Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNaya Ghar (1953)
HomeNaya Ghar (1953)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum unke paas aate hain wo humse door jaate hain tadap kar daastaan apni bahaaron ko sunaate hain bahaaron ko sunaate hain hum unke paas aate hain jabse humko pyaar hua hai jeena bhi dushwaar hua hai jeena bhi dushwaar hua hai sahaare jab na paate hain to phir ghabra hi jaate hain tadap kar daastaan apni bahaaron ko sunaate hain bahaaron ko sunaate hain hum unke paas aate hain bin tere viraan jahaan hai gulshan ka har phool khizaan hai gulshan ka har phool khizaan hai tujhe armaan bulaate hain naye toofaan uthaate hain tadap kar daastaan apni bahaaron ko sunaate hain bahaaron ko sunaate hain hum unke paas aate hain dard mein doobi shaam na puuchho aahon ka anjaam na puuchho aahon ka anjaam na puuchho shama ghum ki jalaate hain andhere badhate jaate hain tadap kar daastaan apni bahaaron ko sunaate hain bahaaron ko sunaate hain hum unke paas aate hain
ja ja ja re ja re jaaaaa ja ja ja re ja re ja reee ranj o ghum ke andhere tu ja tera mera saath kyaaaa tera mera saath kya reee tu mere dil ki duniya se ja ja ja ja re ja re jaaaaa ummeedon ne chheda khushi ka ye taraana nigaahon ne sikha hai phir se muskurana ummeedon ne chheda khushi ka ye taraana nigaahon ne sikha hai phir se muskurana ja ja ja re ja re jaaaaa ja ja ja re ja re ja reee ranj o ghum ke andhere tu ja ja ja ja re ja re jaaaaa muhabbat ki aisi ghadi aa rahi hai nazar meri mujhse hi sharma rahi hai muhabbat ki aisi ghadi aa rahi hai nazar meri mujhse hi sharma rahi hai ja ja ja re ja re jaaaaa ja ja ja re ja re ja reee ranj o ghum ke andhere tu ja ja ja ja re ja re jaaaaa sitaaron ki chhainyaan mein meethi meethi baatein fasaana banengi hamaari mulaqaaten sitaaron ki chhainyaan mein meethi meethi baatein fasaana banengi hamaari mulaqaaten ja ja ja re ja re jaaaaa ja ja ja re ja re ja reee ranj o ghum ke andhere tu ja tera mera saath kyaaaaa tera mera
jawaan hai jahaan jhoom uthi har nazar main hoon ke hai zindagi zehar main hoon ke hai zindagi zehar nazar dhundhati hai naa jaane kise nazar dhundhati hai naa jaane kise ye armaan bulaate hain jaane kise ye armaan bulaate hain jaane kise aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa huyi muddaten soona soona hai ghar main hoon ke hai zindagi zehar main hoon ke hai zindagi zehar ooooo ooooo ooooo ooooo haaye teri bewafaai ooooo ooooo ooooo ooooo haaye teri bewafaai mujhe maut bhi naa aayi mujhe maut bhi naa aayi meri har duaa har sadaa beasar main hoon ke hai zindagi zehar main hoon ke hai zindagi zehar jalaayenge aise zamaane ko hum kiye jisne dil pe ye laakhon sitam kiye jisne dil pe ye laakhon sitam aankh se jitne aansoon tapke ban gaye aaj sitaare intezaar mein ab naa jalenge do naina matwale rulaayenge aise zamaane ko hum rulaayenge aise zamaane ko hum kiye jisne dil pe ye laakhon sitam kiye jisne dil pe ye laakhon sitam
lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain chupke chupke se hawaayein chhed jaati hain chupke chupke se hawaayein chhed jaati hain humko mohabbat ka raag sunaati hain raag sunaati hain lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain aaj na jaane kyun hamaara dil machalta hai aaj na jaane kyun hamaara dil machalta hai jaise bahaaron mein phool mahakta hai phool mahakta hai lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain nain ye kehate hain ulajh kar hum bhi dekhenge nain ye kehate hain ulajh kar hum bhi dekhenge dil ki lagi hai kya hum bhi jaanenge hum bhi jaanenge lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar
unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil nazaare kar gaye jaadu nigaahen de gayin dhokha nigaahen de gayin dhokha nazaare kar gaye jaadu nigaahen de gayin dhokha nigaahen de gayin dhokha uthe toofaan kuchh aise ke doobe pyaar ke saahil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil hazaaron aarzuon se basaaya jis ko pehlu mein hazaaron aarzuon se basaaya jis ko pehlu mein jise samajhe the hum dilbar woh nikla sangdil qaatil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil na jaane kaisi raahon par chali hai zindagi meri chali hai zindagi meri na jaane kaisi raahon par chali hai zindagi meri chali hai zindagi meri ke jeenaa hi nahin ab to mera marna bhi hai mushkil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Unke Paas Aate Hain Naya Ghar (1953) 05:18 32258
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shekhar
Duration : 05:18   Song Number : 32258   

Ja Ja Ja Re Naya Ghar (1953) 02:45 16461
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 02:45   Song Number : 16461   

Jawaan Hai Jahaan Naya Ghar (1953) 03:59 16282
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:59   Song Number : 16282   

Lo Aaye Hain Naya Ghar (1953) 03:50 16283
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Begum Para
Duration : 03:50   Song Number : 16283   

Unhen Tu Bhool Jaa Ae Dil Naya Ghar (1953) 03:53 15641
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shekhar
Duration : 03:53   Song Number : 15641