Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePiya Ka Ghar (1972)
HomePiya Ka Ghar (1972)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bombai shehar ki tujhko chal sair kara doon bombai shehar ki tujhko chal sair kara doon aa teri har ek shikayat aaj mita doon aa teri har ek shikayat aaj mita doon bombai shehar ki tujhko chal sair kara doon aa teri har ek shikayat aaj mita doon aa teri har ek shikayat aaj mita doon badi rangeeli hai ye sadken inn sadkon pe do dil dhadke badi rangeeli hai ye sadken inn sadkon pe do dil dhadke ik tera ik mera ik tera ik mera aaaa haaaaa haaaaa aaaa haaaaa haaaaa tam tam mein baithegi ke palkon pe bitha loon aa teri har ek shikayat aaj mita doon aa teri har ek shikayat aaj mita doon badi mushkil se mila aaj ye mauka aaj bhi ho naa jaaye koi dhokha badi mushkil se mila aaj ye mauka aaj bhi ho naa jaaye koi dhokha chal haule mann dole chal haule mann dole aaaa haaaaa haaaaa aaaa haaaaa haaaaa teri raahon pe main apni aankhen bichhaa doon aa teri har ek shikayat aaj mita doon aa teri har ek shikayat aaj mita doon lagta hai aise sun o shehzaadi aaj huyi hai jaise teri
piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki mere piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki abhi aate honge abhi aayenge wo mulaaqatein hongi ho kayi baatein hongi piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki nainon se to nain mile hain waise hum din rain mile hain nainon se to nain mile hain waise hum din rain mile hain mile sadaa mele mein mile na akele mein milan wo aadha tha pura milan aaj hai piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki kaisi rutt hai ye matwaali saara ghar hai khaali khaali kaisi rutt hai ye matwaali saara ghar hai khaali khaali koi nahin roke jo roke humein toke jo yahaan se wahaan tak mera hi to raaz hai piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki main to chunari odh loongi aaye wo to munh mod loongi main to chunari odh loongi aaye wo to munh mod loongi ghoongta na kholoongi saiyaan ji se boloongi chhodo na chhedo na aati mohe laaz hai piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar
yeh jeewan hai is jeewan ka yahi hai yahi hai yahi hai rang roop yeh jeewan hai is jeewan ka yahi hai yahi hai yahi hai rang roop thode ghum hain thodi khushiyan thode ghum hain thodi khushiyan yahi hai yahi hai yahi hai chaanv dhoop yeh jeewan hai yeh na socho ismein apni haar hai ke jeet hai yeh na socho ismein apni haar hai ke jeet hai use apna lo jo bhi jeewan ki reet hai yeh zid chodo yun na todo har pal ik darpan hai yeh jeewan hai is jeewan ka yahi hai yahi hai yahi hai rang roop yeh jeewan hai dhan se na duniya se ghar se na dwaar se dhan se na duniya se ghar se na dwaar se saanson ki dor bandhi hai preetam ke pyaar se duniya choote par na toote yeh aisa bandhan hai yeh jeewan hai is jeewan ka yahi hai yahi hai yahi hai rang roop thode ghum hain thodi khushiyan yahi hai yahi hai yahi hai chaanv dhoop yeh jeewan hai
ye zulf kaisi hai zanjeer jaisi hai ye zulf kaisi hai zanjeer jaisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai ye aankh kaisi hai haaye teer jaisi hai ye aankh kaisi hai haaye teer jaisi hai wo kaisa hoga jiski tasveer aisi hai ye zulf kaisi hai zanjeer jaisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai wo kaisa hoga jiski tasveer aisi hai tum to mujhe pasand ho kya main tumhen pasand hoon kya tum rajamand ho main to rajamand hoon main tumse kya bolun taqdeer kaisi hai main tumse kya bolun taqdeer kaisi hai wo kaisa hoga jiski tasveer aisi hai ye zulf kaisi hai zanjeer jaisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai hooo hoooooooo ghunghat nikaal ke piyaa baithungi main to aaj se dekho naa iss tarah mujhe marr jaaungi main laaj se ye khaab kaisa hai taabeer kaisi hai ye khaab kaisa hai taabeer kaisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai ye aankh kaisi hai haaye teer jaisi hai wo kaisa hoga jiski tasveer aisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bombai Shehar Ki Piya Ka Ghar (1972) 07:09 13961
 
Poster of Piya Ka Ghar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Anil Dhawan
Duration : 07:09   Song Number : 13961   

Piya Ka Ghar Hai Ye Piya Ka Ghar (1972) 04:52 12427
 
Poster of Piya Ka Ghar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 04:52   Song Number : 12427   

Ye Jeevan Hai Piya Ka Ghar (1972) 03:51 21466
 
Poster of Piya Ka Ghar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Dhawan
Duration : 03:51   Song Number : 21466   

Ye Zulf Kaisi Hai Piya Ka Ghar (1972) 04:20 21459
 
Poster of Piya Ka Ghar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 04:20   Song Number : 21459