Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePyar Kiya To Darna Kya (1963)
HomePyar Kiya To Darna Kya (1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaane bahaar husn tera bemisaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai aayi hai mere paas tu iss aan baan se aayi hai mere paas tu iss aan baan se utri ho jaise koyi pari aasmaan se main kyaa kahoon khushi se ajab mera haal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai haai jaane bahaar husn tera bemisaal hai haai ye teri mast adaayein ye baanqpan haai ye teri mast adaayein ye baanqpan kirnon ko bhi main chhoone na doonga tera badan tujh se nazar milaaye ye kis ki majaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai main khushnaseeb hoon ke tujhe maine paa liya main khushnaseeb hoon ke tujhe maine paa liya toone karam kiya mujhe apna banaa liya aise mille hain hum ke bichhadna muhaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai haai jaane bahaar
jab tak hum hain hum hi hum hain koi nahin duniyaa mein apne siwaa haan jab tak hum hain hum hi hum hain koi nahin duniyaa mein apne siwaa apni jawaani hai apna zamana hai phir humen kyun ho kisi ki parwaah heyyy jab tak hum hain hum hi hum hain koi nahin duniyaa mein apne siwaa hum hain mauj nagar ke raaja duniyaa hum se darti hum hain mauj nagar ke raaja duniyaa hum se darti taaj humara neel gagan hai takhat humara dharti hum hai apne dil ke maalik kaun bhala roke humara rasta heyyy jab tak hum hain hum hi hum hain koi nahin duniyaa mein apne siwaa jab tak hum hain hum hi hum hain koi nahin duniyaa mein apne siwaa hum mastaane iss duniyaa ki dukhti rag pehchaane ho hum mastaane iss duniyaa ki dukhti rag pehchaane phoolon mein hum basne waale kaanton ko naa maane hansi bhi apni khushi bhi apni hum nahin jaane hota hai ghum kya hooooo jab tak hum hain hum hi hum hain koi nahin duniyaa mein apne siwaa jab tak hum hain hum hi hum hain koi nahin duniyaa mein apne
mohabbat ka nagma jubaan par naa aata mohabbat ka nagma jubaan par naa aata agar tum naa milte agar tum naa milte muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata agar tum naa milte agar tum naa milte mohabbat ka nagma jubaan par naa aata mera zajbaa e dil mere kaam aaya mujhe ye khushi hai tumhen maine paaya meri zindagi thi ek aawaara baadal jise tumne jaane bahaara banaya jise tumne jaane bahaara banaya ummeedon ka gulshan naa yun muskuraata ummeedon ka gulshan naa yun muskuraata agar tum naa milte agar tum naa milte muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata muqaddar naa jaane kahaan le ke jaata agar tum naa milte agar tum naa milte mohabbat ka nagma jubaan par naa aata tumhin se ye dil ki khushi maine paayi muhabbat bhi mujhko tumhin ne seekhaayi jahaan zindagi ki mili mujhko raahen tumhaari tamanna wahaan le ke aayi tumhaari tamanna wahaan le ke aayi mujhe kaun manzil kaa rastaa dikhaata mujhe kaun manzil kaa rastaa dikhaata agar tum naa
zindagi kya hai ghum ka dariyaa hai naa jeena yahaan bas mein naa marna yahaan bas mein ajab duniyaa hai zindagi kya hai haaye re wo insaan ke jisko ghum ki nazar lag jaaaaye haaye re wo insaan ke jisko ghum ki nazar lag jaaaaye chupke chupke aah bhare aur munh se naa kuchh keh paaye dil apna hanstaa hai khud par aur kabhi rota hai kabhi rota hai zindagi kya hai ghum ka dariyaa hai naa jeena yahaan bas mein naa marna yahaan bas mein ajab duniyaa hai zindagi kya hai jhoothi hai duniyaa ki bahaaren rang hai saare kachche jhoothi hai duniyaa ki bahaaren rang hai saare kachche waqt pade to thaam len daaman phool se kaante achhchhe iss gulshan mein kadam kadam par ek naya dhoka hai naya dhoka hai zindagi kya hai ghum ka dariyaa hai naa jeena yahaan bas mein naa marna yahaan bas mein ajab duniyaa hai zindagi kya hai jab insaan akela tha to dukh bhi na the jeevan mein jab insaan akela tha to dukh bhi na the jeevan mein paaya jab humraahi usne doob gaya uljhan mein ye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaane Bahaar Husn Tera Pyar Kiya To Darna Kya (1963) 05:10 14016
 
Poster of Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Malkauns
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:10   Song Number : 14016   

Jab Tak Hum Hain Pyar Kiya To Darna Kya (1963) 03:20 14015
 
Poster of Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:20   Song Number : 14015   

Mohabbat Ka Nagma Pyar Kiya To Darna Kya (1963) 04:21 14017
 
Poster of Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, B Saroja Devi
Duration : 04:21   Song Number : 14017   

Zindagi Kya Hai Ghum Pyar Kiya To Darna Kya (1963) 07:05 14014
 
Poster of Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 07:05   Song Number : 14014