Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNirala (1950)
HomeNirala (1950)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye tasavvur mein tumse huyi kitni baaten guzaari bahut jaag kar hamne raaten tasavvur mein tumse huyi kitni baaten guzaari bahut jaag kar hamne raaten kabhi hamne chhup chhup ke aansu bahaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye banaa kar tumhen apna kya hamne paaya khushi lut gayi chain dil ka ganvaaya banaa kar tumhen apna kya hamne paaya khushi lut gayi chain dil ka ganvaaya bade ghum sahe aur bahut dukh uthaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye
o dekho ji dekho ji dekho ji dekho dekho taare ko taara kehta hai gupchup ye karke ishaara ho karke ishaara kya chandani raat mein jaane kya baat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein ho chandani raat mein jaane kya baat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein dekh rahi aaj main sapna naya re kaanon mein koi kuchh keh ke gaya re dekh rahi aaj main sapna naya re kaanon mein koi kuchh keh ke gaya re dheere se le ke haathon mein haath re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein ho chandani raat mein jaane kya baat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein chanda ko dekh ke ji rahi chakori saanware ko dekh ke jhoom rahi gori chanda ko dekh ke ji rahi chakori saanware ko dekh ke jhoom rahi gori haathon se naach re man bhi muskaat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein ho chandani raat mein jaane kya baat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein o dekho ji dekho ji dekho ji
mehfil mein jal uthi shamma mehfil mein jal uthi shamma parwaane ke liye preet bani hai duniyaa mein mar jaane ke liye mehfil mein jal uthi shamma parwaane ke liye preet bani hai duniyaa mein mar jaane ke liye chaaron taraf lagaye phere phir bhi har dam door rahe ulfat dekho aag bani hai milne se majboor rahe yahi sazaa hai duniyaa mein yahi sazaa hai duniyaa mein deewane ke liye preet bani hai duniyaa mein mar jaane ke liye mehfil mein jal uthi shamma parwaane ke liye preet bani hai duniyaa mein mar jaane ke liye marne ka hai naam muhabbat jalne ka hai naam jawaani pathar dil hai sunne waale kehne waala aankh ka paani aansoo aaye aankhon mein aansoo aaye aankhon mein gir jaane ke liye preet bani hai duniyaa mein mar jaane ke liye mehfil mein jal uthi shamma parwaane ke liye preet bani hai duniyaa mein mar jaane ke liye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aisi Muhabbat Se Hum Baaz Aaye Nirala (1950) 03:12 37557
 
Poster of Nirala (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:12   Song Number : 37557   

Chandani Raat Mein Nirala (1950) 02:53 39065
 
Poster of Nirala (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:53   Song Number : 39065   

Mehfil Mein Jal Uthi Nirala (1950) 03:10 13880
 
Poster of Nirala (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
P L Santoshi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:10   Song Number : 13880