Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNeel Kamal (1968)
HomeNeel Kamal (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille naazon se tujhe paala maine kaliyon ki tarah phoolon ki tarah bachppan mein jhoolaayaa hai tujh ko baahon ne meri jhooloon ki tarah mere baag ki ae naazuk daali tujhe har pal nayi bahaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille jiss ghar se bandhein hain bhaag tere uss ghar mein sadaa teraa raaj rahe honthon pe hansee ki dhoop khile maathe pe khushi kaa taaj rahe kabhi jiski jyot naa ho pheeki tujhe aisa roop singaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille beetein tere jeewan ki ghadiyaan aaraam ki thandi chhaanvv mein kaanta bhi naa chubhne paaye kabhi meri laadli tere paanv mein uss dwaar se bhi dukh door rahe jiss dwaar se tera dwaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural
khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar bada bada sar khaali dabba bada bada tan khaali botal bada bada sar khaali dabba bada bada tan khaali botal wo bhi aadhe khaali nikale jinpe laga tha bhare ka lable wo bhi aadhe khaali nikale jinpe laga tha bhare ka lable wooo humne is duniya ke dil mein jhaanka hai sau baar le le khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar bhare the tab banglon mein thehre are khaali huye to hum tak pahuche bhare the tab banglon mein thehre khaali huye to hum tak pahuche mehalon ki khushiyon ke paale phutpaathon ke ghum tak pahunche mehalon ki khushiyon ke paale phutpaathon ke ghum tak pahunche hoo oo in sharnarthiyon ke sar par de de thoda pyaar le khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar khaali ki guarantee dunga
hey rom rom mein basne waale raam hey rom rom mein basne waale raam jagat ke swami hey anteryaami main tujh se kya maangu main tujh se kya maangu hey rom rom mein basne waale raam aas ka bandhan tod chuki hoon tujh par sab kuchh chhod chuki hoon aas ka bandhan tod chuki hoon tujh par sab kuchh chhod chuki hoon naath mere main kyun kuchh sochun naath mere main kyun kuchh sochun tu jaane tera kaam jagat ke swami hey anteryaami main tujh se kya maangu main tujh se kya maangu hey rom rom mein basne waale raam tere charan ki dhool jo paaye wo kankar heera ho jaaye tere charan ki dhool jo paaye wo kankar heera ho jaaye bhaag mere jo maine paaya inn charnon mein dhaam jagat ke swami hey anteryaami main tujh se kya maangu main tujh se kya maangu hey rom rom mein basne waale raam bhed tera koi kya pehchaane jo tujh sa ho wo tujhe jaane bhed tera koi kya pehchaane jo tujh sa ho wo tujhe jaane tere kiye ko hum kya deven tere kiye ko hum kya deven bhale bure ka naam jagat ke
sharma ke yun na dekh ada ke maqaam se sharma ke yun na dekh ada ke maqaam se ab baat badh chuki hai haya ke maqaam se tasveer kheench li hai tere shokh husn ki tasveer kheench li hai tere shokh husn ki meri nazar ne aaj khata ke maqaam se aaaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa duniya ko bhool kar meri baanhon mein jhool ja aawaaz de raha hun wafa ke maqaam se dil ke muaamale mein nateeje ki fiqr kya dil ke muaamale mein nateeje ki fiqr kya aage hai ishq zurm o saza ke maqaam se sharma ke yun na dekh ada ke maqaam se
aaaa aaaaa aaja aaja aaja aaaaa aaaa aaja aaja aaja tujhko pukare mera pyaar hooo tujhko pukare mera pyaar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar aakhri pal hai aakhri aahen tujhe dhoondh rahi hain doobti saansen bujhti nigahen tujhe dhoondh rahi hain saamne aaja ek baar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar dono jahan ki bhent chadha di maine chaah mein teri apne badan ki khaak mila di maine raah mein teri ab to chali aa iss paar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar itne yugon tak itne dukhon ko koi seh na sakega teri kasam mujhe tu hai kisi ki koi keh na sakega mujhse hai tera iqraar hoye aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar teri nazar ki oss pade to bujhe pyaas milan ki tere badan ki oat mite to rahe laaj lagan ki mil jaaye chain qaraar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar hoye tujhko pukare mera pyaar tujhko pukare mera pyaar
wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein chali hai aaj bhatakne udaas raahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein tamaam umar ke rishte ghadi mein khaak huye tamaam umar ke rishte ghadi mein khaak huye naa hum hain dil mein kisi ke naa hain nighaahon mein naa hum hain dil mein kisi ke naa hain nighaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein ye aaj jaan liya apni kam naseebi ne ye aaj jaan liya apni kam naseebi ne ke begunaahi bhi shaamil huyi gunaahon mein ke begunaahi bhi shaamil huyi gunaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein kisi ko apni zaroorat naa ho to kya kije kisi ko apni zaroorat naa ho to kya kije nikal pade hain simatne kazaa ki baahon mein nikal pade hain simatne kazaa ki baahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein chali hai aaj bhatakne udaas raahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baabul Ki Duaayein Leti Jaa Neel Kamal (1968) 04:21 20171
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 04:21   Song Number : 20171   

Khaali Dabba Khaali Botal Neel Kamal (1968) 04:37 32124
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 04:37   Song Number : 32124   

Rom Rom Mein Basne Neel Kamal (1968) 04:29 12414
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:29   Song Number : 12414   

Sharma Ke Yun Na Dekh Neel Kamal (1968) 07:20 32312
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Raj Kumar
Duration : 07:20   Song Number : 32312   

Tujhko Pukare Mera Pyaar Neel Kamal (1968) 05:33 13864
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:33   Song Number : 13864   

Wo Zindagi Jo Thi Ab Tak Neel Kamal (1968) 05:14 13866
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 05:14   Song Number : 13866