Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePrince (1969)
HomePrince (1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bach ke jaane naa doongi dildaar teri meri laagi sarat bach ke jaane naa doongi dildaar teri meri laagi sarat khaali jaayenge khaali jaayenge nainon ke waar teri meri laagi sarat khaali jaayenge khaali jaayenge nainon ke waar teri meri laagi sarat bach ke jaane naa doongi dildaar teri meri laagi sarat chaand se mukh pe bindiyaa chamakne lagi haaye haaye chaand se mukh pe bindiyaa chamakne lagi laal honthon ki agni bhadakne lagi roop aisa kisi ne naa dekha kahin roop aisa kisi ne naa dekha kahin har kadam pe jawaani chhalakne lagi haaye haaye har kadam pe jawaani chhalakne lagi maar dalega maar dalege sola singaar teri meri laagi sarat bach ke jaane naa doongi dildaar teri meri laagi sarat tere pichhe hai jag mere pichhe hai tu haaye haaye tere pichhe hai jag mere pichhe hai tu har kadam pe mera haath khinche hai tu log jal jal ke dekhen hain meri taraf log jal jal ke dekhen hain meri taraf meri baahon mein jab aankh miche hai tu haaye haaye meri baahon mein jab
badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye zara paas aao to chain aa jaaye badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye zara paas aao to chain aa jaaye humin jab na honge to aye dilruba kise dekh kar haai sharamaogi na dekhogi phir tum kabhi aaina humare bina roz ghabaraogi badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye zara paas aao to chain aa jaaye hain banne sawarne ka jab hi maza koi dekhne wala aashiq to ho nahin to ye jalwe hain bujhte diye koi mitne wala ik aashiq to ho badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye zara paas aao to chain aa jaaye mohabbat ki ye inteha ho gayi ke masti mein tum ko khuda keh gaya zamana ye insaaf karta rahe bura keh gaya ya bhala keh gaya badan pe sitare lapete huye o jaane tamanna kidhar ja rahi ho zara paas aao to chain aa jaaye
oooo hoooo hooooo hoooo hooo hoooo hooo hoooo hoooo hoooo aaaaa haaaaa haaaaa aaaaa haaaaa aaaaa haaaaa haaaaa haaaaa aaaa heyyyy heyyyy aaaa haaaaaa aaaaa haaaaa oooo hoooo hooooo oooo hoooo oooo hoooo hooooo madhosh hawa matwaali fizaa sansaar suhaana lagta hai madhosh hawa matwaali fizaa sansaar suhaana lagta hai kar le naa kisi se pyaar kahin dil apna deewana lagta hai madhosh hawa matwaali fizaa sansaar suhaana lagta hai raahi hoon naya anjaan dagar pyaara hai bada jeevan ka safar raahi hoon naya anjaan dagar pyaara hai bada jeevan ka safar nikla hoon main apni masti mein maaloom nahin manzil hai kidhar ye badhte huye bechain kadam paayenge thikaana lagta hai kar le naa kisi se pyaar kahin dil apna deewana lagta hai madhosh hawa matwaali fizaa sansaar suhaana lagta hai hothon pe hansi aankhon mein nami kiss baat ki hai duniyaa mein kami hothon pe hansi aankhon mein nami kiss baat ki hai duniyaa mein kami jeena bhi wohi marna bhi wohi taqdeer sabhi ko ek mili
muqabla humse na karo muqabla humse na karo hum tumhen apne rang mein rang dalenge ek hi pal mein hum tumhen apne rang mein rang dalenge ek hi pal mein muqabla humse na karo muqabla humse na karo hum tumhen apne rang mein rang dalenge ek hi pal mein hum tumhen apne rang mein rang dalenge ek hi pal mein muqabla humse na karo muqabla humse na karo hum tumhen apne rang mein rang dalenge ek hi pal mein hum tumhen apne rang mein rang dalenge ek hi pal mein hoye humaare saamne kiska chiraag jalta hai humaare saamne kiska chiraag jalta hai humaare saamne suraj bhi haath malta hai humaare saamne suraj bhi haath malta hai humaare saamne jalwe bhi sar jhukate hain ye husn waale humin se to haar jaate hain muqabla humse na karo muqabla humse na karo hum tumhen apne rang mein rang dalenge ek hi pal mein hum tumhen apne rang mein rang dalenge ek hi pal mein humein na chhedo ke hum to hain naaz ke paale humein na chhedo ke hum to hain naaz ke paale tumhaare jaise bahut dekhe
nazar mein bijli adaa mein shole janaab e aali main sadke jaavaan zaraa palat ke idhar to dekho zaraa palat ke idhar to dekho o gusse waali main sadke jaavaan nazar mein bijli adaa mein shole janaab e aali main sadke jaavaan zaraa palat ke idhar to dekho zaraa palat ke idhar to dekho o gusse waali main sadke jaavaan kabhi to humko salaam kar lo kabhi to poochho ke haal kyaa hai kabhi to humko salaam kar lo kabhi to poochho ke haal kyaa hai ye husn tumko diyaa khudaa ne tumhaara iss mein kamaal kyaa hai nazar mein bijli adaa mein shole janaab e aali main sadke jaavaan zaraa palat ke idhar to dekho zaraa palat ke idhar to dekho o gusse waali main sadke jaavaan tera ye aashiq tera deewaana zamaane bhar se judaa hai pyaare tera ye aashiq tera deewaana zamaane bhar se judaa hai pyaare labon pe mere jo aa gayi hai wo tere dil ki sadaa hai pyaare nazar mein bijli adaa mein shole janaab e aali main sadke jaavaan zaraa palat ke idhar to dekho zaraa palat ke idhar to dekho o
thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye o thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye pankh bina ye udti jaaye o thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye rang e jawaani rang e jawaani kitni suhaani haan kitni suhaani dil ki umenge kya batlaaun dil ki umenge kya batlaaun kitni tufaani haan kitni tufaani jisko dekhe dekhe hi jaaye o thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye baanki adaayen baanki adaayen behki nighaahen haaye behki nighaahen koi rangeela saathi mil jaaye koi rangeela saathi mil jaaye lab pe duwaayen haan lab pe duwaayen manzil manzil dhoom mahchaaye o thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye dil mein kasak dil mein kasak phool si mehak haan phool si mehak baat kare to ras barsaaye baat kare to ras barsaaye chaal mein lachak haan chaal mein lachak khud ko dekhe aur sharmaaye o thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye pankh bina ye udti jaaye ho thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bach ke Jaane Naa Doongi Prince (1969) 05:35 13991
 
Poster of Prince (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Vyjayanthimala
Duration : 05:35   Song Number : 13991   

Badan Pe Sitare Prince (1969) 04:45 20185
 
Poster of Prince (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Vyjayanthimala
Duration : 04:45   Song Number : 20185   

Madhosh Hawa Matwali Prince (1969) 09:54 20843
 
Poster of Prince (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 09:54   Song Number : 20843   

Muqabla Hum Se Na Karo Prince (1969) 06:20 18665
 
Poster of Prince (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Vyjayanthimala
Duration : 06:20   Song Number : 18665   

Nazar Mein Bijli Adaa Mein Shole Prince (1969) 04:27 21034
 
Poster of Prince (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:27   Song Number : 21034   

Thandi Thandi Hawaa Prince (1969) 04:42 21314
 
Poster of Prince (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 04:42   Song Number : 21314