Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaat Aur Din (1967)
HomeRaat Aur Din (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara veeranon mein sehraaon mein aate jaate inn raahon mein tere ishaaron par naachi main jeevan bhar aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara ab to batlaa aye dil mere baaki hain ab kitne phere ab to ruke ye safar mera bhi koi ghar aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara raat aur din ke ye do chehre kab tak pehnun kuchh to keh re kaun hoon main kya hoon sach hoon ke saaya hoon aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara
dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao milne do ab dil se dil ko mitne do majbooriyon ko sheeshe mein apne doobo do sab faaslon dooriyon ko aakhon mein main muskuraun tumhaare jo tum muskuraao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao hum tum na hum tum rahe ab kuchh aur hi ho gaye ab sapnon ke jhilmil nagar mein jaane kahaan kho gaye ab humraah poochhe kisi se na tum apni manzil bataao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao kal hum se poochhe na koi kya ho gaya tha tumhein kal mud kar nahin dekhte hum dil ne kahaa hai chalaa chal jo door peechhe kahin reh gaye ab unhein mat bulaao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai
jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain kya saawan kya bhaadon apne sab din rote beetein hain jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain jeena humko humse to jag ruth gaya hai ek tumhara kya shikvaa humse to jag ruth gaya hai ek tumhara kya shikvaa ab kyun aahein bharte hain hum ab kyun aansu peete hain jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain jeena humko pyaar ki baazi aasan samjhe humne badi nadaani ki pyaar ki baazi aasan samjhe humne badi nadaani ki dil ki duhayi dene wale ye baazi kab jeete hain jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain jeena humko daur e junoon mein kya kya sujhi kya kya humne kar dala daur e junoon mein kya kya sujhi kya kya humne kar dala khud hi garibaan faad liya hai khud hi garibaan seete hain jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain jeena humko raas na aaya hmm mmm hmm mmm hmm mmm hmm mmm hmm mmm hmm mmm
na chhedo kal ke afsaane karo is raat ki baatein chhalakne do ye paimaane karo is raat ki baatein na chhedo kal ke afsaane na phir ye raat aayegi na dil uchhlega seene mein na phir ye raat aayegi na dil uchhlega seene mein na hogi rang be mehfil na aisa rang jeene mein milenge kab ye diwaane karo is raat ki baatein na chhedo kal ke afsaane har ek din kal ka jhagda hai har ek din kal ka hai rona har ek din kal ka jhagda hai har ek din kal ka hai rona ye ghadiyaan raat ki tum bhi na auron ki tarah khona jo kal hoga khuda jaane karo is raat ki baatein na chhedo kal ke afsaane karo wo baat jisse bojh dil ka door ho jaaye karo wo baat jisse bojh dil ka door ho jaaye karo wo zikr jisse bekasi kaaphoor ho jaaye mile hain dil ko behlaane karo is raat ki baatein na chhedo kal ke afsaane karo is raat ki baatein na chhedo kal ke afsaane
phool sa chehraaaaaa phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye jo bhi dekhe ho jaaye paagal apni to haalat kya kahiye phool sa chehra apni adaa se aap simatnaa saaye se apne aap jhijhakna apni adaa se aap simatnaa saaye se apne aap jhijhaknaaaaaaaa haath lage to kumhlaa jaao aisi nazaakat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye phool sa chehra ek nazar se dekh lo jisko bemaut wo to maara hi jaaye ek nazar se dekh lo jisko bemaut wo to maara hi jaayeeeeeee upar se bholi ander se qaatil haaye upar se bholi ander se qaatil aisi sharaarat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye phool sa chehra jiss ko zamaana kehta hai sooraj ye to tumhaara naqsh e kadam hai jiss ko zamaana kehta hai sooraj ye to tumhaara naqsh e kadam haiiiiiiiii mil jaaye jiss ko tum si haseena uski to kismat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya
raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din pag pag mann mera thokar khaaye chaand sooraj bhi raah naa dikhaaye pag pag mann mera thokar khaaye chaand sooraj bhi raah naa dikhaaye aisa ujaalaa koi mann mein samaaye jis se piyaa ka darshan mil jaaye raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din gahraa ye bhed koi mujh ko bataaye kisne kiyaa hain mujhpar anyaay gahraa ye bhed koi mujh ko bataaye kisne kiyaa hain mujhpar anyaay jis kaa ho deep wo sukh nahin paaye jyot diye ki duje ghar ko sajaaye raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din khud nahin jaanoo dhoondhe kis ko nazar kaun dishaa hai mere man ki dagar khud nahin jaanoo dhoondhe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aawaara Aye Mere Dil Raat Aur Din (1967) 05:22 14029
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 05:22   Song Number : 14029   

Dil Ki Giraah Khol Do Raat Aur Din (1967) 04:54 20365
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nargis, Feroz Khan
Duration : 04:54   Song Number : 20365   

Jeena Humko Raas Raat Aur Din (1967) 04:24 32538
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:24   Song Number : 32538   

Na Chhedo Kal Ke Raat Aur Din (1967) 03:58 39042
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:58   Song Number : 39042   

Phool Sa Chehra Raat Aur Din (1967) 04:38 12446
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 04:38   Song Number : 12446   

Raat Aur Din Raat Aur Din (1967) 05:32 12444
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Pradeep Kumar
Duration : 05:32   Song Number : 12444