Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePoonam (1952)
HomePoonam (1952)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani neend ki pariyaan aayin sulaane neend ki pariyaan aayin sulaane phoolon ki doli mein jhula jhulaane jhula jhulaane phoolon ki doli mein jhula jhulaane jhula jhulaane naazon ki paali o meri jaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani chaand tera anmol khilona chaand tera anmol khilona pyaar ki godi tera bichhona tera bichhona pyaar ki godi tera bichhona tera bichhona roop nagar ki chhoti si raani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani pure ho tere armaan saare pure ho tere armaan saare itni umar ho jitne hain taare jitne hain taare itni umar ho jitne hain taare jitne hain taare har roz aaye ye shaadmaani har roz aaye ye shaadmaani sunn le khushi ki kahani
ab to aa jaa o balam ab to aa jaa o balam furkat ke maare ro diye haal par duniyaa to duniyaa chaand taare ro diye ab to aa jaa o balam mere naale mere shikwe mere aansun mere ghum mere naale mere shikwe mere aansun mere ghum ek do ki baat kya hai aaj saare ro diye ab to aa jaa o balam shaam guzari raat aayi raat guzari din huaa shaam guzari raat aayi raat guzari din huaa ghum naa poochho zindagi ke har sahaare ro diye ab to aa jaa o balam meri chaahen meri aahen meri raahen lutt ghayin meri chaahen meri aahen meri raahen lutt ghayin doobti aankhon ke ab pyaase kinaare ro diye ab to aa jaa o balam furkat ke maare ro diye haal par duniyaa to duniyaa chaand taare ro diye ab to aa jaa o balam
din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka din suhaane ye mausam bahaar ka dil ye chaahe main gaaun geet pyaar ka dil ye chaahe main gaaun geet pyaar ka hoo geet pyaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka ye dhadkan ye masti ye hulchal ye dhadkan ye masti ye hulchal ye jawaani pe khushiyon ka aanchal ye jawaani pe khushiyon ka aanchal kehna kya zindagi ke singaar ka kehna kya zindagi ke singaar ka mausam bahaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka jee ye chaahe ke apna ho koi jee ye chaahe ke apna ho koi neend mein pyaara sapna ho koi neend mein pyaara sapna ho koi aur maza ho kisi ke intezaar ka aur maza ho kisi ke intezaar ka mausam bahaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka khil uthi dil ki khaamosh kaliyaan khil uthi dil ki khaamosh kaliyaan jab sajaayi ummeedon ki galiyaan jab sajaayi ummeedon ki galiyaan ye machalna dil e beqaraar ka ye machalna dil e beqaraar ka mausam bahaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka dil
do din ki zindagi mein dukhde hain beshumaar dukhde hain beshumaar do din ki zindagi mein dukhde hain beshumaar dukhde hain beshumaar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar ubhrenge phir sitaare chamkega phir se chaand chamkega phir se chaand ubhrenge phir sitaare chamkega phir se chaand chamkega phir se chaand ujde huye chaman mein aayegi phir bahaar aayegi phir bahaar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar hai dhoop kahin chhaayaaaa hai dhoop kahin chhaayaa ye zindagi ki reet ye zindagi ki reet hai aaj teri haar to phir kal hai teri jeet hai aaj teri haar to phir kal hai teri jeet har saans tujhse bas yahi kehti hai baar baar kehti hai baar baar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar marne ke sau bahaane jeene ko sirf ek jeene ko sirf ek marne ke sau bahaane jeene ko sirf ek jeene ko sirf ek ummeed ke suron mein bajte hain dil ke taar bajte hain dil ke taar hai zindagi ussi
jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera angdaai aane lagi masti bhi gaane lagi aankhon mein pyaar liye raat bhi jaane lagi aankhon mein pyaar liye raat bhi jaane lagi chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera main naachun pyaar naache mera singaar naache taaron ne saaz chheda dil ki pukaar naache taaron ne saaz chheda dil ki pukaar naache chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani
o bhole baalma o more saajna aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun o bhole baalma o more saajna aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun kehti hai bahaar mere phoolon ko dekh kehti hai bahaar mere phoolon ko dekh baagon mein daaliyon pe jhulon ko dekh baagon mein daaliyon pe jhulon ko dekh unche unche baadlon ko gale laga ke unche unche baadlon ko gale laga ke jhoome ye aasmaan ghumen ye aasmaan aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun o bhole baalma o more saajna aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun ambua ki daal pe koyal ka shor ambua ki daal pe koyal ka shor sapnon ki chhaaon mein naache mann mor sapnon ki chhaaon mein naache mann mor bholi bhaali teri chhabi nainon mein laa ke bholi bhaali teri chhabi nainon mein laa ke dole ye dil jawaan bole ye dil jawaan aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun o bhole baalma
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aayi Aayi Raat Suhaani Poonam (1952) 04:21 13966
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 04:21   Song Number : 13966   

Ab To Aa Jaa O Balma Poonam (1952) 03:15 13967
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:15   Song Number : 13967   

Din Suhaane Ye Mausam Poonam (1952) 03:29 13968
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:29   Song Number : 13968   

Do Din Ki Zindagi Mein Poonam (1952) 03:13 13969
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:13   Song Number : 13969   

Jhoome Dil Mera Poonam (1952) 03:08 13970
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:08   Song Number : 13970   

O Bhole Balma Poonam (1952) 03:18 13971
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:18   Song Number : 13971