
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 14092   

Mere Jeevan Saathi Saathi (1968) 03:51 14095
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:51   Song Number : 14095   

Ye Kaun Aaya Saathi (1968) 03:45 14097
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Simi
Duration : 03:45   Song Number : 14097