Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSaath Saath (1982)
HomeSaath Saath (1982)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye aisa nahin ke humko koi bhi khushi nahin lekin ye zindagi to koi zindagi nahin aisa nahin ke humko koi bhi khushi nahin lekin ye zindagi to koi zindagi nahin kyun iske faisle humen manzoor ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye paaya tumhen to humko laga tumko kho diya hum dil pe roye aur ye dil hum pe ro diya paaya tumhen to humko laga tumko kho diya hum dil pe roye aur ye dil hum pe ro diya palkon se khaab kyun gire kyun chur ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye
pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi mere haalaat ki aandhi mein bikhar jaaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi ranj aur dard ki basti ka main bashinda hoon ye to bas main hoon ke is haal mein bhi zinda hoon khwaab kyun dekhoon wo kal jis pe main sharminda hoon main jo sharminda hua tum bhi to sharmaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi kyun mere saath koi aur pareshan rahe meri duniya hai jo veeran to veeraan rahe zindagi ka ye safar tum pe to aasan rahe humsafar mujh ko banaogi to pachhtaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi ek main kya abhi aayenge deewane kitne abhi goonjenge mohabbat ke tarane kitne zindagi tumko sunayegi fasane kitne kyun samajhti ho mujhe bhool nahin paaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi mere haalaat ki aandhi mein bikhar jaaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa aa aa aa aa aa aa aa tumko dekha to ye khayaal aayaa zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa tumko dekha to ye khayaal aayaa zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa aaj phir dil ne ik tamanna ki aaj phir dil ne ik tamanna ki aaj phir dil ko humne samjhaya aaj phir dil ko humne samjhaya zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa tum chale jaaoge to sochenge tum chale jaaoge to sochenge humne kya khoya humne kya paaya humne kya khoya humne kya paaya zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa hum jise gunguna nahin sakte hum jise gunguna nahin sakte waqt ne aisa geet kyun gaaya waqt ne aisa geet kyun gaaya zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa tumko dekha to ye khayaal aayaa hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm
ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi phool kyun saare murjha gaye kis liye bujh gayi chandani ye bataa de mujhe zindagi kal jo baahon mein thi aur nigaahon mein thi ab wo garmi kahaan kho gayi kal jo baahon mein thi aur nigaahon mein thi ab wo garmi kahaan kho gayi naa wo andaaz hai naa wo aawaaz hai naa wo andaaz hai naa wo aawaaz hai ab wo narmee kahan kho gayi ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi bewafaa tum nahin bewafaa hum nahin phir wo jazbaat kyun so gaye bewafaa tum nahin bewafaa hum nahin phir wo jazbaat kyun so gaye pyaar tum ko bhi hai pyaar hum ko bhi hai pyaar tum ko bhi hai pyaar hum ko bhi hai faasle phir ye kyun ho gaye ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi phool kyun saare murjha gaye kis liye bujh gayi chandani ye bataa de mujhe zindagi ye bataa de
ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai naa baadlon ki chhanv meinnnn naa chandani ke gaanv mein naa phool jaise raasteeee bane hain iske waaste magar ye ghar ajeeb hai zameen ke kareeb hai ye eeth pathron ka ghar humari hasraton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai jo chandani nahin to kyaaaa ke roshani hai pyaar ki dilon ke phool khil gayee to fikr kya bahaar ki humare ghar naa aayegi kabhi khushi udhaar ki humari raahton ka ghar humari chaahton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai yahaan mehak wafaaon ki muhabbaton ka rang hai ye ghar tumhara khaab hai ye ghar meri umang hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kyun Zindagi Ki Raah Saath Saath (1982) 04:45 14090
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Chitra Singh
On Screen Actors- 
Deepti Naval
Duration : 04:45   Song Number : 14090   

Pyaar Mujh Se Jo Kiya Saath Saath (1982) 04:47 21131
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Deepti Naval, Others
Duration : 04:47   Song Number : 21131   

Tumko Dekha To Ye Saath Saath (1982) 05:00 21362
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Deepti Naval, Farukh Shekh
Raag- 
Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:00   Song Number : 21362   

Ye Bataa De Mujhe Zindagi Saath Saath (1982) 05:00 21461
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Deepti Naval
Duration : 05:00   Song Number : 21461   

Ye Tera Ghar Ye Saath Saath (1982) 05:14 21485
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Deepti Naval
Duration : 05:14   Song Number : 21485