Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMere Sanam (1965)
HomeMere Sanam (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haan ji baabaa haan ji baabaa kyun na dikhaaun jaane tamannaa jab hai nazar wale phir na milenge saath mein itne dard e jigar wale kyun na dikhaaun jaane tamannaa jab hai nazar wale phir na milenge saath mein itne dard e jigar wale haye haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haaye haan ji baabaa haan ji baabaa rang jamaa hai meri adaaon ki gulakaari kaa tod do jaa ke aankh bachaa ke jaal shikaari kaa rang jamaa hai meri adaaon ki gulakaari kaa tod do jaa ke aankh bachaa ke jaal shikaari kaa haye haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haai haan ji baabaa haan ji baabaa
hoooo hoooo humdum mere maan bhi jaao kehnaa mere pyaar kaa are halka halka surkh labon pe rang to hai iqraar kaa are humdum mere maan bhi jaao kehnaa mere pyaar kaa halka halka surkh labon pe rang to hai iqraar kaa are humdum mere haai pyaar muhabbat ki hawaa pehle chalti hai phir ik latt inkaar ki rukh pe dhalti hai hoye pyaar muhabbat ki hawaa pehle chalti hai phir ik latt inkaar ki rukh pe dhalti hai ye sach hai kam se kam to aye mere sanam latte chehre se sarkaao tamannaa aankhein malti hai haai humdum mere maan bhi jaao kehnaa mere pyaar kaa are halka halka surkh labon pe rang to hai iqraar kaa are humdum mere haai tum se mil mil ke sabaa duniyaan mehkaaye baadal ne chori kiye aanchal ke saaye haai tum se mil mil ke sabaa duniyaan mehkaaye baadal ne chori kiye aanchal ke saaye ye sach hai kam se kam to aye mere sanam churaa loon main bhi do jalwe meraa aramaan bhi rah jaaye haai humdum mere maan bhi jaao kehnaa mere pyaar kaa are halka halka surkh labon pe
humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya iss dil ka kya karenge ye ab aap sochiye hum aap ki wafaa ki kasam kha rahe hai aaj hum aap ki wafaa ki kasam kha rahe hai aaj kaise wafaa karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya jab dil se humne jod liya dil ka silsilaa jab dil se humne jod liya dil ka silsilaa aage hai kya naseeb mein jaane meri bala chhoda jawaab hi pe muhabbat ka faisala kya faisala karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya chaahat ka aitbaar hai kitna haseen khawaab chaahat ka aitbaar hai kitna haseen khawaab aise mein kaun maange kisi baat ka jawaab jab aap hi ke haath hai taqdeer ki kitaab kya kya likha karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya iss dil ka kya karenge ye ab aap sochiye hum aap ki wafaa ki kasam kha rahe hai aaj kaise wafaa karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya
huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh roothi si nazar yeh maathe ki shikan yeh roothi si nazar yeh maathe ki shikan libaas e rang mein yeh bal khata badan hai pyaasa pyaar ka yeh saara baankpan hai pyaasa pyaar ka yeh saara baankpan ho ho ho pyaar kya hai jaane tamanna ab to pehchaano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano aji ik hum to kya ho tum aise hasin aji ik hum to kya ho tum aise hasin farishta bhi tumhein agar dekhe kahin to jannat bhool ke behak jaaye yahin to jannat bhool ke behak jaaye yahin ho ho ho pyaar kya hai jaane tamanna ab to pehchaano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano tumhin ko chun liya nazar ki baat hai tumhin ko chun liya nazar ki baat hai liya ghum aapka jigar ki baat hai ho tum phir bhi khafa asar
jaiye aap kahan jayenge ye nazar laut ke phir aayegi ye nazar laut ke phir aayegi door tak aap ke peechhe peechhe door tak aap ke peechhe peechhe meri aawaaz chali jaayegi jaiye aap kahan jayenge ye nazar laut ke phir aayegi ye nazar laut ke phir aayegi aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aap ko pyaar mera yaad jahaan aayega koi kaanta wahin daaman se lipat jaayega koi kaanta wahin daaman se lipat jaayega jaiye aap kahan jayenge ye nazar laut ke phir aayegi ye nazar laut ke phir aayegi aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jab uthoge meri betaab nigahon ki tarah rok legi koi daali meri baahon ki tarah rok legi koi daali meri baahon ki tarah jaiye aap kahan jayenge ye nazar laut ke phir aayegi ye nazar laut ke phir aayegi aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa dekhiye chain milega na kahin dil ke siva aap ka koi nahin koi nahin dil ke siva
pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main ye dillagi ye shaukhiyaan salaam ki yahi to baat ho rahi hai kaam ki koi to mud ke dekh legaa is taraf koi nazar to hogi mere naam ki pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main suni meri sadaa to kis yakeen se ghata utar ke aa gayee zameen pe rahi yahi lagan to ae dil e jawaan asar bhi ho rahegaa ik haseen pe pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main
ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaaa haaaaaa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaaa haaaaaa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaaa haaaaaa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaaa haaaaaa roka kai baar maine dil ki umang ko kya karun main apni nighaahon ki pasand ko o jaane jaan tu hi mere pyaar ka jahaan hai hooooo oooo oooo oooooo oooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa roka kai baar maine dil ki umang ko kya karun main apni nighaahon ki pasand ko o jaane jaan tu hi mere pyaar ka jahaan hai hooooo oooo oooo oooooo oooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa dekho meri aankhen tumhaara hi khumaar hai honthon ki ye laali sanam tera pyaar hai dekho meri aankhen tumhaara hi khumaar hai honthon ki ye laali sanam tera pyaar hai dil ko lagaaya mujhe to iqraar hai roka kai baar maine dil ki umang ko kya karun main apni nighaahon ki pasand ko o jaane jaan tu hi mere pyaar ka jahaan hai hooooo oooo oooo oooooo oooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa maana tera aanchal haathon se abhi door hai baahon mein utha
tukde hain mere dil ke ae yaar tere aansoo dekhe nahin jaate hain dildaar tere aansoo tukde hain mere dil ke ae yaar tere aansoo katre nahin chhalke ye aankhon ke peyaalon se moti hain muhabbat ke in phool se gaalon pe in phool se gaalon pe behne nahin doongaa main bekaar tere aansoo dekhe nahin jaate hain dildaar tere aansoo tukde hain mere dil ke ae yaar tere aansoo ashkon se bharaa dekhoon kaise teri aankhon ko ae jaan ye sulagtaa ghum de de meri aankhon ko de de meri aankhon ko palkon pe uthaa loongaa sau baar tere aansoo dekhe nahin jaate hain dildaar tere aansoo tukde hain mere dil ke ae yaar tere aansoo
yeh hai reshmi zulfon ka andhera na ghabraiye jahan tak mehak hai mere gesuon ki chale aaiye yeh hai reshmi zulfon ka andhera na ghabraiye jahan tak mehak hai mere gesuon ki chale aaiye yeh hai reshmi zulfon ka andhera na ghabraiye jahan tak mehak hai mere gesuon ki chale aaiye suniye to zara jo haqeeqat hai kahte hain hum khulte rukte inn rangeen labon ki kasam jal uthenge diye jugnuon ki tarah jal uthenge diye jugnuon ki tarah ji tabassum to farmaaiye haan yeh hai reshmi zulfon ka andhera na ghabraiye jahan tak mehak hai mere gesuon ki chale aaiye lal lal laa laaaa lala lala la lala lala la la la lala lala laaaa pyaasi hai nazar yeh bhi kahne ki hai baat kya tum ho mehmaan to na thehregi ye raat kya raat jaaye rahen aap dil mein mere raat jaaye rahen aap dil mein mere armaan ban ke reh jaaiye haan yeh hai reshmi zulfon ka andhera na ghabraiye jahan tak mehak hai mere gesuon ki chale aaiye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Haan Ji Haan Ji Baba Mere Sanam (1965) 04:43 32431
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Biswajit Chatterjee
Duration : 04:43   Song Number : 32431   

Humdum Mere Maan Bhi Jaao Mere Sanam (1965) 04:33 11994
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:33   Song Number : 11994   

Humne To Dil Ko Mere Sanam (1965) 05:14 11901
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Vishwajeet
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:14   Song Number : 11901   

Huye Hain Tum Pe Aashiq Hum Mere Sanam (1965) 04:06 20522
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:06   Song Number : 20522   

Jaiye Aap Kahan Jayenge Mere Sanam (1965) 06:38 20655
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:38   Song Number : 20655   

Pukaarta Chala Hoon Main Mere Sanam (1965) 04:15 21115
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Raag- 
Kirawani
Duration : 04:15   Song Number : 21115   

Roka Kai Baar Maine Mere Sanam (1965) 06:00 21167
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Asha Parekh
Duration : 06:00   Song Number : 21167   

Tukde Hain Mere Dil Ke Mere Sanam (1965) 03:31 21353
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:31   Song Number : 21353   

Yeh Hai Reshmi Zulfon Mere Sanam (1965) 03:48 21440
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 03:48   Song Number : 21440